Jump to content

asimsweetone

اراکین
  • کل پوسٹس

    109
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About asimsweetone

Profile Information

  • مقام
    Pakistan

asimsweetone's Achievements

Enthusiast

Enthusiast (6/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. @ tohidee aap ki is baat ka jawab me pehley day chuka hun janab. zra meri posts gorr say parh letey to acha tha dobarah bol deta hun. phir kaha mai nay jhoot bola qazi ayaz nay is hadees ki tashreeh nahi ki ab tum mujgh par ilzam na lagao. ALLAH say darr jao. kya qazi ayaz nay yeh na kaha shayed tuim nay parha nahi فلا يبعد أن يحجوا ويصلوا كما ورد في الحديث .to kya baeed hai keh wo hujj karien ya namaz parhien jesey doosree hadees mai warid hai kya khyaal hai ab tumhara yeh doosree hadees konsi hai? jhoot boltey sharam karo Qazi ayaz ki baqi tojihaat khaan gaien kion nazar na aaien? agar hum kaheen un ki 4th tojeeh sahih hai jo keh hadees kay muwafiq bhi hai. to? aur agar pehli wali ko bhi maan liya jaye to unhu nay farmaya. : فإن قيل كيف يحجون ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة وليست دار عمل فاعلم أن للمشايخ وفيما ظهر لنا عن هذا أجوبة : أحدها أنهم كالشهداء (translation) ab agar koi kahey keh paighambar to marr gaye aur aakhirat mai gaye(ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة )? ab labbaik kesey kehtey hain aur hajj kesey kartey hain woh to amal karney ka muqam nahi? to hamarey mashaikh aur hum nay is kay kai jawab nikalay hain. aik to yeh keh paighambar shaheedoon ki misal hain بل هم أفضل منهم والشهداء أحياء عند ربهم balkeh in say bhi afzal hain. aur shaheed zinda hain apnay (والشهداء أحياء عند ربهم rabb kay pass. (end) janab wo apnay rubb kay pass hain duniya me nahi. meetha meetha hup hup korra korra thu thu baqi jawabaat bhi parho molvi gee. is kay baad ibne hajar,zahbi,behqi sab yeh matlab letey hain. aur sab say bari baat sihaba kay asaar paish kiye mei ney. janab ko samajh nahi aaye gee ab aur me ney kaha tha Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859: ‏حدثنا ‏ ‏هداب بن خالد ‏ ‏وشيبان بن فروخ ‏ ‏قالا حدثنا ‏ ‏حماد بن سلمة ‏ ‏عن ‏ ‏ثابت البناني ‏ ‏وسليمان التيمي ‏ ‏عن ‏ ‏أنس بن مالك ‏ ‏أن رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏قال أتيت وفي رواية ‏ ‏هداب ‏ ‏مررت على ‏ ‏موسى ‏ ‏ليلة أسري بي عند ‏ ‏الكثيب ‏ ‏الأحمر وهو قائم ‏ ‏يصلي في قبره ‏ (translation aap kar chukay) janab yahaan meraj ka zikar hai aur meraj mojza tha. aur mojzaat say daleel nahi pakri jati. agar nahi manta to batao kabhi pathar (stone) bolta hai??? nahi aur yaqeenun nahi lekin hadees hai ‏و حدثنا ‏ ‏أبو بكر بن أبي شيبة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏يحيى بن أبي بكير ‏ ‏عن ‏ ‏إبراهيم بن طهمان ‏ ‏حدثني ‏ ‏سماك بن حرب ‏ ‏عن ‏ ‏جابر بن سمرة ‏ ‏قال ‏ ‏قال رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏إني لأعرف حجرا ‏ ‏بمكة ‏ ‏كان يسلم علي قبل أن أبعث إني لأعرفه الآن Jabir b. Samura reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I recognise the stone in Mecca which used to pay me salutations before my advent as a Prophet and I recognise that even now. janab kya khyaal hai stone boltey hain?? nahi na to janab yeh mojza hai ALLAH kay nabi ka aur mojzaat say kabhi zahir par daleel nahi li jati. is ka answer wesey me nay asaar e sihaba say day diya hai aap dekh saktey hain. aap kay ali bhai nay to maan liya keh zindagee barzakhi hai jesa me ney un ki baat pehley quote ki. Alhumdulillah maan liya keh zindaghi barzakhi . ALLAH U AKBAR HAQ HAMESHA HAQ HEE REHTA HAI.
  2. aur janab un ki zindagee barzakhi hai, me bohet dalaail paish kar chuka fatwa lagana hai to, sihaba aur muhaddiseen par lagao na. Alhumdulillah maan liya keh zindaghi barzakhi . ALLAH U AKBAR HAQ HAMESHA HAQ HEE REHTA HAI.
  3. @ radiating ali janab nay hadees paish ki Sahih Al MuslimBook 030: Kitab Al Fazahil, Hadith Number 5859: ‏حدثنا ‏ ‏هداب بن خالد ‏ ‏وشيبان بن فروخ ‏ ‏قالا حدثنا ‏ ‏حماد بن سلمة ‏ ‏عن ‏ ‏ثابت البناني ‏ ‏وسليمان التيمي ‏ ‏عن ‏ ‏أنس بن مالك ‏ ‏أن رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏قال أتيت وفي رواية ‏ ‏هداب ‏ ‏مررت على ‏ ‏موسى ‏ ‏ليلة أسري بي عند ‏ ‏الكثيب ‏ ‏الأحمر وهو قائم ‏ ‏يصلي في قبره ‏ (translation aap kar chukay) janab yahaan meraj ka zikar hai aur meraj mojza tha. aur mojzaat say daleel nahi pakri jati. agar nahi manta to batao kabhi pathar (stone) bolta hai??? nahi aur yaqeenun nahi lekin hadees hai ‏و حدثنا ‏ ‏أبو بكر بن أبي شيبة ‏ ‏حدثنا ‏ ‏يحيى بن أبي بكير ‏ ‏عن ‏ ‏إبراهيم بن طهمان ‏ ‏حدثني ‏ ‏سماك بن حرب ‏ ‏عن ‏ ‏جابر بن سمرة ‏ ‏قال ‏ ‏قال رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏إني لأعرف حجرا ‏ ‏بمكة ‏ ‏كان يسلم علي قبل أن أبعث إني لأعرفه الآن Jabir b. Samura reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying: I recognise the stone in Mecca which used to pay me salutations before my advent as a Prophet and I recognise that even now. janab kya khyaal hai stone boltey hain?? nahi na to janab yeh mojza hai ALLAH kay nabi ka aur mojzaat say kabhi zahir par daleel nahi li jati. is ka answer wesey me nay asaar e sihaba say day diya hai aap dekh saktey hain.
  4. @ tohidee kaha scan lagao. aap challenge to karo jo me ney arabic paish ki?? yeh lo tum bhi apna shock poora kar lo online refrence deta hun. is ki translation me kar chuka hun.
  5. @ tohidee janab aap ko is ka jawab mai nay asaar e sihaba say day to diya hai? aur muhaddiseen say bhi diya? ab aap na manien to hamara kya kasoor hai.? siyasat na chalaien aur HAQ ko qabool karien. @ saeedi janab aap kay sawalaat kay jawabaat mai day chuka hun. jo aap nay sab say pehlay poochay the. un sawalaat mai hee aap kay aqeeday ko teses nehes kiya tha aap nay khud. ab aap sirf time zaia kar kay sawalaat par sawalaat kar rahey hain. wwarna HAQ to wazeh kar diya gya hai. ALLAH U AKBAR YA ALLAH MADAD
  6. YA ALLAH MADAD bhai aap nay prove kar diya ALHUMDULILLAH, prove to me ney bhi kiya hai lekin in ko ab samajh nahi aaye gee. ALLAH kay nabi junnat me hain. un ki zindagee kay barey me sawalaat nahi karna chahieen bus ALLAH kay pass hain junnat me aish o aram mein. in logoon na is debate me maan liya nabi hazir nazir nahi hain kion keh yeh bhi ukharwi zindagee mantey hain jesa hafiz ibn e hajar,aur zahbi nay kaha behqi nay bhi shohda ki zindagee kay mushabiha kaha qazi ayaz nay sab say pehley yeh hee baat ki keh shohda apnay rabb kay pass zindah hain aur anbiya un say bhi afzal hain. apnay rabb kay paas na keh duniya ki qabar me
  7. Moosa alehsalam ko unhu nay apni qabar me wakai nahi dekha tha un ko dekhaya gya tha un ki zindagee ka haal jesey bilal raziallahanho ki akhirut ka haal junnat me dekhaya gya Kya haqeeqi zindagee duniyawee zindagee hai? Alhumdulillah yahaan maan liya keh yeh tarjuma nahi agar me na poochta to logoon ko dhkoa diya ja raha tha is lafz say. aur mai phir kahoon ga mojzaat say daleel nahi pakri jati. junnat mai zroor abdaan mai hun gee arwaah. suniya aur akhirut kay darmiaan ki zindagee ukharwi hai aur akhirat kay baad junnat mai haqeeqi zindagee ho gee. Adam alehsalam ki junnati zindagee duniyawee nahi thi janab yeh aap ko kis nay kaha? junnati zindagee ko duniywee kesey keh raho ho tum? adam aleh salam ko bator e saza ALLAH nay junnt mai laye the. yahaan to aap ka aqeeda bhi batil hota hai duniya mai kisi ka anay ko dil nahi karta siwaye un kay jo yeh chahtey hain keh hum duniya mai aa kar dobarah shaheed hun lekin un ko bhi nahi aanay diya jata. EESA alehsalam ki zindagee kay barey me bhi ALLAH hee janta hai hum nahi jantey agar aap jantey hain to bata dien un ko ALLAH nay zindah uthaya tha kesey? is ko sirf ALLAH JANTA hai hum ahi. phir kaha mai nay jhoot bola qazi ayaz nay is hadees ki tashreeh nahi ki ab tum mujgh par ilzam na lagao. ALLAH say darr jao. kya qazi ayaz nay yeh na kaha shayed tuim nay parha nahi فلا يبعد أن يحجوا ويصلوا كما ورد في الحديث .to kya baeed hai keh wo hujj karien ya namaz parhien jesey doosree hadees mai warid hai kya khyaal hai ab tumhara yeh doosree hadees konsi hai? jhoot boltey sharam karo Qazi ayaz ki baqi tojihaat khaan gaien kion nazar na aaien? agar hum kaheen un ki 4th tojeeh sahih hai jo keh hadees kay muwafiq bhi hai. to? aur agar pehli wali ko bhi maan liya jaye to unhu nay farmaya. : فإن قيل كيف يحجون ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة وليست دار عمل فاعلم أن للمشايخ وفيما ظهر لنا عن هذا أجوبة : أحدها أنهم كالشهداء (translation) ab agar koi kahey keh paighambar to marr gaye aur aakhirat mai gaye(ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة )? ab labbaik kesey kehtey hain aur hajj kesey kartey hain woh to amal karney ka muqam nahi? to hamarey mashaikh aur hum nay is kay kai jawab nikalay hain. aik to yeh keh paighambar shaheedoon ki misal hain بل هم أفضل منهم والشهداء أحياء عند ربهم balkeh in say bhi afzal hain. aur shaheed zinda hain apnay (والشهداء أحياء عند ربهم rabb kay pass. (end) janab wo apnay rubb kay pass hain duniya me nahi. meetha meetha hup hup korra korra thu thu baqi jawabaat bhi parho molvi gee.
  8. Jawab no: 1 qol o fail e sihaba ko hujjat nahi mantey agar wo Rasool kay amal say takraye. aqeedah sab sihaba ka aik hee tha agar alag tha to sabit karo. sihaba ka faham laina zroori hai jawab no: 2 Alhumdulillah aaj maan liya nabi hazir o nazir nahi. ALLAH tera shukar hai in ko hidayat day de. Jawab no: 3 Hum bhi to yeh hee kehtey hain keh wo Junnat me hain jesey shohda bhi junnat me hain duniya me nahi. aap un ko kehtey hain hazir nazir. aaj chor diya aqeeda ALHUMDULILLAH. Abhi aur bhi bohet kuch choro gay. Jawab no 3(asal me 4 hai aap nay 3 lagaya hua hai) us hadees ka kis nay kaha aam momin kay liye hai nabi kay liye nahi? koi muhaddis ka qol paish karo doosra mai nay qazi ayaz ki baat ki thi unhu nay kaha tha agar ijazut day d to kya farq parta hai? is kay ilawah 4 jawabaat aap jesey logoon kay liye diye unhu nay. jawab no 4 (5) Yeh baat mai nay parhi bhi thi aur arabi smait tarjuma bhi kiya tha. lihaza ilzam batil hai aur un kay 5 jawabaat mai sirf aik kion nazar aaya baqi jawabaat ko dekha jaye ga go hadees kay muwafiq ho ga liya jaye ga jo nahi us ko chor diya jaye ga. Jawab no 5: Badar ul din aini hanafi tha ya ahle sunnat? doosra yeh keh hafiz zahbi nay bhi kaha anbiya ki zindagee barzakhi hai duniyawee nahi. aur hum bhi yeh hee kehtey hain. Jawab no: 6 MASHALLAH aaj hafiz ibn e hajar ko maan liya to janab hum say ikhtilaaf kion? aur un kay qol ki taveel kion kartey ho? seedha seedha un ki baat ko mano na. isay kehtey hain ALLAH ki MADAD. Jawab 7 AAP KA HAMARA IKHTILAAF hee khatum ho gya to hum ko gustakh kion kha jata hai? jub aap bhi zahbi ko mantey ho? is kay baraqas tum to nabi ko hazir nazir bhi mantey ho. qabar to dur ki baat aaj sab aqeeday khatum hun gay. INSHALLAH Jawab no: 8 aap is ko haqeeqatun kion maan rahey ho. aik taraf kehtey ho duniyawee zandagee say mushabiha nahi doosree taraf haqeeqatun kehtey ho? is kay barey mai ALLAH janta hai tum kya ALLAH say aagey ho Naudhubillah? ALLAH nay kaha shaoor nahi. Jawab no: 9 Mout ka zaika na chakkha to janab hum bhi yeh hee kehtey hain. (ikhtilaaf khaan hai) Jawaab no: 10 WAHABI kon hai? janab sahab Humien Ahl e sunnat kehtey kitna JESLOUSE feel kartey ho tum? bhag kar molvi ismaieel dahalwi par chalay gaye? kya mai nay us ki baat ki hai? doosra yeh keh us ki baat ko tum ziadah samajhtey ho? Anbiya kay ijsaam par matti haraam hai. Jawab no: 11 AAJ tuk brelviat kay alambardaroon say suna tha aur samjha tha keh nabi hiyat hain hameen dekh rahey hain hazir nazir hain qabar me zindah hain. aaj sab khatam ho gya ALHUMDULILLAH. nabi nay aakhirut ko chuna duniya ko nahi ab wo duniya me nahi maan liya aaj aap nay aaj ahlus sunnah (ahl e hadees ho gaye aap to) jawab no: 12 us hadees ka zahiri mani kis nay liya janab? jhoot bola ALLAH say daro jawab no: 13 to kya khyaal hai nabi nay un ko jawab diya? yeh hee to hum kehtey hain ALLAH kay nabi par doosree mout nahi aaye gee. Jawab no 14 hiyat e barzakhi sabit hoti hai duniyawee nahi. Jawab no 15 is adees ko tum samajhtey ho ya sihaba? aur yeh nabi ka mojza hai aur kya mojzaat say hujjat pakri jati hai? jesey aap kay hee bhai nai is hee topic par abu jahal kay waqiya me stone(pathar) kay bolnay ki baat ki thi. to kya khyaal hai stone(pather) kabhi boltey hain? nahi aur yaqeenun nahi wo nabi ka mojzaa hai us say hujjat nahi pakri jati.
  9. @ tohidee pehlay aap nay kaha tha aap meri tehreer say duniyawee zindagee kay alfaaz nikal kar dekhaien? jis par me nay kaha keh aap nay maan liya keh nabi ki zindagee ukharwi hai jesa muhaddiseen nay farmaya. aur hum bhi yeh ehe kehtey hain aap ka hamara ikhtilaaf khatam. sahih hai na ab aap nay us hadees ka tarjuma hee ghalat kar diya aap nay kaha anbiya apni qaboor me haqeeqatun zindah hain aur haqeeqatun namaz parh rahey hain. janab yeh (haqeeqatun) kis ka tarjuma hai? aur agar yeh haqeeqatun hai to phir to yeh duniyawee zindagee say mushabiha hui na? jo keh aap nay khud kaha keh mai ney nahi kaha. aap nay kaha is ki tashreeh kisi muhaddis say karo. qazi ayaz ki tashreeh ki ya nahi? balkeh qazi ayaz nay kaha hum nay aur hamarey mashaikh nay is kay jawab nikalay hain. is kay baad me nay is hadees ki tashreeh doosree ahadees say ki hai aap ko kion samajh nahi aa rahi? kya ho gya hai aap ko?
  10. aik baat aur keh jo arabi likhtey hain us ka tarjuma zroor kiya karien is tarhaan loge samajhtey hain pata nahi saeedi sahab nay kitni baree daleel day dee hai. baat sab ko samajh aani chahiye ya sirf mafhoom hee bata diya karien
  11. Assalamu alykum pehlay to saeedi bhai ko me khush amdeed kehta hun is debate me. sab say pehlay to yeh bataien keh aap hadees ko ziadah jantey hain ya sihaba? ya muhaddiseen? agar aap ziadah jantey hain to sihaba ka faham kharjiioon nay nahi liya tha. aur islam say kharij huye. abu huraira raziallahanho farmatey hain. ‏خرج رسول الله ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏من الدنيا (Rasool Sallahu alihe wasallam duniya say chalay gaye) صحيح البخاري الأطعمة ما كان النبي صلى الله عليه وسلم وأصحابه يأكلون Samrah bin Jundub razi allah anho aik taveel hadees mai farmatey hain farishtoon nay nabi kareem sallahu alihe wasallam say farmaya ‏ ‏فارفع رأسك فرفعت رأسي فإذا فوقي مثل السحاب قالا ذاك منزلك قلت دعاني أدخل منزلي قالا إنه بقي لك عمر لم تستكمله فلو استكملت أتيت منزلك ‏ Be shak aap ki omer abhi baki hai jis ko aap nay abhi poora nahi kiya agar aap wo poori kar letey to apnay makaan mai aa jatey (bukhari:1386) ما قيل في أولاد المشركين الجنائز صحيح البخاري agar Allah kay nabi qabar mai aisey hee zinda hain to Junnat mai kon hai nauzubillah.... phir is ki tashreeh muhaddiseen say suno sahih muslim ki hadees hai. حدثنا يحيى بن أيوب وقتيبة يعني ابن سعيد وابن حجر قالوا حدثنا إسمعيل هو ابن جعفر عن العلاء عن أبيه عن أبي هريرة أن رسول الله صلى الله عليه وسلم قال إذا مات الإنسان انقطع عنه عمله إلا من ثلاثة إلا من صدقة جارية أو علم ينتفع به أو ولد صالح يدعو له ما يلحق الإنسان من الثواب بعد وفاته الوصية صحيح مسلم is ka mafhoom yeh hai keh marnay kay baad insaan ka amal ka silsila khatam ho jata hai. lekin aik doosree sahih hadis hai. حدثنا أحمد بن حنبل وسريج بن يونس قالا حدثنا هشيم أخبرنا داود بن أبي هند عن أبي العالية عن ابن عباس أن رسول الله صلى الله عليه وسلم مر بوادي الأزرق فقال أي واد هذا فقالوا هذا وادي الأزرق قال كأني أنظر إلى موسى عليه السلام هابطا من الثنية وله جؤار إلى الله بالتلبية ثم أتى على ثنية هرشى فقال أي ثنية هذه قالوا ثنية هرشى قال كأني أنظر إلى يونس بن متى عليه السلام على ناقة حمراء جعدة عليه جبة من صوف خطام ناقته خلبة وهو يلبي قال ابن حنبل في حديثه قال هشيم يعني ليفا Abdullah bin abbas raziallahanho say riwayat hai keh Rasool Allah sallahu alihewasallam say guzrey to farmaya yeh kon c wadi hai? logoon nay kaha wadi e arzaq aap nay farmaya.( كأني أنظر )goya mai moosa(alehsalam) ko dekh raha hun woh utar rahey hain choti say aur awaz labbaik pukar rahey hain phir aap harsha ki choti par aaye. aap nay poocha yeh konsi tekri hai? logoon nay kaha yeh harsha ki tekri hai aap nay farmaya كأني أنظر goya mai dekh raha hun yunus bin mati ko woh aik surkh untni ghatee hui par sawar hain aur aik jubba pehney hain baloon ka in ki untani ki nakeel khalba ki hai aur woh labbaik keh rahey hain. ahmad bin hamble nay apni hadees mai byan kiya hai keh hisam nay kaha khalba say murad leef hai (yani khajoor kay darakht ki chal) الإسراء برسول الله صلى الله عليه وسلم إلى السماوات الإيمان صحيح مسلم imam nawawi nay is ki zabardast sharah ki hai. sahih muslim mai aisey kartey hain. قال القاضي عياض رحمه الله : أكثر الروايات في وصفهم تدل على أنه صلى الله عليه وسلم رأى ذلك ليلة أسري به وقد وقع ذلك مبينا في رواية أبي العالية عن ابن عباس , وفي رواية ابن المسيب عن أبي هريرة , وليس فيها ذكر التلبية . قال : فإن قيل كيف يحجون ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة وليست دار عمل فاعلم أن للمشايخ وفيما ظهر لنا عن هذا أجوبة : أحدها أنهم كالشهداء بل هم أفضل منهم والشهداء أحياء عند ربهم فلا يبعد أن يحجوا ويصلوا كما ورد في الحديث الآخر وأن يتقربوا إلى الله تعالى بما استطاعوا لأنهم وإن كانوا قد توفوا فهم في هذه الدنيا التي هي دار العمل حتى إذا فنيت مدتها وتعقبتها الآخرة التي هي دار الجزاء انقطع العمل . الوجه الثاني أن عمل الآخرة ذكر ودعاء قال الله تعالى { دعواهم فيها سبحانك اللهم وتحيتهم فيها سلام } . الوجه الثالث أن تكون هذه رؤية منام في غير ليلة الإسراء أو في بعض ليلة الإسراء كما قال في رواية ابن عمر رضي الله عنهما " بينا أنا نائم رأيتني أطوف الكعبة " وذكر الحديث في قصة عيسى صلى الله عليه وسلم . الوجه الرابع أنه صلى الله عليه وسلم أري أحوالهم التي كانت في حياتهم ومثلوا له في حال حياتهم كيف كانوا وكيف حجهم وتلبيتهم كما قال صلى الله عليه وسلم : ( كأني أنظر إلى موسى , وكأني أنظر إلى عيسى , وكأني أنظر إلى يونس عليهم السلام . الوجه الخامس أن يكون أخبر عما أوحي إليه صلى الله عليه وسلم من أمرهم وما كان منهم وإن لم يرهم رؤية عين . هذا آخر كلام القاضي عياض رحمه الله . والله أعلم . translation qazi aiyaz nay kaha aqsar riwayaat say pata lagta hai keh Rasool ALLAH Sallahu alihewasallam nay in paighambaroon ko meraj ki raat dekha aur yeh amar tasreeh kay sath abu al aliya ki riwayat mai ibn e abbas say mojood hai aur ibn e musiyyab ki riwayat mai abu hurairah say magar us mai labbaik kehnay ka zikar nahi. ab agar koi kahey keh paighambar to marr gaye aur aakhirat mai gaye(ويلبون وهم أموات وهم في الدار الآخرة )? ab labbaik kesey kehtey hain aur hajj kesey kartey hain woh to amal karney ka muqam nahi? to hamarey mashaikh aur hum nay is kay kai jawab nikalay hain. aik to yeh keh paighambar shaheedoon ki misal hain balkeh in say bhi afzal hain. aur shaheed zinda hain apnay (والشهداء أحياء عند ربهم )parwardigaar kay pass. to kya baeed hai keh wo hujj karien ya namaz parhien jesey doosree hadees mai warid hai aur jhaan tuk in say ho sakay Allah say is ki nazdeeqi hasil karien aur go wo marr gaye par abhi tuk duniya mai hain jo amal ka muqam hai jub qiyamat ho jaye gee albattah jub qayamat ho jaye gee aur duniya ki miyaad khamat ho jaye gee us waqat amal khatam ho jaye ga. doosrey yeh keh aakhirat ka amal zikar o dua hai ALLAH tala farmata hai دعواهم فيها سبحانك اللهم وتحيتهم فيها سلام teesrey yeh keh shayed yeh khwaab ho kisi aur raat mai siwaye meraj ki raat kay jesey ibn e omar ki riwayat mai hai keh mai so raha tha keh mai nai apnay taien dekha kabay ka tawaf kartey huye aur byan kiya qissa Eesa alehsalam ka. chothey yeh keh Rasool ALLAH ko in paighambaroon ka haal dekhaya gya bator tamseel kay keh in ka hujj kesa tha aur labbaik kion kar thi is liye keh khud aap nay farmaya keh كأني أنظر goya mai dekh raha hun moosa alehsalam ko aur goya mai dekh raha hun eesa alehsalam ko aur كأني أنظر Goya mai dekh raha hun yunus alehsalam ko. panchwaan yeh keh aap nay byan kiya is baat ko jo wahi ki gai aap ki taraf in paighambaroon ki kaifiyat aur halat say agarcha aap nay in ko apni ankh say na dekha ho tamam hua kalaam qazi ayaz ka.(end) qazi sahab ko kya kaho gay? aap nay kaha is par ahl e sunnat ka ijma hai jhoot bola. haan brelviyah ka ijma zroor ho skta hai. aik hadees ki sharah kartey huye hafiz ibn e hajar asqalani fathul bari mai farmatey hain لأنه بعد موته وإن كان حيا فهي حياة أخروية لا تشبه الحياة الدنيا be shak aap (sallahu alihe wasallam) agarcha zinda hain lekin aap ki zindage ukharwi (barzakhi) hai duniyawee zindagee say mushabiha nahi hai (fath ul bari jild 7 tehat hadees(tashreeh of hadees) 4046) غزوة أحدالمغازيصحيح البخاري lagao fatwa hafiz ibn e hajar asqalani par. ANBIYA ki zindagee ukharwi hai aur yeh hum bhi mantey hain. is hee tarhaan hafiz zahbi farmatey hain. Aap sallahu alihe wasallam api qabar mai barzakhi torr par zinda hain.(Seyar ilaam al nabla9/161) imam behqi farmatey hain fahum ahyau inda rabbihim kasshuhada e (pus wo (anbiya) apney rabb kay pass shohda ki tarfaah zinda hain (hiyat ul anbiya al behqee page 20) lagao fatwa imam behqi par. unhu nay samjha diya anbiya kesey zindah hain. shohda ki tarhaan aur shohda ALLAH kay pass hain jin ko wapis aanay ki ijazat nahi. aur shohda ki zindagee ka shaoor hum nahi rakhtey. wo aish o aram e hain. kharji wahabi ki baat yahaan na shuroo karien hum hee ahl e sunnat hain. yeh aap hee hain jinhu nay apnay aap ko hanafi kaha phir brelvi kaha. shaykh abdul qadir jelani nay ahnaaf ko ahl e sunnat say khaij kiya aur ahle hadees ko ahlus sunnah kaha. aap hiyat un nabi kya aisey nahi mantey keh nabi qabar me aisey zidah hain jesey hum? agar nahi mantey to kesey mantey hain? sihaba kiram salam kehtey the to janab hum bhi kehtey hain. durood un(sallahu alihewasallam) tuk pohonchaya jata hai. hazrat ayesha raziallah anho farmati hain ‏حدثنا ‏ ‏عبد الله بن يوسف ‏ ‏حدثنا ‏ ‏الليث ‏ ‏قال حدثني ‏ ‏ابن الهاد ‏ ‏عن ‏ ‏عبد الرحمن بن القاسم ‏ ‏عن ‏ ‏أبيه ‏ ‏عن ‏ ‏عائشة ‏ ‏قالت ‏ ‏مات النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ ‏وإنه لبين ‏ ‏حاقنتي ‏ ‏وذاقنتي ‏ ‏فلا أكره شدة الموت لأحد أبدا بعد النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ‏ مرض النبي صلى الله عليه وسلم ووفاته المغازي صحيح البخاري ‏مات النبي ‏ ‏صلى الله عليه وسلم ka kya matlab hai? zahir hai nabi sallahu alihewasallam ki wafaat hui. agar hum kaheen maat an nabi sallahu alihewasallam to gustakh agar hamari ammi jaan kaheen to wo kya? ayesha raziallah anha said mai aap sallahu alihewasallam say sunti thi kay koi nabi bhi wafaat nahi pata yahaan tuk kay duniya aur aakhrat kay darmiyaan ikhtiyaar day diya jata hai (bukhari:4435) ab zahir hai ALLAH kay nabi ALLAH kay nabi nay akhirat ko chuna duniya ko nahi agar chuna hota to aaj musalmanoo kay sarey jhagrey khatam ho jatey. aaj us hadees ko chorr bethey jis me ruh lotanay ka zikar hai khair koi baat nahi. apna nuqsaan khud kiya hai. Abu bakar razi allah anho said Sun lo jo shakhs Allah kay nabi ki ibadat karta tha to beshak wo fout ho gaye hain. (Sahi bukhari: hadees 3668) ab jub abu bakar raziallahanho nay un(sallahu alihe wasallam) ko bosa diya to nabi ko kehna chahiye tha keh mai zinda hun lekin aisa nahi hua. is hee tarhaan BUKHARI mai hai حدثنا عبد الله بن يوسف حدثنا الليث حدثنا سعيد عن أبيه أنه سمع أبا سعيد الخدري رضي الله عنه قال كان النبي صلى الله عليه وسلم يقول إذا وضعت الجنازة فاحتملها الرجال على أعناقهم فإن كانت صالحة قالت قدموني وإن كانت غير صالحة قالت لأهلها يا ويلها أين يذهبون بها يسمع صوتها كل شيء إلا الإنسان ولو سمع الإنسان لصعق قول الميت وهو على الجنازة قدموني الجنائز صحيح البخاري mafhoom is ka yeh hai keh murda marnay kay baad bolta hai lekin hum us ko sun nahi saktey. doosra yeh keh hadees mai khas khas moqoon ka zikar hai keh kub murda sunta hai kub murda bolta hai. yahaan say to yeh sabit ho raha hai keh murda bolta hai lekin kya hum sun saktey hain? nahi na. yeh mamla barzakh ka hai duniyawee nahi. aap duniyawee zindagee aur ukharwee zindagee ko samjho. meri batoon ka one by one jawab diya jaye.
  12. Alhumdulillah tohidee sahab ab aap maan gaye na keh nabi ki zindagee duniyawee nahi ukharwi hai ALHUM DULILLAH. baat khatam aap ki aur hamari ab reh gaye saeedi sahab.
  13. Assalamu alykum aap say me ney poocha tha jo nabi ki zindagee barzakhi maney us par kya fatwa hai? aap yahaan junnat ko darmiaan me kion lay aaye? baat hai nabi ki zindagee barzakhi hai ya nahi. aap zra is hadees ki shah abdul haq say lay kar nabi ki sanad ki toseeq to paish karien?? doosrey yeh keh itney dalaail deney kay nawajood aap ko aisee ahadees mil rahien hain? agar hum me say kisi kay walid fout ho jaien aur wo qabar me jatey waqat bol parien. kya kisi ki himmat ho gee un ko dafnaney ki? yeh to sihaba ko nauzubillah tohmat laga rahey ho tum jis ka sab say ziadah adab hai us ko zinda dafna diya? chain ki toseeq karo sahih ahdees kay muqablay tabieen kay zaeef aqwaal paish kartey ho? jin ka na sarr hai na pair ibn e tamiya yahaan yaad aagaye? khair iqtida sirat e mustaqeem kis ki kitab hai?
  14. Assalamu alykum Abdul salam bhai aap nay bilkul theek kaha. masla hyat un nabi nahi kuch aur hee hai. in kay aqeeday ki base hee jub khatam ho gai to in kay milvioon kay halway kesey chalay gey? aur yeh logon ko apnay molvioon ko pukarnay ki dawat kesey dein gay. is hee liye yeh Abu bakar siddique,Omar,Abdullah bin masood,Aisha,Abu huraira raziallahanhum aur muhaddiseen me Imam behqi, Qazi ayaz, Nawawi,Ibn e hajar asqakani kay samnay qazi shokani ki baat kar rahey hain. aur qazi shokani bhi in ki himayat poori nahi kartey. kionkeh unhu nay bhi duniyawee zindagee kay mushabiha nahi kaha.
  15. @ tohidee janab e wala yahaan rafayadain khaan say aa gya? aur doosra yeh keh aap ko ALLAH ki baat kion samajh nahi aati keh tum shaoor nahi rakhtey. ALLAH ko pata hai hum is barey me nahi soch saktey aap ko philosopher bannaney ka shok hai kya? aap ye soch hee nahi saktey keh wo kesey khatey peetey aur aish kartey hain ALLAH hee janta hai. mutashabihaat me na paerien warna apna deen kho betho gay. ab kaha wahabiya kay imam qazi shokani nay yeh kaha. pehli baat wahabiya kay hun gay imam hum to ahlus sunnah hain aur hamara imam e azam aik hee hai aur woh hai MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH SALLAHU ALIHEWASALLAM. ab aap ko qazi shokani ka sahara laina parr raha hai. mai nay sihaba, imam behqi, imam ibne hajar asqalani, imam zahbi,imam nawawi aur qazi ayaz ka hawala paish kiya arabic kay sath. aur kaha jub aik am bandey ko duniyawee zindagee pasand nahi to nabi ko kesey aaye gee? aik am momin kay liye duniyawee zindagee qaid khana hai to kya tum nay nabi ko dobarah qaid kar diya naudhubillah? jawab do. o bhai aap ka aaj kuch nahi banay ga INSHALLAH sihaba (abu bakar, Omar,Abdullah bin omar,Abdullah bin masood, Ayesha, Abu huraira raziallahanhum jin kay hawalay me ney paish kiye sanad kay sath) kay aagay qazi sahaba kuch bhi nahi hain. agar anbiya qabar me zinda hain to khalifa waleed bin abdul malik kay zamanay mai OMAR razallahanho ka qadam nazar aaya aur sab sihaba o tabieen yeh samajhtey rahey keh yeh nabi ka qadam ahi. batao? jawab do? un ko to kehna chahiye tha keh nabi to qabar me aisey hee zinda hain jesey hum? is baat ka jawab tum loge day hee nahi saktey. aur bhag rahey ho qazi shokani ki taraf. aur Qazi sahab nay jo kaha keh jismani hai to un ka matlab bhi yeh hai keh barzakh me jismani hai. unhu nay bhi duniyawee zindagee kay mushabiha nahi kah ALHUMDULILLAH for e.g hadees hai keh jo musalman mujh par salam parhta hai ALLAH mujh mai rooh phoonkta hai aur mai jawab daita hun. is hadees say bhi aap ki tardeed hoti hai nabi kehtey hain ruh lotai jati hai jub keh aap kay mutabik wo zindah hain aisey hee jesey hum khair. mera maqsad kuch aur hai kehney ka. lekin is say nabi ka qabar mai zinda hona khaan sabit ho gya? is say to sabit ho raha hai keh nabi qabar mai aisey zinda nahi hain rooh lotanay ka kya matlab hai? kya bar bar rooh lotai jati aur nikali jati hai? is ka jawab yeh dia jata hai keh salam har waqat aap par koi bhejta rehta hai lihaza nabi jawab detey rehtey hain. to janab kya araz hai keh kya nabi sirf jawabaat hee detey rehtey hain? nahi na. aur jub rooh har waqat jisam mai rehti hai to jawab kay waqat rooh lotanay ka kya mani huye? hadees to rooh lotanay ki tasreeh kar rahi hai. sawal yeh hai keh jub ALLAH kay nabi ki wafaat hui to taqreeban dairh din ALLAH kay nabi qabar mai nahi dalay gaye us doran durood kisi nay parha ya nahi? aur parha aur yaqeenan parha ho ga. to kya khyaal hai ALLAH kay nabi nay jawab kion na diya? AUr agar jawab diya to rooh kion na lotai gai? aur agar rooh lotai to sihaba ki yeh jurrat kesey hui keh RAHMAT ULILLALAMIEN ko zinda dafnanay ki? aur agar aap zinda nahi huye to kion nahi huye kya koi salam kehnay wala nahi tha? aur yeh hee hum kehtey hain marnay kay baad rooh lotana ALLAH ka kam hai barzakh mai rooh lotanay say zindagee aisey hee nahi ho jati. barzakh ka mamla hai is liye ALLAH nay farmaya tha keh tum shaoor nahi rakhtey. aur us waqat agar nabi nay jawab nahi diya to kya khyaal hai un salamoon ka kya bana jo wafaat kay waqat parhey gaye? kya un ka jawab diya hee nahi gya. aur yeh ho hee nahi sakta keh na diya gya ho. aur agar diya gya to yeh kisi waqat baad mai diya gya? to yeh hee hum kehtey hain keh jo salam nabi par parhey gaye aur salam dua hee hota hai ALLAH kay farishtey tamam salamoon ko jama kar kay kisi khas waqat mai pohoncha detey hain aur phir aap sallahu alihewasallam jawabi dua detey hain. aur yeh hee is hadees ka matlab hai. zaroori nahi us hee waqat jawab dien. kya nabi har waqat nabi salam ka intezaar aur jawab dene ka intezaar hee kartey rehtey hain? nabi par ruh lotaya jana duniyawee nahi hai yeh mutshabihaat hain in mai na parien. aur merey sab sawaloon ka jawab dien.
×
×
  • Create New...