. jab hum log darso bayan kartay hain to kehtay hain. jab bhi darso bayan sunye laparwahi say idher udher dekhtay huye balon ya kapron ko sehlatay huye dars o bayan sunnay say is ki barkaten zail hojanay ka andesh hay. lekin jab bhi murshidi attar bayan farmaraya hotay hain to jhanda hath main hota hay or kehnay waly kehtay hain k wesay to tum log khud lacture detay ho k adab say suno or tumhara peer to khud tawajjah hata raha hay. ye sawal mujhay dawat e islami ko hi send karna chahiye tha mager sawal o jawab k option mujhay nahi mil raha dawat e islami ki web site per. Alhamdu lliah main attari hun main bad mazhab ya munafiq nah hun plz kuch faiz inayat kar den
Murshidi Attar o murshidi faiz ahmed owaisi per noor barsat ho