Jump to content

Mani

اراکین
  • کل پوسٹس

    2
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Mani

Previous Fields

  • فقہ
    Shia

Mani's Achievements

Newbie

Newbie (1/14)

  • First Post
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. ہاں میرے بھائی ھم آپ نے ٹھیک کہا کہ وہابی کو جب قرآن اور حدیث سے حکم ملتا ہے تو وہ عقل استعمال نہیں کرتا اور چپ چاپ اس پر عمل کر لیتا ہے۔ اور آپ نے تو پہلے قیاس کرنا ہوتا ہے۔ اللہ آپ کو ہدایت دے٫ آمین
  2. Mere bhaio, me aj aap ko appni khani sunnata hu. Me bchpn se he deen ki taraf raghib raha hu. is liye hamesha deen ke kamo me barh char ke hisa liya. har jumarat ko zikar karna. na sirf masjid me blkye apne dosto ko akhatta kr ke gr pe bhi zikar o azkar karta tha. Phir mujhe kisi ke pas Bukhari Shreef mili. Jis ke bare me sunna tu bohat tha lakin dekhi pehli bar thi. jb me ne use parha tu me heran reh gya k is kitab me ( jise Quran ke bad Sab se Sahi Kitab Kehty hain) itni zaeef ahadees hain. Yahan Se me ne tehkeek karne ka irada kia k sach kia hai aur ulama se mila. Phir mere aik dost ne muje maswara dia k tehkeek karni hai tu indipendently karo. matlb ye k har firqy k Ulama se rabta karo. Phir kahi se mujhe Dr. Shafeeq Ur Rehman ki Kitab Nmaze Nabwi mili. Jis me nmaz ke har rkn pe jamia tehkeek ki gai thi. Me tu heeran he reh gya ke hmaratu nmaz prne ka tareka bhi Nabi (s.a.w) jesa nahi hai. So mera tehkeek kak jaba aur mazboot ho gya. Me ne mazeed kitabain khreedi jin me tafsser Quran, Riyad-us-Saliheen, Tafseer Ibne Khateer aur tajdeed e Iman Qabile Zikr Hain. Bil akhir Allah Ne Mujhe Hidayat dii sahi deen ki taraf. Aaj agar koi bhi Allama Chahey wo jitna bhi bara Alam Kiun Na ho Mujhe Us ki baat pe Bilkul Yaqeen Nahi Aat Hata k wo Sahi ahadees se us baat ko sabat na kr de. Aur mere deen mai koi bhi Allama Mere liye Hujat nahi Jab tak k wo Sahi Hadees ka refrence na de. Na ta mai kisi immam ki Himayat karta hu aur na hi Mukhlfat. Hamary Liye sab Imam Qabl e qadar hain kiun k unki kawishow ko ham qayamat nahi bhula sakte. unnoh ne Deen Islam ke liye apni zindigiay waqaf kr di thi ta k bad me any waly logon k liye assania paida hon. yaha hamain yeh Bat nahi bholni chahye k Sab Imam Insan the aur insan se ghalti bhi ho sakti hai. so humain aik dafa tmam insano ko Allah Aur Us ke Nabi S.A.W ke drbar me khara kr ke sahi aur ghalt ka faisala krna chaiye. KIUNK AB HAMAI ANKHIEN KHOL LENI CHAHYE. Mujhe maloom hai ke mujhhe gustakh, murtad aur is jaise kafi alqabat milien ge. Lakin ye mera AllaH Hi janta Hai k Mere liye Sab Se pehly Allah ka Ehtram Wajib Hai. Jis ki jaga koi Nabi ya rasool bhi nahi le sakta. us ke Baad Mohammad Rasoolallah (S.A.W) Phir Khulfae Rashadeen aur Sahaba Ikram Elahe Ajmaeen, Phir Taba tabeen Phir baad ke Immamo Aur Aulia Allah jo k deen e islam per sakhti se karband rahe. Meri dua hai k Allah Sab Ko Hidayat De. Is Blog me Jo Ilzamat Ahle Hadith Pe lagaye gaye hain Allah Ki Kasam ye sab aam logo main ghalt fehmiyan phelayi ja rahi hain. me aap ko chand websites ka address btata hu jaha se aap URDU Books, Lectures aur Mnazry download kr sakty hain. http://www.*********.com FOR BOOKS, AUDIO & VIDEO LECTURES http://www.************.net FOR BOOKS, AUDIO & VIDEO LECTURES & MANAZRY http://www.**************.com SAHI AL BUKHARI IN URDU TEXT http://www.*************.org FOR BOOKS, AUDIO & VIDEO LECTURES http://www.***********.com FOR BOOKS Tajdeed e Eman Aik Choti Si lekin Bohat Achi Kitab Hai. Aik Chees yaad Rakhain k koi bhi Kitab Parhein tu Shuru Se Aakhir tk achi tarha parhe app ko apke swaloo ka jwab ini kitabo me se Quran Aur Hadees ke mutabik Mil Jaye ga. SHUKRYA
×
×
  • Create New...