Jump to content

Mohammed Saeed

اراکین
  • کل پوسٹس

    42
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Mohammed Saeed نے پوسٹ کیا

  1. Bhut shukria hazrat. Mufti Abbas Razvi Sahab jis hadees pe jarrah farma rhay hain oos ka scan page de raha hon wahan bhi imam Aa'mash abi saleh se hi riwayat kar rhay hain magar mufti Abbas Razvi Sahab iss "عن" ko mardood qarar de rhay hain. Aur musannaf ibn shaiba ki riwayat meh bhi yehi imam aa"mash abi saleh se hi "عن" se riwayat kar rhay hain.
  2. اسلام عليكم musannaf ibn e shaiba ki riwayat par mufti Abbas Razvi Sahab ki KITAB ke hawala se aitraz Kia gya hai jis meh mufti Sahab " امام اعمش" par jarrah karty huway imam ibn hajjar Radiallah Anh aur aik aur KITAB ke hawala se farmatay hain ke imam Aa'mash Radiallah Anh mudallas hain aur mudallas ka "عن" se riwayat karna mardood hai. Yaad rhay mufti Sahab musannaf ibn shaiba ki riwayat par nahi balky aik aur hadees par jarrah farma rhay hain jis ki sanad meh imam Aa'mash "عن" se riwayat kar rhay hain.
  3. mein aik link de raha hoon jis mein mere AQA e naimat hazoor TAJUSH SHARIA ne farmaya hai ke woh AMEER E AHLE SUNNAT ki takfeer nahi kartay aur jo koi baat oon se mansoob kar ke fitna phailanay ki nakaam koshish ki ja rahi hai woh oos se BARA'T ka ailaan farmatay hain. http://www.jamiaturraza.com/live/index.html please listen to the 1st AUGUST 2010 session. starting mein hi hazrat apni bara't ka izhaar farma rhay hain.
  4. you can download the Fatawa Razawiya shareef from www.dawateislami.net . 2ndly it will be easier for me to offer any help if you could kindly tell me your country of residence. Because you might be able to buy it from a shop.
  5. Janab nasir noman sahib , Aik adad fatwa paish kijiye ke jo Nabi kareem ke liye ilm e ghaib ka qa'il ho ya kissi wali ke liye oss ke liye sharah shareef mein kaya hukam hai ? filhal aik goli deta hoon umeed hai ke kuch lamhaat ke liye afaqa rhay ga. App ki post mein app ne aik topic ke tehat kuch kalam kia hai topic ka naam hai "Ghaib ka jan-nay wala sirf Allah hai" aur kalam start kia app ne aik aya kareema "Lillahi ghaibus samawati wal ard" se aur tarjuma kia ke "Aur Allah hee ke pass hai ghaib asmanoo aur zameen ka". Janab aya mubaraka ka tarjuma karnay mein jo khayanat ki gaye woh copy paste kartay waqt app ne shayed deki nahi khair "Lillah" ka tarjuma kia gaya "Allah ke pass" jo ke ghalat hai. asal tarjuma banta hai "Allah ke liye". kaya khayal hai app ka??? zinda se madad hasil karnay ke app bhi qa'il hain. jab app kissi e kehte hain ke "Lillah meri madad kijiye" tou app ki request ka matlab kaya hota hai "Allah ke liye meri madad kijiye " ya phir " Allah ke pass meri madad kijiye".
  6. Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajioon Allah Marhoom ki maghfirat farmaye aur oon ke darajat buland farmye Aur Aqa kareem ke sadqay oon ki qabar ko mabarak,munawwar aur kushada farmaye aur Aqa kareem ki shafa'at naseeb farmaye aur sybrite bhai aur sab family ko sabar ataa farmaye.ameen
  7. sirf ahle iman ko, darul uloom deoband ke darul ifta'a ko aik sawal send kia tha ajj jawab mila hai jo ke bila tabsara hazir e khidmat hai. http://www.darulifta-deoband.org/urdu/viewfatwa_u.jsp?ID=16515
  8. woh deobandi hee kaya jo apni khabasat ka izhar na kray.jhoot aur makkari inn ke ghaleez mazhab ki buniyad hai. manazar e islam hazrat molana umar icharvi ki book "miqas e hanfiat" ka aik hawala dia gaya hai jis mein molana sahib ne deobandion ki jhooti hanfiat ka parda uthaya hai. book ke page 247 ka scan page hazir hai. sab dekh saktay hain ke radd kis baat ka kia ja raha hai aur yeh deobandi khabees oosay kis taraf le gaey hain. Scan2.pdf
  9. sirf ahle iman ko, Mister Zafar Haider app se sakhat lehja mein baat ki iss liye ke app ne apni ghaleez zuban se Murshad E Paak ke par aitraz kia warna mujhe app se koi zaati khalish nahi hai.app bawlay honay ki bajaye apne kisi tahiri se mashwara krain aur phir apna jawab post krain kiyun ke app padri ki be jaa tarafdari mein hawaas kho bethay hain. App ki padri ke liye mohabbat ki mein qadar karta hoon lekin andhi mohabbat ke mein khilaf hoon jo kissi gumrah ke liye ki jaye.yehi padri jis ka zikar hum fakhar se kia kartay thay abb iss ke khilaf hain tou iss ki koi wajah hai jo app ko bar bar bata rhay hain aur app sirf gali se nawazay ja rhay hain. Aqa kareem namaz ki imamat farma rhay hain aur farigh ho ke sahaba pe ghussa farmaya ke namaz mein yahood aur nasara ki tarha kiyun hiltay ho.hua kaya tha ke sahaba kiraam namaz mein kabhi raish mubarak pe hath phairtay kabi jism ko khujatay tou sarkar ne ghussa farmaya.(yeh hadees mubarka aik baar nazar se guzri thi agar likhnay mein koi ghalti hui hai tou mein Allah ke hazoor toba karta hoon) .abb app se aik sawal hai ke namaz jo khalis Allah ki ibadat hai aur sihaba ke wehm o guman mein bhi nahi tha ke ibadat mein oon ki harkat yahood o nisara se mushabihat qarar di jaye gi tou padri sahib tou well siuted booted oon ki mehfil mein shirkat karta hai agar koi oos ko nahi janta tou tou oos ki padri sahib ke liye kaya raaye ho gi muslim ya christian?????? doosri baat mein ne padri ko aik vid mein kehte suna ke oos ka wahan jana Aqa kareem ka naam mubarak buland karnay gaya tha matlab islam ki tableegh ke liye gaya tha, abb app se poochta hoon ke Sarkar ne tableegh ke liye jin jin ko yahood aur nisara ki taraf bheja kaya woh oon ki tarha ban ke tableegh kartay thay ya apna islami tashakhus barqarar rakhtay thay ?????agar app inn 2 sawalat ka jawab inayat farma dein tou behtar warna mein yeh kehne mein haq bajanib hoon ke padri sahib ka aik hi mission hai aur woh yeh hai ke "if you can't beat them join them"
  10. sirf ahle iman ko, bhai Ya Muhammada.Ameen. yes yeh baat thanvi ne 2 books mein likhi hai aik "zaadus Saeed " aur doosri "neelushifa".
  11. sirf ahle iman ko, Mister Zafar Haider apni zuban ko lagam de agar tujhe kisi kharish zada kuttay jaisy bemari hai tou apni ghalazt kahin aur ja ke likh khabardar agar Murshad e Paak ke liye aisy ghaleez zuban use ki tou halaq se teri zaban kinch loon ga tu aur tera padri balke tere padri jasy lakhoon mere Murshad E Paak ke nalain mubarak ki gard ko bhi nahi choo saktay next time khayal rhay.
  12. mujhe "Zaadus Saeed" book by ashraf ali thanvi .... ke scan pages darkar hain jahan woh Sarkar ke naalain mubarak ke photo mubarak ko sar pe rakh kar waseela bananay ka tareeqa batata hai.
  13. sab ahl e iman ko , Masha Allah Ali bhai app ki Nabi Pak ke liye mohabbat app ki post ke har har lafz se tapak rahi hai.Mujhe rona aa gaya app ki post parh ke lekin bhai Allah izzat wala hai oos ne apne payaroon ko izzat dee aur ismail khabees khud zaleel aur oos ko sab zaleel nazar aye.
  14. sab ahle iman ko, darul iftaa deogand ke kaya kehne.Fatwa number 5657 mein jawab number 3 mein irshad farmaya ja raha hai ke chamar ka lafz naam nihad mufti sahib ki nazar se nahi guzra (ya phir jaan booj kar chasham poshi ki gaye hai,faisla app kijiye). saboot hazir hai http://darulifta-deoband.org/urdu/viewfatwa_u2.jsp?ID=5657 taqwiatul iman ki ibarat
  15. sab ahle iman ko, janab iamhanfi sahib app ki post number 13 ka jawab hazir hai. Har aik lafz ke kaafi meanings hotay hain 1-lughavi 2-shar'ee 3- istilahi 4-majazi 5-haqiqi and many more. Ihid ka lughat mein matlab hai "Dikha" aur shar'ee matlab hai "chala". abb shar'ee matlab chala kiyun hai iss ziman mein arz yeh hai ke jab hum Allah ki bargah e aqdas mein arz kartay hain "Ihidina siratal mustaqeem" tou oos ka matlab hota hai ke Ae Malik e Kainat app ne quran pak aur apne Habib ke wasta se humain seeda rasta dikha dia hai jo ke islam hai abb hum app ki bargah mein yeh arz kartay hain ke app humain iss rasta pe chalain. Hazrat peer karam shah sahib ne tafseer ibn e kasir mein jo tarjuma kia hai woh chala kia hai phir agay tafseer mein hazrat ibn e abbas ki rivayat mein iss ka lughavi tarjuma kia aur phir behas ko conclude kartay huway iss ka tarjuma kia ke "humain iss par sabit qadam rakh aur iss se na hata" kiyun ke tafseer ki behas mein hum maloom kar chukay hain ke yeh pata chal janay ke ba'ad ke "sirat e mustaqeem" islam hai Aqa kareem aur sahaba ka rasta hai ke ba'ad phir bhi yeh kehna ke "dikha" yeh ghalat tarjuma ho ga. Rahi baat baqi lougoon ke tarjuma ki tou kharabi oon mein bhi nahi hai siwa iss ke ke baqi lougoon ne iss ka lughavi tarjuma kia hai aur alla hazrat ne iss ka shar'ee tarjuma kia hai. Abb app se aur janab ya Allah madad se mera aik sawal hai ke jab app "ihidina siratal mustaqeem" parhtay hain tou app "siratal mustaqeem " se kaya murad lete hain aur Allah se kaya maang rhay hotay hain???? doosra sawal yeh hai ke agar iss ka tarjuma "dikha" kia jaye tou seeda rasta dikhnay ke liye aik new nabi ki zaroorat ho gi aik new shariat ki zaroorat ho gi tou iss ka tarjuma "dikha" kar ke kaya app kisi new nabi ki raah tou nahi dekh rhay????? umeed hai ke app donu mohtram ki tashaffi ho gaye ho gi app apni daleel paish kijiye mujhe intizar rhay ga.
  16. has not set their status

  17. تقسیمِ ملک سے پہلےگاندھی کے کرایے پردیوبندی مولوی فروخت ہو چکے تھے اور پاکستان کے خلاف دھواں دار تقریریں ھو رہی تھیں۔ انہیں ایام میں مولوی حسین احمد دیوبندی گاندھوی نے ایک تقریر میں کہا “موجودہ زمانہ میں قومیں مذہب اور رنگت سے نہیں بنتیں بلکہ اوطان سے بنتی ہیں“ حسین احمد کی یہ تقریر اخباروں میں اس طرح چھپی “آج قومیں مذہب اور رنگت سے نہیں بنتیں بلکہ دیش اور ملک سے بنتی ہیں“ (روزنامہ تیج دہلی 10 جنوری 1938 ء) ظاہر ہے کہ پاکستان کا مطالبہ مذہب کے لحاظ سے مسلم قومیت کا مطالبہ تھا۔ گوان ایام میں ڈاکٹر اقبال صاحب علالت میں تھے مگر انہوں نے فوراًّحسین احمد کے غلط نظریہ کی تردید کی اور پاکستان کے سچےمطالبہ میں ایک واضح بیان شاءیع کرایا اور ایک رباعی لکھی جس کے تین شعر یہ ہیں عجم ہنوز نہ داند رموز دیں ورنہ زدیوبند حسین احمد ایں بوالعجبی است سرود بر سر منبر کہ ملت از وطن است چہ بے خبر ز مقام محمد عربی است بمصطفےبرساںخویش را کہ دیں ہمہ اوست گرباد نہ رسیدی تمام بولبہی است ڈاکٹرصاحب کابیان شائع ہوتے ہی دیوبندی بڑے اچھلے کودے “متحدہ قومیت اور اسلام“ نامی کتاب حسین احمد نے لکھ ماری اور ڈاکٹر صاحب پر بوجہل اور بولہب ہونے کا فتوے شروح ہوے۔ چنانچہ دیوبندیوں نے شعروں میں ڈاکٹرصاحب پرجودشنام طرازی اور سب ّو شتم کیا اس کے نمونے ملاحظہ ھوں۔ مولوی حسین احمد کے حواری اصلح الحسینی انصاری نے لکھا کہ حکیم مشرق و در دام سوقیاں افتاد!!!!!!!!!! بسوخت عقل ز حیرت کہ ایں چہ بوالعجبی است حدیث دامن یزداں و چاک را چہ لقب!!!!!!!!! چو امتثال محمد عیار بولہبی است!!!!!!!!!!!! مقام خویش نہ داند و طعنہا بہ خطیب!!!!!!!!! ادب نگاہ نہ دارد ایں چہ بے خردی است!!!!!! بہ زر وہ کہ زند بال فکر قوالے!!!!!!!!!!!!! اثر گذاشتہ ہائے مہاجر مدنی است!!!!!!!!!!! (علی گڑھ میگزین اقبال نمبر اپریل 1938 صفہ 173 ) دیکھیے! دوبندیوں نے اقبال کو “دردام سوقیاں“ کہ کر برطانیہ پرست بنا دیا اور حسین احمد کو “امتثال محمد“ اور اقبال کو “عیار بولہبی است “ سے تشبیہ دی اور “ایں چہ بے خردی “ کہ کر اقبال کو بے عقل و احمق ثابت کیا بلکہ آپ کو ایک قوال کہ کر گاندھی کی نمک حلالی کی۔
  18. sab ahle imaan ko, koi islami bhai ya sister bata saktay hain ke uk mein madni channel sky pe kab aa raha hai aur .
  19. reason for editing is am doing some research on this topic so i will post my comments in near future wassalam
  20. woh dana e subul khatamur rusul mola e kul jis ne ghubar e raah ko bakhsha firogh e wadi e siina
×
×
  • Create New...