Jump to content

Mujtaba

اراکین
  • کل پوسٹس

    572
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    2

سب کچھ Mujtaba نے پوسٹ کیا

  1. Hafiz Sahib Mufti Faiz Ahmed Owaisi Damat barkatuhum aaliya sahib aur Mufti Manzoor Ahmed Faizi rehmatullah alaih Sahib both alag shakhsiyat hain Mufti Faiz Ahmed Owaisi Damat barkatuhum aaliya sahib ki shaid koi speech web par nahi hay aur jo link aap nay diyya hay wahan Mufti Manzoor Ahmed Faizi rehmatullah alaih Sahib ki speeches hain. Mazeed yeh keh woh Munazra Wahabis kay sath nahi hay balkeh Shia kay sath hay
  2. Asif bhai for sharing the munazra Waisay yeh Sadiq Kohati Ex Deobundi Ex AntiHadees aur present Shia hay. agar Gumrahi ka yeh safar jaari raha tau................... Gumrahi kay imtehaan aur bhi hain......Daikhtay jaain kahan ja kar rukta hay yeh Safar............. ya ALLAH issay hidayat atta farma daita hay.
  3. Mutabeh sahib aap say main nay aik guzarish ki thi keh unn waqeat par bhi kuch garma garam tabsara ho jaye aap kay Muqarrar tauseef u rehman rashdi ka. kiun keh unn ki zuban main itni chashni hay keh main uss tarah ka tabsara nahi kar sakoon ga jo woh apnay lachay daar andaz main kar kay deobundiyyat ka bairra gharaq kar dain gay. Waisay bhi abb aap ka mission tau ho gaya Sunnion ko Mushrik saabit karnay ka. abb aap kay pass time hee time ho ga keh aap unn waqeat par tabsara karain. waisay aik waqea aur bhi hay Nazron kay kamal ka inhi tuaseef ul rehman rashdi ki zubani woh main Insha ALLAH koshsish karoon ga keh kal add karoon audio format main. Abb kuch aap ki recent post kay baaray main jis main aap nay Ummat-e-Muslima khasoosan AhleSunnat wa Jamaat ko Mushrik sabit karnay kay liye apni Ilmi Qabliyyat ka izhar kiyya hay. main filwaqt siraf iss topic say related baat kay baaray main arz karoon ga iss silsilay main meri guzarish aap say yeh hay mazeed yeh keh aap ham par aitraz na karain balkeh unn Mufasireen par aiteraz karain jinhon nay yeh likha hay. Kaya Imam Jalal-ul-Deen Suyuti , Imam Jalal-ul-Deen Mehli , Imam Ismail Haqqi aur Hafiz Ibne Kathir nay Quran ki tafseer main apni raye ka istemal kiyya hay??? aur jaisa keh RASOOL ALLAH nay farmaaya. من فسرالقرآن برایہ فلیتبوء مقعدہ من النار means Jau Quran ki tafseer apni raye say karray uss ka thikana Jahannum hay tau agar aisay Jaleel ul Qadar Mufasireen nay yeh likha hay tau kissi base par hee likha ho ga ya apni taraf say likh diyya??? aur agar aap ka jawab haan main ho tau phir inn Mufasireen ka injaam bata dain hadees ko samnay rakh kar.
  4. Sister aap nay Duniya kay sab say Muqaddas rishtay Mamta kay mutaliq Mufti Akmal Attari sahib ki book share ki.
  5. Bhai Maulana Ghulam Muhyuddin Subhani is ALHAMDULILLAH Sunni Barailvi Scholar Some of his speeches on NooreMadinah.Net Click Here
  6. Mutabeh sahib main aap ki tawajoh dilana chahta hoon keh aap ka ya Tauseef ul rehman rashdi ka tabsara unn waqeayt par darkaar hay jo main nay post kiyya. meharbani farma kar kuch time nikal kar iss par bhi kuch tehreer farmain ta keh deobundion ki mazeed jag hansaai ho sakay.....umeed hay aap apnay nadir khayalaat say nawazain gay (waisay Sunnion ko Mushrik saabit karnay kay liye tau aap kay pass buhat time hay.......umeed hay apnay chacha zaad bhaion deobundion kay liye bhi kuch waqt nikaalain gay) Aur Ashab-e-Kahf kay Kuttay kay baaray main aap zaroor post karain laikin kuch hamari bhi sun lain. phir aap bhi jawab day dijiye ga Tafseer Jalalayn تفسير تفسير الجلالين/ المحلي و السيوطي (ت المحلي 864 هـ) Translation of above ref. And you would have supposed them
  7. to all Muslims Mutabeh shaib aap nay tauseef ul rehman rashdi kay tabsaray kay sath waqea naqal kiyya hay. waisay aap kay tausif ul rehman shaid talib ul rehman kay saath hee kissi aik teacher say farigh ul tehseel huway thay. kiun keh donon ka lab-o-lehja same hay aur kaafi hud tak darja-e-tehzeeb aur zuban ka istimal bhi same hee hay....... anywayz kuch mazeed waqeat main bhi naqal kar raha hoon magar hawala jaat add nahi kar saka filwaqt. jaisay hee millain gay kar doon ga. inn main bhi wohi kuch hay keh na tableegh ki zaroorat na kuch aur siarf Nigah e Molvi say hee logg musalman ho gaye. inn par aap ka ya tauseef ul rehman rashdi ka tabsara darkaar hay iss kay baad bhi yeh shair parhnay ko dil karta hay Garr Nigaah-e-Mard e Momin say badal jaati hain taqedeerain Molvi kiun kartay phirtay hain taqreerain o tableeghain??? daikhain deobundi iss ka kaya jawab daitay hain
  8. tau abb kaya khyaal hay Malang aap ka??? aap kay alfaz kuch changing kay saath aap ko hee wapis kar raha hoon kitab(Anwar-e-Ahmedi) k barey ma Deobundi hazrat k Sub say barray Peer Haji Imdad ullah Muhajir Makki rehmatullah alaih ney kaha ha keh "Faqeer ki nazar say guzri aur Ba-Lisaan e Haq tarjuman Musanif Allama ki Awwal say Aakhir tak baghor sunni tau Iss kitab kay har maslay ki tehqeeq muhaqiqaana Haqqani main ta'eede Rabbani paai gai. keh iss ka aik aik jumla aur fiqra Imdad e Mazhab aur Mashrab AhleHaq kar raha hay aur Ahq ki tarf bulaata hay." agar tum Deobundi logon ko samajh nahin aati to hamara kia qasoor
  9. Chalain yeh tau thay Sunnion Barailvion kay Barray Peer hazraat. abb tamaam deobundi akabireen kay Peer janab Haji Imdad ullah Muhajir Makki rehmatullah alaih ka aqeeda bhi bata dain Tehzeer ul naas kay mutaliq Yeh Maulana Anwar ullah sahib Haidarabadi ki book Anwar-e-Ahmedi kay pages hain. iss kitab ki tasdeeq aur taeed Haji Imdad ullah Muhajir Makki rehmatullah alaih nay ki hay aur book ki tareef bhi ki hay. iss main qasim nanotavi kay Kahatamul Nabiyeen kay matlab main tehreef par garift kee gai hay hay. pehlay Anwar-e-Ahmedi ka uss edition kay pages jis ki Talkhees o tehseel Maulana Arshadul Qadri sahib nay ki hay. aur phir Anwar-e-Ahmedi kay puranay edition kay pages jis par Haji Imdad ullah Muhajir Makki rehmatullah alaih ki taqreez mojood hay.
  10. to all Muslims Khalil Sahib aap nay buhat acha reply kiya hay. ALLAH karay keh Malang ki samajh main kuch aa jaye..........Ameeeeeen Mr Malnang aap kiun ghussay main aa kar behki behki baatain kar rahay hain. aap kay Qasim nanotavi shaib tau woh khushqismat hasti hain keh jin par na siraf Ullma e AhleSunnat nay KUFr ka fatwa diyya hay balkeh aaj kay Ghair Muqalid molvion nay bhi fatwa e Kufr day hee diya hay. agar cheh inn kay akabireen uss ko kafir nahi kehtay thay. Darulifta deobund kay muftion kay fatway ki kahani apnay hee molvi Amir Usmani Deobundi ki zubani parh lau. yeh deobundion kay Sheikhul islam Shabbir usmani ka bhateeja tha. Deobundi Mufti ka Qasim Nanotavi par Fatwa e Kufr abb bhai iss main Sunnion ka tau koi kasoor nahi hay na............. Acha tau pehlay tau aap nay Peer Karam Shah Al-Azhari rehmatullah alaih kay baaray main jo kuch kaha uss ka jawab tau aap parh hee chukay hain tau abb agar aap Sheikhul Islam Khwaja Qamr-ul-Din Sialvi rehmatullah alaih ki taraf kuch ghalat mansoob kar kay qasim nanotavi ki jaan churrwana chahin tau phir uss kay liye yeh parh lain
  11. Abu Hanifa & Tawassul Answered by Shaykh Gibril F Haddad Question: Imam Abu Hanifa: His Supposed Objection to Tawassul (Using Intermediaries) Imam Abu Hanifa: His Supposed Objection to Tawassul (Using Intermediaries) Im
×
×
  • Create New...