Arey Mr.Mustafa aapka name to bht acha hai but aqal k andhay ho aap...aap mjhy youtube ki misal de raha ho k sheikh Amin ki audio hai waha to mjhy just ye bata do k kisi ki Pic laga kar awaz record karna konsi bari baat hai???n wese jo baatain aap kah rahay ho k unho ne prophethood ka dawa kia hai to mene to aaj tak unki koi aisi audio nahi suni hai...bolnay se phlay soch lia karo then bari bari baatain kia karo...wo to Huzoor S.A.W.W ko bashar mean hmaray jesa nahi khtay aur na khnay dete hai to wo kese Nabi ka dawa kar sktay hai...ye raah e tareeqat hai yaha soch samajh k bola karo...warna bht nuqsaan uthao ga...tc