Jump to content

Sag-e-Gaus-e-Azam

اراکین
  • کل پوسٹس

    1
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Sag-e-Gaus-e-Azam نے پوسٹ کیا

  1. Assalam Sunni Jannati Bhaio Kisi ne ek objection kiya hai Ilm e Gaib e Nabi (peace and blessings be upon him) aur Haazir Naazir par ek Hadis ke zariye. Mujhe uska jawab chahiye. Barai karam Inayat Farmaye. Ye Hadis hai Sunan Nisai ki. http://sunnah.com/nasai/21/90 It was narrated from Abu Umamah bin Sahl bin Hunaif that: a poor woman fell sick and the Messenger of Allah was informed of her sickness. The Messenger of Allah used to visit the poor when they were sick and ask about them. The Messnger of Allah said: "If she dies, then inform me." Then her funeral took place at night and they did not like to wake the Messenger of Allah. When morning came, the Messenger of Allah was told what had happened to her. He said: "Did I not tell you to inform me?" They said: "O Messenger of Allah, we did not like to wake you up at night." The Messenger of Allah went out and the people lined up by her grave and he said four Takbirs. Ahle Khabis kehte hai ki is Hadis se malum hota hai ki Huzur ko Ilm e Gaib nahi hai Mazallah aur nahi wo Haazir Naazir hai kyuki jab us Aurat ko dafnaya gaya to dafnane ke baad jo teesra Sawal kiya jaata hai qabr me to agar us waqt Huzur uske Qabr me tashreef le jate to agle din Huzur ko pata hota ki uska Inteqal ho gaya hai. Baraye Karam jawab inayat farmaye. Assalam
×
×
  • Create New...