Jump to content

Malang

اراکین
  • کل پوسٹس

    149
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے Malang کیا

  1. agar allah al madad baqi sab.........to phir mere be deen malang bhai zara apny nifaq se humari ma bibi hajra ko to baskhsh do...un hony to allah ke siwa kisi or se madad mangi to kya farmaty hai malanGu......

     

    Bukhari shareef

    4) Narrated Ibn Abbas: When Abraham had differences with his wife), (because of her jealousy of Hajar, Ishmael's mother), he took Ishmael and his mother and went away. They had a water-skin with them containing some water, Ishmael's mother used to drink water from the water-skin so that her milk would increase for her child. When Abraham reached Mecca, he made her sit under a tree and afterwards returned home. Ishmael's mother followed him, and when they reached Kaba', she called him from behind, 'O Abraham! To whom are you leaving us?' He replied, '(I am leaving you) to Allah's (Care).' She said, 'I am satisfied to be with Allah.' She returned to her place and started drinking water from the water-skin, and her milk increased for her child. When the water had all been used up, she said to herself, 'I'd better go and look so that I may see somebody.' She ascended the Safa mountain and looked, hoping to see somebody, but in vain. When she came down to the valley, she ran till she reached the Marwa mountain. She ran to and fro (between the two mountains) many times. They she said to herself, 'i'd better go and see the state of the child,' she went and found it in a state of one on the point of dying. She could not endure to watch it dying and said (to herself), 'If I go and look, I may find somebody.' She went and ascended the Safa mountain and looked for a long while but could not find anybody. Thus she completed seven rounds (of running) between Safa and Marwa. Again she said (to herself), 'I'd better go back and see the state of the child.' But suddenly she heard a voice, and she said to that strange voice, 'Help us if you can offer any help.' Lo! It was Gabriel (who had made the voice). Gabriel hit the earth with his heel like this (Ibn 'Abbas hit the earth with his heel to Illustrate it), and so the water gushed out. Ishmael's mother was astonished and started digging. (Abu Al-Qasim) (i.e. the Prophet) said, "If she had left the water, (flow naturally without her intervention), it would have been flowing on the surface of the earth.") Ishmael's mother started drinking from the water and her milk increased for her child . Afterwards some people of the tribe of Jurhum, while passing through the bottom of the valley, saw some birds, and that astonished them, and they said, 'Birds can only be found at a place where there is water.' They sent a messenger who searched the place and found the water, and returned to inform them about it. Then they all went to her and said, 'O ishmael's mother! Will you allow us to be with you (or dwell with you)?' (And thus they stayed there.) Later on her boy reached the age of puberty and married a lady from them. Then an idea occurred to Abraham which he disclosed to his wife (Sarah), 'I want to call on my dependents I left (at Mecca).' When he went there, he greeted (Ishmael's wife) and said, 'Where is Ishmael?' She replied, 'He has gone out hunting.' Abraham said (to her), 'When he comes, tell him to change the threshold of his gate.' When he came, she told him the same whereupon Ishmael said to her, 'You are the threshold, so go to your family (i.e. you are divorced).' Again Abraham thought of visiting his dependents whom he had left (at Mecca), and he told his wife (Sarah) of his intentions. Abraham came to Ishmael's house and asked. "Where is Ishmael?" Ishmael's wife replied, "He has gone out hunting," and added, "Will you stay (for some time) and have something to eat and drink?' Abraham asked, 'What is your food and what is your drink?' She replied, 'Our food is meat and our drink is water.' He said, 'O Allah! Bless their meals and their drink." Abu Al-Qa-sim (i.e. Prophet) said, "Because of Abraham's invocation there are blessings (in Mecca)." Once more Abraham thought of visiting his family he had left (at Mecca), so he told his wife (Sarah) of his decision. He went and found Ishmael behind the Zam-zam well, mending his arrows. He said, "O Ishmael, Your Lord has ordered me to build a house for Him." Ishmael said, "Obey (the order of) your Lord." Abraham said, "Allah has also ordered me that you should help me therein." Ishmael said, "Then I will do." So, both of them rose and Abraham started building (the Ka'ba) while Ishmael went on handing him the stones, and both of them were saying, "O our Lord ! Accept (this service) from us, Verily, You are the All-Hearing, the All-Knowing." (2.127). When the building became high and the old man (i.e. Abraham) could no longer lift the stones (to such a high position), he stood over the stone of Al-Maqam and Ishmael carried on handing him the stones, and both of them were saying, 'O our Lord! Accept (this service) from us, Verily You are All-Hearing, All-Knowing." (2.127)  (Book #55, Hadith #584)

    2892[/snapback]

     

     

     

    yaar tume lagta ha ab urdu bhi samajh nahi ati madad to ALLAH hi karta ha lakin dusroon kko zariya bana deta ha jese us waqat hazrat jbreal ko bana diya tha mere yahan YA ALLAH MADAD BAQI SAB SHIRKO BIDAT kehne ka maqsad un loogoon k liye ha jo k mazaroon par ja kar kehte hain k ya ALi hijwery hame bacha de de ore wagera wagera jab k un ko wahan mazaar par ja kar ye dua karni chahiye ka O ALLAH ham ko iss ALI HIJWERY k sadqe hum ko bacha de da jab k un k to ab naam bhi change kar diya gaya ha ab loog un ko DATA kehte hain jis ka matlab ha dene wala jab k ye galat ha DATA sirf ALLAH ha ore wo hi dene wala ga

    آپ کی آخری پوسٹ پڑھی، معلوم ہوا کہ جناب میں ابھی کچھ سمجھنے کی حس باقی ہے، بہت خوشی ہوئی۔اسی بات نے مجھے یہ پوسٹ لکھنے پر مجبور کیا۔وگرنہ جو صفحات آپ نے اپ لوڈ کئے ہیں ان کے متعدد بار شافی جوابات دئیے جا چکے ہیں۔ آپ اگر برا نہ مانیں تو ایک اعتراضات کی مکمل لسٹ یہاں درج فرما دیں تا کہ آپ کونمبروار جوابات دئیے جا سکیں۔

    ویسے آپ یہ فرمائیں کہ کہ آپ نے اب تک سیدی اعلٰی حضرت امام احمد رضا کی کون کون سی کتب کا مکمل مطالعہ فرمایا ہے۔۔۔۔ جن لوگوں نے ماضی میں سیدی اعلٰی حضرت کی کتب کا مطالعہ کیا ہے ان کے اکثر اعتراضات خود بخود دور ہوتے گئے۔اس کی بہت بڑی مثال مولانا کوثر نیازی کی ہے جو کہ بہت بڑے عربی دان عالم تھے۔اور ان کا یہ کہنا تھا کہ میں نے اپنی زندگی میں اتنی روٹیاں نہیں کھائیں جتنی کتابیں پڑھی ہیں۔اس لئے مجھے اب کچھ اور پڑھنے کی ضرورت نہیں۔مگر پھر انہیں حکیم محمد موسٰی امرتسری نے سیدی اعلٰی حضرت کے شہرہ ء آفاق مجموعہء فتاوی "فتاویٰ رضویہ"کا مطالعہ کرنے پر رضا مند کیا۔جب انہوں نے پڑھنا شروع کیا تو فتاویٰ رضویہ کے آغاز میں درج خطبہ پڑھا اور پڑھتے ہی انہوں نے فورا مذکورہ﴿حکیم محمد موسٰی امرتسری﴾ کو فون کیا اور کہا کہ میں تو آج تک بھولا ہی ریا، اصل علم تو یہاں ہے اور حقیقت میں طفل مکتب میں آج بنا ہوں۔بعد میں انہوں نے اس بات کا اقرار متعدد کانفرنسوں اور انٹرویوز میں بھی کیا۔

    اس لئے آپ سے پہلی گزارش یہی ہے کہ کسی کی من گھڑت باتوں پر کان دھرنے سے بہتر ہے کہ آپ ان کی کتب کا ازخود مطالعہ فرمائیں۔کسی ایک پیراگراف میںسے صرف ایک جملہ لکھ دینے کا مطلب یہ ہوتا ہے کہ"لا تقربوالصلٰوة"﴿نماز کے قریب نہ جاو﴾ لکھ دیا جائے اور "وانتم سکٰریٰ"﴿جب تم نشے کی حالت میں ہو﴾ چھوڑ دیا جائے۔اعتراضات کرنے والے عموما ایسا ہی کرتے ہیں۔لہذا امید ہے کہ آپ ازخود تحقیق کریں گے۔

    آپ کی تحریر سے معلوم ہوتا ہے کہ شاید آپ کے ذہن میں سیدی اعلٰی حضرت کا شیعوں کے بارے میں موقف واضح نہیں ہے تو اس سلسلے میں گزارش ہے کہ آپ سیدی اعلٰی حضرت کی درج ذیل کتب کا مطالعہ فرمائیں تو ذہن صاف ہو جائے گا ان شآء اللہ۔

    http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...afzah/index.htm

    http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a..._dari/index.htm

    http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...laina/index.htm

    ویسے بھی عالم اسلام کی ایک ایسی شخصیت جس کے علم پر دنیا بھی علماء حیران و ششدر ہیں اس پر ایسے اعتراضات ہوا ہی کرتے ہیں لیکن آپ جیسے افراد کو معترضین کی بات پر بلا تحقیق کان دھرنا بہت ہی افسوس کی بات ہے۔ امام احمد رضا پر تاحال تینتس ۳۳ پی ایچ ڈی ڈگریز رجسٹرڈ ہو چکی ہیں جن میں انیس ۱۹ ڈگریز جاری بھی کی جا چکی ہیں۔آپ ان پی ایچ ڈی مقالات کا مطالعہ کریں اور دیکھیں کہ دنیا بھر میں ریسرچ اسکالرز کیا کہہ رہے ہیں۔۔۔۔۔۔جن کتب کے اوپر آپ نے حوالے دئیے ہیں وہ بھی اگر آپ مکمل مطالعہ فرما لیں تو بہتر ہے۔ان کے لئے لنک درج ذیل ہے۔

    http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...islam/index.htm

    http://www.alahazratnetwork.org/dlibrary/a...iimah/index.htm

    اگر کتاب میں سے کوئی بات سمجھ نہ آئے تو مجھ سے رابطہ فرمائیں

    [email protected]

    ya

    [email protected]

    ان شآء اللہ آپ کی تشفی کر دی جائے گی۔

    والسلام

     

    bohat bohat shukriya ap ka iaz bhai muje jese hi zarori kamoon se fursat milti ha ma ye kitaab parhoon ga ore agar koi baat na samajh ayi to mail karoon ga

     

    bidat bidat.... bhai malang pehly zara is lafz ko bolna to seekh lo humsy phir isko use karna O.K. isy yu pronounce karty hain BidaA......bol ke dekho ha shabash paro bolo BidaA.....oh ho biddat nahi chalo kher choro tumsy nahi hoga free time me practice karna OK or ha agar na aaye to ammi se madad mang lena bachpan me to khub bolna sikhaya hoga aap ko oh ho par ye to shirk ho jayega hai na Gher ullah se Madad .......ufffffff jayein to jayin kahan........

     

    hehehe muje lagata ha bhai ap ya to meri tarha malang ho hi ho ore ya jan bojh kar karte ho muje bidat bolna ata ha ore muje kisi se sekhne ki zarorat nahi ore jesa k ma keh chuka uper

     

    mAIn nay tum say uss book ka naam ka matlab poocha tha

     

    kahir um nay kcuh matlab to batanay ki koshish ki agar cheh matlab saheeh nahin bataya

     

    Uss Kaazzab Abbu jehal musannif ko to iss ka matlab nahin pata ho ga

     

    kiunkeh jissay chitwan ka matlab nahin aata ussay Arabic kay alfaaz ka matlab kaya khaak aaye ga

     

     

     

    khair uss book

     

    Dawam-ul-A'ish Min-al-A'aiimma-ta Min Quraish "دوام العیش من الائمۃ من قریش" ka matlab yeh hay

     

    Zindagi ka Dawaam iss Amar main keh Khulfa Qauraish main say hon

     

    hehehe itne jo ap ne us bande k bare ma bure ilfaaz kahe hain agar utni dua di hoti to ho sakta ha wo puri ho jati :P lakin ap jazbaat ki roh ma beh nikle :P chalain ma na aik site ma ye book ore iss ka matlab deakh liya tha lakin time na hone ki bina par likh nahi saka yahan

  2. yaar ma tum ko kitni dafa bataon k ma kisi peer ko nahi janta ore tum pir per peer ki rat laga rahe hoo acha ore wese bhi agar ma tum ko iss k naam bata doon to tum kia karoo ga yaar tum jazbaat se kaam le rahe ho tum ko aqal se kaam lena chahiye is tarha se loog bhag jaya karte hain

     

    DAWAM means regularly

    A'ish means living

    Min al A'iimata means from the nations

    Min Quraish means from Quraish

     

    then the closest meaning of these arabic words is

     

    regular life of quraish

     

    ok give me the link where you are going to talk about raziallah ho anhu

  3. yaar ma tum loogoon ko kitni dafa bataon k muje in deobandiyoon se kuch lena dena nahi ha tum mera time waste karne k bajaye muje wo hawala jaat ko galat sabit karoo k wo galat hain ore wo ala hazrat ki kitaboon ma sa nahi hain baat khatam tum loogoon ma na thande dimaag se parhne ko issi liye kaha tha k tum loog gusa kha kar ye time wasting kaam na shuru kar do ore wo hi kia tum ne muje wo hawala jaat galat sabit karne ki bajaye tum ne muje deobandyoon ki gusktakihyaan bata k time waste kia ore ulta muje bolna shuru kar diya agar tum muje ye hawala jaat ussi waqat galat sabit kar dete to itna time waste hone se bach jata ore ma tumhari baat ko agar sahi hoti maan leta lakin tum ne muje aik bhi hawala galat sabit nahi kia han ye aik achi baat ha k kuch ulama na kaha k ye shiyoon k saath nahi ha banda lakin tum muje ye hawala jaat galat sabit kar k mere dimaag se ala hazrat k khiaaf bara bugz nikaal do

    dusri baat ye ala hazrat k saath tum ko agar aqeedat ha to rehmatullah ali likhoo ye razi ALLAH hu tala anhu kiun iss baat ki bhi wazahat kar doo to ma tumhara shukar guzaar hon ga mehrbani kar k muje deobandiyoon k bare ma na batao ore ye hawala jaat galat sabit kar do ma tum ko ore tum ye kese keh sakte ho ma na iss kitaab par etmaad kar liya ???? tum loog ese hi kisi baat ko jane bina to khud yaqeen kar rahe ho ore keh muje rahe ho

  4. ma us waqat tak kuch nahi kahon ga jab tak ap meri sari posts na parh lain ore jab tak ye sabit na kar dain k jo sare hawale mana diye hain wo galat hain pehle ye kaam karna ap ka kaam banta ha kiun k ma na pehle post ki ha or jahan tak ap ne kahan ha k mujtaba bhai na kis ko galiyaan di ma ye nahi kehta ka kis ko di hain bal k di hi kiun ore na hi ma ye janta hoon k ludhyanvi sahab kon hain ore na hi muje un ki laaj rakhne ki zaroorat ha muje kahin se ye pages mile the ore ma na in ma hawala jaat dekhe to ap loogoon ko such batane k liye yahan post kar diye agar ap in ko jhota sabit kar dain to ma ap ki baat man loon ga bal k ap ne in ko jhota sabit karne ki bajaye dosree loogoon k bare ma muje batana shuru kar diya

  5. uss waqt kuch nahin hota jub kalma parh kar apnay NABI ki shan man gustakhian kartay ho

     

    alhumdulilah aj tak zindagi ma nabi (saw) ki saan ma koi gustakhi nahi ki ore wese bhi ap ye kese keh sakte hain k ma na ki ha ap na to muje jana hi iss fourm ma ha

     

    aap kay reply say itna to pata lag gaya keh aap Wahabi gahir muqallid ho

     

    chalain ye achi baat ha k ap k ilam ma izafa ho gaya

     

    aap zara himmat kar keh yeh bata do keh aap nay kis ki book scan kar keh upload ki hay

     

    wese such ye ha k muje bhi kitaab ka naam nahi pata ore na hi ye pata ha k kis ne likhi ha ma ap se baradrana tarike se bat kar raha hoon ap bhi mujh se karain ore agar ap ka firka such sabit howa to muje ye ilaan karne ma koi jhijhak nahi ho gi k ma galti par tha to zara mehrbani kar k sedhi baat karain ore kisi ko bhi galiyaan dena chor dain

     

    IMAM HUSSAIN ko baaghi keh kar jab tumharay ulluma gaalian daitay hain

     

    ma kisi ese alim ko nahi janta jis na hazrat hussain ko galiyaan di hoon

     

    balkeh phir AhleBAit kay bughaz main yazeed ko Ameer ul Momineen bhi eh daitay ho aur uss ko jannati bhi saabit karnaylagtay ho

     

    ma na zindagi ma aj tak esa kuch nahi kia ALLAH janta ha

     

    Aur agar um apnay unn sawalon kay jawab jo tum nay uss bok main kiye hain uss main siraf mukhalifat baraye mukhalifat nahin karna chahtay aur shaid yehi karna chahtay ho

     

    niyatoon ka hal sirf ALLAH janta ha ap nahi

     

    RASOOL ALLAH aur Ahle Bait kay dushmanon par ALLAH ki laanat

     

    mashallah sari post ma muje ap ki sirf ye baat achi lari iss dua par ma ameen kahoon ga

     

    phir bhi aik kaam karo jo aiterazaat tum nay kiye hain woh kaafi had tak Ehsan zaheer ki book AlBarailviyyat main say liye gaye hain

    ma na aj tak iss shakhs ki ye kitaab nahi parhi na hi muje ye pata ha k us ma kia likha ha issi liye ma ye nahi keh sakta k ye us ma se liye gaye hain ya nahi

     

    uss ka jawab Alhabdulillah day diyya gaya hay aur woh apnay unn buhtaanon ka injaam bhi pa chukka hay

    muje to na hi ye pata ha k us ko kia jawabaat diye gaye hain ore na hi ye pata ha k us ka anjaam kia howa agar ap ko pata ha to ap bata dain

     

    To aap book"Andhairay say ujaalay tak" or " Albarailviyyah ka tehkeeki wa tankeedi jaiza" By Maulana AbdulHakeem Sharf Qadri parh lo

     

    Shaid aap ko kuch samjh aa jaye

     

    Uss ka kcuh hissay ka link main aap ko day daita hoon baqi book purchase kar lo agar Iman ki zaroorat hay

     

    http://fikreraza.net/book-library/urdu/rad...lbarailwiat.htm

     

    link dene k liye (ja) wese itni achi site banai ha iss ma thora saa kaam kar dain jazak ALLAH k matlab ha ALLAH tumhe de wo to ALLAh har kisi ko deta ha iss ma thora sa izafa kar dain ore likh dain jazakALLAH khair k ALLAH tum ko jazai khair de jis ka koi matlab bhi banta ha

  6. Malang ji aap nay jis jhootay ki book ko scna kar key upload kiyya hay uss ka naam bhi bata daitay ya kam az kam uss kay baapon kay naam bhi bata daitay ta keh hamain pata lag jaata keh shaitan ka kaun sa mureed nay yeh sab kuch likha hay

    Aik Sabiqa deobandi Moulana Saeed ahmed Qadri nay bhi books likhi thi AalaHazrat Imam Ahmed Raza Khan kay khilaaf jin ka naam uss nay RAZA KHANI MAZHAB aur BARAILVI MAZHAB arkha tha aur aik book 5 volumes main thi aur doosri 2400 pages ki

     

    But uss kay baad unhon nay deobandiyyat say tauba kar li aur Sunni Barailvi ban gaye

     

    Uss kay baad unhon nay ailaan kiyya keh meri books kay tamaam hawalay jhootay thay aur meri books mansookh hain

     

    aur jo unn say hawala day woh haraami hay

    aap ki info kay liye woh shaks 25 saal 8 maah deobandi raha tha aur phir uss nay tauba kar li

     

    http://www.islamieducation.com/media/speak...adri/index.html

    ALLAH aap ko bhi hidayat day aur Sunni Saheeh ul Aqeeda Barailvi banay

     

    Apnay molvion kay aqeeday daikhay hain uss tarh kay aqeeday kissi kaafir kay bhi nahin hain

     

    laikin deobandi wahhabi barray khabees kissam kay hindu hain jin kay aisay ghaleez aqeeday hain

     

    http://www.islamimehfil.info/forum/index.php?showtopic=746

     

    pehlay inn ka koi ilaaj karo phir Imam Ahmed Raza par ungli uthana

    tum logg khud angraizon kay agent ho aur uss ka saboot khud tumharay molvion nay diyya hay keh

     

    Tahnvi ko govt say 600 ropay maheenay kay miltay thay

     

    aur

    tableeghi jamaat ko bhi angraiz hakoomat say paisay miltay thay

    baqi tumharay ismail devil hi ka jihad angraiz kay liye tha na keh Musalmanon kay liye

     

    uss nay loggon ko wahhbai bananay kay liye unn say jang ki aur jo uss kay juffriyya aqaid ko na maanta tha woh uss kay khilaaf jang karta tha

     

    aur tumharay thanvi , ousuf kaanghalvi, molvi zakriyaa nay khud aiteraaf kiyya hay keh woh WAHAABBI hain

     

    aur iss kay hawalay bhi day don ga agar tumhain tusalli na hui to

    2836[/snapback]

    ab agar kcuh ho tu in hawala jaat ka kuch karna na k ulta deobandiyoon par ilzaam lagana shuru kar dena ore ye jis ko ma qoute kar raha hoon iss ko to delet karoo kiun k iss na ikhlaqiyaat se hi baat ki gaye ha

  7. muje sab se zayada dukh ap ki in galioon se howa ha jo ap ne dusree madhab k ulama ko deen hain ma na ap ko ye kaha tha k iss ko thande dimaag se parhain ore ap ne agar jawab dena tha to un hala jaat ka dete jo k ma na peash kiye hain ore jin kutab ma "ALA HAZRAT " ne shia wali batain kin ore ap loogoon ne ulta muje un k bare ma dimaag saaf karne ki bajaye ulama deoband k bare ma batana shuru kar siya chaloo ye aik achi baat ha k jab kisi deo bandi se baat ho gi to us ko ye de doon ga ap loogoon ki in batoon se sabit hota ha k 2noo group deobandi ore barelvi aik jese hain wo aik dusre k liye kaam karte hain jese k iss ma dikhaya gaya ha lakin kahin se bhi hum loogoon ko bura nahi keh sakte agar ap k pas koi ilam ha to muje un cheezoon k bare ma batain jin ma ala hazrat na apne ap ko shia sabit kiya ha ore in kitaboon k purane adeshans ma dekhain ore na hi muje us deobandi alim se dilshaspi ha jo brelvi bana phir bhi gumrahi par hi ha ore mashallah se jahan sege atar na kaha ha k agar baat ikhlaqiyaat se bhair ho gi to post delet ho jaye gi to mehbani far ma kar un bhai ki post delet karain jin ho na iklhaqiyaat se bhair bat ki ha na k meri kiun k abi tak ma na aik bhi bura lafz nahi kaha

×
×
  • Create New...