Jump to content

ghulam e murshid

اراکین
  • کل پوسٹس

    120
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ ghulam e murshid نے پوسٹ کیا

  1. Shukria Khaleel Raana Bhai, Bhai mai kya karu baat aisi jagah par atki hui hai k mujhe ujlat se kaam lena pad raha hai. Shukria in hawaalon ke liye, baaqi ke bhi scan pages ki tarkeeb bananae ki Aap log koshish karein, bas meri mansha yahi hai k Ahle Sunnat ka sar neecha na ho.
  2. Un ibaaraton se Huzoor ka kai Maqamaat par jaana to sabit to hota hai jo maine ab tak post ki in ke scan pages to chahiye hi us ke alawa mujhe is baat par bhi Ulama ke scan pages chahiye k Huzoor tamaam Duniya ko Madeene se Mulahiza farma rahe hai. Bahut urgent hai agar waqt par nahi diya to sab galat afwahe phailainge.
  3. ghulam e murshid

    Haazir-Onaazir

    Meri kuchh tabligi Jamaat ke logon se Haazir-o-Naazir ke topic par bahes shuru hui hai aur un ko Ulama-e-Ahl-e-Suunat ki ibaarato se ye saabit karna hai k puraane Ulama bhi ye nazarya rakhte the is ke liye aap log meri help karein. Mai yaha kuchh pages ko daal raha hu ibaarato ke saath aap logon mein se jin se ho sake wo yaha par un ki asal kitaab ke scan pages daal dein aur ho sake to kuchh apni taraf se bhi ho sake to daal dein jo aap logon ke behtar lage,
  4. Agar aap log koi Kitaab nahi tajweez kar pa rahe to yaha par koi baat hi bata deejye in topics par.
  5. Hadhrat Umar ne Auraton ko masjidon se jo roka wo kis bina par tha aur aaj un ka Masjidon mein jana kaisa hai aur kya wo illat jo Hadhrat Umar ke daur mein paai jaati thji aaj bhi paai jaati hai in sab Suwaalon ke Juwab par koi Book aap log yaha tajweez kar sake to please help kare but pdf mein ho. aur is baat ke taalluQ se Wahabiyo ko kin daleelo ke zariye samjhya ja sakta hai is par bhi rehnumaai farmaae.
  6. kya kisi bhai ya behen ko aisi book ka ilm nahi hai? :(
  7. ghulam e murshid

    Kitaab Chahiye

    Mujhe Muslamaano mein jo Zaat Biraadri ka tasauwur hai us ki Tarreekh aur Bhi kuchh details ke sath book chahiye agar kisi ko pata ho to please link share karein.
  8. ایک وہابی کا اعتراض ہے اعلی حضرت کے ترجمہ کنزلاایمان پر وه کہتا ہے:- یاد رہے "دعو" کا (یعنی لانا، پکارنا، مانگنا) سے نکلے الفاظ کا ترجمہ احمد رضا نے "پوجنا" کِـیا ہے بار بار اور اس کا ترجمہ پوجا یا بندگی نہیں ہے اور عبد کا معنا پوجا کرنے والا یا بندگی کرنے والا ہوگا عبد کا ترجمہ لانے والا، پکارنے والا، مانگنے والا نہیں ہوگا کیوں کہ عبد کا معنی بنده ہے. "دَعَو" یعنی پکارنے سے نکلے ہوے الفاظ یدعو، تدعو، ندعو، یدعون، یعبد، تعبدون، یعبدون، وغیره ہونگے. اس ان آیات کے حوالے دئے ہیں :- سوره نساء آيت 117، سوره انعام آيات 56، 71، 108، سوره اعراف آيات 37، 189، 198. اس نے ایک اور بات یہ بھی کہی کہ حافظ نظر احمد صاحب کا ترجمہ تینوں مسالک بریلوی، دیوبندی اور اہل حدیث کے کے نزدیک متفق علیہ ہے. کیا یہ بات صحیح ہے؟ آپ لوگ ان میٹرس پر رہنمای کرے
  9. Kidney khana Makrooh hai is baat ka hawaala ya Bapa ka wo audio kisi ke paas ho to please share keejye
×
×
  • Create New...