Jump to content

SUNNIWORLD

اراکین
  • کل پوسٹس

    8
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے SUNNIWORLD کیا

  1. (wasalam)

     

     

    Naateya Kalam Main Lafz ''Tu'' ya ''Taira'' ka istemal Bayadabi naheen hain ....

     

    Alahazrat (ra) farmatay hain:

     

     

    Too Hay Aain-e-Noor Taira Sab Gharana Noor Ka..

     

    ((saw)) ((saw))

     

    ...............................

     

     

    Alahazrat (ra) Ka Naateya kalam dekheay aapko aor bhi aesi misalain mil jayein gi..

     

     

     

    (azw)(ja)

     

    Dear Bhai

     

    Hum Jaante Isme Koi Be-Adai Nahi Hoti,Kyun K Jab Ala Hazrat K Kalam Mein Wo Paya Jata Hai.

     

    Magar

     

    Chand Hasideen Log Ye Fitna Macha Rahen Hai, aur Unke Pir Sahib K Support Se

     

     

    Aap Mujhe Details Text Mein FATWA k tour par Bheje, Taake Hum Log Jaake Unko Batayenge

     

    Baaki Samjhna na Samjhna Unki Marzi

     

     

    Awaiting your feedback soon

  2. Assalaamualikum

     

    Q>

    Hamare Yahan Ek Masla Hai K Chand Hamare Sunni Bhai Khete Hai

    "Koi Bhi Naatiya Kalam Ya Salam Pak Jo Padha Jaata Hai,Usme Agar

    'TERA' ya 'TU' ho Aur Wo Nabi-e-Kareem Ko Mansub Karna Ho Tou,

    Iss Tarah Padhna Nabi-e-Pak Ki Be-Adabi Aur Gustaqi Karna Kehte

    Hai Aur Wo Har Masjid Ya Mehfil Me Padhne Se Rokhte Hai Aur

    Kehte Hain Iske Badle 'AAP' Ko Padha Jaye"

    Aur

    Wo Khete Hain ye Hamare Pir-Sahab Ka Farman Hai Aur Jo Is Tarah

    Padhta Hai Wo GUMRAH Hai

     

    Iska Jawab Aap Written Document Ya Audio Me

    Nicche Email Id Par Inayat Farmaye

     

    Yaseen Khan

    Gulbarga,India

    [email protected]

  3. Assalaamuaikum,

    This is my first post in Islami Mehfil. and was a silent reader this website.

    and i had been reading recently at other forum, these people calls
    themselves Sunni and their are raising the issue of
    Afzaliyat of Khulfaye Rashideen.

    Even now they are degraded the status of Sahaba-Ikraam


    Can anyone here, gives us the complete resources on the Afzaliyat.



    Regards

×
×
  • Create New...