Jump to content

Ra'id Ortan

اراکین
  • کل پوسٹس

    28
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Ra'id Ortan نے پوسٹ کیا

  1. Dard said: "Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Allah Ki Sifat Hai aur Iss Ki Zaat Ka Idraak Hamari Zahin O Gumaan Say Bala Tar Hai. Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Sifat Bashar. Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Farishtay Nahi Hain Balkah Un Say Bhi Afzal Hain. Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Intangible Hai Iss Liye Iss Ko Mahsoos Kiya Ja Sakta Hai." So once again: Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre: enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay. then 2nd k wo insan bhi hain. then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain. then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea. then 5th k Farishte bhi noor zaat hain. then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay. then 7th Jinnat aag se bane hain. then 8th insan mitti se bane hain. then 9th ALLAH ki zaat noor nahi. then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain. then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain. Ye enhi k apne banae howe aqeedo may Ikhtilaf durj zail hain: 1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay. But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? so ye howa pahla Ikhtilaf. 2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon. Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja. So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain? So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe? But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain. So ye howa dosra Ikhtilaf. 3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay. But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? So ye howa 3rd Ikhtilaf. 4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain. But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe. So ye howa 4rth Ikhtilaf. 5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay. But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay. So ye Aag kis se paida howi? So ye 5th Ikhtilaf. 6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same. K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa? So ye 6th Ikhtilaf. Beshak, ALLAH farmata hay: "magar jub logo se kaha jata hay k "eski perwi kro jo ALLAH ne nazil kea hay" to wo kehte hain "nahi bul k hum eski perwi kre gain jis pr hmne apne baap dada ko paya" kia! agarcha en k baap dada kuch smjhte na they aur na rah-e-rast pr chalte they." (Surah Al-Baqarah 2:170) The way of Imam = The way of Contradiction So Follow the way of Quran and Sahih Hadith = The way of ALLAH Olny ALLAH is Noor. Muhammad S.A.W is just a human like me, and a last Messenger of ALLAH. Meet with all of you in next topic, InshaALLAH Dard nice to meet you. صلى الله على جميع المسلمين *******************
  2. Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre: enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay. then 2nd k wo insan bhi hain. then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain. then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea. then 5th k Farishte bhi noor zaat hain. then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay. then 7th Jinnat aag se bane hain. then 8th insan mitti se bane hain. then 9th ALLAH ki zaat noor nahi. then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain. then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain. Ye enke Ikhtilaf durj zail hain: 1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay. But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? so ye howa pahla Ikhtilaf. 2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon. Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja. So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain? So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe? But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain. So ye howa dosra Ikhtilaf. 3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay. But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? So ye howa 3rd Ikhtilaf. 4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain. But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe. So ye howa 4rth Ikhtilaf. 5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay. But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay. So ye Aag kis se paida howi? So ye 5th Ikhtilaf. 6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same. K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa? So ye 6th Ikhtilaf. ALLAH se koi paida nahi howa. ALLAH ka koi humsar nahi. So Munafiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may jo Ikhtilaf hain usko dor kre. صلى الله على جميع المسلمين
  3. Dard>>>> you said: "Aap Ka Dawa Hai Kah Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Woh Kissi Say Paida Howa Hai Aur Na Koi Us Say." Correction: "na Wo kisi se paida howa aur na koi es se paida howa." Ap munafiq hazrat baat ko shayd smjh nahi pate, ya phr apne baap dadaon k banae howe mazhub ko chorna nahi chahte. Apne jo ayat di hain, un sub may us noor ka zikar nahi jo Noor ALLAH hay. Baat wahi ajati hay k ALLAH ki noori zaat ko aap wahi chand aur soraj k noor se tashbeeh de rahe ho. So eski maine pahle hi wazahat kr di hay. ALLAH noor hay, aur ye hamesha se hay aur hamesha rahe ga, aur ne ye kisi se paida howa aur na koi es se paida howa. To en ayato pr discuss krna time waste krne k barabar hay. Simple se jawab manga tha Ap munfiq hazrat se jo ap log de nahi sake. So again tamam Munafiq hazrat maine jo Ikhtilaf ap hi k aqeede may nikale hain, pahle unhe to drust kre, tub ja kr aap hamari baato ko galat kahne ki koshish krye ga. Atleejani>>> ALLAH ne jinnat banae aur Aag se banaya, so jinnat to hamare aas pas hi hain, so Jinnat nazar kyo nahi aate, ye kaisi aag hay jo nazar nahi ati? aur kia ye aag kisi chz se jalti hay, jaise dunyawi aetebar se har chz ko jalane k lye kuch chahye hota hay. to ye kaisi aag hay jo khud hi jalti hay? so ye na ap jante ho aur na main. B'coz ALLAH ne insan ko bhi soch ki ek limit di hay. So All Munafiq hazrat ALLAH ki noori zaat kaise hay, ALLAH ne itni limit Insan ko ata nahi farmai, aur jub insan es k bare may sochta hay to aap logo ki tarha bewakofo wale sawal poch leta hay aur phr ALLAH ki zaat ko noor manne se inkar kr deta hay. So Noor ek to hidayat pr ajati hay jo maine pahle wazahat kr di hay. Then second ALLAH ki zaat noor hay, aur es pr bhi maine pahle wazahat kr di hay. Simple se jawab manga tha Ap munfiq hazrat se jo ap log de nahi sake. So again tamam Munafiq hazrat maine jo Ikhtilaf ap hi k aqeede may nikale hain, pahle unhe to drust kre, tub ja kr aap hamari baato ko galat kahne ki koshish krye ga. Wo mazhub ALLAH ka mazhub nahi jisme Ikhtilaf hon. So aap k banae howe ikhtilaf wale mazhub ap hi ko mubarak. So aap tamam munafiq hazrat pahle apne aqeedo ko drust kre tub ja kr hamari bato pr ut patang ikhtilaf nikal ye ga. So as i told before agar ap ko hamara aqeeda manna hay to maney nahi to lage rahye apne banae howe ut patang aqeedo may. "tumhare lye tumhara deen hay aur mere lye mere deen hay" aur be'shak mera deen Ikhtilaf se pak hay, aur be'shak ALLAH ka rasta Ikhtilaf se pak hay. The way of Imam = The way of Contradiction So Follow the way of Quran and Sahih Hadith = The way of ALLAH Mera kam tha Tableegh krna so maine kea, ab agar Munafiq Hazrat seedhe rah pr ajae to achi baat, nahi to ALLAH ne keh dea hay. "Kafiro ko apka darana ya na darana barabur hay, ye log eeman na lae gain" (Surah Al-Baqarah 2:6) "baaz log kehte hain k hum ALLAH pur aur qiyamut k din pr eeman rkhte hain, lekin dur haqeeqat wo eeman wale nahi hain" (Surah Al-Baqarah 2:8) Beshak, ALLAH farmata hay: "magar jub logo se kaha jata hay k "eski perwi kro jo ALLAH ne nazil kea hay" to wo kehte hain "nahi bul k hum eski perwi kre gain jis pr hmne apne baap dada ko paya" kia! agarcha en k baap dada kuch smjhte na they aur na rah-e-rast pr chalte they." (Surah Al-Baqarah 2:170)
  4. Atleejaani>>>> Ab main phr se apni post ko dohrao, ye mjhe pasund nahi, to agar ap k pas shaor hay to ap mere pichle tamam post ko read krye jisme maine ALLAH k noori zaat aur Quran k noor k bare may zikar kea hay. aur en dono k differences byan kea hay. Ab agar apko wo samjh nahi i to yaqeenan ap ilm wo shaor se kharij hain. Now second baat k ap log pahle apne Ikhtilaf drust kre, kui k jo Ikhtilaf ap k mutalliq maine pesh kye hain, unka apne jawab nahi dea. apne likha hay k: "HAM KAHTE HEN KE MUHAMMED ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWA HEN PER ALLAH KI ZAT NOOR NAHI TEEKH APKO ETRAZ JAB ALLAH KE NOOR SE PEDA HOWE TO ZAAT KIO NOOR NAHI ?JAWAB MUHAMMED MAKHLOOQ OR ALLAH KHALIQ TO DONO KESE YAQSAN HO SAKTE HEN,BAT SAMAJ ME AI KE NAHI,ALLAH NE KAHA HAMNE USME APNI ROOH PHONK DI,ISHARA BIBI MARIAM KE BATAN KI TARAF THA TO KYA ALLAH KI ZAAT ME AB ROOH BHI HOTI HE ?'" to janab ye jawab nahi dea apne bul k baat ko kat di apne. apne to yaha Isa A.S ki misal de di, jo kisi bhi sorat match nahi kr rahi. Ek jagha to aap ALLAH ko noor nahi kehte, phr dosri jagha ye kehte ho k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W ka noor paida howa. ye to kisi Ahmaq ki baat lagti hay, jisne ilm wo shaor se bilkul kharij ho kr keh dea. Simple sa jawab dijye k "Agar ALLAH noor nahi to Muhammad S.A.W ALLAH k noor se kaise paida ho gae?" Aur yaqeenan aap dosre tamam munafiq ulmae karam ki tarha bukla gae hain, aur ye ap logo ki pushto ki kefiat hain k aap jawab dene k bajae baat ko kat dete hain, kiu k ap k pas jawab hi nahi hota. So es lye Mere aqeede k Mutabiq sirf ALLAH ki zaat noor hay. Aur koi dosra es ka humsar nahi hay. Ab aap mere es aqeede may ikhtilaf nikal kr dikha dye. k maine kisi aur ki ZAAT ko noor keh dea ho. So 6 aur Iktilaf maine pointed out kea hay so pahle ap munafiq hazrat apne un ikhtilaf ko drust kre. Aur phr aa kr apni bewakofana baat kahe. Aur Hazrat Zirtisht A.S k lye aap History of Islam read krye.
  5. Minifiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may apne ikhliaf ko dor kre: enka 1 aqeeda k Muhammad S.A.W ki zaat noor hay. then 2nd k wo insan bhi hain. then 3rd k ALLAH ne enhe insan ki sorat may dhala, but asal may wo noor hi hain. then 4rth ALLAH ne Muhammad S.A.W ko apne noor se paida kea. then 5th k Farishte bhi noor zaat hain. then 6th k Noor roshni ko kehte hain jo kisi chz se paida hoti hay. then 7th Jinnat aag se bane hain. then 8th insan mitti se bane hain. then 9th ALLAH ki zaat noor nahi. then 10th Muhammad S.A.W farishte nahi hain. then 11th ye Quran pr bhi blv krte hain. Ye enke Ikhtilaf durj zail hain: 1. Muhammad S.A.W noor hain, aur ye noor ALLAH k noor se paida hwa hay. But enka ye aqeeda bhi hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? so ye howa pahla Ikhtilaf. 2. Muhammad S.A.W noor hain, aur enhe ALLAH ne insan ko roop may paida kea, aur kaha k aap kehdijye k main to tm jaisa hi ek insan hon. Then enka ye aqeeda bhi hay k Farishte bhi noor hain, aur jasie Hazrat Jibrael A.S insan k roop may ate they, esi tarha Muhammad S.A.W ko bhi ALLAH ne insan ki tarha bana kr bheja. So es k Mutabiq Hazrat Jibrael A.S aur Muhammad S.A.W dono ek hi makhlooq hain? So es k mutabiq Muhammad S.A.W bhi Farishte hi howe? But enka aqeeda hay k Muhammad S.A.W farishte nahi hain. So ye howa dosra Ikhtilaf. 3. Enke Mutabiq ALLAH ki zaat noor nahi. B'coz noor to kisi shey se paida hoti hay. But phr ye bhi kehte hain k ALLAH k noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea, aur phr es se fala fala paida kea. Jub ALLAH ki zaat noor hi nahi to phr Muhammad S.A.W ko ALLAH ne apne noor se kaise paida kr lea? So ye howa 3rd Ikhtilaf. 4. ye quran pr believe krte hain, aur quran k mutabiq ALLAH se koi paida nahi howa. aur ye es ayat pr bhi blv krte hain. But phir ye ye bhi kehte hain k Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida howe. So ye howa 4rth Ikhtilaf. 5. Jinnat aag se bane hain, aur ye aag ek makhlooq hay. aur aag bhi roshni hi hay. But ye ye bhi kehte hain k roshni kisi shey se paida hoti hay. So ye Aag kis se paida howi? So ye 5th Ikhtilaf. 6. Esi tarha Farishte k noor pr bhi same. K agar farishte noori makhlooq hay to ye noor kis se paida howa? So ye 6th Ikhtilaf. ALLAH se koi paida nahi howa. ALLAH ka koi humsar nahi. So Munafiq Hazrat pahle apne hi aqeedo may jo Ikhtilaf hain usko dor kre. May ALLAH help you in this matter. If i alive then i'll meet you again. InshaALLAH صلى الله على جميع المسلمين
  6. Atleejani>>>> First thing k ap k mutabiq surah noor ayat 35 ki tashreeh fala fala hain, jis se ye natija nikalta hay k ALLAH ki zaat noor nahi hay. Naozobillah. Jise main manne se inkar krta hon. B'coz es ayat se wazih hay k ALLAH ki zaat noor hay, aur ap zubrdusti eski tashreeh galat krne may lage ho. Ap logo ko ALLAH k noori zaat pr bht aetraz hay, but Naozobillah Muhammad S.A.W ko noor kehne pr zurra barabur bhi aetraz nahi hota ap logo ko, aur Surah Maidah ki ayat 15 aur mukhtalif ayato ko zubardusti Muhammad S.A.W se tashbeh de kr Muhammad S.A.W ki zaat ko noor bana dete hain. us waqt to ap ki tashreeh achanuk direct Muhammad S.A.W pr chali jati hay, jub k es ayat may wazih Quran ki taraf hidayat ka noor kaha gaya hay. So apki ye tashreh bilkul galat hay. Second chz main i think 3 se 4 bar ye baat wazih kr chuka hon k ALLAH k nori zaat ko define na kre, but phr bhi ap log es noor ko bhi define krne may lagay howe hain, aur noor se murad le kr app ALLAH ki body mean hand and leg ko bhi beyan kr rahe ho. Nazobillah. So itna shirk bhi mut krye k Kafiro aur ap may kuch farq hi na rahe. So eski detail main pahle wazahat kr chuka hon. Third chz ALLAH ne Quran ko create kea hay aur phir Muhammad S.A.W pr utara hay. aur insan k paida hone se pahle insan k bunne ka amal hota hay, tub ja kr wo paida hota hay. Agar bunne ka amal pora na ho to insan paida hi nahi hota aur maa k pait hi may khatm ho jata hay under may be 1 weeks. So tallaly process k baad insan paida hota hay. Aur Isnan ek jandar hay aur Quran ek kitab hay. so there is difference between them. So still ALLAH ne Quran ko create kea hay. agar ap takhleeq kehna chahte ho to kaho. Aur i hope k ye koi issue nahi hay. 4rth chz ek insan k lye Muslim hona zarori nahi hay k koi ek shaks hi us se aa kr kahe to wo muslim hoga. ALLAH ne insan ko aqal wo shaor dea hay, aur insan ache aur bore ko achi tarha pehchan skta hay. So Quran aur Sahih Hadith se behtar koi aur kitab nahi, es lye maine ese pasund kea. aur agar koi kisi Muslim gharane may paida ho to use apne neyk maa baap se behtar koi aur ustaad nahi milta. 5th chz ALLAH ne ek andaze k Mutabiq 124000 pegamber utare, mhje nahi pata k etne utare bhi ya es se ziada utare. So kia app en tamam pegamber k bare may jante ho? i hope Nahi jante. So go back to library then find their names then come and blame that Hazrat Zirtisht A.S is not prophet. If you can't did it, then just shut your bulshit to blame.
  7. Atleejani>>> First thing k Hazrat Zirtish A.S jis qom pr utare gae wo gom parsi hi thi, so en k Mutabiq Hazrat Zirtish A.S bhi khuda ka durja rkhne lagay. Jaisa k Hazrat Daod A.S, ISA A.S, Mosa A.S, Maryum A.S, Soleman A.S. Now second chz k ek jagha to khud ap ye keh kr ALLAH ki sifat ko zaat k sath bhi tasleem kr rahe ho, aur dosri jagha ap ALLAH k noori zaat honay pr aetraz kr rahe ho. Pahle ap khud ye confirm kr lo k sifat zaat hay bhi ya nahi. Shayd apne english ziada hi study kr li hay jbhi apko create ka matlub smjh nahi aya, mere example dene k bawajod. ek bar phi kisi bhi chz ko banana create keh lata hay, zarori nahi k wo chz jandar mean makhlooq hi ho. Main video create krta hon, so i'm the creator of my video. i'm the creator of my websites. So esi tarha ALLAH is the creator of Quran. ab bhi agar ap k smjh may nahi i, to main phr yahi keh skta hon k "yaqeenun ilm wale hi baat ko smjh pate hain." third chz example may sirf kisi ek chz ko mukhatib kr k kaha jata hay, aur us example se ilm-wo-shaor rkhne wale khud smjh jate hain, esi waja kr maine sirf Al-Ahad ki example di, aur es se pahle kuch aur ki example bhi de chuka hon. So aap ne mere sawal ka jawab to dea nahi, aur dosre Ulma-e-Karam ki tarha ap bhi bukla gae. At last ap log na jane Islam ko kis se read kr rahe ho aur na jane ye Madhab jaisi chz kaha se agai Islam may. KhairALLAH, madhab se murad agar imam k hay, to main kisi Imam ko follow nahi krta. So jub Imam ko follow nahi krta to yaqenan kisi ustaad ka hona bhi mumkin nahi. ALLAH ki nazil krda kitab hay mere pas, aur be'shak ALLAH ne apni es Kitab Quran may hur chz se agah kr dea hay, aur esi k mutabiq jo Ahadith thk lgti hay usey follow krta hon.
  8. Hazrat Zirtisht A.S ne bhi apni ummat ko yahi bataya tha k ALLAH noor hay. But Iblis k behkane ki waja kr enki Ummato ne ALLAH ke noor zaat ko Aag (Fire) se tashbih de di, aur phr enki ummat Aag ki ibadat krne lagi aur apne asal mazhab ko bhula kr shirk krne lagi. aur aj ye mazhab Zoroaster k naam se jana jata hay. Kui k Quran pichli tamam kitabo ki tasdeeq krne wali hay, esi lye ALLAH ne esme bhi apne apko noor hi kaha, aur ta k phr koi es noor ko define na kr sake es lye ALLAH ne ye bhi keh dea k "ese (ALLAH ko) koi ankhain pa nahi skti...." (Surah Al Anam 6:103) ta k phr koi ALLAH ko aag ya soraj ya kisi aur noor se tashbih na de. But afsos aj Munafiq, awwal to ALLAH ki zaat ko noor tasleem krne se inkar kr rahe hain, aur agar koi ye maan bhi leta hay to ye Munafiq ALLAH ko soraj aur chand k noor ki tarha byan krne may lage howe hain. ALLAH enhe garq kre.
  9. In post, To ALL>>> Agla aetraz ye k Arbi may Noor roshni ko kehte hain jo kisi shey se paida hoti hay. Answer: "ALLAH noor hay asmano aur zamino ka" (Surah Noor 24:35) To ye aetraz to seedha shirk ki taraf jata howa dikhai deta hay k ALLAH bhi Naozobillah kisi ki waja kr roshan hay. To ye aetraz bhi galat sabit howa. agr ayat Naozobillah ye hoti k "ALLAH ka noor hay asmano aur zamino may...." to phr ye baat kahi jati k ALLAH noor nahi bul k ALLAH se noor hay. Again Zaat-e-ALLAH noor hay, aur ye noor ko Khudaya chand aur soraj ka noor mut smjhe. Please Quran ki ayat ko dehan se read krye.
  10. Atleejani>>> Created ka matlub samhte hain aap? Created sirf maklooq k lye istemal nahi hoti. Kisi bhi chz ko banana creation k lafzo may ata hay, aur ALLAH ne Quran ko banaya hay. aur ab ap es baat se ye matlub qatan nahi nikal lye ga k hr bunne wali chz jandar ho. Example deta hon main, jaise ye webiste kisi ne create kri hay. esi tarha ALLAH ne Quran ko create kea hay. Now second chz. ap bhi dard hi tarha sawal kr rahe ho. so mjhe ek simple sa jawab chahye jo maine dard sahab se bhi pocha hay. kia AL-Ahad sirf ALLAH ki sifat hay? ya ye ALLAH ki nishandahi bhi hay k ALLAH sirf ek hay. yaqenan agr ap ilm wale hon gay to ap ko noor bhi smhj ajega k ye sirf sifat nahi hay, bul k ALLAH ki zaat bhi hay. aur jahan tak apka aetraz hay k roshni kisi chz se paida hoti hay, to aap mere previous post dehan se read krye jiski heading TO ALL hay, jisme ap k es aetraz ka jawab mojood hay. aur beshak kisi aur zaat ko noor kehna shirk hay. aakhir may sub se request hay k mere sare post dehan se read kr k jawab de, kui k ab tak kisi ne bhi mere post ko shayd sahi se read nahi kea hay, jbhi wo sawal poche ja rahe hain, jinka jawab main pahle hi de chuka hon.
  11. Dard>>> First thing is that you mention 99 names of ALLAH and claim that Noor is also sifat of ALLAH not zaat-e-Elahi. So this 99 names of ALLAH is collected or created by Quranic verses. According to your question that every ayat represent sifat-e-Elahi. so this 99 names of ALLAH is mention in Quran in different ayat not every ayat, and by this we read easily 99 names of ALLAH without learning all Quran. Quran is the book for Guidance which is created by ALLAH, in which ALLAH mention his sifat, his zaat, his identity, his mercy and many more things. Quran is the words of ALLAH. the first ayat of fatiha is Bismillahir rahman nir raheem. and in second verse ALLAH said alhumdulillah, mean sub tareef ALLAH hi k lye hay. so in Quran ALLAH mention also lot of his sifat, so these all sifat is used for ALLAH. and these are not only sifat these are also the identity of ALLAH. Your main claim is that Noor is sifat, not zaat. So Al-Ahad is also sifat, which is created by Qul howal laho ahad. Surah Ikhlas ayat 1. so by this verse sifat is created, so Naozobillah why you can't say that actually ALLAH is not one (al-ahad), it's just a sifat? So you never say that. So Noor is not only sifat, it's also the Zaat-e-Elahi as al-ahad is the identity of ALLAH that ALLAH is one. So at last you are trying to run to talk about this topic that that Muhammad S.A.W is not Noor, becuase it's impossible. That's why you asked these question which is totally belong to Illiteration and make no sense. But after all i give you answer of your question, and i proved that Zaat-e-Elahi is noor. and Zaat-e-Muhammad S.A.W is not noor.
  12. Dard>>>> Simple dude. Now example is here. "Alrrahmani alrraheemi" (Surah Fatiha 1:3) Now by this verse two sifat-e-Elahi is created. 1. Ar-Rahman 2. Ar-Raheem "Maliki yawmi alddeeni" (Surah Fatiha 1:4) Now by this verse another sifat-e-Elahi is created. Al-Mailk. You said: "Secondly what do yu think if Quran is Sifat e Elahi or Takhleeq e Elahi?" Can you explain it.
  13. To All>>> Aakhir may ye baat wazih hojati hay k Muhammad S.A.W noor nahi. Kui k jin Hadith pr ye baat kahi ja rahi thi wo Hadith hi galat sabit ho gai. Aur wo Hadith kuch you thi k: "ALLAH ne apne noor se Muhammad S.A.W k noor ko paida kea....." Jub k ALLAH ne farma dea k: "na es (ALLAH) se koi paida howa aur no wo (ALLAH) kisi se paida howa" (Surah Ikhlas 112:3) Noor ki zaat sirf ALLAH hi hay. Bht se logo ne es baat pr etraz kr k ye sawal poch lye k agr ALLAH noor hay to andhere may to koi roshni hoti hi nahi to ALLAH kaise noor ho gaya, jub k ALLAH to hr jagha mojood hay. Answer: To eska Jawab nihayat hi asaan hay, wo ye k ALLAH ne apne apko noor kaha hi es lye ta k koi ALLAH ko define na krne pae. Aur ye andhera aur roshni sirf hum insan hi k lye hay, ALLAH ne kai aesi Makhlooq paida kri hain,jis k samne kbhi andhera nahi hota, aur wo andhere may bhi dekh pate hain, jub k insan andhere may andhay ho jatae hain. To ALLAH ko chand aur soraj ki roshni ki tarha samjhna intihai bewakofana baat hay k wo insan ko nazar ata rahe ga. ALLAH farmata hay: "esko to kisi ki nigah Moheet nahi ho skti aur wo sub nigaho ko Moheet ho jata hay aur wahi Bara (big) bareek been ba khabar hay" (Surah Al-Anam 6:103) To ye aetraz to galat sabit ho gaya. Agla aetraz ye k Arbi may Noor roshni ko kehte hain jo kisi shey se paida hoti hay. Answer: "ALLAH noor hay asmano aur zamino ka" (Surah Noor 24:35) To ye aetraz to seedha shirk ki taraf jata howa dikhai deta hay k ALLAH bhi Naozobillah kisi ki waja kr roshan hay. To ye aetraz bhi galat sabit howa. Aakhir may Natija ye nikla k ALLAH hi noor hay, jaisa k ALLAH ne farma dea. "ALLAH noor hay asmano aur zamino ka" (Surah Noor 24:35) Aur koi eska Humsar nahi hay. "Aur na hi eska koi humsar hay" (Surah Ikhlas 112:4) Aur Muhammad S.A.W insan hain, noor nahi, jinhe Rasool banaya gaya, jaisa k ense pahle Rasool ho chuke hain. "Aap keh dijye k main to tum jaisa hi ek insaan hon...." (Surah Al-Kahaf 18:110) "Muhammad S.A.W sirf rasool hi hain, ense pahle bohat se rasool ho chuke hain...." (Surah Al-Imran 3:144) Now it's proved that ALLAH is Noor, and Muhammad S.A.W is only Human and Messenger, not a Noor. ALLAH hi Noor hay, aur Muhammad S.A.W sirf Insan aur ALLAH k pegamber hain, Noor nahi hain. May ALLAH guide us(Muslims) all. May ALLAH forgive us (Muslims) all. May ALLAH distory them (Kafirs & Munfiqon) all. Peace be upon to all Muslims! Assalam-Alaik Warah Matullah! Ra'id Ortan
  14. Sorry for late reply, as i told you that there is a net problem. Chisti Qadri>>> Janab main wahabi ya deo-bundi nahi ho, aur na hi mera taluq kisi bhi firqa wariat se hay. Atleejani>>> main yahan fight krne nahi aya aur na hi mjhe zuban se fight krne ka shoq hay. Agar meri baat galat hay to ese Quranic ayat se prove krye, jo aap kr nahi sk rahe. So behtar ye hay k aap es topic pr hissa na ley to behtar hoga, kiu k Tehzeeb ap ko cho kr bhi nahi guzri hay. Dard>>> Sifat-e-Elahi is creted by Quranic verses, so Quranic verse is not created by sifat. As in Quran: "Alhumdulillah" mean sub tareef ALLAH hi k lye hay. So hr wo chz jo tareef may smjhi jati hay, wo pahle ALLAH hi k lye use kea jaega. Esi tarha Noor ALLAH ki tareef may bhi shumar hoga. You said: "Your defination for Noor is "NOOR ARABI ME US ROSHNI KO KAHTE HEN JO DOSRI SHE KE BADALUT PEDA HO NA KE KHOD SE ROSHAN HO"" So it's not my word, it's the word of Atleejani, i think you must read my comments clearly. I said in my previous comments to Atleejani: "so ap (Atleejani) k statement k mutabiq:"NOOR ARABI ME US ROSHNI KO KAHTE HEN JO DOSRI SHE KE BADALUT PEDA HO NA KE KHOD SE ROSHAN HO "" In my openion ALLAH's noor is still undefineable. You mention verse about Noor, so it's not the noor of ALLAH, it's the simple example of noor. like Fire and etc.
  15. Atleejani>>>> Pahli chz wo ye k ALLAH noor hay. aur ye noor kaisa hay, na ap jante ho aur na hi main aur na hi koi aur. Matlub undefinable, jise ap define nahi kr skte, jo k maine pahle hi wazahat kr dea hay. 2nd chz, ALLAH k noor hone k bawajood, ap unki shape define krne may lage ho. Yeah Noor ka matlub roshni hi hay. "ALLAH noor hay asmano ka aur zamino ka" so ap k statement k mutabiq: "NOOR ARABI ME US ROSHNI KO KAHTE HEN JO DOSRI SHE KE BADALUT PEDA HO NA KE KHOD SE ROSHAN HO " Naozobillah ALLAH ka noor kis se roshan hay? kia ap bata skte hain? Absolutely nahi. Aur apne Malika pr koi ayat nahi mention kri k wo noor se paida hwe hain. please ap koi ayat bata dijye ta k mere ilm may bhi izafa ho. Dard>>>> Dard sahab bhi noor ko shakal dene may lage howe hain. Dard sahab ki baat se yahi andaza kea ja skta hay k wo ALLAH ko dekhna chahte hain. jaisa k enho ne farmaya: "Noor means light, that means where there is Noor, there can't be darkness. Vice Versa where there is darkness, there is no Noor." So i hope apko Mosa A.S. ka wo waqiya yaad hoga jis me Mosa A.S ney ALLAH ko dekhne ki iltija ki thi. So us waqt bhi ALLAH mojood hi tha, but Mosa A.S dekh nahi pa rahe they, aur Jub ALLAH ek Pahar (Mountain) may namodar howa to wo Mountain jul kr khak ho gaya, aur apko ye bhi pata hoga k ALLAH kis sorat may Naomdar howa tha. So ALLAH be'shak noor hay, but agar ap uski roshni ko chand aur soraj ki roshni samjh rahe ho k wo apko nazar aegi to ye Bilkul bewaqofana baat hay. maine pahle hi ye baat wazahat kr di hay k ALLAH noor hay, aur ye undefineable hay, to please ap es noor ko define kr k apna eeman khatre mat dalye.
  16. mere khayal se apne meri pahli baat ko sahi se read nahi kea hay, kui k maine apni pahli baat hi may ye baat wazih kr di hay k ALLAH ki zaat Noor hay, jaise hamari zaat insan hay. aur ALLAH ne apne apko noor kyo kaha ye bhi bata dea hay. once again: ALLAH noor hay. ye ALLAH ki zaat hay, kui k Quran se pahle Christian aur Jews (yahodi) k nazdeek ALLAH hamari tarha hi ka tha, jiski waja kr Christian ne Isa A.S ko ALLAH ka beta bana dea. Aur Jews ne ye Kahani banali k Hazart Daood A.S ki ALLAH se Hata pai ho gai. Naozobillah. Es waja kr ALLAH ne Quran my ye baat wazih kr di k ALLAH ki zaat noor hay, ta k phr koi ALLAH k shape ko beyan na kr sake.
  17. Maazrat k sath mera reply ap logo zara dair se mile ga, asal may yahan net ki trobleshooting hay.
  18. Atleejani>>>> meri information jahan tak hay, wo ye k ALLAH ne kahin ye nahi farmaya k Farishte Noor se paida kye gae aur wo bhi ALLAH k noor se. agr ap k pas ye ayat ho to please mhje bata dijye ta k meri ilm may bhi izafa ho sake, aur main apko apke sawal ka jawab de sako, jis k ap muntazir farma hain. jahan tak nabi k noor ka taluq hay to apne ab tak aesa jawab nahi dea jis se meri baat galat sabit ho jae. kui k agr nabi ka noor ALLAH k noor se paida kea gaya hay, to ye Hadith sarih galat hay. kui k ALLAH ne farma dea hay k: "na es (ALLAH) se koi paida howa aur na wo (ALLAH) kisi se paida howa" (Surah Ikhlas 112:3) so be'shak Muhammad S.A.W ALLAH k noor se paida nahi kye gae, aur Be'shak Muhammad S.A.W ki zaat noor nahi hay, aur Be'shak Muhammad S.A.W hamari tarha k Insan hi they.
  19. Dard>>> "ALLAH ek hay" Ahad ka matlub ek hota hay. Ahad ALLAH ki nishani hay k ALLAH ek hay. Aur sath hi ye ALLAH ki sifat bhi hay. ALLAH rahman hay aur raheem hay. Be'shak koi bhi ALLAH ki tarha Rehman aur raheem nahi ho skta. to ye ALLAH ki Nishani bhi hay aur Sifat bhi. ALLAH hu Akbar. ALLAH sabse Bara hay. To ye bhi ALLAH ki Nishani bhi hay aur Sifat bhi. ALLAH noor hay. ye ALLAH ki zaat hay, kui k Quran se pahle Christian aur Jews (yahodi) k nazdeek ALLAH hamari tarha hi ka tha, jiski waja kr Christian ne Isa A.S ko ALLAH ka beta bana dea. Aur Jews ne ye Kahani banali k Hazart Daood A.S ki ALLAH se Hata pai ho gai. Naozobillah. Es waja kr ALLAH ne Quran my ye baat wazih kr di k ALLAH ki zaat noor hay, ta k phr koi ALLAH k shape ko beyan na kr sake. To ye bhi ALLAH ki Nishani bhi hay aur Sifat bhi. Sifat ka matlub tareef hay, aur noor ALLAH ki zaat hay aur tareef bhi. Ra'id Ortan
  20. Qadri Attari>>>> mere khayal se maine urdu may bhi apni batoo ko post kr dea hay atleejani sahab ki request may. Maslakk se muraad aap bate dijye mjhe. Ra'id Ortan
  21. Atleejani>>> Yeah ye surah ahzab ki ayat 46 hay, aur es ayat ki tafseel bhi kafia ati hay app logo k sunne se. aap ko mere jawab Dard sahab ko jo jawab dea gaya hay, usi may mile ga. Ra'id Ortan
  22. Dard>>>> Simply i expected this same answer from you. You believed Zaat-e-Muhammad S.A.W is Noor. "Lam yalid walum yooladu" "na es (ALLAH) se koi paida howa aur na hi wo (ALLAH) kisi se paida howa" "Muhammad S.A.W = Noor Now its make two sense. 1. Zaat-e-Muhammad S.A.W = Noor 2. Muhammad S.A.W is Noor in Dark Pahla point to shirk hay, aur es par pahle main apni wazahat kr chuka hon. Now sencond point is not shirk. Muhammad S.A.W arab may paida howe, aur us waqt arab dark (jahilyat k dor may) tha. aur phr Muhammad S.A.W pr Quran nazil ki gai. Aur Muhammad S.A.W ne eski taleem ko phelaya, so es waja kr Muhammad S.A.W ki sifat (tareef) pr Noor kaha jata hay. aur main esi point pr believe krta hon.
  23. Dard>>>> you said:So Nafs Ko Paichanana = Rab Ko Paichanana That Means You Nafs = Your Rab" "Man Arafa Nafso Ho Faqad Arafa Rabbo Ho" Second equation becomes two types: 1. Become Lord. 2. Become the Signs of Lord. 1st is gonna be shirk, but not second. My Nafs = Represent My Lord. If i say that i'm Muslims, then i must control my nafs according to ALLAH, becasue if i do wrong then it's represent to Non-Muslims that may be his lord told him to do that. because of my bad habit, my Lord is defame. and ALLAH will punish me for this. and this Qoute is applied for each and every religion. Ra'id Ortan = Servant of ALLAH if i do wrong in the front of Non-Muslims, who don't know anything about my Lord, then he will say My Lord is greater but not your, because you do many wrong things. That's why i said: if Love ALLAH then follow ALLAH. Ra'id Ortan My link
  24. TO ANYONE: Specially Islami Mehfil i can't recieve email of reply by others. Can any one tell me how it's happen?
  25. First Quran and then Hadith

×
×
  • Create New...