Jump to content

Dard

اراکین
  • کل پوسٹس

    23
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Dard

Dard's Achievements

Apprentice

Apprentice (3/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Salam, Kiya "Nafs"Main Hameesha Mard O Aurat Shamil Hoon Gay? (Shall You AlwaysInclude Men And Women In Word “Nafs”?) Kiya "Momin"Main Hameesha Mard O Aurat Shamil Hoon Gay? (Shall You AlwaysInclude Men And Women In Word “Momin”?) Surah Baqrah, AyatNo 72 وَ اِذْقَتَلْتُمْ نَفْسًا فَادّٰرَءۡ تُمْ فِیۡہَا ؕ وَاللہُ مُخْرِجٌ مَّا کُنۡتُمْتَکْتُمُوۡنَ Ab Yahan “Nafs” SayKiya Mrad E Wahid Murad Nahi Hai? (Isn’t Single ManMentioned By Using Nafs In This Ayah?) Surah Ahzab, AyatNo. 4 اَلنَّبِیُّ اَوْلٰی بِالْمُؤْمِنِیۡنَ مِنْ اَنۡفُسِہِمْوَ اَزْوَاجُہٗۤ اُمَّہٰتُہُمْ Ab Yahan“Momineen” Main Kon Shamil Hain? (Now Who IsIncluded In “Momineen” In This Ayah?) Agar Aap Nafs KayMalik Honay Ki Baat Karain To Uss Main Mard O Aurat Dono Shamil Hain (If You Talk AboutMaster Of Lives Then Both Men And Women Are Included.) Aap “Um” Honay KiBaat Karain To Momineen Main Mard To Shamil Hain Par Kiya Aurtein Bhi ShamilHain? (If You Talk AboutAzwaj E Rasool Being Mother Of Momineen Then Obviously Men Are Included ButWomen Are Included Too?) Agar AurteinShamil Nahi Hain To Us Ki Wajah Kiya Hai? (If Women Are NotIncluded Then What Could Be The Reason?) Ahl E Bait Main AzwajShamil Hain Kah Nahi? (Azwaj AreIncluded In Ahl E Bait Or Not?) Agar Azwaj ShamilHain To Quran Ki Kiss Ayat Ki Roshni Say Sabit Hai? (If So Then Which AyahExplains It?) Jis Ayat Say AzwajShamil Hain Wahan Seegha Muzakir Isteemal Howa Hai Kah Moenis? (The Ayah WhichAuthorizes Azwaj To Be Part Of Ahl E Bait Is Accosting Masculine Or Feminine?) Agar SeeghaMuzakir Isteemal Howa Hai To Phir Azwaj Shamil Kiss Tarah Hain? (Then How Come AzwajCould Be Included In Ahl E Bait?) I hope GhulamAhmad and Chishti will help me to understand answers of question then we mayproceed to further explore difference in interpretation of Dayyat.
  2. Alteejani: We must support someone who is true Muslim, Patriot and wants to see nation achieving loftiest status in world regard less of fact he comes from particular family. Turks were not Quraish but they took leadership and served Ummah with dignity. I hope you can make out what I mean to say.
  3. Chishti Sahab, Baraye Maherbani Mujhay Koi "AIK" Aisa Hawala Batein Jiss Main Hazrat Abu Bakr Razi Allah Tala Anho Ko Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho Ka "Aqa" Kaha Gaye Hoo (Kindly quote SINGLE evidence where Hazrat Abu Bakr is declared MASTER of Maula Ali) Single Reference And I Am Out. So Easy.
  4. Farooq Bhai, Jahan Tak Baat Hai Maula Ka Mani Aqa Karnay Ki To Ala Hazrat Nay Bhi Aik Maqam Pah Yah Tarjuma Kiya Hai. Paish e Khidmat Hai: Surah Nahal, Ayat No 76 وَضَرَبَاللہُ مَثَلًا رَّجُلَیۡنِ اَحَدُہُمَاۤ اَبْکَمُ لَا یَقْدِرُ عَلٰی شَیۡءٍوَّہُوَ کَلٌّ عَلٰی مَوْلٰىہُ ۙ اَیۡنَمَا یُوَجِّہۡہُّ لَایَاۡتِ بِخَیۡرٍ ؕ ہَلْ یَسْتَوِیۡ ہُوَ ۙوَمَنۡ یَّاۡمُرُ بِالْعَدْلِ ۙ وَہُوَ عَلٰی صِرَاطٍ مُّسْتَقِیۡمٍ اور اللہ نے کہاوت بیان فرمائی دو مرد ایک گونگا جو کچھ کامنہیں کرسکتا اور وہ اپنے آقا پر بوجھ ہے جدھربھیجےکچھ بھلائی نہ لائےکیا برابرہوجائے گا یہ اور وہ جو انصاف کا حکم کرتا ہے اور وہ سیدھی راہ پر ہے I will come back to your rest of post soon In Sha Allah.
  5. Chishti Sahab, Aap Nay Kaha Hum Wilayat Main Hazrat Abu Bakr Sadeeq Razi Allah Tala Anho Ko Afzal Samajhtay Hain (You have said that you consider Hazrat Abu Bakr Sadeeq Razi Allah Tala Anho superior in Wilayat) To Janab Baray Shouq Say, Kiss Nay Mana Kiya Hai Aap Ko (Go ahead, most welcomed, who has asked you to abandon it) Masla Sirf "Sirf" Ka Hai (Problem lies only in "Only") Aap Kay Nazdeek Dr. Sahab Ka Jurm Yah Hai Unhoo Nay Hazrat Abu Bakr Sadeeq Ko "SIRF" Siyasi Hukmran Kaha Hai (According to you Dr. Sahab is guilty of saying Hazrat Abu Bakr Sadeeq as political leader "ONLY".) Main Aap Ko Aik Misal Arz Karta Hoon (Let me explain that dilemma) Kalma Tayyab Ka Common Tarjuma Kiya Jaye To Ho Ga: Koi Nahi Elah Magar Allah Muhammad Allah Kay Rasool Hain (Common Translation of Kalma Tayyiba would be: There is no Elah but Allah Muhammad is His Rasool.) Ab Farz Karain Koi Iss Ka Tarjuma Youn Karay: Koi Nahi Elah Magar Allah "SIRF" Muhammad Allah Kay Rasool Hain (Now Suppose someone translate it as: There is no Elah but Allah "ONLY" Muhammad is His Rasool) Dono Tarjumoo Main Farq Sirf "Sirf" Ka Hai Only Difference in both translation is "ONLY". Laikin Agar Matalib Par Ghaur Karain To Aap Ko Wahzeeh Ho Ga Kah Doosray Tarjuma Main Yah Kahna Kah "Sirf" Muhammad Sal Lallah o Alaih Wasalam Allah Kay Rasool Hain Yani Baki Kamo Baish 312 Rasoolo Ka Inkar Hai (But in broader sense if you analyse 2nd translation then you may say that "Only" Muhammad Sal Lallah o Alaih Wasalam is His Rasool so there is denial of more or less 312 Rasool) Aap Nay Jo Dr. Sahab Pah Aitraz Kiya Hai Woh Yahi Hai, Aap Kay Nazdeek Dr. Sahab Nay Hazrat Abu Bakr Razi Allah Tala Anho Ko "Sirf" Siyasi Humran Kaha Hai (Your critics has blamed Dr. Sahab of saying Hazrat Abu Bakr Sadeeq as "Only" political leader.) Jab Kah Haqeeqat Yah Hai Unhoo Nay Hazrat Abu Bakr Sadeeq Ko Siyast Hukmran Kaha Hai, Yah "Sirf" Ka Izafa Aap Nay Samjha Hai (While truth is Dr. Sahab has considered Hazrat Abu Bakr Sadeeq as political leader and it's you who have taken it as "ONLY" political leader.) Dr. Sahab Nay Hazrat Ali Ko Wilayat Ka "Faateeh" Kaha Hai Aur Un Kay Beitay Imam Mahdi Ko Khatim (Dr. Sahab has taken Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho as OPENER of Wilayat and his son Imam Mahdi as Finisher) Ab Aap Iss Pah Bhi Aitraz Karain Gay Kah Hazrat Ali Faateeh Wilayat Hain Kah Nahi?
  6. Chishti Sahab, Bhai Jaan Dr. Sahab Nay Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho Ko Bhi Siyasi Hukmran Mana Hai (Brov, Dr. Sahab has considered Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho a political leader as well.) Am I right? Ab Aap Mujh Say Iss Baat Pah Bahis Karain Gay Kah Hazrat Ali To Rohani Hukmran Hain To Woh Siyasi Hukmran Kaisay Ho Saktay Hain? (Now would you argue me how come Hazrat Ali could be political leader as he is spiritual leader!) Juzwi Fazeelat Kay To Aap Bhi Qail Hain, Chalo Aap Ussay Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho Ki Juzwi Fazeelat Hee Maan Loo (You too agree to partial superiority of Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho so why you can't take this as his partial superiority?) Jahan Tak Baat Hai Hazrat Ali Ko Maula Mananay Ki To Un Kay Kahnay Ka Maqsad Wahiz "Muniqisim e Wliyat" Manana Hai (As far as Dr. Sahab's point of view is concerned, he is taking Hazrat Ali as the one who approves Waliyat.) Hazrat Ali Ko To Aap Bhi "Munaqisim Naar" Mantay Hain. (You too agree as Hazrat Ali is the one distinguishing between Janati And Jahanami) Chishti Sahab, Chahe Woh Khawaja Khajgan Ho Yah Shah e Naqshband, Faiz Sara Ghaus e Azam Ka Hai, Ghaus e Azam Ka Faiz Marhoon e Minnat Hai Hazrat Ali Ka (Chisti Sahab, it's not just Faiz e Qadriyah even Faize Naqshabadiyah is due to Ghaus e Azam and His Faiz is because of Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho) Aap Ko Maloom Ho Ga Kah Hazrat Abu Bakr Sadeeq Say Bhi Aik Say Ziyada Silsaloo Kay Chashmay Phontay, Hazrat Umer Say Bhi Phontay, Magar Aaj Aap Ko Kaseer Tadada Main Manba e Chasm e Wilayat Kis Say Miltay Hain? (You Know multiple Salasil started by Hazrat Abu Bakr Sadeeq and Silsila from Hazrat Umer is reported as well but today maximum Silasil leads to Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho.) Akhir Main Bas Yahi Kahoo Ga: Mera Peer Bas Mera Peer Hai (In the end I would just say: Meera Peer Bas Mera Peer Hai) Ammer Ahl e Sunnat (Abul Bilal Ilyas Qadri) Damat o Barkatuhum Aliya Ko Bhi Charo Salasil Say Ejazat Hai Magar Mureed Woh Bhi Ghaus e Azam Ka Kartay Hain, Iss Main Aap Ko Koi Hikmat Nazar Nahi Aati?
  7. Chishti Yaar, Kiya Dr. Sahab Ka Aqeeda Hazrat Abu Bakr Razi Allah Tala Anho Ka Afzal ul Bashar Baad Az Ambiya Nahi Hai? Rahi Baat Aqa Kahnay Ki To Mera Khiyal Hai Aap Nay Khud Assume Kiya Hai Kah Aqa Kahnay Say Un Ki Murad Hazrat Abu Bakr Ko Hazrat Ali Ka Ma'az Allah Ghulam Manana Hai Ab Aap Bhi Chishti Hain Aur Main Bhi Hum Dono Mantay Hain Kah Khawaja e Khajgan Moin ud Din Razi Allah Tala Anho "Naib e Rasool Fil Hind" Hain Kiya Ab Koi Iss Baat Ko Daleel Bana Kay Kah Sakta Hai Kah Un Ka Rutba Ghaus e Azam Razi Allah Tala Anho Say Barh Kar Hai? Saeedi Sahab Nay Yahi Logic Di Hai Kah Chonkah Dr. Sahab Nay Hazrat Ali Ko Aqa Kaha Hai To Iss Say Sabit Hota Hai Kah Hazrat Abu Bakr Ma'az Allah Un Kay Ghulam Hain Phir Saeedi Sahab Nay Issi Logic Ko Barhatay Howay Yah Sawal Kiya " Kiya Aqa (Hazrat Ali) Bhi Ghulam (Hazrat Abu Bkar) Ki Bait Kar Sakta Hai!!!!!!!! Main Nay Iss Pah Aap Say Sawal Kiya Tha: Kiya Hazrat Hassan Sardar Hain Kah Nahi? Kiya Hazrat Hassan Nay Janab Ameer Ma'awiya Ki Bait Ki Kah Nahi? Kiya Ala Hazrat Nay Khilafat e Rshida Ki Muddat 60 Saal Batai Kah Nahi? Kiya Ala Hazrat Nay Janab Ameer Ma'wiya Ko Khalifa e Rashid Mana Kah Nahi? Phir Baat Ho Rahi Thi Qalbi Meelan Par: Main Nay Aap Say Poocha Hazoor Data Sahab Nay Hazrat Bilal Razi Allah Tala Anho Ki Taraf Meelan Sab Sahaba Say Barh Kar Nahi Jana? Aap Data Sahab Pah Kiya Fatwa Lagain Gay? Dil Kiss Ki Angliyon Pah Phirta Hai? Kiya Ab Bhi Aap Meray Sawalo Ko IRRELEVANT Kahin Gay?
  8. W Salam Sir, long time no see, kaisay hain aap?

  9. Chishti Sahab, Agar Mere Sawal Topic Say Irrelevant Hain To Please Meri Rah Numai Karain. Kon Sa Sawal Irrelevant Tha Aur Iss Ki Wajah?
  10. salam,janab bare deno ke bad ap nazr ae kahan the etne dino kher,facebook per bhi ap nahi hote,chalen yahan per kuch waqt acha guzre ga apka hamre sat ye bataen Zaid Hamid se koi contect howa apka ?

  11. Assalam O Alaikum, Janab Masla "Aqa" Kahnay Kay Hai to Aik Sawal Hai: Lafz "Syed" Kay Mani Kiya Hain? Kiya Hazrat Bilal Razi Allah Tala Anho Ko Kissi Sahabi Nay Syed Kaha? Farz Karo Hazrat Abu Bakr Razi Allah Tala Anho Nay Hazrat Bilal Razi Allah Tala Anho Ko SYED Kaha To Kiya Hazrat Bilal Razi Allah Tala Anho Un Ki Bait Nahi Karain Gay Kiyon Kah Woh Syed Hain! Dosra Sawal: Ghuas e Azam Razi Allah Tala Anho Nay Tareeqat Main Kin Say Bait Ki? Un Ki Apnay Sheikh Pah Koi Fazeelat Hai Kah Nahi? Farz Karo Hazrat Junaid Baghdadi Razi Allah Tala Anho Jo Ghaus e Azam Kay Dada Peero Main Shamil Hain Nay Muraqbay Main Aap (Ghaus e Azam) Ko Deikh Kar Apni Gardan Jhuka Di To Sabit Howa Kah Un Kay Mureed Ki Fazilat Un Say Zayada Hai Iss Baray Kiya Khiyal Hai? Teesra Sawal: Hazoor Data Sahab Razi Allah Tala Unho Nay Hazrat Bilal Razi Allah Tala Unho Ki Kiya Raye Thi? Farz Karo Kah Data Sahab Nay Unhain Sab Sahaba Main Afzal Jana To Iss Pah Aap Kiya Kahin Gay? Ahl e Sunnat Ka Hai Beera Par Kah Ashab e Rasool Naoo Hain Aur Najam Hain Etrat Rasool Allah Ki
  12. Yaar Koi Bata Sakta Hai Dr. Sahab Ki Ab Opinion Kiya Hai Iss Baray Main? Kiya Ab Bhi Woh Mard o Aurat Ko Equal Qarar Deitay Hain? Mard O Aurat Kin Mamalat Main Equal Consider Kiye Jatay Hain?
  13. Lol@Raid: Offence is best deffence: And you are using this trick very tactfully man. Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Allah Ki Sifat Hai aur Iss Ki Zaat Ka Idraak Hamari Zahin O Gumaan Say Bala Tar Hai. Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Sifat Bashar. Hamara Aqeeda Hai Kah Rasool Allah Farishtay Nahi Hain Balkah Un Say Bhi Afzal Hain. Hamara Aqeeda Hai Kah Noor Intangible Hai Iss Liye Iss Ko Mahsoos Kiya Ja Sakta Hai. ............... Yah Aqaeed Islam Kay Awaeel Say Chalay Aa Rahay Hain, Yahi Sahaba Ka, Tabeen Ka, Taba Tabeen Ka, Yah Koi Aaj Ki Baat Nahi Hai, Agar Aap Nahi Mantay To Ham Kiya Kar Saktay Hain, Hidiyat Deena Allah Ka Kaam Hai. Main Nay Aap Say Request Ki Hai Kaye Baar Kah Jo Ayat Main Nay Quote Ki Hain, Zara Un Ka Tarjuma To Karain. Magar Aap Ka Jawab Hai Kah In Ko Dicuss Karnay Say Time Waste Ho Ga. Ab Ap Apna Time Waste Nahi Karna Chahte To Aap Ki Marzi Hai. لَکُمْ دِیۡنُکُمْ وَلِیَ دِیۡنِ Aap Kay Liye Aap Kay Aqaeed Aur Hamain Hamaray Aqaeed Mubarak. Mujhay Umeed Hai Aap Iss Topic Ko Toul Nahi Dey Gain. Fi Amaan Allah Dard
  14. @Raid: Yaar Main Nay Allah Kay 99 Sifati Naam Likhay, Jis Main "Noor" Bhi Tha. Magar Aap Nahi Manay. Main Nay Aap Say Aik Aur Darkhaasat Ki: ////////Now I am quoting some of Ayah in Quran: Surah Baqrah, Ayah Number 17: مَثَلُہُمۡ کَمَثَلِ الَّذِی اسْتَوْقَدَ نَارًا ۚ فَلَمَّاۤ اَضَآءَتْ مَا حَوْلَہٗ ذَہَبَ اللہُ بِنُوۡرِہِمْ وَتَرَکَہُمْ فِیۡ ظُلُمٰتٍ لَّا یُبْصِرُوۡنَ Sureah Baqrah Ayah Number 257: Surah Nisa Ayah Number 174: Surah Mayeda Ayah Number 15: Surah Mayeda Ayah Number 16: Surah Mayeda Ayah Number 44: Surah Mayeda Ayah Number 46: Surah Anam Ayah Number 1: Surah Anam Ayah Numer 91: Surah Anam Ayah Number 122: Surah Araf Ayah Number 157: Surah Taubah Ayah Number 32: Surah Younus Ayah Number 5: Surah Ra'ad Ayah Number 16: Surah Ibrahim Ayah Number 1: Surah Ibrahim Ayah Number 5: Surah Noor Ayah Number 35: Surah Noor Ayah Number 40: Surah Ahzab Ayah number 43: Surah Fatir Ayah Number 20: Surah Zumur Ayah Number 22: Surah Zumur Ayah Number 69: Surah Shoura Ayah Number 52: Surah Hadeed Ayah Number 9: Surah Hadeed Ayah Number 12: Surah Hadeed Ayah Number 13: Surah Hadeed Ayah Number 19: Surah Hadeed Ayah Number 28: Surah Saf Ayah Number 8: Surah Taghabun Ayah Number 8: Surah Talaq Ayah Number 11: Surah Tahreem Ayah Number 8: Surah Noor Ayah Number 16: Now one by one we shall discuss each Ayah: Please translate the first Ayah I quoted://///////////// ............................................................................................ Aap Yah Bhi Nahi Manay. Aap Ka Dawa Hai Kah Allah Ki Zaat Noor Hai Aur Woh Kissi Say Paida Howa Hai Aur Na Koi Us Say. So you mean to say "Noor is neither created nor anything can be created by it". Ab Please Surah Anam Ayah Number 1. اَلْحَمْدُ لِلہِ الَّذِیۡ خَلَقَ السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرْضَ وَ جَعَلَ الظُّلُمٰتِ وَالنُّوۡرَ ۬ؕ ثُمَّ الَّذِیۡنَ کَفَرُوۡا بِرَبِّہِمۡ یَعْدِلُوۡنَ Iss Ki Hee Aap Tashreeh Kar Dein.
×
×
  • Create New...