Jump to content

Rizvann

اراکین
  • کل پوسٹس

    64
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ Rizvann نے پوسٹ کیا

  1. Rizvann

    Mufti Faizaneattar Related Question

    mujhe yeh janna hy k website http://mufti.faizaneattar.net/ kab se start ho gi yeh ramzan se close ta k hum apne masly pooch sakein
  2. Rizvann

    I Need Help Plz

    plz mujhe ahle sunnat jamat ki site bataye k jahan apne question mufti sahab se pooch sakoon
  3. kya gaali daine se wazu tooth jata hai mein ne suna jo koi gaali daita hai us ka gunah aisa hai kay us ne khana kaba ko torne ki koshish ki waise mein ne mufti se poocha hai kay gaali daine se wazu nahin tootta hai mujhe is ka reason bataye akhir kyun nahin tootta hai halanka gaali daina haraam hai jab haraam hai tu is se tu wazu tooth jana chaye
  4. agar meri zahur ki namaaz qaza ho jati hai tu ab mein use asar ki jamaat hone se pehle parhna chahta hoon tu mein pehli rakaat mein (sana)-taooz-tasmia-fatiha or surah milaonga yehi mein dosri rakaat mein karonga ga magar ab poochna yeh hai kay 3 or 4 rakaat mein bhi surah fatiha or surat milonga ya nahin dosra sawaal woh yeh hai kay agar imam zahur ki namaaz parh kar faregh ho jate hain yani ab woh sunntein parh rahe hoon tu mein us dooran ponchta hoon tu mujhe zahur ki 4 rakaat farz parhna shroo karo tu pehli rakaat mein sana taooz tasmia fatiha or surah milaonga or yehi dosri rakaat mein bhi karonga kya ab 3 or 4 rakaat mein bhi fatiha or surat milonga ya nahin sirf fatiha parh kar rukoo kar loon
  5. mujhe را ada karte waqt double را ka laft ada hota hai plz koi exerise hai is arbi kay laft ko sahee ada karne kay liye taka double RA paida na ho
  6. Rizvann

    Milad Kay Maynay Bataye

    mere ek dost ne ek sawaal kiya kay milad tum kyun manate ho mein ne jawab diya hazrat muhammad sallahu alyhe wassllam ki viladat ki khushi mein woh kehte hain yeh tu khane ka rewaaj qaim kiya howa hai yani langar wagera...(or us ne ek daleel de ky imam ahmed raza ne hazrat muhammad sallahu alyhe wassllam ki viladat ka din 9 bataya hai plz mujhe is barey mein completey jawaab dijiye ek tu miald kay bare mein or dosra viladat ki tareekh ka takay us ko jawaab de sakoon
  7. Rizvann

    Football Game Ki Price Kya Hai

    plz mujhe yeh bataye kay football game yani jise aam toor per patti game kehte hain is ki price kya ho gi or yeh kahan se mile gi mein karachi mein rehata hoon
  8. agar ek shaks ki dhari pehle nahin thi magar ab us ne rakh le hai or us ki dhari ek muthi se kam hai kya woh namaaz parha sakta hai yeh masla aaj hamari masjid mein subah fajar ki namaaz mein paish aya hai aaj imaam they he nahin kya namaaz dubara parhni ho gi
  9. agar imam ki dhari ek mutthi na hu tu kya imam namaaz parha sakte hai or un kay peechay namaaz ho sakti hai (ek masla yeh bhi kay imaam ki dhari agar qudarti toor per ek mutthi se ziyadah na barhe tu tab bhu imam namaz parha sakta hai (magar woh katwatey nahin hain qudarti toor pe choti hai)
  10. sahee kahaan aap ne mein apne dost ko samjaha tha magar ek he baat per arayhowey hain khair hum ne us ko us kay haal per chor diya hai
  11. bhai jaan mujhe yeh janna hai kay Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne hamesha tahmand he pahni hai ya nahin aap salallahu alehe wasallam kaun se kapray zaib tan kiya karte they
  12. Kya Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne qameez shalwaar pehni hai hum apne ek dost ko yeh bata ne ki kashish kar rahe they kay paint ya qameez shalwar ko morna mana hai tu uno ne aage yeh jawaab diya kay Hazrat Muhammad salallahu alehe wasallam ne qameez shalwaar pehni he nahin aap tu tahmad he pehna karte they mein yeh janna chahta hoon kya yeh sahee hai waise tu mein aap ka bayan suna or mufti munib ur rehman ki kitaab tafhim ul masail mein parha hai is bare mein tafseeli jawaab de jiye ga or hawala bhi
  13. bhai jaan waise tu azan daina chor de hai magar kabhi kabhar logon kay kehnay per azaan de daita hoon mein sirf azan he daita tha pehle iqamat nahin mujhe yeh joomla samjh nahin aya hai plz is ko mazeed samjahe waise mein sirf fajar ya zahur ki daita hoon wo is waja se kay mazzan bemaar hai log masjid mein dair se bhi ate hain ise waja se us kay baad imam ya dosre hazraat de daite hai
  14. mujhe qari abdul basit ki quran majeed ki tilaawat chaye jo urdu tarhuma kay saath na hoon only quran majeed maharbani ho gi aap achi quality ki audio ho mein ne google per search kiya hia mile tu hai magar quality nahin hai shoor bohut hota hai audio file mein plz aap achi quality audio file ka link dijiye ga
  15. jaise he mein YA AYUHANNABIYU parha forann mujhe yaad a gaya hai or mein ne isslamu alykum AYUHANNABIYU se parhna shroo kar diya hai tu kya dobara namaaz parhni hai
  16. Faizane attar mein apne sawaalt kis tarah post karte hain mein jab bhi karta hoon mujhe jawaab nahin ata hai hai halanka mein apna email address bhi daita hoon mujhe yeh janna hai kay kis
  17. jaise he mein YA AYUHANNABIYU parha forann mujhe yaad a gaya hai or mein ne isslamu alykum AYUHANNABIYU se parhna shroo kar diya hai tu kya dobara namaaz parhni hai
×
×
  • Create New...