Jump to content

Rizwan9

اراکین
  • کل پوسٹس

    41
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Rizwan9

Rizwan9's Achievements

Enthusiast

Enthusiast (6/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. مجھےکتاب ضیاء النبی صلی اللہ علیہ وسلم کی تمام جلدیں چاہئیں ۔
  2. Mujhe Dalail-ul-Khayrat-with-UrduTranslation PDF format mein book chaye
  3. Assalamu alykum Kya gaali daine se Wazu tooth jata hai agar gaali kisi bhi qisam ki ho yani bari se bari ya choti se choti ho
  4. 1) yeh poochna hai kay zahur ka waqt shrow ho chuka hai or hamari masjid mein zuhar ki azan 1:00 baje hoti hai mein 12:30 baje apni qaza-e-umri ada karta hoon kya qaza-e-umri namazein ho jayeinge 2) or baaz auqaat mein azan hone kay bad bhi parhta hoon yani kay jab zahur ki chaar sunnatein parhi hoti hai mein sunnaton se pehle bhi qaza-e-umri ada karta hoon or us kay baad zahr ki 4 sunnatein parh laita hoon kya mera aisa karna sahee hai Fajar ki 2 farz zahur ki 4 farz Asar kay 4 farz Maghrib kay 3 farz Esha kay 4 farz or 3 vitar wajib mein yeh qaza-e-umri ada kara hoon
  5. 1) mein aksar zauhar or magrib kay farz kay baad jo naflein hoti hain mein us mein qaza-e-umri namaz ada karta hoon tu kya sahee hai 2) ziyadah tar mein zahur or magrib ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada karta hoon zaroori tu nahin hai kay zahur mein zuhar ki ada ki jaye mein zahur ki nafil namaz ki jaga fajar ki qazai umri ada kar laita hoon kya sahee hai
  6. 1) jab jummay ki azan ho jati hai tu mein jummay ki 4 sunnatein pehle parh laita hoon yani jab imam sahab bayan khatam kar kay logon ko jummay ki 4 sunnatein parhne ka bolte hai tu mein nahin parhta is liye kay mein pehle parh chuka hoon kya aisa karna sahee hai 2) jummay ki sari rakaaton mein niyyat jummay ki karni chaye ya zahur ki PLZ bataye
  7. imam zuhar kay 4 farz parha rahe hoon or mein jamaat mein shamil ho jata hoon or meri 3 rakatein nikal jati hain mujhe 4 rakat milti hai tu mujhe kya karna ho ga yani jab imam choti (4) rakat ka salaam phar rahe hoon tu mein kahar ho kar parhna shrow karo kya mujhe choti (4) rakaat ko mein pehli rakaat samjho or meri pehli rakaat jo chotee ose dosri samjho jab do rakaat ho jaye phir dobara attihiyaat parh kar khara ho jao phir ek rakaat bachi hai ose parh kar paith jao attihiyaat or durood or dua parh kar salaam phar duo yahan tu mere 3 qada ho jaye ge plz mujhe is bare mein tafseel se bataye agar koi kitaab hai tu plz us ka link bhi dijiye
  8. I need Shifate Mustafah صلی اللہ علیہ وسلم PDF book writer imam ahmed raza khan
  9. Rizwan9

    Most Important Question Plz Help !

    mujhe mere dost se pata chala hai kay sahaba karam mein aapas mein ek jang hoyi thi us ka tazkara karna bhi mana hai kya yeh baat such hai agar such hai tu is ki detail bhi bataye ga
  10. Rizwan9

    I Need Aurade Wazaif Pdf Book

    mujhe Aurade Wazaif book chaye yeh tu kitaab ka naam hai waise mujhe or wazif ki book chaye
  11. Moharram mein black-red-green kapray pehnna mana hai
×
×
  • Create New...