mujh sa kisi na pucha ha k agar aolia ki waja sa jo b koi qudrati afat ha wo tal sakti to abhi karachi ma kuch dinoo pehley toofan a raha tha to phir wo Abdullah shah Ghazi(rahmatulah ta'la aleh )ki barakat sa tal gaya to phir un ka mazar ki koi dewar giri thi to usy kio na bacha sakay
agar is sawal ka jawab koi dalail k sath da sakta ha to plz bata da taka ma usy bta doo k aik wali ki kia shan hoti ha