Jump to content

I Am Attari

Members
  • Posts

    95
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    1

I Am Attari last won the day on March 4 2015

I Am Attari had the most liked content!

About I Am Attari

Previous Fields

  • Bapa jaan

Recent Profile Visitors

The recent visitors block is disabled and is not being shown to other users.

I Am Attari's Achievements

Enthusiast

Enthusiast (6/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

2

Reputation

  1. Salam Members kindly advice me unique girls and boys names with meanings. Im having difficulty in selecting proper good name. JazakAllah
  2. Salam Hazrat khizar alaihe Salam say related detailed information required hai.. Agar koi book hai to kindly refer kardain.. JazakAllah
  3. Salam Arz yeh hai k 1 shakhs ka intiqal huwa us k 7 betiyan (daughters) or 2 baitay (son) hain (sub shadi shuda or bachon walay hain) Or us shakhs ki wirasat main 8 lakh rupay hain jo taqseem honay hain. Baraye meharbani irshad farma dain k yeh taqseem kis tarah hogi.
  4. JazakALLAH agar tirmizi , muslim, or abu dawood wali scans ka urdu tarjuma mil jaye to meharbani hogi.
  5. saday peer de her dam khair howay.

  6. In wahabion say to shaitan bhi Panah mangta hoga
  7. Sawal arz hai kay "Agar kisi shakhs nay yun qasam khai k main kabhi Daarhi (beard) nahi Katwaonga or us ki Daarhi 1 musht say bari hogai or agar wo shakhs us 1 musht say ziyada barhi huwi Daarhi kaat'ta hai to kiya uski qasam tootay gi or kiya usay Kafara Daina hoga?"
  8. Kya tafseer rooh ul bayan say bad mazhabo k aikhtilaf hai? or baray e madina yeh irshad farma dain k tafseer roohul bayan main yeh riwayat kahan say le gai hai? kiy kisi hadees main mojud hai? agar hai to please ref. day dain. jazakAllah
  9. Tasfeer rooh ul bayan k reference say mainay maktaba tul madina k kisi risalay main parha tha k 9-10 moharram ko aab e zam zam dunya k tamam pani main pohanchta hai. Arz yeh hai k kiya yeh baat kisi hadees main mojud hai? Or agar hai to plz reference dai dijiye. JazakAllah
  10. Hijri saal pyaray Aaqa sallallah ho alaihe wassllam k madina hijrat karnay say shuru huwi laikin isko tarteeb AAP sallallah ho alaihe wassllam k zahiri wisaal k 6 saal baad kiya gaya iski detail (sub ki malumaat mai izafay or sawab ki niyat k sath ) following attachment main mojud hai.
×
×
  • Create New...