Asslam o Alykum
Molfozaat e Aala Hazrat par jo eitraz shab pashi k hawale se hota hai us hawale se ulama e ahlesunnat ne deobandio or ghair muqaldon ko moun toor jawab diye hain laikin jhelum k andar aik aisa malo'oun hai jo pumflat shaya karta hai or Aala Hazrat Par Eitrazaat karta hai woh na ghair muqaldoon ko manata hai na debandion ko woh kehta hai k woh sirf pehli 3 sadyon k bazurgon ko mananta hai
Shab passhi k hawale se woh Imam Zurqanni,Or Muhadith e Ibn e Aqqel jaisi hastiyon ko b gustakh o gumrah kehta hai
Al gharz woh har us ko gustah kehta hai jis ne shab pashi wala waqia likha hai
Mujhe us malo'oun ka moun toor jawab chahiye
jazzak ALLAH o Khair