Jump to content

AaqaKaMujrim

اراکین
  • کل پوسٹس

    13
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

سب کچھ AaqaKaMujrim نے پوسٹ کیا

  1. Mujhe ek suwaal ka Jawaab chahiye.... Suwaal - Chipkali aur Girgut (Girgat) jo moozi janwar hai.... Unko maarne ka kya hukm hai? Kya Unhe maarne par Sawaab milta hai? Please wazahat karde... Mazeed Kisi se suna hai ke Unhe dekh kar bila uzr na maarne par Munifiqat ki alaamat batai gai hai.. Kya ye baat bhi sahi hai? Jazakumullah khairaa.... wassalaam. Aaqa ka mujrim
  2. Jazakumullah khairaa Janab Kilk-e-Raza Sahab aur Khalil Rana Sahab. Mujhe qawi umeed thi ke Islami mehfil par majood aap jaise Hazrat zaroor madad farmayenge. Dua ki guzarish. wassalaam, Aaqa ka mujrim,
  3. "Tu Nafs ki Perwi ki karne me Masroof hai aur Wo Tujhe Barbaad karne me"

  4. Kind reminder, Special Request Janab Khalil Rana Sahb, Saeedi Sahb, Touheedi Sahb and other Star members...... Please help me in finding this Hadees scan page and Urdu translation Jazakumullah Wassalam, Aaqa ka mujrim
  5. Dear Islami brothers, Mujhe mukammal Hadees Sharif ka scan aur Urdu Tarjuma darkaar hai jis me 3 suwaalo ka zikr hai aur Teesra suwaall Huzoor e Paak se related hai jo Shahzad bhai ne upar mention kiya hai Please ho sake to share kare. Jazakumullah khairaa Wassalam Aaqa ka mujrim
  6. Dear Islami brothers, Qabr me jo 3 Suwaalaat hote hai... use se related Mukammal Hadees sharif aur Tarjuma chahiye. Jazakumullah khairaa, wassalam Aaqa ka mujrim
  7. w rahmatullahi w barakaatuh Ji.... Waise bhi Jab Hazrat Esa ko Shaitaan ne kaha ke kaho "Laa Ilaha Illallahu" tu Aap ne farmaye beshak ye Kalima Haq hai par Mai tere kehne par nahi padhoonga (Ihya ul Uloom)
  8. wrahmatullahi w barakaatuh Muslim Sharif ka Muqadma ka scan page darkaar hai jis me Imam Muslim ne Ahle Sunnah ka lafz istemaal faramaya hai Hadees sharif riwayat karne ke muamle me. Ghaaliban is me ya phir Muslima Sharif ki sharah jo Imam Nawavi ne likhi uske Muqadame me likha hai. Please share kare in dono me se jis me wo baat majood hai. Jazakumullahu khairaa. Wassalaam.
  9. wa alaikumussalam w rahmatullahi w barakaatuh... Kuch farq arz karne ki koshish karta hoon. - Nabi ko Allah ata farmata hai aur Wali ko Allah Nabi ke waseele se ata farmata hai. - Nabi Maasoom hota hai aur Wali Mehfooz hota hai. Baqi scholars ilsami bhai jawab ata farmayenge... in-sha-Allah a'zza wa jalla. Allah & His Rasool Knows the Best. ==============================
  10. Mafhoom arz hai - " 'Eteraaz' ye Nifaaq ko janm deta hai."
  11. Mafhoom arz hai (ba-waasita Islami bhai) "Sunnat ke mutaabiq Waleema karne wale apni Mazaaro me chale gaye."
  12. Jazakallah khairaa... Khalil Sahab. Allah aap ko Madeenah dikhaye... wassalam,
  13. AsSalaamu a'laikum w rah'matullahi w barakaatuh.... Mera suwaal ye hai ke Taaweez pehenne ka saboot aur uski daleel par mushtamil koi Kitaab ya Risala share kiya ja sakta hai? Jazakallahu khairaaa.. wassalaam,
×
×
  • Create New...