Jump to content

AaqaKaMujrim

اراکین
  • کل پوسٹس

    13
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

پوسٹس ںے AaqaKaMujrim کیا

  1. (salam)

     

     

    Mujhe ek suwaal ka Jawaab chahiye....

     

    Suwaal - Chipkali aur Girgut (Girgat) jo moozi janwar hai.... Unko maarne ka kya hukm hai? Kya Unhe maarne par Sawaab milta hai?

     

    Please wazahat karde...

     

    Mazeed Kisi se suna hai ke Unhe dekh kar bila uzr na maarne par Munifiqat ki alaamat batai gai hai.. Kya ye baat bhi sahi hai?

     

    Jazakumullah khairaa....

     

     

     

    wassalaam.

     

    Aaqa ka mujrim

  2. wrahmatullahi w barakaatuh   (salam)

     

    Muslim Sharif ka Muqadma ka scan page darkaar hai jis me Imam Muslim ne Ahle Sunnah ka lafz istemaal faramaya hai Hadees sharif riwayat karne ke muamle me.

     

    Ghaaliban is me ya phir Muslima Sharif ki sharah jo Imam Nawavi ne likhi uske Muqadame me likha hai.

     

     

    Please share kare in dono me se jis me wo baat majood hai.

     

    Jazakumullahu khairaa.

     

     

    Wassalaam.

     

  3. wa alaikumussalam w rahmatullahi w barakaatuh...

     

    Kuch farq arz karne ki koshish karta hoon.

    - Nabi ko Allah ata farmata hai aur Wali ko Allah Nabi ke waseele se ata farmata hai.

    - Nabi Maasoom hota hai aur Wali Mehfooz hota hai.

     

    Baqi scholars ilsami bhai jawab ata farmayenge... in-sha-Allah a'zza wa jalla.

     

    Allah & His Rasool Knows the Best.

    ==============================

    • Like 1
×
×
  • Create New...