Jump to content

Dr Muhammad Faiz

اراکین
  • کل پوسٹس

    12
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

Dr Muhammad Faiz last won the day on 25 جون 2011

Dr Muhammad Faiz had the most liked content!

About Dr Muhammad Faiz

Dr Muhammad Faiz's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Collaborator
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later

Recent Badges

1

کمیونٹی میں شہرت

  1. Assalam o alaikum Wa Rahmatullah Wa Barakatuhu, Pichle dinon hamlog apne mission ke silsile mein mashgool rahe. Ab Alhamdulillah hamari deobandi barelvi ikhtalaf aur ittehad e ummat silsile ki kitab type hokar soft copy ban gayi hai. Iske publication se pahle iska Beta version dono maktaba fikr ke MADARIS AUR ULMAE KARAM KE PASS jaega. Aur unki taraf se jo bhi Tasheeh hogi uske mutabiq Edit kiya jayega. Hamlogon ki yeh bhi koshish hai ki ispar dono taraf ke ulmae karam kuch peshlafz bhi likh den. Ap sab se dua ki darkhast hai, Allah sabhon ki mehnat ko Qabool farmaye aur ikhlas naseeb farmaye aur akhrat ki nijat ka zariya banaye (AMEEN). Main Is Silsile ke kuch experience share karna chahta hun. 1. longon ka amm tassur hai aur jise hanfi hanfi bhai ne bayan kiya ke app kisi se madad ki ummeed na rakhein. lekin jab hamlog is kam ki tarf age badhe to HAQEEQAT ISSE BILKUL JUDA THI Zamini halat yeh hai ki har kisi ne ummid se zayada madad ki. 2. Mawad jama karne mein donon taraf ke ULMA KARAM ne khususi tawajjah ke sath madad ki aur apni wazahat pesh ki aur usuli taur par is masale ke khatam karne par ittefaq kiya . Aur unlogon ka phone atta hai ki hamein apki kitab ka shiddat se intazar hai. 3. Awam mein jis ne bhi tazkira suna sabne tareef ke aur dua di aur qadr ki nigah se kam ko dekha. Itna zarur hai ki app agar begair kisi mawad ke ittehad /masla ke hal ki bat samjhane ki koshish kare to log dhyan nahi denge kyounki unhone is DEEN KE NAAM PAR LADAI KO NORMAL SAMAJH RAKHA aur zahir hai normal cheez ke sath jeena seekh liya hai aur apne DEENI LAH AMAL AUR MAIDANE AMAL Ko adjust kar liya hai. Aur india mein duniyawi mamle par koi Masla hai hi nahi donon ek dusre ke yahah shadi byah karte hain aur har khushi gam mein shareek hote hai (With the exception of 2-3 district of UP and some small pockets of other places and alhamdulillah this is on decreasing trend). 4. Hamlog jab is silsile mein electronic copy or website wagairah ke silsile mein Server owner ke pass gaye toh unhone puri bat sunne ke baad kaha ki yeh sara kam begair kisi paise ke karunga aur is nek kam mein hamari taraf se contribution hai. 5 Jaisa ki bhai ne kaha tha ki kuchlog Fasadi hai to ho sakta hai lekin inki taedad ummat ke sawade azam ke muqable mein bahut kam hai aur UNKA percent to aur bhi kam hai. JO LOG INTERNET PAR LADAI KI SATAH DEKHKAR MUSALMANON KI SOCH KA ANDAZA LAGANA CHAHTE HAI WOH SAKHT GALTI PAR HAIN. ITERNET PAR FASADI LOGON KI PERCENTAGE KUCH ZAYDA HAI. LEKIN YAHAN BHI KUCH KHAS LOG HAI WAHI IS SILSILE MEIN ACTIVE RAHTE HAIN. baqi majority chup rahti hai 6. jo sanjeeda tabiat log hain aur ummat ka sawde azam wahi log hai unmein do batein hain ek to woh chup rahte hain aur dusre FITNE KE WAJAH SE AISA KARNE ko ain maslihat samajhte hain. 7. Pichle 50 salon mein is silsile mein koi khas mehnat aur jaddojehad masail ki wajoohat ki satah par jakar nahin hui ISLIYE ITTEHAD UMMAT KI KOSHISHEN MAHAUL SE NIKLI HUI AUR AJOOBI MALUM HO RAHI HAIN. iSLIYE KOI AGE BADHNE KO ASANI SE TAYYAR NAHIN HAI.Apko yeh jan kar tajjub hoga donon maktaba fikr kebahut se ulma karam hamari madadko TAYYAR HAIN LEKIN apna Naam Zahir na hone ki shart par. 8. HAMARI IS KOSHISH KI DO BADI WAJAH HAI A) Allah taala ne insan ko niyat ke asbat ki taqat di hai ki insan sahi niyat ke sath sahi simt mein koshish kare. Isliye hamne UMMATE MUHAMMADIYA SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ke ittehad ke silsile mein jo ki quran ka direct hukm hai uspar koshish shuru ki hai. Ham logon ko Ihsas hai ki hamlog ke wasael bahut mahdud hai. HMARE SATH KOI MUQTADA ADMI NAHI HAI.Lekin ham ek FIKR/ TAHREK SHURU KAR DENA CHAHTE HAIN. ALLAH KI ZAT SE UMMEED HAI KI ek bar agar yeh shuru ho gaya to bahut se SALAHIYAT WALE AUR ISTAIDAD WALE ALLAH KE MUKHLIS BANDE IS KAM KO lekar Age Badhenge. Allah ka ajr ka wada yaqeeni hai .Ap tamam hazrat se khususi duaon ki darkhast hai, Aur is silsile mein apni satah aur apne halqe e asar mein koshish bhi kar sakte hain. aur dunia ki zindagi bahut besabat aur jald khatam ho jane wali hai. Akhrat ka baqi rahne wala ajr hamari asal manzil hai. JAZAKALLAH O KHAIR
  2. ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, HIFZUL IMAN KI IBARAT KE BARE MEIN APP LOG KAFI LIKH CHUKE, KYA KISI NEIN YEH KITAB DEKHI HAI.???????????????????????????? AGAR WOH SIRF DEKH LETE TO KAFI THA PARHNE KI BHI ZARURAT NAHIN THI Maulana ashraf ali thanwi ke pass yeh masala unki zindagi mein hi pahunh gaya tha aur UNHONE HIFZUL IMAN ki IBARAT KO NA SIRF BADAL DIYA balki is bat ko wazeh karne aur ELAN karne ke liye 4 page ki BASTUL BANAN kitab likhi. Uske baad se jo bhi hifzul iman chapi hai (SHAEE HO RAHI HAI) USME BASTUL BANAN lazmi taur par shamil rahti hai. Jo log is masle se jude hain unhei HIFZUL IMAN zarur dekhni chahiye. Begair kitab ko dekhe hue baat KARNA EK MUSALMAN KE LIYE MUNASIB MALUM NAHI HOTI. As a muslim, it is obligatory to confirm the things before believing and more importantly spreading it to others. There are clear and emphatic Quranic Ayats and Sahih Ahadith in this regard. ALLAH pak says in surah ASRA And do not follow a thing about which you have no knowledge. Surely, the ear, the eye and the heart - each one of them shall be interrogated about. [17:36] Very clear Hadith is there in Saheeh Muslim The prohibition of speaking about everything that one hears.Matan of Hadeeth starts with “KAFA BILAMRE KAZIBAN……………………………(MUSLIM SHAREEF) (Translation ) “The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: ‘It is sufficient lying for a man to speak of everything that he hears.’” (As translated in Riyazussaliheen translation) Same mazmun is in Surah Nisa also. Ibne katheer write in Tafseer of this “ In this Ayat there is negation on the act of those who spread facts before confirming it and spread them stead fast ,whoever at times these are not true” May allah give us taufeeq and Hidayah to follow Quran and way of Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam. Bhai bas ek haqeeqat samne rakhi hai. Agar hamari posting se kisi musalman bhai ke dil ko koi takleef nadanista taur par pahunchi ho to mafi mang raha hoon. JAZAKALLAH
  3. ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, IN THE MATTER OF DEOBANDI BARELVI DIFFERENCES Who is/was misinformed,?????????????????? Who is/was be misquoted, ??????????????? who is/was be of misintention, ?????????? who is/was be doing badgumani, ???????????? Who is/was be misinterpreted?????????????? WHOSE HEART IS FILLED WITH BOGZ ?????????????????? WHO IS/ WAS FIGHTING FOR IKHLAS E NIYAT & WHO IS DOING FOR NAFS / GROUPISM / HATRED / HUBBE JAH / HUBBE POSITION?????????????????????? ALLAH KNOWS THE BEST AND DAY OF QIYAMAH IS CERTAINLY IS COMING AND NEAR. Where everyone will see his/her khair and SHAR WEATHER BIG OR SMALL. THOSE WHO WANT, CAN TAKE HELP FROM THE WRITING OF HAJI IMDADULLAH MAHAJIR MAKKI.(R.A.). IT IS BELOW. (PROBABLY EVERYONE IS KNOWING HIM) IF ALLAH GIVE US TAFEEQ THERE IS MUCH GUIDANCE IN THIS. Lets pray for taufeeq and hidayath from ALLAH TABARAK O TAALA. Requesting for dua. Dr. Muhammad Faiz Akram Faisla Haft Masla (Decision on Seven Controversial Religious Issues) By Haji Imdad Ullah Translation By By A. Mughal Chapter 1-Preface Alhamdo lilahay nahamdo wa nastaeno wa nastaghfaro wa nomino behee wala tawakalo wa naooz billahay min sharoor-e-un fosayna wamin saeyat-e-amalayna min yohdi Allah fala mudil lahoo wa min yohdil lalah fala hadi alla wa nashhado an lailaha il Allah wahda hoo la sharik ala hoo wa nashhado ana sayedna wa maulana Mohammad an abda hoo wa Rasulo (Sallal laahu alaihi wasallam). I, Imdad Ullah, Hanafi, Muhajir Makki, Allah's humble servant wish to emphasise to all Muslims in general and my associates in particular that the unity amongst us Muslims is the real key for our worldly progress and for getting the Divinely Blessings. Unfortunately, certain Religous matters have become a bone of contention among the Muslim ummah these days. This is resulting in Muslim scholars wasting their precious time and energy on the one hand and the detonation of Deen of the Muslim Ummah on the other hand. But in actual fact, in most of these so called controversial matters, the differences lie not in the essence but only in the wording and expression. Being desperately concerned at the frustration these matters have caused to my associates in particular and to our Muslim ummah in general, I deeply felt the need to write and publish a booklet concerning these matters with a firm hope that the present prevailing arguments and controversies will come to an end. Though at present there are many controversial matters but I have picked up only those in which my associates differ. There are two reasons for this. Firstly, the controversial matters are so numerous that it is difficult to cover them all and that there is least likelihood that my explanation will be accepted by scholars other than my associates. Secondly, the differences among my associates are only in a few matters and there is every likelihood that my point of view will be accepted by my associates. The matter in which my associates mostly argue are only seven, five of which involve Islamic practises while the other two come under belief. The order of preference in which these matters are being discussed is based upon their level of controversy. I have also mentioned the righteous practice and my practice in these disputed matters. I pray to Allah Almighty that this attempt of mine becomes the tool in eradicating the controversies and quarrels among Muslims. Furthermore, persons other than my associates who also accept it and benefit from it, are requested to pray for me. I also wish to mention that nobody should waste energies in publishing answers refuting my deliberations because I do not want to enter into any dialogue whatsoever. Chapter 7-Imkan-e- Nazir and Imkan-e- Kazab (Imkan-e-Nazir i.e Allah creating replicas of someone. Imkan-e-Kazab i.e Allah is capable of lies) If anyone wants to investigate these matters in details, one cannot do it without grassroots research of the underlying wisdom of the various facts relating to these matters. Since the matters are very delicate, one should believe in two things. The first is the Ayat, " In'Allah ha a'la kule Sheyin Qadeer... Sura Nahl, Ayat 77" i.e., "Allah hath power over all things". The second is Ayat, " Subhan Allah he ama yasayfoon ... Sura Muminun, Ayat 91 " i.e., "Allah is free of all defects and vice". The nearest meanings (which apply here) are not to contradict one's own statement or give information about something which in reality does not exist etc. etc. It is not our responsibility to investigate which things come under first Ayat over which Allah be considered to have the power nor about things which come under defects and vice from which Allah be considered to be free under the second Ayat, specially when the evidences are conflicting. In view of the delicate nature of these matters, it won't be surprising if discussions or investigations in these matters is forbidden. Take for example the matter of "Fate". The Holy Prophet (Sallal laahu alaihi wasallam) has strictly forbidden to discuss this matter because of the complications involved in it. On the same basis, when these matters are so complicated because of the opposing intellectual and written evidences, there would be no justification for permission to talk about or discuss these matters. One of my associates had a dream relating to these matters which I really liked very much. There is no other better way of resolving these matters. If, anyone has the habit of discussing these matters, one should do in privacy. If someone wants to do written arguments, it should be done through letters and not through books or magazines. If someone is very fond of writing, he should be doing in Arabic so that the general public does not get frustrated. It is imperative that these matters are not discussed in public.
  4. Assalam o alaikum Wa Rahmatullahi wa barakatuhu, Bhai, maine apni taraf se kuch nahin likha hai. (SABOOT KE BARE MEIN) yeh sare sawal darul uloom deoband se ek FATWA puch kar district PARTAP GARH (U.P.) ke ABDUL HAI nami bhai ne pucha tha.Yeh sawal bahut Aham the. Isliye iska jawab deoband ne apni website par bhi post kar diya hai. Bhai, Hamare pyare Aaqa Hazrat Muhammad ki ummat ke ittehad ke liye niyat kar ke dua zarur karte rahna. Aur apne maqdoor bhar koshish. Aur badla Apne Aaqa se hauz e kausar par milega.(Insha Allah) JAZAKALLAH
  5. Assalam o alaikum Wa Rahmatullahi wa barakatuhu, KAI BHAIO NE HAMARI HIFZUL IMAN WAGAIRAH KI BAAT KA SABUT MANGA HAI. In tamam batoon ko REFERENCE aur tafseel se janne ke liye Barae meharbani in kitaboon ko mulahza farmayen. 5. Iske alawa yeh sari clarification aur wazahat website par bhi maujood hai. Allah ummate muhammadia mein ittehad nasib farmaye aur ham sab ko Qabool farmaye (Ameen). JAZAKALLAH
  6. ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAH WA BARKATUHU, Doosri bat ka sawal muhtaram bhai ne dawat e islami ke hawale se kia hai. Apne gair muqallid tauseefur rahman ko suna hoga to app payenge ki who ek hi point lekar donon ko galat sabit karta hai.Woh usi Meraj ke waqiye mein Huzur ki shank e bayan se Dr Tahirul qadiri aur Tariq jamil dono ko galat sabit karta hai.Woh doosri jagah Ek hi point par ALA HAZRAT (R.A) ke KANZUL IMAN aur Tariq jameel dono ko galat kahte hain. Jis tarah who dono ko galat kahta hai Theek usi tarah main deobandi aur barelvi dono ko Sahih kahta hoon.Donon ko Ahle Haq mein Shumar karta hun.Dono Hanafi,dono Maturidi,dono charon silsile mein bait karte aur karate hain.Farq kya hai. Dono ke buzurgon mein jo Ikhtalaf hua uske andar Ikhlas tha ,woh Allah ke liye tha, Apko shayad ilm hoga ke Ashraf Ali (R.A) ne Ala Hazrat (R.A.) ke liye kaha tha “ Unhonne jo kuch bhi kiya who Ishqe Rasool mein kiya iske alawa aur kisi wajah se nahin (nafs ki wajah se nahin). (www.alahazrat.net) “Unhonne jo mujh par kufr ka fatwa diya hai who gustakhe rasool ke liye hai aur Agar main bhi Ala hazrat (R.A) ki jagah hota to main bhi yahi fatwa deta,lekin farq itna hai ke main gustakhe rasool nahi hoon” Yeh dono taraf ke buzurgon ka Ikhlas aur Ijtahad tha. Lekin bad ke logon ne isko munafrat phailane ki buniyad bana diya our is munafrat ke darakht ki aisi abiyari ki ke who ek aisa darakht bana diya jo sookhta hi nahin aur iska phar har sal aur kadwa ho jata hai.Naye badbakht shamil hote jate hain. Log jise gustakh kahte hain kya kisi ne Qasim Nanotvi ki QASAID E QASMI PADHI HAI.ARE WOH TO ISHQE RASOOL MEN aisi hai ke jaise deewana kar de. Hamne kabhi ek dusre ko dekhna hi gawara nahi kiya.Bas galatfahmi badhate rahe.AJ HAMARI NASL USI GALATFAHMI MEIN ANKH KHOL RAHI HAI. Aqeeda ke mutalliq kitab MASLAK e ULAMA E DEOBAND ,AQAID E ULAMAE DEOBAND noor o basher, ilme gaib,wagairah ke mutalliq deoband ki kitaben dekhi.Deband walon ne kya shan byan ki hai. Ismen dono taraf ke zoumae ummat ko age ana hoga.Agar sadq dil ho ek ghante meein yeh masla hal ho jayega.Agar hamare leader baith jayen. Lekin abhi to kisi ko GUSTAKHE RASOOL aur QABAR POOJWA ke Laqab ke Alawa kuch ATA HI NAHI. Jabki gustakhe rasool aur qabar poojne wale na deobandi hain na barelvi.Ala hazrat (R.A) ne to sajde ko haram qarar diya hai. Allah Amal ki taufeeq naseeb farmaye. Maine to Allah ki madad par yaqeen karte hue apne level par kam shuru kar diya. Har admi apne amal ka mukallaf hai.Aur Allah Taala result par nahin niyat par sawab dete hain. Mere liye DAWAT E ISLAMI aur Tabligi Jamaat dono hamare dost hain.Dono Ahle Haq hain. Abhi hamare ilaqe mein dawate islami/sunni dawate islami (India ki) nahi pahunchi hai. Isliye main abhi unka sath nahin de paya hoon. Meri kisi DAWAT E ISLAMI ke sathi se mulaqat nahin hai lekin jaisa website par main dekhta hun Hamne unmen khair hi khair paya hai. DAWAT E ISLAMI ki bahut sakht zarurat hai.Tabligi jamaat ki deoband se rishte ke shor ki wajah se bahut se ilaqon mein kam nahin hai.Insha Allah Dawate islami in sab Ilaqon mein kam kar sakti hai.Aur pyare nabi ke deen ko aur sunnaton ko zinda ka sakti hai. Agar Allah ne hayat di to app dekhenge ki apni masjid mein main dono ke sath rahunga.(Aur agar allah ne donon ko mila diya to Allah ki kudrat se yeh BAEED NAHIN HAI). Sufism ke usuloon aur SIlsile auliya khususan Hindustan ke Mashaikh karam ke kam ke andaz jisse hindustan mein deen phaila ke bare mein main alag heading mein likhna chahta hoon.WOh deoband barelvi se alag topic hai. Requesting special dua for the Ittehad e ummat of HAZRAT PUR NOOR ALAIHISSALATU WASSALAM. Hamare AQA ne hamesha ummat ko jodne ka kam kiya hai.Seerat mein iske kai waqiat hain. JAZAKALLAH
  7. Assalam o Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu Insha Allah I will answer points one by one and probably our topic of discussion derailed to Tabligh Jamaat.I have to post that post because of a misunderstanding from my words. This is good information that so many people tried for this unification.We want some detail of this.Actually we have a chapter on History of these difference and history of efforts of unification. But we could find only one name HAJI IMDADULLAH MAHAJIR MAKKI (R.A) who really tried hard (May Allah give him reward for unification of ummat) Apart from that we are not knowing anyone doing any serious effort (If any please inform me .We have to add in the book) Qari Tayyab Sb (R.A.) said that hona to yeh chahiye tha............................But he could not take any action or concrete step. I donot consider Munazra as effort of unification.Most of the time it deepens the differences. We should not mix different writing and acts together. 1. About Ilme gaib the example and comparison that maulana Ashraf Ali gave was clearly apparant Gustakhi. It was totally unwarranted and unacceptable. But you forgot one thing, in his lifetime himself Maulana Ashraf Ali has done RUJU with that Sentence and totally changed that sentence and made it public that now this will be read as differently. Now if somone is still against the old writing which himself (Maulana Ashraf Ali) in lifetime he has changed. Aur ummat ko is purani ibarat ke naam par bantna kya sahih hai????????? Kya Hamare Rasulullah KA yahi Tariqa Tha? Kya Hamare Auliya karam ka jin ke hamlog nam lewa hain yahi tarze amal tha.? 2 Khatme nabuwwat ka inkar???????? (Takhdeerunnas) Maulana Qasim Nanautwi ne Takhdeerunnas mein lagbhag 40 page mein taqreer ki hai.Aur Khatme nabuwwat ke teen darje likhe hain1.Khatme nabuwwat Zamani (saw)2.Khatme Nabuwwat makani (saw)3.Khatme nabuwwat Martabi. (ke zati kamalat ke lihaz se bhi app khatim hain ke na sirf yeh ki app ka koi hamsar nahin balki sare anbia ki nabuwat app ki nabuwwat ka faiz hai.) Unhonne teeno darjon ke hisab se ap (saw)ko khatimunnabieen sabit kiya hai. Is silsile men Quran,aur hadeeth ki dalayel ke alawa Aqli aur fiqhi dalail bhi Qayam kiye hain. Jismen ek sentence is tarah hai ke ” Agar bafarz man bhi liya jaye ke…………………………to bhi apki khatme nabuwwat men koi farq nahi padta.” It is right that this sentence was not appropriate. It is a confusing sentence Is sentence par aitaraz hua aur unhone doosra risala ” MANAZIRE AJIBIA ” ke nam se likha. Aur wazeh kiya ke jo nabi ke khatimunnabbieen ka inkar kare who Qatai Islam se kharij aur kafir hai. Is kitab men page no 37 par unhone sah saf lafzon mein 1.Khatme nabuwwat Zamani 2.Khatme Nabuwwat makani3.Khatme nabuwwat Martabi ko huzure pak ke liye sabit kiya hai. Ab bhi isko buniyad banakar itna bada ilzam lagana key woh khatime nabuwwat ka inkar karte hain, Hamari rae mein aisa karna theek nahin hai baki zaruri nahin ke har admi meri rae mane hi. Badbakhton ki jaisa ke AP ne farmaya hai (you tube par) tu usse har tarah mukhalfat zarur Karena CHAHIYE lekin isme maulana nanutwi ka kya role hai. US BADBAKHT KO BHI YEH PURI BAT MALUM NAHI HOGI JISNE YOU TUBE PAR AISA CHALANGE KIYA HAI. Aur Ek baat 100% durust hai ke while giving example any loose word for comparison to Huzur e pur noor alaihissalat Wassalam,Auliya Karam and for Shaaere deen is unacceptable.There can be no compromise on it. Aur zyada main post mein likhna nahin chahta. Mere pas Isi Tarah ke Ilzamat ki deobandi ki taraf ki bhi kitab hai lekin main uski Ibarat ka tazkira yahan bhi nahin kar raha aur insha Allah puri zindagi mein Kabhi nahi karunga kyonki yeh ek chupi cheez ke Parda Dari ke mutaradif hoga.Jo ki asal matlab ko tor maror kar banayi gayi hai. AUR HAMARE NABI PAR JAB ALLAH TAALA DARUD O SALAM BHEJTE HAIN AUR ALLAH NE UNKI SHAN BULAND KI TO KAUN ISKO KAM KAR SAKTA HAI KOI ZALIL CHAHE BHI TO NAHIN KAR SAKTA HAI. About sufism principle,and dawate islami Insha Allah I will reply later on. Main bahut Zaif Banda hoon ,tamam hazrat se khususi taur par hamare muhtaram buzurg ALSAIFIYA damat Barkatuhum se khususi duaon ki darkhast hai. Allah hamare likhne aur post mein ikhlas nasib farmaye aur tamam galti ke liye Maaf farmaye.Aur ummat ke ittehad ki koshish jo hamesha Ahle haq ka Shaar raha hai uski hamen bhi tafeeq naseeb farmaye. Jazakallah.
  8. ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, First of all I am requesting all ( including myself ) that please clear our heart from all type of Badgumani. Badgumani has been very much condemmed by our Pyare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam. Next I would like to clear that I dont like discussion for the sake of discussion. isitrah har kisi ko pta chal jaye to wo deobandi tablighi jammat chor na day??? 1. SHAYED POST KI LANGUAGGE SE GALAT FAHMI HUI KE MAIN TABLIGHI JAMAAT MEN NAHIN JA RAHA HOON. Aj bhi mere masjid mein JAMAAT AYI HUI HAI AUR ASAR SE ISHA TAK UNKE SATH RAHA. Aur next week Jamaat mein jar aha hoon. aur InshaAllah tab tak Tablighi Jamaat ke sath rahoonga Jab Tak who Islam o Iman aur Huzur E pur Noor Alaihissalam ka kam karte rahenge. Hattake agar maulana SAAD ,aur Maulana zubair (NIZAMUDDIN WALE) bhi Tabligh ka kam karna band karden to bhi main in usuloon ke sath kam karta rahunga (InshaAllah). Yeh log jin usooloon ke sath kam karte hain yeh Hamare Sufi Silsilon ke usool hain.Aur INhi Sufiya karam se Pahle bhi deen phaila hai aur Aj bhi Inhi se Phail Raha Hai. Tareek E Mashaikhe chisht mein Professor Khaleeq Ahmad Nizami Ne likha Hai ke “Chishti silsile ke Islahi usuloon ka jitna Ihtamam aur Istemal maulana Ilyas ne kiya hai utna hal ke logon mein se kisi ne nahi kiya hai” Ek aur baat main Arz karta hoon (Forum ke rule ke agar khilaf ho to edit kar dijiyega) Apne bhi suna hoga Hindustan ka ek Gair muqallid Dr Zakir Naik Hai jo comparative religion ke Zariye se Gair Iman Walon men dawat ka kam karte hain ( Please apne topic ko chodkar zakir naik /gair muqallid ka discussion nahin shuru kar dijiyega) Log khub tareef karte hain Lekin Asar kitna hoota hai.Bahut thode log Iman ke andar dakhil hote hain. Joh log unke zarie se musalman ho bhi jate hain unmen Amm taur par AAMAL KA PUKHDAN hota hai. (HALANKE JOH BHI IMAN KE ANDAR A RAHA Woh khair ka hi kam hai) Khud ek jagah zakir naik ne kaha hai ki Log Tareef karte hain bahut accha taqreer hua Amal Nahin Karte kya fayeda…………………… Itna Bada Banner hai ground par kya Asar Hai. Iske Alawa Muft mein Who FIQH KE MASAIL MEIN PADKAR KITNE MUSALMANOON KO GUMRAH ALAG KARTE HAIN. Yeh Isliye hua ki Unka kam Dawat ke manhaj ke mutabiq nahin the. India mein Ek Gumnam Alim Hai Maulana Kaleem Siddiqui Sb. Woh Maulana Abul Hasan Ali Nadwi(R.A>) ke Khalifa hain.Who Sufi Silsile ke usuloon par Gair iman walon mein Dawat ka kam Karte hain aur BAJAYE COMPARATIVE RELIGION KE yeh pesh karte hain ke yeh tumhara Islam hai Allah ne tumhare liye yeh paigam bheja hai.Unke Zarie se Iman mein dakhil hone wale log bhi zayada hain aur woh Pakke deen wale bhi bante hain. Apko jan kar bahut khushi hogi ke 3 Aise log jo Babri Masjid Shaheed karne me Bilkul Pesh Pesh the who Iman ke Andar Dakhil ho Gaye. (I am giving first hand information personally I have met them). Toh yeh usool ka farq hota hai. If we read Hayatus Sahaba (Book on the life of Rasool Sallallaho Alaihi Wasallam and Sahaba and biography of Nizamuddin Auliya Rahmatullah Alaih and Mujaddid Alfasani Rahmatullah Alaihi and the book Tasawwuf aur Suluk,we will come to know that Tablighi Jamaat is very close to these usools. Lekin agar who Rasool Sallallaho Alaihi Wasallam ki gustakhi ya Auliya Karam ki gustakhi ka Shayba bhi apne kam men layenge to main usi din unse Juda ho jaunga. Lekin Haqeeqat yeh hai ki who to sab se zyada Huzur Sallallaho Alaihi Wasallam ki Auliya Karam ki zindagi par amal karte hain,uska muzakra karte hain, aur ek bat yaqeeni hai ke app begair muhabbat ke kisi ki ittaba nahin kar sakte. Main kisi Tableeghi Jamaat/Deobandi/Maulana Ilyas ka kam nahi kar Raha hun Balki Huzur e pur nur Alaihissalam ka kam kar raha hun. Insha Allah I will deal rest of the points later on (raised by Respected brothers).Almost all point already we are having for the preparation of our book on ittehade ummat). We are already prepared that there are people who will not accept mission for unification but there are many more to accept it (Insha Allah). May Allah forgive me and give me taufeeq for Ikhlase niyat. JAZAKALLAH
  9. Assalam o Alaikum Wa Rahmatullahi Wa barakatuhu Brother As you are supermoderator it may happen that you ban me from the forum but please give me before that your Email ID so that I could clear my stand privately. Basis of our approach is as follows. 1.IIttehad e ummat has been very much stressed in quran e pak and by Pyare nabi Sallallahu Alaihi Wasallam 2.It is totally true that the the Objectionable IBARAT OF THESE DEOBANDI ULAMA BOOK were totally unwarranted.There was no need of giving such examples that has been given in these books. And there apparent meaning is obviously telling gustakhi. And while giving example and comparing HUZOOR E AQDAS SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM we cannot give loose example That is a big sin. STILL I AM TRYING FOR UNIFICATION WHY???????????????????????????? But the thing is ALREADY FATWA OF KUFR HAS BEEN ON THEM.They were declared already kafir.THEY HAVE DIED AND WILL NOT COME FOR ANSWERING. The present Scenario 1. I am talking about INDIA.I donot know what is happening in Pakistan. 2.Here neither in any MADARSA OF DEOBAND these books are in syllabus even informally it is not taught.I know some deoband graduate (not all) that were not knowing even the name and writer of these books.What to talk about its content. 3.No one is spreading these books.You will surprised to know that for our refrence when we searched these books in my city none of these books were availabe.I have to buy from DELHI. ( Further surprise the book taqwiatul imanI AM HAVING has been published by AHLE HADITH HAZRAT.And they have made additional notes from their side also but mentioning their name also.) 4. I am going in Tabligh Jamaat from 1995 during my student days at Aligarh Muslim University Aligarh.For 14 years I didnot even hear these books.Just 1 year back from my Barelvi friends I came to know about these books and IBARAT. 5.In india if you ask from any Tablighi brother Hardly anyone is even knowing the name of these book. 6.Those who have written has died with FATWA OF KUFR already on them. These are the basis of our mission and book and in the same manner We have also dealt the HAQEEQAT of Deobandi Allegation on Barelvi also. Like you everyone discouraged me but We are going ahead that even if my mission fail Allah Taala will give me SAWAB and Reward for my NIYAH of Unification of ummate MUHAMMADIA SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM. JAZAKALLAH
  10. Assalam o Alaikum This metohod of copy and paste is causing the division of UMMATE MUHAMMADIA SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM. The respected brother HYDER BHAI posted something with thanks without confirmation. It is a grave mistake.And surely Allah Talla will ask about spreading something without confirmation. I HAVE BOTH IN URDU AND ENGLISH THE ABOVE MENTIONED BOOK MALFOOZAT.NOW i AM WRITING FROM THERE WHAT IS IN ORIGINAL "MAULANA ILYAS SAID The method of this tableegh was opened to me in dream."The tafseer of "kuntum khaira.........................was inspired(ILQA) to me in dream ke you (Ummat E MUHAMMADIA Sallallahu Alaihi Wasallam) like the prophet ,have been made to appear to mankind. Using the word brought forth here indicates the work will not be done by restricting to one place but instead going from door to door is needed.Your work is to affirm what is good and to negate what is forbidden.After this through believe in Allah it has been made known that by means of inviting to good ,you own Iman will get increase.Thus do not intend guidance to others but intend for your own benefit." This was the complete version.NOW compare the same thing from BHAI HYDER QADRI SAHEB POST.The meaning is entirely different. (Brother hyder pls forgive me.It is not your fault.These are happening from last 130-150 yeasrs.I also came to know about these just 6 months back.I am seeking personal apology from hyder bhai.May Allah forgive me. ) This kind of things are happening in case of most of the differences. When our friends started checking things from original sources we came to know about thae SHAITAN IBLEES PLOT.No mUslim can do this kind of thing Thats why we have started the mission of clearing these misunderstanding,that has been explained in next post. May Allah help us.
  11. Assalam o Alaikum Wa Rahmatullah Wa Barakatuhu, We ,a group of doctors and engineers that has started a programme for ittehade ummat (Unification of ummah) as a mission. Our approach is problem solving rather than argument and counterargument. Our aim is to bring ummah specially to the POINT agreed upon.And to present them a sense of understanding about the MANHAJ of Sahaba to deal in difference of opinion in all issue. To spread the sense of IKRAM-E-MUSLIM and IKHLAS-E-NIYAT at the top of their all actions including in matter of argument and counterargument,in disagreement and in difference of opinion. During our study of different groups we came to know that really there is no difference between DEOBANDI AND BARELVI.This is happening just because of MISUNDERSTANDING AND COMMUNICATION GAP. We are coming up with our first book titled " DEOBANDI BARELVI IKHTALAF GALATFAHMION KA AZALA AUR MASALE KE HAL KI EK KOSHISH" That will have the solution of all confusion and misunderstanding INCLUDING THE WRITING IN TAKHDIRUNNAS,HIFZULIMAN etc.......................Difference in matter of Aqeeda 1.NOOR O BASHAR 2 ILME GAIB 3 HAZIR O NAZIR 4 MUKHTARE KUL and all aspects. We have quotes from original book and clarification from the writer himself or their PARENT INSTITUTION . INSHAALLAH. everyone is requested for dua for the unification of ummate muhammadia Sallallahu Alaihi Wasallam In the mean time you can read following books for knowing actual position of DEOBAND in these Ikhtalaf. In my opinion this is natural way of justice to know their version before issuing any judgment or decision. Allah will ask me alone for my actions and no forum or link will help me on the day of Qiyamah. Requesting all for forgiving me and please do dua for me. JAZAKALLAH O KHAIR DR MUHAMMAD FAIZ
  12. ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, If anyone want to know about the AQEEDA of DEOBAND on : Tabarrukaat, Mazaarat, Madad Requesting for dua. JAZAKALLAH
×
×
  • Create New...