YEH kis hadees me hai ke qabristan jakar "ya ahlul qaboor kaho".
Reason for edit
JANAB zara zaban shanbaal ker baat ker aap jaisay kai ay kai gay
Achay tariqa say koi sawal karna ha tow karean
Zindo se madad li ja sakti hai. Murdo se madad kisne sikhai. Kya Nabi SAW ne kisi sahabi ko yeh taleem di ke meri qabr par akar mujhse madad mangna aur main tumhari tamanna puri kardunga