Jump to content

Rahil

اراکین
  • کل پوسٹس

    3
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

About Rahil

Rahil's Achievements

Rookie

Rookie (2/14)

  • First Post
  • Conversation Starter
  • Week One Done
  • One Month Later
  • One Year In

Recent Badges

0

کمیونٹی میں شہرت

  1. Rahil

    Historical Incident Of Panch Yaaran

    Historical Incident of Panch Yaran *~*~*~*~*~*~*~* ~*~*~*~*~*~ Once it happened that Shaykhulalam shaykh Noorud din Noorani (rehmatullaheal aih) while enjoying sunny atmosphere of the plain meadowswas in a thinking mood. The same place is yet to be known as "Panch Yaran" Shaykh noorud din noorani (rehmatullaheal aih) was just perspiring in hot sun that there came all of a sudden five girls having huge bundles of wood on their heads . All of them stood stayed to keep down their bundles of wood over the longest sticks in order to make ashadowy position for creating rest for the saint without disturbance. The same girls engaged theirselves to collect the particular kind of grass from the plain field . When the majestic saint (rehmatullaheal aih) awakened he looked spiritually upon these bundles of sticks of wood and turned them to become Five Deodar Trees having bushy branches. Baba kamal , one of the writers of reshi Namas has mentioned that upto 1216 Hijri these trees of deodar were in a good position for the observation of all. One of the girlsseemed to be more acute, clever and attentive. She realized the sage sheikh noorud din noorani (rehmatullaheal ih) . She posed many questions to Sheikh Noorud din Noorani (rehmatullaheal ih) in a scholarly manner. The Nund reshi (rehmatullaheal ih) retorted all of them one by one. Then all of the five girls joined the Rishi order ♥♥ SUBHAANALLAH ♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥
  2. Rahil

    Incident Of 802 Hijri

    Incident of 802 hijri...... ♥ All about it was 802 hijri, that Zia khatoon (alaiherahma), kind of NUND RESHI (REHMATULLAHEAL AIH) got her two children to the cave, so that the saint would be motivated to evoke his parental affection in order to get him to his home Kaimov, so much so that he would be involved in wordly concerns. ♥ The Two Children Were Being Slept On Floor.... ♥ Holy shaykh (REHMATULLAHEAL AIH) Had good chatting with his innocent children. He acted upontheir wish and will to be fullfilled in the same cave. ♥ Prayers towards God.♥ With deep urgency just like saint Ibrahim Bin Adham (rehmatullaheal aih) Shaykhulalam(re hmatullahealaih ) asked Master of the Universe to decide his position viz a viz his children and his absolute devotion towards his missionary work, as he couldn't accomplish both the duties at one andthe same time .♥ Both OF children Passed Away>> It is said , during the morning time both of the children had passedway. The news spread all around just like the wild fire. People in herds came along the cave. ♥ The cave and Burial. By means of incident the whole position of the cave was exposed as it was a special type of headquarter. Sain shaykhulalam (rehmatullaheal aih) himself took both of his posteriors towards the ancestral graveyard of kaimov, wshed them away at Mach Nag (spring of honey) offered their prayers and buried them separately near his father, Baba Salaruddin(qada sallahusira) in the hinterlands of the area. Conspiracy And Allegation Of the Enemies.. This was the crucial time and the biggest excuse to file a case againist the mystic father of two children in the police station of Anantnag by his two brother-in-law as againist their brother-in-law. The case was of double-murder. By any means it came in the notice of a Minister of a sultan sikander. >>> First Warrant Of Arrest > It was the order of court law that a ferocious type of inspector namely Tazi Bhat rushed towards the Sheikh (rehmatullahe alaih) to get him arrested from the cave towards jail. Coming Up Of Tazi Bhat Towards The Cave>> Tazi bhat , the spy lulled the Saint at the cave Kaimov to get out. Saint came out from the cave explain his position with kindness and gently. But the inspector was just to slap over him. Meanwhiletwo Serpents appeared to catch the spy by his moustaches towards his back position. Tazi bhat fell down to implore before the SAINT to forgive him... After The Pitiable Condition Of Tazi Bhat>> Position of Tazi Bhat being totally different, his all other group members returned shamefully. This news too, spread like wild fire among the people around there. ♥ Tazi Bhat Became the Disciple>> Saint Norud din Noorani(Qaddasa llahu sira) exempted the follies of Tazi Bhat and the two serpents were removed from his body. Tazi Bhat repented pitiably. Then asked the saint to admit him as his disciple. ♥ Tazi Bhat Became Tajuddin>> Tazi Bhat just then converted himself to be Reshi by changing his dress of governance. He was rechristened as Baba Tajuddin.
  3. Aik dafa "Ropwan" Chrare Sharif Mei Hazrat Sheikh Noorud din (rehmatullaheal aih) Ibaadate Khuda Mei Mashgool Thay, Kuch Dair Baad Aap(rehmatullah ealaih) Ko Shor Sunaayei Diyaa To Aap Rehmatullahe Ne Apne Rafiq Yaar Hazrat Baba Nasrud din (rehmatullaheal aih) Ko Mukhaatib Kar Kay Farmaya . "Ay Nasr! BAAHIR nikal Kar Zara Ke Yeh Shor Wa Sharaaba Kiun Aur Kis Taraf Hai " Nasrud din (rehmatullaheal aih) Ne Ju'n He Baahir Nikal Kar Nazar Daali To Dar Ke Maaray Jald He Waapas Palat Kar Darwaaza BandhKar Kay Andhar AYa Aur Hazrat Shaykh (rehmatullaheal aih) Se arz Karne Lagga ke "Ay Shaykh (rehmatullaheal aih)! Baahir Mei Ne Dekha ' Surkh Wardi Pehan Kar Aik Fauji Lashkar Haatho Mei Neazay Aur Shamshairay Le kar issi Pahaadi Ki Taraf Dorh Kar Aarahe hain. Ye dekh kar mei jaldi waapas aaya" Hazrat Shaykh (rehmatullahe alaih) Ne Baba Nasrud din (Rehmatullahe alaih) se farmaaya : " Gabraanay ki koi baat nahi hai, bay fiker raho. Khuda wande kareem ko yaad karo, dekho ; wahi hamaara Muhaafiz hai" Phir farmaaya : " Ay Nasrud din (rehmatullahe alaih)! Dar'Asl meribaari aayei hai , mujhay ab is dunyayai faani se rukhsat hona hai. Ay meray Rafiq ! Mei ne aap se kaha tha na , ke ye dunya kissi kaam ki nahi hai, dunyawi kaam chorh kar aakhirat kay kaamo mei lag jao". Ay Nasur ! Maal o jaayedaad , zan wa awlaad , zar wa zameen Saath nahi jaatay hain. Bas' Wahan Sirf Aamaal Saath Jaatay Hain" Ay Nasrud din ! " Dar'asl Shaitaane Maloon Mujhay Is Waqt raahe Haq se Bhadkaanay Aya hai" . Nasr! Mei Dua Maang Lu'n Ga Aap Aameen Kartay Rehan".. Is Kay Baad Shaykh Noorud din Noraani (rehmatullahe alaih) ne Apne daste Mubarak UparUthaayai Dua Maangne Lagay: "k Ilaahei! Mujhay Fatah o Nusrat Bakhsh De.Ya ALLAH! Ba Waastay Hazrat Paigambar Kareem Mohammad Rasoolullah SALALLAHUALAIHE WA AALIHE WASALLAM Meri Madad kar, Mera Saath dei'n." ♥ Dua Qubool Huwi Ba Waasta Hazrat Sardaar Do AALAM (salallahualaih ewasallam), Issi Waqt QutbeAalam Shahe Jilan Hazrat Shaikh Syed Abdul Qaadir Jeelani (Radiallahu taala anhu) ShamshaireBurhaan Dastay Shareef Mei Le Kar , Sabz Wardi Pehan Kar Namoo'daar Huway. Hazrat Shaykh (rehmatullaheal aih) Ne Haalat Jaan Nay K Liye Anadar SE baba Nasrud din(rehmatullah ealaih) Ko Baahir bheja ...Baba Nasrud din(rehmatullah ealaih) Jab Waapas andar aagayei , to unhu ne apne Murshid Hazrat shaykh (rehmatullaheal aih) ko bataya k Sabz posh wardi waali Shakhsiyat(sham shair bardaar) ne surkh posh wardi waalay lashkar kay commander ko giriftaar kiya aur us kay lashkar ko Titar Bitar kar rahay hain. Ye dekh kar Baba Nasrud din(rehmatullah ealaih) ko hosh aaya Aur Sukoon qalb payaa... Hazrat shaykh (rehmatullaheal aih) ne Nasrud din(rehmatullah ealaih) se farmaya: K Ye Shahe Jeelan Hazrat shaykh Abdul Qaadir Jilani(radialla huanhu) thay. Aur baba Nasrud din Ko farmaya : Is Jagah Ko Foran Saaf Karo, Ye Saahib Yahan He aayin ge." Bayshak Jab Shahe Baghdad Hazrat Gousulazam (radiallahuanhu ) Faarig Huway To Hazrat Shaykh (rehmatullaheal aih) Kay Haa'n Aagayei. Hazrat shaykh (rehmatullaheal aih) ne Khaday Ho Kar Un Ka Istiqbaal Kiya Aur Un Ko Tazeem wa Tasleem Kiya. Shahe Baghdad (radiallahuanhu ) ne Hazrat shaykh (rehmatullaheal aih) Ko Khabar di K RabbeQaayenaat Aap Se Raazi Hai, Aur Khatmul Mursaleen Hazrat Mohammad Rasoolullah Salallahualaihe wasallam Aap Ko Aafreen Kartay Hain . Jenaab Hazrat Meer Syed Mohammad Hamdani(rehmatu llahealh) AAP kay Murshid Hai, Mei Bhi Aap Ko Yaad Rakhta Hun. Is kay Baad Shahe baghdad (radiallahuanhu ) Rukhsat Ho Kar "Ropwan" Se Chrare Aa'kar BaaghSangraam Daar Mei HEE Darakhet(tree)[ aik qism kaphool waala darakhet] Kay Qareeb Baith Kar KuchWaqt Guzaarnay Kay Baad Wahaan Se Chalay Jaatay Hain".. Is Waaqah Kay Kuch Dair Baad Baba Nasrud din (rehmatullahe alaih) Ne Jab Baahir Dekha To Iblees La'Een Zor Zor se' Aur Ro Ro Kar Apnay Upar Khaak Malne Lagga ... SUBHAANALLAH SUBHAANALLAH ♥.. (Karaamat e Shaykhlalam rehmatullahe alaih By Abu Nayeem)
×
×
  • Create New...