Jump to content
IslamiMehfil

Ubaid-e-Raza

Members
  • Content Count

    745
  • Joined

  • Last visited

  • Days Won

    1

Ubaid-e-Raza last won the day on November 12 2010

Ubaid-e-Raza had the most liked content!

Community Reputation

7 Neutral

About Ubaid-e-Raza

  • Rank
    Junior Member
  • Birthday 12/26/2007

Previous Fields

  • Ameer e Ahlesunnat

Contact Methods

  • Website URL
    http://
  • ICQ
    0

Profile Information

  • Bait ul fina
  • Interests
    na koi amal hai suna,ne ke qabil
    na moun hai unke dikhanay ke qabil
    lagate hain usko bhi senay se aaqa (salallahualaihi waslam)
    jo hota nahi moun lagane ke qabil

Recent Profile Visitors

1,958 profile views
  1. asal shair yun hey

    " Jameel-e-qadri so jaan sey qurban murshid par, banaya jis ne tujh jesey ko banda ghos-e-azam ka"

     

    Janab kam-az-kam itna lihaaz krna chahie aik bndey ko.Kisi aur k shair mein sey takhallus nikal kar apni marzi sey tarmeem krdi.

  2. aik baat poochna chahta hun aapsey..

    Appne upar About Me mein aik shair likha hey

    "Ubaid-e-qadri so jaan sey qurbaan murshid par, banaya jis ne tujh jese ko banda ghos-e-azam ka"

    agar aapko ilm ho to ( jo k bazahir nahi lagta) to yeh shair Hazrat molana Jameel Qadri Rizvi ki mash-hoor naatya kitab "Qabalay-e-Bakhshish" ka hey jis mein aapne TARMEEM kr k ubai...

  3. Assalam Alaikum

    Hope u r doing good....

    Plz find time to Listen this Speech on Rights of Parents... Thanks

    Take care

    Allah hafiz!

    http://www.islamimehfil.info/index.php?showtopic=7952&pid=50650&start=0&#entry50650

  4. (sa) madani channel se jise bhi walihana pyar hay do jahan main insha Allah uska beda par hay madani channel k sabab se neki ki dawat aam ho aam dunya bhar men ya rab deen ka pegham ho ameen
  5. itni munafiqana policy hay dr. tahir ul ......... ki. ke pehle apne apko hanafi muqalid keh keh kar nahi thakta phir dosri bar main imam e aazam ki or aima e karam ki tareefain or teesri bar main kehta hay ke hadees se aurat ki diyyat full sabit hay yani imam e aazam or sahaba e karam tak ko woh hadees nazar nahi aayi isko mili. phir aurat ki nisf diyyat ko sarkar ki aamad se qabal kuffar ki jahalat dor se mila dya k kuffar aisa karte the quran ne aakar diyyat ka farq khatam kya. (muaz Allah) ye bat kahan tak jati hay. goya sahaba e karam ka iss bat par ijma k aurat ki diyyat nisf hay kuffar
  6. main ne pehle 1 post ki hadees e aadam se related ap ne jawab nahi dya. * apne jo surah muhammad (47.19) key lye tarajim post kye woh kis ka tarjama hay? urdu main koi aisa tarjma post karain jo sab ke nazdek authentic ho. * kisi motabar tafseer se ye sabit karain ke is aayat main Allah ke pyare habib ko apne gunaho ki maafi mangne ka hukm dya gaya hay?
  7. Haqeqqt sahib se kuch suwal un ke reply hadees e hazrat Aadam se related. 1) Aik ghalat riwayat jo ke quran ki sahi aayat k against ho. aisi hadees ko agar koi sahi or asnad ko jayid kahey tu aise shakhs par kya hukm hay? 2) Yeh hadees mukhtalif kutub main mukhtalif rawiyon se kuch different matan ke sath bhi naqal hay. agar kisi hadees ka aik rawi zaeef ho tu ulema farmate hain hadees ko zaeef na kaha jaye balke sannad ko zaeef kaha jaye. ho sakta hay us hadees ki koi or sannad sahi mil jaye. aisi kayi aahadees jinki baaz asnaad zaeef hain tu baaz hassan tu baaz jayid tak pohnchi hoyi.
  8. . pakkey yahodi agent k aqaid post karne ka shukrya.
  9. Ye kitab Ahlesunnat k aik mustanad aalim alahazrat alaihrahma k bhai jan molana hassan raza khan alaihrahma ki hay. jinho ne post ki hay unki tehreer nahi. lafz Oliya Allah quran e pak main istimal howa hay. wali ullah ka matlab kya hay? Shayan e shan nahi se kya muraad hoyi? lafz dost main koi toheen be adabi ka pehlo mojod hay tu bara e karam wazahat farmain.
  10. apke mufti sahib ne tu asal ibarat post hi nahi ki? chalen ap post kar dain fatawa alamgeri main kya ibarat hay? al behr ul raiq main kya ibarat hay? jab is pecheda sorat e haal ka koi hal nazar nahi aata deobandion ko tu wo aq aq karte hain. magar hazrat gangohi sahib kawwey k itne shoqeen the kaha maroof desi kawwa jo bastion main paya jata hay ye khana sawab hay. ab koi batlaye ya hum batlayen kya? pak o hind main aq aq wala desi kawwa kahan paya jata hay? sunny prince sahib zara us jaga ka pata batain. chalen chorain sab baton ko. gangohi sahib kehte hain maroof desi kawwa khan
  11. he is a legend may Allah bless upon him. ameen
  12. inna lilahi wa inna alaihi rajeon isey tawajo se pedhye. is main fidya dene ka aasan tareeqa likha hay sharee heeley k sath. pora fidya shar e heeley k sath ba aasani ada ho sakta hay. sharee faqeer ki defination tawajo se pedhye ga. bazaron main ghomney wale sharee faqeer nahi hain. agar kuch samajhne main problem ho tu yahan reply kar dejye ga tu koi na koi bata de ga.
×
×
  • Create New...