Jump to content

Ubaid-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    745
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Ubaid-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. bat na manna or mutliqan inkar karne main farq hay.. dosra kufr k muamley main bohot ehtyaat ki zarorat hay. sheikhain (hazrat abu bakar or hazrat umer ) ki gustakhi karne wala kafir hay. is tarha baz deger sahaba maslan hazrat ameer e muavya ki gustakhi karne wale ko ulema bad tareen gumrah or jahanam ka kutta kehte hain. is lye kisi ko be dhadak kafir na keh dena chahye.
  2. us munazrey ki vdo nahi bani thi. detail ap muhadith e kabir huzoor zia ul mustafa aazmi ke bayan se sun sakte hain. www.islamieducation.com per ye bayan mojod hoga. dr tahir ul qadri k khilaf 2 books hain jo islamimehfil par mojod hain. Khatra ki Ghanti - Full Book scanned fitna tahiri ki haqeqat also check other topics in sullah kulliat section. http://www.islamimehfil.info/Sulah-Kulliyat-f87.html
  3. aisa shakhs gumrah hay. kion k sarkar ne farmaya mere sahaba sitaron ki manind hain jiski bhi perwi karo hidayat pa jao ge. is main kayi aik soratain ulema ne bayan ki hain. sahi ul aqeeda sunni aalim ki toheen ba sabab e ilm e deen karne par hukm kufr tak ulema ne farmaya hay. or agar koi zati dushmani waghera ki wajah se karta hay tu sakht gunahgar hay. sawad e aazam ahlesunnat wal jamaat hay. or isko aaj kal barelavi bhi kaha jata hay. iske aqaid agar dekhe jayen tu wohi aqaid hain jo sadion se chaley aa rahey hain. jinko abdul wahhab najdi ne aakar shirk theraya. or apne se pehle sab musalmano ko bhi mushrik qarar dya. hata ke apne khandan apne walid tak ko. unke walid sahi ul aqeeda sunni aalim the or unke bhai shaikh suleman bhi. walid or bhai dono ne is najdi ka radd kya. or issi najdi se phir deobandi or anti hadees 2 shakhen bani. or chonke hamarey aqaid shurow se aarahey hain. or is waqt bhi sunni zyada hain. najdi tu nayi nasal jo inke hathon main aajati hay or phir apne maan baap ko bhi mushrik kehti hay. hadees e pak main hay sarkar ne irshad farmaya.. Allah meri ummat ko gumrahi par jama nahi karey ga. or sharq se gharb tak sunnyat ki aksariyat hay. iski gawahi tu al barelvya or degar kayi najdi kutub se milti hay. ye hamare haq honey ki daleel hay k ye najdi deobandis naya fitna hay jo 13veen sadi se shurow howa.
  4. yeh company shamil nahi thi. meri malomat k mutabiq. yeh norway ki company hay. or norway main kisi akhbar or magzine men ye bad taren harkat ki gayi tu norway ki ashya ka bycot karne k lye telenor ka naam lya jata hay. warna ye company ba zat khud shamil nahi thi. or sim agar koi use karta hay tu hum usse yaqenan gustakh nahi kahain ge k aamal ka dar o madar niyaton par hay. ye tu aik mobile ki company hay. or pakistan main lakhon customer hain telenor k. tu agar iski sim na jaiz hay tu kya woh sab musalman gustakh hain ya gunahgar hain? koi bhi sahi mufti e islam aisa fatwa nahi dey sakta.
  5. thnx 4 sharing an most importent book of syidi alahazrat imam ahmad raza khan
  6. jis print shuda tasver par kisi jan dar ka face ho mukamal tu aisi tasver banana banwana lagana na jaiz hay. haan fiqah ka asol hay k zarorat chez ko mubah kar deti hay. yani agar picture ki aisi zarorat hay jis k baghair guzara nahi maslan identy card k lye passport k lye tu ab banwa sakte hain tasver. magar fiqah ka ye bhi asol hay k sirf zarorat tak hi mubah hogi. yani ab agar us pic ko ghar main laga dya tu ye najaiz hay. islamimehfil par dar ul ifta ahlesunnat section check karain. is main tasveer par fatwe mojod hain. woh pedhen problem mazed clear ho jaye ga.
  7. welcome to islamimehfil. hope u ll enjoy your stay here.
  8. dosra solution ho tu bata dain madani munna bhai. maybe mujtaba bhai k net server pr firewall laga ho is lye connect na hota ho.
  9. ye key mojod kahan hay? HKEY_CLASSES_ROOT men CSLID ka koi folder nahi mila or find se ye 3 keys mili CLSID\{9E56BE61-C50F-11CF-9A2C-00A0C90A90CE} CLSID\{ECF03A32-103D-11d2-854D-006008059367} CLSID {CFCDAA03-8BE4-11CF-B84B-0020AFBBCCFA} is main tu difference hay or tabdeli kya karni hay?
  10. وہ جو نہ تھے تو کچھ نہ تھا وہ جو نہ ہوں تو کچھ نہ ہو جان ہیں وہ جہاں کی جان ہے تو جہان ہے
×
×
  • Create New...