Jump to content

Ubaid-e-Raza

اراکین
  • کل پوسٹس

    745
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    1

سب کچھ Ubaid-e-Raza نے پوسٹ کیا

  1. ap ne sab se pehli post pedhi hay? bohot se naamwar muhadisen ne ise masnaf abdul razaq se naqal kar k sahi likha hay.. baghair topic pedhey reply hoga tu is se bhi zyada mazahya suwalat post hone ka khadsha hay. lejye naya fatwa.. kya kya jaye jab aise fatwe chalte hain tu na sahabi bachte hain na tabaee.. mohadisen tu bohot bad men hain. ye tu ap keh rahe hain. dar ul ifta deoband ki bhi sun len. ab hum kis ki manain? tu hum ne kya bashriyat ka inkar kya hay? bashryat ka munkir tu kafir hay. or kya noor o bashar aik dosre ki zid hain? kya aaqa main ye dono khusosyat nahi payi ja sakti hain? jibrail kayi bar bashari roop men aaqa k pas hazir howe. tu hazrat jibrail noor hain ya bashar? ye tu ap keh rahe hain. rashid gangohi sahib fatawa rashidiya main kuch or kehte hain. ke ye riwayat saha sitta main nahi hay magar hazrat shah wali ullah ne sahi kaha hay. faqat bandah rashid gangohi.. ab hum kis ki manain?
  2. 1 misal yad aagayi k andhe k aage rona aankhon ka zaya hay.
  3. . thx 4 sharing. Allah humain zaban ki hifazat karne ki tofeq de or iski tabah karyon se mahfoz farmye. ameen
  4. ap qadyani ko maseeh sabit karne aaye or mashkhara bana dya hay. apko jo bat likho tu yahodion wale kam. ye bat tu aik lateefa ban gayi. ap jaga ba jaga tehref ka dhindora peet rahe hain. ise kehte hain aqal par pardey. ye batain opar hawale main tehreef konsi hay. take humain qadyani ke khilaf dhoka bazi tu malom ho? ye hawala hi ghalat hay qadyani ki book main nahi hai? ya hades jo qadyani ne likhi woh bukhari sharif main mojod hay? ya hades k alfaz badal kar tehreef ki gayi hay? ya kahan tehreef ki gayi hai??????????????????
  5. (sa) aatish main na jalon ga firdos main rahon ga jaon ga khuld keh kar ATTAR rehnuma hain
  6. naqis mashwara hay ye suwal ap dar ul ifta se poch lain. waise main ne suna tha kisi se ke imam jaffir sadiq se koi silsila start nahi howa. magar isbat ko ulema hi confirm kar sakte hain. shayed kisi or member k pas is silsile main details mojod ho.
  7. apne ye bat kin se suni hay? or jinho ne batayi unho ne kia kaha ye kab ki bat hay?
  8. in silsilon main jin mashaikh se yeh silsile mashhor hain un main qadri silsila purana hay. magar 3 silsile jo hain ye moula e kainaat hazrat Ali se start howe or naqshbandi afzal ul bashr bad az anbiya hazrat abu bakkar siddiqe se start howa. is hisab se nahi pata k kounsa purana hay.
  9. .. mufti abbas razwi sahib ka munazira jo shia se howa tha paltalk par us main shia ne imam e azam ko imam jaffir sadiq ka shagird keh kar aik taana dya tha. jis par mufti abbas razwi sahib ne iska inkar nahi kya tha balke uske taane ka radd kya tha. tu is se malom hota hay ke imam e azam imam jaffir sadiq se shagirdi ka taaluq hay. wallahu aalam
  10. Allah ki un par rahmat ho or unke sadqe hamari maghfirat ho. ameen brother.
  11. bohot hi achi niyyatain share ki gayi hain.
  12. aamir malik sahib. apko sybrite bhai ne kafi bar likha hay k ap wazahat karain apke nazdek konsi tafaser wa ahades ki kutub motabar hain. jab tak ap ye wazahat nahi karain ge tu apko jawab kis se dya jaye? apko aik topic post kya gaya hayat hazrat eesa k bare main ap ne likha ke imam abu bakkar ibne abi sheba, imam e azam abu hanifa, imam malik, imam quteba, imam jalal ud den sayoti or bohot se deger mohadisen ye sab hamare ulema hain (be shak) tu apke nazdek kon motabar hay? mirza ki kutub ko tu ap khud jhutla chuke hain. is lye ke wahabi ghair muqaliden ki tarha apne ne zara bhar bhi un par bat nahi ki. or quran-o-hades ka kaha (pas apne maan lya k mirza ki batain quran o hades k against hain kyon ke apne 1 hawala bhi ghalat sabit nahi kya). or jab quran o hades se jawab dya gaya tu ap kehte hain ye motabar hain k ye motabar hi nahi tu motabar kon hay un ki list tu pesh kar dain. or tehreef tehreef ki rat lagane se tehreef sabit nahi hogi. ap tehref sabit karain tab tehreef sabit hogi.
  13. bro. thanx 4 post it on youtube. insha Allah when u need any info just post a topic here. i hope someone will give u reply wid scanned proofs. & check munazira section old posts. there is largest collection of scanned imgs from deobandis wahabis books on various topics. & also check islamieducation.com/corner
  14. bari umed hay sarkar qadmon main bulain ge karam ki jab nazar hogi madine hum bhi jayen ge add reply main neche attachments box hay. us main browse k button par click kar k image select karain or upload k button par click kar dain. jab loading complete ho jaye tu post submit kar dain. image add ho jaye ga.
×
×
  • Create New...