Jump to content

Umm-e-Anwaar Raza

مدیرِ اعلیٰ
  • کل پوسٹس

    1,364
  • تاریخِ رجسٹریشن

  • آخری تشریف آوری

  • جیتے ہوئے دن

    9

پوسٹس ںے Umm-e-Anwaar Raza کیا

  1. Salam

    IM per aik dafa maine aik post parhi thi khalil rana sahib ne uska jawab ata farmaya tha swal is baray m.tha k.jo log arab shareef ja k iamam e kaaba k.peechay namaz parhtay hn unki namazen lailmi ki waja se hojati hn ya nahi muhtaram khalil rana sahib ne bht achay andaz m jawab ata farmaya tha mujhay us post ki talash he kisi ko mutmain krna he kia koi member mujhay wohi post search kr k dedengay ya khalil rana sahib us image ko dubara yhan share farmaden to madinah madinah..

    Allah ta ala ap sb ko jazaye kher ata farmaye aameen

    Wassalam.

  2. salam maine kuch arsay pehlay net p kisi website p shan e habeeb ur rahman book parhi thi jo pdf me download bhi hojati thi. ab main search krrhi hun to mil nahi rahi. aik do sites p mili h mgr read online ka option b nahi or downlaod ka bhi nahi bal k wahan buy ka option nazer araha h . agr kisi ko ye book kisi site p pata ho jo download kr k parhi ja sakay to baraye madinah yahan reply farma k muttala karen

    wassalam

  3. ﺍﻟﺴﻼﻡ ﻋﻠﻴﮑﻢ

    ﻣﺠﮭﮯ ﻻﻡ ﻋﮩﺪﯼ ﺍﻭﺭ ﻻﻡ ﺍﺳﺘﻐﺮﺍﻗﯽ ﮐﯽ ﻭﺿﺎﺣﺖ ﭼﺎﮨﻴﮯ ﺍﮔﺮ ﮐﻮﺉ ﺍﺱ ﮐﻮ ﺑﮩﺘﺮﻳﻦ ﺍﻧﺪﺍﺯ ﻣﻴﮟ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﺩﻳﮟ ﺗﻮ ﻣﺪﻳﻨﮧ ﻣﺪﻳﻨﮧ

    ﺳﻮﺭﮦ ﻓﺎﺗﺤﮧ ﮐﯽ ﺗﻔﺴﻴﺮ ﻣﻴﮟ ﻧﻮﺭ ﺍﻟﻌﺮﻓﺎﻥ ﻣﻴﮟ ﻣﻔﺘﯽ ﺻﺎﺣﺐ ﻧﮯ ﻳﮧ ﺩﻭ ﺍﻟﻔﺎﻅ ﺍﺳﺘﻌﻤﺎﻝ .ﻓﺮﻣﺎﺋﮯ ﮨﻴﮟ

    ﺑﺮﺍﺋﮯ ﻣﺪﻳﻨﮧ ﺭﮨﻨﻤﺎﺋﯽ ﻓﺮﻣﺎﺋﻴﮟ

    ﻭﺍﻟﺴﻼﻡ

  4. Salam

    Mujhay us post ki talash hay jis men muhtaram khalil rana sahib ne hajj per janay walay un hajion ki namaz ka hukum irshad farmaya tha jo wahan bad mazhab imam k peechay qasdan ya la ilmi men namaz parh laitay hain wo article main ne yaheen Im per kaheen parha tha ab search kernay per mil nahi raha agr kisi member k pas wo article ya us post ka ilnk mojood ho to plz share kerdeejiye mazeed ye k badmazhab imam k peechay namaz ka hukum agr dar ul ifta ka fatwa ya mazeed sunni muftian e kiram k fataway mil jain to wo bhi yahan share kerdeejiye

    as soon as possible ...mujhay kisi ko send kernay hen

    wassalam ma'al ikram

  5. (salam)

    Islami Mehfil jahan Tak Meri maloomat hain wahid sunni Forum hay Jahan islami Bhai Or behnen Apas men aik doosray se betakallufi k sath baat cheet nahi kertay bht saray members k ilm men ghaliban ye baat hogi hi nahi k yahan islami bhai islami behnon ko or islami behnen islami bhaiyon ko personal message nahi kersaktay hamary admin bhai ne aisi tarkeeb banai hoi hay k aik group members 2sray group member ko pm nahi kersaktay ab reh jati hay main forum per apas men baat cheet kerna to agr koi bht ziada posts check karay tab ba asani jan sakta hay k hamaray forum ki sisters sirf sisters only section men active hain agr koi sister kabhi kisi brother ki post pr main forum per reply ker bhi day to agr kisi ko us men koi sharai garift nazer aye to members ko chahiye k fori tor per report kerden team members us per action laingay.

    PS:::: main ne sirf team member honay ki hasiyat se yahan reply kiya hay

    Wassalam

    • Like 1
  6. (salam)

    @yamuhammada bhai ap is topic ko check karen yaqeenan apki ghalat fehmi door hojayegi:

    Tamam Sunni Mutawwaju Hon

    or ye baat pehlay disscuss hochuki hay or ulama e ahl e sunnat k fatwon se sabit hogai hay k saifia koi firqa nahin bal k ahl e sunnat wal jama at hi hain or aik buzurg ki nisbat se saifi kehlatay hain isi liye muftiyan e karam k fatwon per amal kertay hoay ham sab un ka ahteram kertay hain.

    @ alsafia bhai us topic ko mukammal delete nahi kia jaraha kion k us men saifion k ilawa doosray aitirazat ka jawab bhi hay han saifion se muta alliq puranay fatway delete kerdiye gaye hain.

    wassalam ma'al ikram

    • Like 1
  7. (bis)(saw)

     

    (salam)

     

    Mughal bhai jaan mazloom muballigh jis baat k jawab mein likhi gayee hai wo,, FIROI MASAIL HAIN,, YANI SPEAKER OR T.V MOVIE K AITRAZAT K JAWAB

     

    MAGAR

     

    YE MAMLA FIROI NAHI,,, BUNYADI HAI

     

    IMAAN OR KUFR KA MASALA HAI,,

     

    DAWATEISLAMI AGAR IS PER APNA MOQAF PESH NAHI KARTI TO YE INTIHAAI INTIHAAI GHER ZIMMEDARANA HARKAT HOGI,, K UN K AMEER PER KUFR KA FATWA LAG CHUKA HO,, OR WO NAZAR ANDAAZ KARDEIN..

     

    DEOBANDIYO KO KAHA JATA HAI AHLE SUNNAT KI TARAF SE,, K HIT DHARAM THE TOBA KARE BAHER MAR GAYE,, BAL KE KUFR KO KUFR HI NAHI MANTE THE,,

     

    OR ALLAMA SAEED AHMED KAZMI SAHAB NE APNI BOOK AL HAQQUL MUBEEN MEIN LIKHA "AHLE SUNNAT APNE PARAYE KISI KI PARWA NAHI KARTE JO KUFR KAREGA TO KAFIR KAHA JAEGA.."

     

    @@ GHULAM E AHMED BHAI,, aap ki baat mein bhot wazan hai,, mein to in ka larna bharna sirf firoi masaail per hi samajhta ttha

    asal baat ye hoti hay k kisi bhi ibarat ko tor maror ker uskay man manay matalib nikal k fatwa lay laina ... wohi kaam yahan hoa ap Yahan check kr saktay hain

    Dawateislami fi zamana ahl e sunnat ki sab se bari fa aal tanzeem ban kr ubhri hay to obviously jo jitna bara kaam kerta hay shaitan utna hi us k peechay prta hay ye koi nai baat nahi aashiq e must5afa bhai agr aisa koi kufr ka fatwa waqai hota to yaqeenan abhi tak mazeed akabireenj e ahl e suinnat khamosh na baithtay ap mereay diye gaye topic men check karen k kis tarah se aik ibarat k ghalat manay bata kr fatwa liya gaya hay.

     

    ghulam ahmed17 sahib ap dalail deejiye ikhtilaf yahyan post krsaktay hain laikin kisi besaropa bunyad pr shar phailanay wali sites k links yahan insert krnay ki ijazat nahi..

  8. پندرہ سو سال کے بعد بھی اللہ نے اپنے کرم سے

     

    اپنے حبیب صلی اللہ علیہ وسلم کو اُن کی امید سے

     

    زائد عرصہ دیا

     

    (salam)

    (jallah)(sa)

    (ja)

    Allah ta;ala apnay habeeb e kareem (saw) k sadqay men ap k ilm o amal o umer o ishq e rasool (saw) men mazeed barakaten ata farmaye Aameen

    itnay wazeh dalail k baad jisay samajh na aye uska kia ilaj?

  9. AAP SABKO OPEN FORUM PAR HI BAAT KARNI HAI TO AB AAP KO HI JAWAB DENA HOGA MUJHE NAHI BALKE OLMA E AHLESUNNAT KO JAWAB DENA HOGA UPAR JO TAJUSHARIAH KA MUZAQARA KI LINK DI GAYI HAI

     

     

    WO USS TIME KI BAAT THI AAJ HALAT BADAL GAYE HAI

     

     

    http://dstats.net/download/http://www.sunnitableegijamaat.com/audio/azhari_miyan_andheri_bayain_1.mp3

     

     

    AUR ZAYADA MALUMAT KE LIYE ISS WEB SITE KO ZARUR VISIT KAREIN

     

     

     

    ISME EK KHAS TOPIC HAI FAIZAN E SUNNAT ME KUFRIYA IBARAT ISSE ZARUR VISIT KAREIN

     

     

     

     

    [/size][/size][/size][/size]

     

    ap ko yaqeenan dawateislami k baray men ghalat guide kiya gaya hay.

    ap ne huzoor tajus shariat (m-a) ka muzakray k link per kaha k ye purani baat hay ab halat badal gaye hain goya ap kehna chah rahay hain k ab un k khayalat badal gaye hain to sahih ap hamain un k mojooda khayalat sunwadeejiye jaisa k ham ne ap ko un k khayalat bataye...

    faizanesunnat ki ibarat per aitiraz k jawab men ap Is Topic ko check karen...

×
×
  • Create New...