aslam o alikum islami behnow ke namaz or suni baheshti zevar main ye likha hoa hai k haz-o- nafas ke halat main quran-e-pak or us ka tarjama b parna jaiz nehi lakin mualma tor tor kar parha sakti hai tooooo kosh ortain kehti hain k ye ekhelafi masla hai kosh ulma ikram nay is ko parnay ke ijazat de hoe hai jab mualma tor tor kar parha sakti hai to baqi ortain b isi tareqay say par sakti hain ???????plz tafselan jawab dain