Jump to content

کمیونٹی میں تلاش کریں

Showing results for tags 'Sharai Question'.

  • ٹیگ میں سرچ کریں

    ایک سے زائد ٹیگ کاما کی مدد سے علیحدہ کیے جا سکتے ہیں۔
  • تحریر کرنے والا

مواد کی قسم


اسلامی محفل

  • اردو فورم
    • اردو ادب
    • فیضان اسلام
    • مناظرہ اور ردِ بدمذہب
    • سوال و درخواست
    • گفتگو فورم
    • میڈیا
    • اسلامی بہنیں
  • انگلش اور عربی فورمز
    • English Forums
    • المنتدی الاسلامی باللغۃ العربیہ
  • اسلامی محفل سے متعلق
    • معلومات اسلامی محفل
  • Arabic Forums

تتیجہ ڈھونڈیں...

وہ نتیجہ نکالیں جن میں یہ الفاظ ہوں


تاریخ اجراء

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


نمبرز کے حساب سے ترتیب دیں...

Joined

  • Start

    End


Group


AIM


MSN


Website URL


ICQ


Yahoo


Jabber


Skype


مقام


Interests


پیر

  1. Q= kia namaze jumu'a mein jo amam sahab farz se pahle 4 sunnatei parhne k liye time de dete hei ye time dena jaez ha ... agr jaez ha tw saboot k sath jawab dei . (muje kisi ne btaya ha k hadees mein iss ki mumaneyat ayee ha.... kia ye drust ha ?)
  2. اسلام علیکم . عرض ہے کہ کچھ لوگ اس طرح سے منت کرتے ہیں کے اگر میرا فلاں کام ہوجاۓ تو مے کسی ولیھ مسعلن غوث پاک کے نام پے جانور صدقہ کروں گا کیا ایسا منت کرنا درست ہے ؟ کیا ایسا منت پورا کرنا ضروری ہے؟ رھنمائ فرمائیں
  3. Ashiqa Barelvi

    Aisa Kyun?

    Salam, "Haiz ya nifaas waali ka jab tak haiz ya nifaas baaqi hai thehre paani mein be dhula haath ya badan ka koi hissa daalegi paani MUSTA'MAL nahi hoga haan agar yeh bhi sawaab ki niyyat se daalegi to MUSTA'MAL ho jaayega" (Islami Behnon Ki Namaaz) Is ki wazaahat kar den aam haalaat mein to aisa nahi hota phir aisi haalat mein hi kyun paani musta'mal na hoga?
  4. mohsin41

    Co-Education

    Mard aur aurat ka makhlot ho kr dunyavi taalem hasil krna kesa jis me prda ka koi intzam na ho? yahan parhana kesa? kya is ki kamai halal ha?
  5. mohsin41

    Use Of Aleh E Slam

    Ahl e Bait e Athar(R.A) k sath Aleh e slam lagana kesa?
  6. asslamualaikum mufti sahab eid mubark... mai shafayi hu maine aaj eid ki namaz padhne me hanfi tariqa follow kiya sirf namaz me hath wagera bandhna aameen buland awaz me kehna chor kr kyu k hamare gao me hanfi aur shafi ek sath namaz padhte hai aur shafayi imam hote hai wo elaan krte hai shafayi kis trah niyyat krk padhege aur hanfi kistrah lekin ab mai jaha hu waha aksr saare hanfi hai kya meri namaz hogayi...
  7. atahiyaat me unli uthane ki daleel chahiye, kya hadees me hai? ya fiq'hi masala hai?
  8. MJR

    When To Break Fast

    assalaam o alaikum roza kholnay ka masnoon waqt konsa hai? sunset k foran baad ya 1 ya 2 minute ruk kar? please answer with reference. JAZAKALLAH!
  9. Allah ke alawa nabi o auliya ki qasm khana shirk hai ya makhroo 1 wahabi ki video dekhi jisne apni aqeeda sabit krne yane ummat shirk krti rahegi sabit krne k liye imam bukhari o muslim k naam se kaha unhone kaha hai Allah k alawa kisiki qasm khana shirk hai aur kaha aaj bohat se muslim allah k alawa kitno ki kasme khate hai to kya ye shirk nahi matlb ummat e muhammadi me saare nahi lekin shirk kregi... aur mazak me kisike sar ki kasm khana,maa baap bhai wagera ki qasm khana kaisa hai ?
×
×
  • Create New...