Search the Community
Showing results for tags 'aala hazrat'.
-
ek sawal hai jo mujhe puchna hai...wo y hai ki aala hazrat ki hadaiq e bakhshish ka hissa 3 aala hazrat ka hai ya ni....haa wo jo hazrat e aaisha wale shair hai wo aala hazrat k ni hai...ye mujhe pta hai...pr kya puri hissa 3 hi aala hazrat ka ni hai rehnumai farmaye syed jabir aamiri
-
Assalamoalaikum, Mera taluq officially kisi bhi firqay se nahi hai. Is liye bara-e-meharbaani apni laanatein save rakhein. Mein yahan ye poochna chahta hoon k agar koi shakhs dawat e islami k zariye qadri silsilay mein bait hona chahta hai to us per ye shart kyun rakhi jati hai k usko Fatawa-e-Rizwiya ko aankh band kar k follow karna hoga? Aur us k ilawa kisi ko bhi ikhtilaaf e raaye ka haq nahi hai? Kia mere muslim hone k liye itna kaafi nahi k mein Allah ko aik manta hoon, Rasool Allah PBUH ko Allah ka nabi aur Rasool manta hoon, unki sunnaton per chalta hoon aur un k aik ishare pe
-
السلام علیکم الحمدللہ mei bhi sunni hu Aala Hazrat (رحمتہ اللہ علیہ) pr koi aetraz ni kr raha lekin muje Aala Hazrat (رحمتہ اللہ علیہ) k 1 fatwe ki samaj ni lag rahi 1 hadees ha :- aur Aala Hazrat (رحمتہ اللہ علیہ) ka 1 fatwa ye ha :- سوال: بہتر اور آسان طریقہ سلام اور اس کے جواب کا کیا ہے کس قدر الفاظ کہنا چاہئے؟ الجواب: کم از کم السلام علیکم اوراس سے بہتر ورحمۃ اللہ ملانا اور سب سے بہتر وبرکاتہ شامل کرنا اور اس پر زیادت نہیں۔ پھرسلام کرنے والے نے جتنے الفاظ میں سلام کیا ہے جواب میں اتنے کا اعادہ تو "ضرور" ہے اور "افضل" یہ ہے کہ جواب میں زیادہ کہے۔ اس نے "السلام علیکم" کہا ت
- 5 replies
-
- slam ka jawab
- aetraz
-
(and 2 more)
Tagged with: