meri aik badmazhab se baat hui k ALLAH ki ibadat kisi bhi waqat ki ja sakti ha (maqrooh awqat mein namaz aor sajda-e tilawat k ilawa)
tw os ka ye jawab tha :-
to phr mery bai kal aap ke samny koi fajar ki 2 faraz ki jagah 4 parh leta hy oor wo be yahi daleel diata hy ke kaha mana kya hy ye to ibdat hy to kya jawab ho ga.....??? muhtram bai ibadat me na karny ki daleel nahi hooti karny ki daleel hooti hy.... jo kam jis waqt Aaap Salallaho Alaihe wAsallam ne kya js tareeqy se kya wohi hamary lye ibadat kehlaye ga
iss ka jawab jald az jald chahiye