Search the Community
Showing results for tags 'janaza'.
-
Assalam u Alaikum Mera Aik sawal hai Abhi Allama Khadim Hussain Razavi R.A ka Janazay mei Jam e Gafeer moujood Tha Jispar Baaz Shar pasand Anasir aur Dushmanan e Ahlesunnat ne Imam Malik k Aik Qawl ka Mazak uratay huay Tanqeed ka nishana Allama Razvi k Janazay mei Lakhon Afrad k shirkat ki ye Haqaniyat ki daleel hai Ispar Aitraz kiya gaya 1 Janazay Faisala nahi kartay 2 Kai Sahaba o Ahlebait k Janazay bohat chotay thay Iska Matlab Haqaniyat was na thi ( MaazAllah) 3 Agar Janazay Faisla kartay haim to Moudoodi,Khumeni,etc k janazay bhi baray thay matlab woh haq par thay
-
As Salamo alaiqum hazrat.... eid e milad un nabi.sallallahu taala aleh v sallam ka mahina jaise hi ata h vaise hi shaitan k chele tarah tarah ke waswaso aitrazato ki barish kr dete hai... inme ek aitraz aisa bhi h ki sahaba ne milad manaya tha kya...? ispr sunni ka jwab hota h. sahaba ka kuch na karna kab se dalil ban gaya.. balke millad musthb aur mubah amal k sath manaya jata. h.. iske haram hone ki kya dalil hai.. to ispr deo k bande aur gair k muqllid.. kahte h ki.. alahazrat ne apni kitab gaibana janaze ki namaz jaiz nahi me ye usool dia h ki jo nabi na kre vo jaiz
- 4 replies
-
- mubahmusthab
- eid
- (and 6 more)