Jump to content

Any One Defender Of Janab Ilyas Qadri Saab

SunniDefender

تجویز کردہ جواب

  • جوابات 78
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

meray bhi jalsoo kay doran trefic block ho jati hai is ka jwab do baqi lal masjid ki photos laga kar awam ko ullo banana tumhara hi kam hai sari dunia janti hai kay lal masjid mai zulm hoa hai saray mirzai aur shia fooji is operation mai shamil thay tumhai tu sharam ani chaiay

lal masjid ka mutalba koi galat mutalba nahi tha

Link to comment
Share on other sites

hahahahah

Baichara deo humari kisi aur baat ka jwab tu day na saka,trafic par baat lay gya..

Zalimo jab tum log Govt.k khilaf koi protest kartay ho,ya koi President ka Prime Minister ja raha ho aur us waqat sari trafic ruki hui ho,us waqat protest kartay huay moat parti hay kya tum logon ko?????

Laikan asal baat yeh hay keh masla sirf aur sirf Nabi Kareem(saw) say adawat ka hay.

Aur laal masjad main jo kuch hua,woh sari dunya jaanti hay.Woh deo k banday aur deo dasi aan ,laanat.....

waqai lal masjid waloo nay jo kuch kia ye tu sari dunia janti hai lal masjid ki waja say tu sheikh rasheed sahib 2 martaba election har gayay hain kuon kay awam lal masjid kay saniah ko galat samajti thi

ab mai ap kay kazmi sahib kay kuch karnamay dikhana chata hon

post-4089-12679758700981.jpg

post-4089-12679758862403.jpg

post-4089-12679759014256.jpg

Link to comment
Share on other sites

غیر کی آنکھ کا تنکا تجھے آتا ھے نظر

آ غافل دیکھ اپنی آنکھ کا شھتیر بھی زرا

11532_189743320333_672380333_3585418_6385393_n.jpg

ان دو تصاویر کو ملاحظہ فرمائیں کہ جمعیت علماء ہند کے اجتماع کی صدارت سونیاگاندھی ہندو چڑیل کررہی ہیں۔ جمعیت علماء ہند، ہندوستان میں دیوبندیوں کی ایک تنظیم ہے۔ افسوس کی بات یہ ہے کہ انہوں نے دنیا کی سب سے بڑی اسلام کی دشمن ایک ہندو بنیا چڑیل سونیاں گاندھی کو بلا کر صدارت کا عہدہ دیا۔دوسری بات یہ کہ ایک ہندو عورت کو دعوت دے کر خود ان نام نہاد دین فروش ملاؤں کو اس کی اتباع اور آؤ بھگت کے لئے بیٹھ جانا یہ سب کرنے والے کیسےمسلمان ہوں گے۔ شرم کی انتہاء تو اس وقت ہوگئی کہ ان لوگوں نے اسے اپنےآگے بٹھا کر دعا مانگی۔ کیا مسلمان اس طرح اللہ کی بارگاہ میں دعا کاطریقہ اختیار کرتے ہیں۔ ہمیں تو اسلام نے یہ تعلیم دی کہ کسی بزرگ کےوسیلے سے دعا مانگنے سے اللہ تعالیٰ دعا کو قبول فرماتا ہے لیکن دیوبندی کہتے ہیں کہ اس طرح تبرک حاصل کرنا شرک ہے۔ تو کیا سونیا گاندھی سے تبرکحاصل کرنا؟

کیا یہ اسلام ہے ؟

یہ حقیقت ہے کہ تمہارے انہی کارناموں کیوجہ سے ہندو شیر ہوئے اور انہوں نے گجرات میں مسلمانوں پر ظلم ڈھائے۔ہزاروں مسلمانوں کو شہید کیا گیا۔ مگر اس سونیاں گاندھی نے حکومتی اداروںسے مل کر اس معاملے پر کوئی بات چیت نہ کی۔ اور جب پاکستان پر حملے کی بات آئی تو سونیاں گاندھی نے فوراً اپنے وفد کے ہمراہ اٹل بہاری سے ملاقات کرکے اسے اس حملے کے لئے اپنے تعاون کا یقین دلایا۔ مزید یہ بھی بیان دیاکہ اب پاکستان کو سبق سکھانے کا وقت آچکا ہے۔ سارے پاکستان اور ہندوستان کے اخبارات اور دوسرے نشرواشاعت کے ادارے اس کے گواہ ہیں۔

Link to comment
Share on other sites

11532_188769195333_672380333_3578692_5149553_n.jpg

حضور علیہ السلام کے میلاد پر جشن کو شرک و بدعت کہنے والوں نے سو سالہجشنِ دیوبند منایا اور اس میں کسی عالم کو نہیں بلکہ اندرا گاندھی جیسیچُڑیل کو صدارت دی۔ ﷲ تعالیٰ نے اِنھیں میلادِالنبی صلی اللہ علیہ وسلممنانے کو شرک وبدعت کہنے کی سزا دنیا میں اس طرح دی۔

اِسی طرح مسلک اہلسنّت سُنّیِ حنفی بریلوی کے ہر کام کو انھوں نی شرک اور بدعت کہا مگر آگے چل کر یہ لوگ خود اپنے جال میں پھنس گئے۔

یہسارے علمائے دیوبند نیچے بیٹھے اوراس ہندو کو اُونچا بِٹھایا۔ ہمارا سوالیہ ہے کہ حضور علیہ السلام کے جشن کو شرک و بدعت کہنے والے سوسالہ جشنِدیوبند منا کر مُشرک اور بدعتی نہیں ہوئے؟

کیا سوسالہ جشنِ دیوبند کسی حدیث سی ثابت ہے؟

Link to comment
Share on other sites

Mera 1 chota sa wala hai...

Question : kisi bhi qisam ka juloos (any kinf of juloos) chahe wo mazhabi ho ya dunyawi

ese juloos kay leye road blocked karna trafic jam karna....kia ye islam me jaiz hai?

plz jawab dete waqt Sawal per hi concentrat rakheen...idher udhar na jaeen plz

Aap kay kisi azeez ka ho jae intiqal aur ja raha ho unka janaza aur loug houn us mein kafi saray ab jo janaza road say guzre to traffic (chahe thori deir k liye hi sahi) block ho / ruk jae to kiya islam mein yeh jaiz hai???

agar jaiz hai to Quran-o-Hadees say sabit kaarein, aur agar jaiz nahi to phir kiya is gunah ka azab bhi maiyyat kay azaab mein shamil ho jae ga????

Link to comment
Share on other sites

Janza 1 Zaroori Amal hai ok

ye apka sawal intihaii be tuka hai

dekheen g Janaza road per lekar ana jaan bojh kar esa kahan hota hai??

Janazay ko Dafnana Zaroori hai bil-farz janaza is side rkha hai or qubrustaan road kay dosri taraf hai to janaza ko agar pedal le jana hai to 1 ya 2 mint kay leye traffic rokna pareega...because ye zaroori amal hai janaza dafnana zaroori hai...jis taran school kay bachay road cross kartay hain to tarffic rokna parta hai...kioon kay bachoon ka road cross karna zaroori hai....

its mean Zaroorat ki bina per esa kia gaya ok

likin Eid-e-Milad ka juloos kahan likhaa hai kay Zaroori hai...ye konsa Zaroori amal hai....agar nahi nikalay gay to kia aasmaan toot pareega?? ye Gunah-e-Kabeera sarzard ho jaega??...

yaar ap khud soocheen apkay is Geer Zaroori Amal se 6 hours tak Tarrafic jam pack hota hai ..ap khud bataen kitnay loog phanse jatay hain kitnay mareez rastay me latak jatay hain...bhai ye kaam kisi batay ground me bhi ho sakta hai...ap khud bataen Kisi musalmaan ko takleef main mubtila kar kay juloos nikaalna sawab hai????

yaar ap sirif ye bata dain kay kisi bhi qisam ka juloos (chahe wo siyasi ho ya mazhabi) nikalnay kay leye traffic jam karna musalmanoo or mareezoon ko takleef pohchana jaiz hai??

bhai me koi debate nahi karr raha muje sirif ye bata dain kay ye kaam jaiz hai ya na jaiz according to islam

Link to comment
Share on other sites

آخر اصلی روپ سامنے آہی گیا جناب کا۔ہمیں تو پہلے ہی یقین تھا کہ آپ بھی کوئی دیوداس ہی ہیں۔

عید میلاد النبی صلی اللہ علیہ وسلم کے جلوس سے آخر اتنی نفرت کیوں؟؟

اب یہ مثال لو کہ جب پچلے سال 15 مارچ کو لانگ مارچ ہو رہا تھا،کیا تمہارے کسی نام نہاد جاہل مولوی نے اس پر کوئی فتویٰ دیا تھا؟؟آئے دن ٹریفک بلاک کی جاتی ہے،اس وقت کوئی دیو کا بندہ نہیں چیختا۔لیکن عداوت و بغض رسول اتنا زیا دہ کہ الامان۔لعنت ہو ایسے لوگوں پر۔

Link to comment
Share on other sites

Janza 1 Zaroori Amal hai ok

ye apka sawal intihaii be tuka hai

dekheen g Janaza road per lekar ana jaan bojh kar esa kahan hota hai??

Janazay ko Dafnana Zaroori hai bil-farz janaza is side rkha hai or qubrustaan road kay dosri taraf hai to janaza ko agar pedal le jana hai to 1 ya 2 mint kay leye traffic rokna pareega...because ye zaroori amal hai janaza dafnana zaroori hai...jis taran school kay bachay road cross kartay hain to tarffic rokna parta hai...kioon kay bachoon ka road cross karna zaroori hai....

its mean Zaroorat ki bina per esa kia gaya ok

likin Eid-e-Milad ka juloos kahan likhaa hai kay Zaroori hai...ye konsa Zaroori amal hai....agar nahi nikalay gay to kia aasmaan toot pareega?? ye Gunah-e-Kabeera sarzard ho jaega??...

yaar ap khud soocheen apkay is Geer Zaroori Amal se 6 hours tak Tarrafic jam pack hota hai ..ap khud bataen kitnay loog phanse jatay hain kitnay mareez rastay me latak jatay hain...bhai ye kaam kisi batay ground me bhi ho sakta hai...ap khud bataen Kisi musalmaan ko takleef main mubtila kar kay juloos nikaalna sawab hai????

yaar ap sirif ye bata dain kay kisi bhi qisam ka juloos (chahe wo siyasi ho ya mazhabi) nikalnay kay leye traffic jam karna musalmanoo or mareezoon ko takleef pohchana jaiz hai??

bhai me koi debate nahi karr raha muje sirif ye bata dain kay ye kaam jaiz hai ya na jaiz according to islam

ap debate nahi kar rahe to phir yeh sab kyun??? main Alhamdulillah 1 musalman houn aur bhi yahan bohat say muslim bhai aur behnein hain aap ne apni post mein bughz-e-NABI (saw) ka jo izhar kiya hai us say hum sab muslims ko bay inteha ranj aur gham hua hai.

ab aap yeh bataein k kiya kisi 1 muslim ko bhi dukh ya takleef dena jaiz hai? che-jai-k 100s of muslims ko?????

'zalimo! MEHBOOB (saw) ka haq tha yehi

ishq kay badlay adawat kijiye ?!?!?!'

Edited by sh@h!d
Link to comment
Share on other sites

Question : kisi bhi qisam ka juloos (any kinf of juloos) chahe wo mazhabi ho ya dunyawi

ese juloos kay leye road blocked karna trafic jam karna....kia ye islam me jaiz hai?

plz jawab dete waqt Sawal per hi concentrat rakheen...idher udhar na jaeen plz

Awwal to aap pehlay "Road Block" ki istilaah hi ghalat istimaal kar rahay hain. 12th Rabi-ul-Awwal ka juloos har saal ba'qaidgi se nikala jata hai, koi choori chupay nahi. Matlab ke ailaaniya tour per ba'qaida hokumat-e-waqt ki ijazat se nikala jata hai. Agar kisi ko koi aiteraaz hai tu samnay aye, adalat mein iss juloos ko challenge kar ke issay ba'zabta tareeqay se Pakistan (ya kisi bhi mulk) ke qanoon se isay ghalat sabit kartay huway iss per pabanadi lagwaye. Saray shehr ko maloom hota ke fala din 12th Rabi-ul-Awwal hai aur fala fala sharah se juloos niklay gay. So ab koi jahil aur bawla hi hoga ke jisay maloom na ho ke 12th Rabi-ul-Awwal ko fala shehr ke fala road ko hokumat ki taraf se juloos ke liye waqf kya gaya hai. Agar koi juloos hukomat-e-waqt ke qanoon ke khilaaf nikala jaye tu phir aap ki baat samajh bhi aati, lekin yaha tu hukomat-e-waqt ki ijazat se, qanoon ke dairay mein rehtay huway juloos nikal raha hai. Aur ye dunya ka mamool hai. Sari dunya mein mukhtalif maqasid ke liye rallies nikali jati hain aur waha bhi insaan hi bastay hain jinhay har tarah ki emergency ka samna ho sakta hai, iss ke ba'wajood waha koi protest nahi hota iss tarah ki rallies ke khilaaf. Na kabhi aaj tak kisi wahabi/deobandi ya kisi bhi doosray bawlay ko hum ne kisi bhi doosray juloos ya rally per ihtijaaj kartay dekha hai. Aap hazrat ko tamaam masail nazar aatay hain tu sirf Milaad-e-Mustafa (Sallallahu Allaihe Wasallam) per. Waisay mazay ki baat ye ke Karachi mein 12th Rabi-ul-Awwal walay din Jamia Banori Town ka road bhi block hota hai, wajeh aap hi humein maloom kar ke bata dijiye ga.

Samajhnay walay ke liye tu itna bhi bohut hai, rahi baat hat'dharm wahabi/deobandio ki tu janab-e-man, dawa aap karein aur daleel hum dein. Ye be'tukka usool humare liye hujjat nahi.

me samajhna chahta hoon According to islam & According to Sharia Law

pehli baat to ye hai kay pakistan kay Aaen or Qanoon me ye kaheen bhi nahi likha kay road blocked kar kay jalsa juloos nikala jaee...Ground ki ijazat zaroor hai ok

dosri baat apne kaha kay juloos baqaida govt. ki ijazat se kia jata hai to janab

VIP movement kay leye bhi baqaida toor per Govt. ki taraf se road blocked ki jati hai or Rakshoon me Bachoon ki wailadat hoti hai Mareez raastay me hi mar jatay hain...to kia ye bhi sahi hai????kioon kay ye bhi govt. ne blocked ki thi road?? kia ye bhi jaiz hai?

dekheen janab me dunya ki baat nahi karr raha...me According to Shariat & According to islam ki baat karr raha hoon...

Islami Shariat ka Konsa Qanoon hai jiskay mutabiq juloos nikalnay kay leye Road blocked karna jaiz ho jata hai....Zara muje wo qanoon bata dain..

Hajj kay moqa per kitna rash hota hai?

Khawateen aur Mard hazrat sath mein hotay hain.

kitni traffic block hoti hai?

kitni bhagdarr machti hai?

kitne loug Shaheed ho jatay hain?

blke muslim apne hi muslim bhaion kay qadmoun talay kuchlay jatay hain???

to ab janab aap kay qanoon kay mutabiq to is say logoun ko kitni takleeq hoti hai is liye hajj ko Ma'az-ALLAH (jallah) rok dena chahiye kyun k ALLAH (jallah) nay bhi apne huqooq say pehle bande k huqooq rakhe hain?

kiya kehte hain aap beich is baray kay?

ab yeh mat kehna k duniya kay lihaz say jawab dein tumhe, na tum duniya ki baat mante ho aur na hi Deen ki. pata nahi kiya khannaas hai tumharay deogandi dimagh mein.

Edited by sh@h!d
Link to comment
Share on other sites

me samajhna chahta hoon According to islam & According to Sharia Law

pehli baat to ye hai kay pakistan kay Aaen or Qanoon me ye kaheen bhi nahi likha kay road blocked kar kay jalsa juloos nikala jaee...Ground ki ijazat zaroor hai ok

dosri baat apne kaha kay juloos baqaida govt. ki ijazat se kia jata hai to janab

VIP movement kay leye bhi baqaida toor per Govt. ki taraf se road blocked ki jati hai or Rakshoon me Bachoon ki wailadat hoti hai Mareez raastay me hi mar jatay hain...to kia ye bhi sahi hai????kioon kay ye bhi govt. ne blocked ki thi road?? kia ye bhi jaiz hai?

dekheen janab me dunya ki baat nahi karr raha...me According to Shariat & According to islam ki baat karr raha hoon...

Islami Shariat ka Konsa Qanoon hai jiskay mutabiq juloos nikalnay kay leye Road blocked karna jaiz ho jata hai....Zara muje wo qanoon bata dain..

Chaliye ye tu sabit huwa ke aap ne waqai apna bhaija nikal kar kahi sajaya huwa hai. Chaliye aap se aap hi ki tarah ke kuch be'tukkay sawalaat karta hun, unn ka jawab dijiye phir agay barhtay hain.

Road Block ki shar'aee haisiyaat sabit kijiye. Road Block karna haram hai, makrooh hai, kufr hai? Tafseeli jawab ma'aa daleel marhammat farmaiye.

Aap ne Pakistan ke aeen ki baat ki ke Pakistan ke qanoon mein kahi nahi likha ke road block kar ke juloos nikala jaye ga. Tu janab mein aap ko pehlay hi keh chuka ke Road Block karna alag baat hai, aur aik makhsoos din aik makhsoos moqay per kisi Road ko kisi rally ya juloos ke liye WAQF karna aur hota hai, aur woh bhi aam tateel walay din. So 12th Rabi-ul-Awwal ke juloos ke moqay per ROAD BLOCK karne ka ilzaam lagana tu aap ki bewaqoofi hai.

Doosri baat aap ne ki VIP movement ki. Daad deni paray gi aap ki na'paid aqal per. Janab VIP movement ailaaniya nahi ki jaati. Acahanak hi se road block kar ke VIPs ko move kya jata hai. Awaam ke ilm mein nahi hota ke fala fala din, fala fala road per VIP movement hogi iss liye waha jana theek nahi. Jab ke 12th Rabi-ul-Awwal ka pooray alam ko pata hota hai. So yaha VIP movement ko 12th Rabi-ul-Awwal ke juloos ke muqabil rakhna bhi aap ki bewaqoofi hi hai.

Aakhir mein phir aap ne wohi Sharaiee usool ka mutaliba kya hai tu iss silsilay mein tu pehlay khud aap ko batana paray ga ke Road Block ki shariat mein haisiyat kya hai, jaisa ke mein pehlay hi pooch chuka. Iss ka jawab dijiye takay humein maloom tu ho ke aakhir shariat mein Road Block haram hai ya makrooh ya kuch aur?

Link to comment
Share on other sites

Guest
مزید جوابات کیلئے یہ ٹاپک بند کر دیا گیا ہے
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا

×
×
  • Create New...