Jump to content

امام حسن علیہ السلام کی شہادت مین معاویہ کا کردار

azad umeedwar

تجویز کردہ جواب

Jab Ameer ul Momineen sa bait ki phair in sa bait shikasta ki aur on par shamseer khanchi aur ameer ul momineen ka hamesha in sa muharba aur mujadla tha aur in sa azar wa mushqat pata tha.yhan tak ka in ko shaheed kya aur in ka farzand Imam Hassan sa bait ki aur bad bait karna ka in sa gadr wa makar kya aur chaha ka in ko dushman ko da dian.Ahleiraq samna aye.aur khanjr in ka pahlo par lagia.aur khima in ka lot liya.yahan tak ka in ka kaneez ka paon sa khalkhal utar lia.aur in ko muztarib aur pareshan kya.hataka onhon na Mawiyah sa sulah kar li.aur apna Ahlebait ka khoon ki hafazat ki.aur in ka ahlebait kaam tha.(Jalaulioon pg 326)

Imam Hassan ka bayan:Khuda ki kasam main Mawiyah ko in apna Shaion sa acha samjhta hon.wo mera shia hona ka dawa karta hain.aur onhon na mujha qatal karna chaha aur mera maal lut liya.(Ihtajaj AlTabrasi pg 150)

Edited by Geniusnoman
Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

awwalan sab say pahli baat tu yeh hai ... keh imam hasan nay qatil ka naam bataya hi nahi jesa ke kutub main mojod hai ...

qurtbi aik morrikh hain morrikh ko jo waaqiyat milte hen woh naqal kardete hen. tahqeq karna un ka kaam nahi hota .. ab us ke kuch arsa bad ka hi waqiya lai lain yazeed ki maut ka kisi bhi morrikh nay aisi wajah nahi likhi jis par sab nay ittefaq kya ho.. hadith ki tarah is main asmae rijal nahi hotay .. lakin jab khud imam hassan nay hi qatil ka naam nahi bataya .. tu baqi sab morrikho ke ya tu qayasat hain ya phir unhain is tarah ke waqiyat mile hen .. aur inhonay bagair tahqeq ke byan kardya .. kunke un ka maqsood tarekh main sihah e sittah likhna nahi hota jo baat ,maloom howi unhain byan karna hota hai..phir morrikh ne jo likha hai woh yeh bhi zaroori nahi keh is ka moqqaf hoo kunke tarekh me zaeef qaol bhi hote hen...

agar waqayi ap ko zehar ap ki biwi nay dya hai tu tu is baray main bhi wazih saboot nahi hai keh hazrat ameer e mowiyah ke ima par hi howa hai ... warna imam hussain radi ALLAHOTALA Anho jab karabala main yazeed aur us ke rafeeqo ki muzammat karsakte hen tu imam hassan ke qatilo ko aap ne be niqab kyon nahi kya ...hadith main hai jo burai dekehe

usay hath say rokay zuban say rokay tu karabala main aap ne hath say bhi roka zaban say bhi roka lakin yahan taqiyah ki kya hikmat posheda thhi ? yakenan jawab wahi hai keh imam hassan nay qatil ka nam hi nahi bataya .. tu imam hussain mahaz zann ki buniyad par kisi be gunah par ilzam kyon rakhte... jab ke yahan tu yeh bhi sabot nahi keh imam hussain ke zann say yeh baat guzri hoo keh ameer mowiyah ki wajah hazrat hassan shahed howe hen ... hussainiat imam hussain ke naam par ronay petne ya nachne ka naam nahi balke hussinayat imam hussain ki taleemat wa sabar jo ap ne karbala ke medan main thame rakha us ko nibahne ka naam hai .................. zamukhshari ahlesunnat ka nahi hai muatazli hai.. tafseer kashaf ka mutala zara gaur say karlete tu yeh qayas ma al fariq aap say na hota

..... ansari tilmasani bhi morrikh hai aur morrikh ke baray maine wazahat kardi hai...

.......... aik aur mudahaka khaiz baat yeh hai koi bhi hawla 500 sanh hijri say pahle yani awail ke door ka nahi hai yeh sari kitabain 500 saal baad jo tareekh likhi jayeegi un ke hain.. woh bhi in wojohat ke hotay howee manna ? jo hum nay byan kardi....

Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

imam hassan ne sulah is leye ki the q k mavya b zaheri toor par musliman tha aur imaam hassan as ne socha k ager ham musliman apas me larty rahy gy tu kafir ham par havi ho jayen gy mavya ko sharm na lekn imam hassan ne majboor ho kar sulah ka pegham beja tha ok that's clear jan e man

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Janab kya aap ka Imam ko ghaib ka ilm nahi hota hota hai tu onhian maloom hona chahya tha ka Mawiyah as hain likin os Qul ka kya karo ga jas main apna Shiaon sa Acha kaha Mawiyah ko Imam Hassan na.Janab Kafir hum par hawi kasa ho sakta hian jab ka aap ka mutbiq khud Mawiyah kafir tha tu |Imam Hassan na aik kafir ko kyon musalat kya ap logon par ya sawal ap ka pehla ka shia Hazrat imam Hassan sa kar choka hian.dekhna chahta hon tu bataao

Link to comment
Share on other sites

جناب ماتمی ...........

آپ نے میری گفتگو کے کسی بھی جملہ کا جواب نہیں دیا صرف امام حسن کا امیر معاویہ کی بیعت کرنے کے موضوع پر آپ نے کچھ اپنی توجیہات پیش کی ہیں.. تو میں امید کروں آپ میری بقیہ ساری گفتگوسے متفق ہیں.نیز دیگر کسی اعتراض کا جواب دینے کی بھی آپ نے زحمت نہیں کی.

اب آئیے آپ کے سوال کی طرف آپ کا یہ کہنا امام حسن نے سوچا ماشاء اللہ عزوجل کیا آپ بتا سکتے ہیں امام حسن کی سوچ کا کشف مبارکہ آپ کو کہاں سے حاصل ہوا ہے ؟ نیز پھر یہ اعتراض تو حضرت علی رضی اللہ عنہ کے ادوار میں کی گئی جنگوں پر بھی ہوگا .پھر امام حسین نے یزید کی بیعت کیوں نہیں کی....؟فی الحال اتنا ہوم ورک کافی ہے....

imam hassan ne sulah is leye ki the q k mavya b zaheri toor par musliman tha aur imaam hassan as ne socha k ager ham musliman apas me larty rahy gy tu kafir ham par havi ho jayen gy mavya ko sharm na lekn imam hassan ne majboor ho kar sulah ka pegham beja tha ok that's clear jan e man

Link to comment
Share on other sites

  • 3 weeks later...

mere pass aap jahilo k leye time nahe hei q k muje pata hei ager mene sach bata diya na ap ne man'na hei balky shia k khilaf aap ne aur ziada ho jana hei lehaza leave it sach jo hei wo aap ko pata he hei k mavya dushm e ali hei

Sach kya hai wo tum bhi janta ho ka Ali ka dushman Mawiyah nahi khud Shia tha jin main sa aik na yani Shimr na imam Hussian ko qatal kya aur onhon na imam Hassan ko itna tang kya ka aap sulah karna par majboor hoga ya shia kutub ka hawala hai mera nahi.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...