Jump to content

Yousuf Ali,kya Uski Tardid Ko Sharaa Nahi Maati?

Alteejani

تجویز کردہ جواب

Hazrat mazeed araz yeh hay keh Khalil Anbethvi deogandi nay b apnay kufr ke tardeed ke thee,laikan uss ka kufr azhar min shams tha,lehaza tauba karni lazam thee na keh tardeed....

Aaj kal Yusuf Kazzab ka shagird o khaleefa Zaid Zaman buhat say jhoot bol raha hay.According to him,keh Muslmanu nay Kuffar say Madinah cheen k liya tha,isi tarah hum b hinduon say Delhi cheen k lain gay..Ab aapbatayn kon c aisi book hay jis main likha hua hay keh muslmanu nay Madinah Sharif kuffar say cheen kar liya tha???

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

sag e madian sab Zaid ye nahi kah raha he usne kaha he Macca fatah howa tha or hum Dehli fatah karen gae,or woh Ghazwa e Hind ki bat kar ta he,rahi Khalil Anbethvi ki to muje unke bare koi khas ilm nahi per Mullana Abdul satar Niazi marhoom ne ye kaha tha ke Figah me Tardeed ko Tauba samaj lia jata he,ab Ulloma hi iski wadha hat kar sakte hen mene Yousuf Ali case ko para he or woh kahta he mene asi koi bat hi nahi ki or me asa soch bhi nahi sakta,is bat ko samaj ne ke lye ap Hazrat se rajoo kya he ke Sharaa me Kufer ke masle me kis ki bat ko ahmiat de jae gi Gawahon ke bayanat ko ya phir jis per kufer ka ilzam aed howa he,me sirf Sharee bat ko jan chata hon or wohi mere lye aham he baki zati rae ki mere samne is mamle koi hasiat nahi,Rahi bat Zaid Hamid ki to me mukamal us per nazer ghare rakha hon or Zati rabte bhi hen or ab tak muje Khilaf Sharaa koi bat nahi lagi us se,agr ap ke pass koi information he please share karen.

http://www.scribd.com/doc/28358982/Yusuf-Kazzab-Case-Full-Court-Proceedings-Detailed-Judgement

yahan per link kare or page number 70 se par na shoro kare jis me Judge ka Yusuf Ali se sawal wa jawab he or muje waki heriat howi he itne bare Ullomao ke bayanat dekh kar per sub me akh hi cheez combine he or woh he Khabreen Akhbar

Edited by Alteejani

http://www.scribd.co...ailed-Judgement

yahan per link kare or page number 70 se par na shoro kare jis me Judge ka Yusuf Ali se sawal wa jawab he or muje waki heriat howi he itne bare Ullomao ke bayanat dekh kar per sub me akh hi cheez combine he or woh he Khabreen Akhbar

Muhtaram aap khud sochein ke kiya chor kabhi apni chori manta hai? aur kitni mazhaka khaiz baat hogi ke chor court mein kahay ke maine chori nahi ki yani apni chori ki tardeed karay to court is tardeed ko uski tauba maan kar usko riha kar de. :lol:

Link to comment
Share on other sites

(bis)

janab aap ko kiya lagta hai ke yahan per jo Ulma-e-Ahl-e-Sunnat ki statements quote ki gai hain to yeh sab kuch unho ne Sharee Hukam janay bina hee bol diya hai? :) jab ke itna mas'la to aap bhi jante hee houn ge ke agar yousaf kazzab per kufar sabit nahi tha to yeh sab Ulma-e- Karam (Astaghfirullah) khud kafir ho jatay. Baqi aap nay jo ref. ki baat ki hai wo bhi InSha-ALLAH jald ap ko mil jae ga.

Hazrat me yahan per behs barae behs nahi kar na charaha,bus ek sawal pocha he shariat he hawale se uska jawab chaheye or Shariat jo bhi kahi gi use foran qabool kya jae ga bena kisi tardud ke,rahi bat Ulloma karam ki mene wadhat kardi thi ke muje har fatwe me ek hi bat mushtarak lagi ke unku ye khabr roznama Khabreen se pata chala or hariat ki bat ek bhi Alam Ahle sunnat or jamaat or degar masalek ke koi bhi yousuf Ali ke khilaf batore gawaha nahi pesh howa court me kyo ye to bohat aham masla tha din ka, phir taajub is bat per AMKNT walo ne is case ko fedral shari court me kyo nahi legae take Shariat ke hesaab se muqadma chale or khod session court me jo saza ai he woh uske dawae Khilafat per jo woh akhri waqt tak karta raha court me,Olloma ka Fatwa haq per he per unka fatwa sawal ke jawab per he nake pori case ki tafseel dekh ne per kam se kam me ye samaj raha hon , bus meri rah nomai ferma den,kahin asa naho jisko me apne kam aqli or ilmi ki waja se masom ya mazlom samaj raha hon or woh waqi Ghustakh e Rasool s.w.a ho or me apni akhrat kaharb kar don,kyo ke mera sirf istadlal do baton per he ek kya uske ellan ke jis me usne Khatme Nabowa per kamil yaqeen rakh ne ki bat ki he or dosra durane case judge ne us per lagae gae ilzamat jis me khod ko nabi allah ya hazoor ka tasulsal ya ana muhammed kehna in sari baton ka usne inkar kya ab agae kya rah jata he meri samaj me to nahi arahe islye ap log se pehlay mene kis Alam ka pata maanga tha per woh nahi milaa phir majbooran yahan per ye sari baten likhni pari take maloom hosake ke haqeeqat kya he,or muje umeed he ke meri rah nomae hongi.

Link to comment
Share on other sites

مراسلہ: (ترمیم شدہ)

bhai agr behs bare behs me parna tha to me Fatwa ke thread per nahi ata isko Munazare ke site per le jata muje munazara nahi chaheye kafi kar choka hon dosri jagao per ab sirf shariat ka kya hukum he ye bata don jis bataon ka mene hawala dya he or Sarwar Qadri sab kab sach bol rahe the ye sirf Allah hi janta he unka bayan us waqt akhbaron me aya tha or ab bhi woh kah rahen hen ke court ne yaqeenan osko kafer paya honga ye nahi kah rahe hen ke mene usko kafer hi paya tha,bhai behs nahi karni sirf shari ahkam dekhna he or bus .

Allah hi fesla kare Qadari sab ye kyo kah rahe hen ke mere Khyal se os ne dawa kya honga Nabowat ka,Bhai Masla Kufer ka he or is per pokhta yaqeeni bat karo khyal mat pesh karo,or Taajub he abhi on ne sona lecture 13 sal ke bad.

Edited by Alteejani
Link to comment
Share on other sites

  • 1 month later...

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...