Jump to content

Munazara Imam Abu Hanifa (Rah.) Aaur Imam Aauzai Rah.

Qazi

تجویز کردہ جواب

Kya Koi bhai imam abu hanifa aaur imam aauzai key darmiyan huey munazarey jo rafayadain key sislsiley me hua tha uskey baarey me kya sochta hai ki ye munazara hua the ya aik jhooti khabar hai?

is munazarey ko hanfi ulema badey zoor shoor sey masjido key mimber sey bayan kartey hai aaur rafayadain key khilaf badi mazboot daleel samjtey hai aaur sada noh logo ko bewakoof bana kar apni marzi ko deen bata kar us par amal karney mazboor kartey hai aaur bechari bholi awaam allaha key rasool sallallaho allehe wassalam ki mukhlefat ko sunnat samjh kar amal bhi karti hai aaur apney ulemao key bharosey haq parsto sey bahas bhi karti hai allaha khair karey.

Link to comment
Share on other sites

Janab Qazi Sb...yeh dialogue Musnad Imam Abu Hanifah, Chapter on Raf'ul-yadain main mojood hay.Aur agar aap ko Rafa Ya Dain par debate karni hay tu woh iss forum main pehlay he ho chuki hay.Topic talash karain aur daikhain...

Agar phir b koi chain nahihay tu in Sha Allah is topic par baat kar lain gay...Aap ji maslak ke numaindgi kar rahay hain uss main khud rafa yadain k baray main ikhtilaf hay.Laikan agar hum nay woh hawalay add kiyay tu aap wohi apni purani baat par aa jayn gay keh yeh humaray liyay hujjat nahi..Khair aap nay jo hawala maanga tha woh hazir hay...

Assalam alykum,

bhai sag e(???) Madinah mainey pucha kya is munazrey ki sanad hai?? aap ney jawab kuch aaur diya main sirf imam Auzai rah. aaur imam abu hanifa rah. key darmiyan huey munazrey par guftgu karney ko tayyar ho ... rahi purani baat to pata nahi aap kaisney nahi samjh pa rahey ki wakai hamrey liye hujjat sirf quran wa sunnat hi hai aap maney ya maney.

Janab Qazi Sb..aap nay duroogh goi ke hay aur jhoot bola hay...Aap zara apni pehli post main yeh dikhayn keh aap nay yeh likha ho keh Is Mukalma ke Sanad dikhain?????

Aur aap nay meray naam k sath ??? likha tu zara yeh btayn keh Tabieen main Moavia aur Kaleeb k naam b miltay hain nahi???

Agar is topic par baat karni hay tu kuch dain wait kar lain abhi thori c business hay.

Link to comment
Share on other sites

Mazeed araz hay keh yeh topic yahan pehlay b discuss ho chuka hay..Iss k liye yeh link open karain...Yahan behas karnay ka koi faida nahi...

http://www.islamimeh...in/page__st__60

Assalam alykum,

jo link aap ney bheja waha sirf rafayadain par discuss hua hai main chahta ho woh munazara jo imam aauzai rah. aaur imam abu hanifa rah. key darmiyan hua tha uskey baarey me baat karo. kya aap tayyar hai?

aaur aap key naam key aage jo question mark hai woh isliye ki main janana chahta ho ki iska yani ''SAG E'' ka matlab aap mujeh bataiye?

Link to comment
Share on other sites

Janab Qazi Sb.aap nay apni post main likha tha keh aap k nazdeek sirf aur sirf Quran o Hades hujjat hain...Jab Quran o Hadees say aap kay aqeeday ke nafi sabit ho chuki hay tu ab aap kyon khawam khawa apnay maslak ko badnaam karnay par tullay huay hain???

Aur Sag e Madinah ka matlab hay Madeenah Sharif ka kutta...Aur hum yeh reall meaning main nahi laitay yeh istiaratan use kiya jata hay..Aur agar real meaning main b liya jay tu AlhamdoLillah...

Aap btayn keh Sahabah aur Tabieen main Moavia ya Kaleeb miltay hain ya nahi???

aqidey ki nafi sabit ho chuki zara wajahat karey merey bhai???

Aaur madiney me to allaha key rasool muhammed sallallaho allehe wassalam ne kutto ko mar dalney ka hukum diya tha aaj bhi waha kuttey nahi hai kyoiki woh napak hotey hai phir ??? ye samjh nahi aaye ??

aaur bhai Tabieen main Moavia ya kaleeb miltay hain ya nahi isko bhi zara sa wajeh kar de meharbani hogi.

wassalam

Link to comment
Share on other sites

Janab ko aasaan c baat samajh main na aa saki.Aap nay apni post main likha tha keh Aap k nazdeek sirf Quran o Hadees hujjat hain???M I right???

Phir main nay aap ko Rafa Yadain walay topic ka link diya tha jis main aap k aik ghair muqallid bhai bhag gay thay.Kyon keh Rafa Yadain par koi marfoo Hadees na dikha sakay thay.

Apnay aap ko pakka ghair muqallid sabit karnay k liyay zara uss topic main kiye gay humaray sawalat k jwabat aap day dain ta keh aap ka maslak tu sab k saamnay aa jay...Imam e Azam Radi Allah o Unho k mukalmay par tu baat aap tab karain jab keh woh aap k liye hujjat hon,khwamkha jahilon wali batain matt karain..

Sag e Madinah k baray main nay araz kiya tha keh yeh real meaning main yahan use nahi ho raha,laikan aap k aqal main yeh baat samajh na aa saki.Aur janab zara kuttay ko maar dainay wali Hadees Sharif tu yahan add karain..Aap jis hukam ka keh rahay hain woh baad main mansookh kar diya gya tha...

Aap yeh btayn keh Sahabah main Moavia ya Kaleeb naam ke personalities hain thee ya nahi???Main further iss detail main nahi jana chahta kyon keh yeh topic pata nahi kitni baar iss forum main discuss ho chuka hay..Laikan zidd aur hatt dharmi k kisi k pas koi ilaj nahi...

bhai tajjub hai kah rahe bhag gaye possible hi nahi hai, rafayadain jo dopahar ki dhoop ki tarah roshan daleel rakhta hai, woh sabit na kiya ja sakey, kabhi kabhi jahilo ki baat ka jawab nahi diya jata woh alag baat hai, aap key paas rafayadain key tark ki koi hadith ho to pesh karey aaur please laan taan na karey.

kuttey ko marney wali hadith :-

Abdullaha bin umar radiallaha se riwayat hai ki nabi karim sallallaho allehe wassalam ney kutto sja marney ka hukum diya hai. (Sahih Bukhari, kitab 59 Makhlook ki paidaish key bayan me,hadith 3323)

Aaur Muhammed sallallaho allehe wassalam ne gulu karney aaur naam ko bigadney se mana farmaya hai. ????

Rahi baat Muawiya radiallaha ki to unkey naam ka matlab tha Takatwar Bajo wala ham shiao ki tarah unkey naam ka matlab wolf ya bhokney wali kutiya nahi lete kyoki agar aisa hota to muhammed sallallaho allehe wassalam unka naam durust kar dete.

Agar merey liye imam abu hanifa hujjat nahi to aap key liye to hai phir aap logo ney us munazrey ko lekar unpar jhoot kyo bandha? waisey to aap ko rafayadain par samjhaya ja chuka hai jid to aap kartey hai umatti ki baat par rasoolullaha ki baat ko chodhtey hai. agar imam sab. key us munazrey key baarey me kuch jantey hai to farmaiye warna rehney de.

Link to comment
Share on other sites

Janab Qazi Sb.aap ke qabliyat o aqal o feham ke daad dainichahiyay.Janab Rafa Yadain wala masla itna he roz e roshan ke tarahayaan hay tu hum nay iss amal k mansookh honay k baray main HadeesSharif paish ke thee.Jis par aap k aik Ghair Muqallad Bhai nay aitrazkiya aur jarrah ke,jiss ka jwab humaray intihai Muhtram Khalil Rana Sbnay aisa la jwab diya aur taadeel farmai keh wahhabi mazhab ka pairokaar bhag kharra hua...Aap main himmat hay tu aap jwab day dain....

Kuttay ko marnay k baray main hukam mansookh honay ka byan.

Hazrat Abu Huraira Radi Allah o Unho byan kartay hain keh Nabi Kareem (saw)nayfarmaya jis shakhs nay shikari kuttay ya bakriyon ke hifazat k ilawakoi aur kutta rakha issk amal say har roz aik qairat kam hota rahayga.(Muslim Sharif,Bab Al Misaqa wal Muzaria,Hadith No.3923)

Kyon janab pehlay tu kuttay ko mutliqan marnay ka hukam tha laikan baadmain ijazat day de gai.Laikan kya karain aap k mazhab ke bunyad he aisihay keh jis main har mansookh amal par amal karna lazman hay...

Jab hum nay Moavia aur Kaleeb(jis ka jwab na aaya) k baray main poochatu jwab aaya keh yeh shia wala kaam hay keh woh aur meaning laitayhain...Tu janab aap ke aqal main yeh bat kyon na aai keh hum b Sag kalafz real meanings main nahi laitay...Laikan aap ko kon samjhay..Zidaur ana parasti ka koi ilaj nahi...

Aap nay likha keh Syedi Imam e Azam Radi Allah Unho humaray liyayhujjat hain tu hum Syedi Imam e Azam ka byan b aap ko suna daitayhain.Syedi Imam e Azam ka yeh byan likhnay wala b aap k mazhab kanumainda hay...

ایمہ مجتہدین خصوصاً امام ابو حنیفہ نے خود فرمایا اذاصح الحدیث فھو مذہبی (Ahl e Hadith ka mazhab,Page 58,Sana Ullah AmratSari,Matbooa AhleHadees Academy,Lahore)...

Muddai lakh peh bhari hay gwahi teri....

Tu lejiyay jnab masla tu yahan he hall ho gya hay...

Bhai mansook honey ki jo hadith apkey rana saheb ne di woh meharbani kar key mujeh bhi de dey, agar woh sahi hui to inshallaha aap mujeh jiddi na payenge. main agar us hadith par jirha na kar saka to sar jukha kar tasleem kar longa ye mera aap se wada hai, mainey pehle hi kah diya hai ki mera mazhab (aaur aap to jantey hai imam abu hanifa ka bhi) sahih hadith hai.

Abu huraira radiallaha wali hadith un kutto key barey me hai to shikar key liye pale jate hai, hadith mulaheza ho :-

Sufiyan bin Abu zuhair radiallaha se riwayat hai ki nabi karim sallallaho allehe wassalam ne farmaya - jisney kutta pala aaur uska maksad na to kheto ki nigrani hai aaur na hi janwaro ki dekh-bhal to aisey shaks ki neki me se aik kirat sawab ki kami ho jati hai. Rawi saeeb bin yazeed ne pucha kya ye riwayat aapne kudh muhammed sallallaho allehe wassalam se suni hai to unhone kaha haan is kibla key rab ki kasam (Sahih bukhri kitab makhlook ki paidaish 59 hadith no. 3325)

Haan to janab kutto ko marney ka hukum mansook kab hua aaur shikari ya palto me kaon sey hai. rahi baat sag ki tu uski aaur bhi koi meaning ho to bata de wahi liya karenge kyoki muawiya ki to dosri meaning tatbeek key liye hai.

imam saheb ka kaul sar aankho par ki mera mazhab sahih hadith hai kash aap bhi maan lete.

chaley ab jo is post ka asal maksad hai imam Auzai rah. aaur imam abu hanifa ka munazara us par behas shuru kariye.

Link to comment
Share on other sites

Janab Qazi Sb araz hay keh main nay woh link pehlay day diya hay.Aap woh link daikh lain uss main aap ka Taalain Bhai lajwab ho kar chalay gay thay...

Tu janab yeh btayn keh shikari kuttay ko kis maqsad k liyey rakha jata hay???

Pehlay tu kuttay ko mutliqan maarnay ka hukam tha (har qism ka kutta na rakhnay ka hukam tha)laikan baad main shikari kutton ko rakhnay ke ijazat day de gai thee.

Imam e Azam aur Imam Auzai k munazray par baat tu tab karain jab yeh masla Quran o Hadees say sabit shuda na ho...Baqi jo aap ke marzi...

main dekhta hu ki na aap salam ka jawab detey hai na khud kabhi salam kartey hai???????

agar aap us munazarey par baat karney ko tayyar hai to shuru karey warna rahney de.

Link to comment
Share on other sites

  • 3 months later...

Assalam alykum,

main dekhta hu ki na aap salam ka jawab detey hai na khud kabhi salam kartey hai???????

agar aap us munazarey par baat karney ko tayyar hai to shuru karey warna rahney de.

Meri tamam wahhabion say guzarish hay keh sab say pehlay jis shakhs nay is guftagu k na honay par aitraz kiya tha uss ka complete biodata kutab e Jarrah o Taadeel ke roshni main gyan karain.....

Anxiously waiting for reply

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...