unknown مراسلہ: 20 مئی 2010 Report Share مراسلہ: 20 مئی 2010 Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou! agar koi ghair-e-muslim apni zaban main kissi musalman ko salam karta hai to musalman ko badlay main kya kehna chahiey, maslan hindu log ghaliban namastay kar kay kuch kehtay hain, agar wo humain aissa kahein to humein bhi kya namastay kehna chahiey ya english main good mornig wagaira kehna chahiey ya phir kya karna chahiey? kya kissi ghair-e-muslim ko hum salam kar saktay hain? agar koi kissi sahi daleel kay saath jawab day to madina madina. shukrya! اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast مراسلہ: 23 مئی 2010 Report Share مراسلہ: 23 مئی 2010 Agar fitnay ka andaisha na ho to Ghair muslim ki greetings ya salam ka jwab nhi dena chahiayn Ghair Muslims ki apni mazhabi greetings main kfr-o-shirk ka shuba hoskta hay , lihaza jab wo apnay mazhabi alfaz main aadab greetings ada krain to ager fitnay ka andesha ho to hello keh dain ... ya ager wo SALAM krain to jwab main sirf Wa Alaikum keh dain ... Aor khud say unhain salam na krain Jazak Allah اقتباس Link to comment Share on other sites More sharing options...
تجویز کردہ جواب
بحث میں حصہ لیں
آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔