Jump to content

Shan E Aolia


sidraasghar

تجویز کردہ جواب

mujh sa kisi na pucha ha k agar aolia ki waja sa jo b koi qudrati afat ha wo tal sakti to abhi karachi ma kuch dinoo pehley toofan a raha tha to phir wo Abdullah shah Ghazi(rahmatulah ta'la aleh )ki barakat sa tal gaya to phir un ka mazar ki koi dewar giri thi to usy kio na bacha sakay

agar is sawal ka jawab koi dalail k sath da sakta ha to plz bata da taka ma usy bta doo k aik wali ki kia shan hoti ha

Edited by sidraasghar
Link to comment
Share on other sites

mujh sa kisi na pucha ha k agar aolia ki waja sa jo b koi qudrati afat ha wo tal sakti to abhi karachi ma kuch dinoo pehley toofan a raha tha to phir wo Abdullah shah Ghazi(rahmatulah ta'la aleh )ki barakat sa tal gaya to phir un ka mazar ki koi dewar giri thi to usy kio na bacha sakay

agar is sawal ka jawab koi dalail k sath da sakta ha to plz bata da taka ma usy bta doo k aik wali ki kia shan hoti ha

 

Allah ja.gif ke owliya ki shan me Gustakhiyan karky BadMazhab sochty hain ki unki towheed bari pakki ho gayi jabki Allah ko to usky owliya ki shan me nazeba kalemaat kehkar ya unko buto se tashbeeh de kar tarah tarah se gustakhiyan karna is qadar na pasand hai ki wo farmata hai ki jo mere wali se dushamni kary us se mera ailaan e jang hai, or usky owliya se dushamni rakhny ka mana sirf ye nahin ki unko bura bhala kaha jaye balki Allah ne jo usky mehboobon ko kamal or inaam ata farmaye hain towheed ki aarh le kar unka inkaar kar diya jaye..or usky owliya ko kuffar ke batil maoodon or buton se tashbeeh di jaye..

 

or rahi baat afaat or balaon ka usky muqarrib bandon ke wasily se tal jana to ismy kisi momin ko ishqaal nahin haan hum wahabiyon ki baat nahin kar rahy hain wo to is behas se hi bahar hain...rolleyes.gif

 

darasl Allah ke Ambiya, Owliya , Swaleheen, Muqarriebeen, Siddiqeen, Shohda ki zaat aisi buland martaba hain ki agar koi in zaat e muqaddisa par aitraaz karta hai to aitraaz inpar nahin balki khud Allah ki zaat e paak par jata hai..maslan misal ke tour par agar wahabi aitraaz kary ki agar falan baba mein koi taqat thi to ye bala kyu taal na di ya ye kaam aisa kyu na kar diya...phir unsy poocha jaye ki ye to kuffar or dehriyon ke chabaye huey luqmy hain jo aap Allah ke Mehboobon se bughz or adawat mein nikala karty ho...ye to theek aisa hi hai ki Hindu/Kafir/But Parast/ Dehariye (Nastik) Allah ki zaat ka inkaar karty huey kehty hain ki Agar Allah me Taqat hoti to wo apna Ghar (Babri Masjid) kyu girny deta...? Ya phir usy bacha na leta. (MazAllah) to jo jawab Wahabi dengy wahi Jawab hum AhleSunnat ka Allah ke owliya ke difa me rakh lein...

 

Darasl in behuda aitraazat ke jawabat in bewaqoofo ko hazar baar diye ja chuky hain ki hum kisi nabi or kisi wali mein hatta ke Sayyidul Ambiya saw.gif mein bhi koi taqat or kamal Allah ki Ata, Izn, or Mashiyat ke baghair nahin manty, jaisi bhi Allah ki Mashiyat hoti hai, or uska izn hota hai wo Madad karty hain......alhamd.gif to phir aisy Fizul Aitraaz karky apni akherat me Mazaeed barbadi ke char chand lagany se faeda? Allah samajhny ki toufeeq de.. Ameen

 

untitled.JPG

Link to comment
Share on other sites

Aisy logon ky Batil Aqaid ka Radd Jaan'ne ky liye aur Auliya Allah ki kya shaan hai iss ko jaan'ne ky liye Dr. Mufti Ashraf Asif Jalali Sahab ki CDs '' Aqeedah e Tauheed Seminar '' (2009 & 2010) dono zaror sunein InshaAllah aisy logon ka munn band karne ky liye yeh kafi hein.

 

Yeh CDs kisi bhi Ahl e Sunnat ky Maktaba say Available hon gi VCDs & DVDs

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...