khadmul_fuqra 0 Posted December 23, 2010 Report Share Posted December 23, 2010 ALLHAMDOLILLAH YEH TAMAM ASBAQ SILSILAH ALIA SAIFIA MEIN HAR TALIB KO MUKAMAL TOOR PER KARVAY JATAY HAIN ! Quote Link to post Share on other sites
khadmul_fuqra 0 Posted December 23, 2010 Author Report Share Posted December 23, 2010 yeh apnay Ovais bhae bhe tu in LATAIF (Qalbi, Ruhi, Siri.....) kay zakar hunay aur batni pervaaz ki dua kar rahay hain. at 7.25 Quote Link to post Share on other sites
Maysum 2 Posted December 23, 2010 Report Share Posted December 23, 2010 As salamualaikum ! ye kia keh rehe hain owais bhai smajh nai aa rehi lyrics ki. would you like 2 explain. ap ne boht he achi bat share ki hai. JZAK ALLAH Quote Link to post Share on other sites
alSaifiya 6 Posted December 23, 2010 Report Share Posted December 23, 2010 (edited) Hidayat ut Talibeen Urdu/Persian Read online Yeh rahi poori book waisay bhai apne upar jo article pesh kiya woh bohot acha hai bohot mufeed hai Salikeen ke liye . Main Naqshbandi Mujadadi Saifi Silsilay mein bait hoon aur Nafi Asbat kar raha hoon . Jab mein pehli baar Zikar ki mehfil mein gaya tha toh wahan main ne kuch log dekhay jo Wajd mein chalay jatay thay main bohot hairaan hua yeh kya hai yeh kya ajeeb harkatain kar rahay hain lekin ab jaan gaya hoon ke woh kya tha aur khush naseeb hain woh log jinko yeh Salasil aur Kamil Pir o Murshid miltay hain . Waisay Salikeen ki rehnumayi ke liye ek choti book bhi likhi gayi jis mein har cheez mojud hai bohot detail ke saath is ka mutaliya bhi bohot mufeed hai isko Hazrat Pir Abid Hussain Saifi Sahib ne likha hai : Mamulat e Saifiyah Allah Humaray Pir o Murshid Hazrat Akhunzada Saif ur Rehman Mubarik Rehmatullah Alye ke Darjaat mein Bulandi farmaye aur Sab ko Kamil Pir o Murshid aur Naqshbandi Qadri Soharwardi Chishti jaisay Salasil se aur Azkaar se Mala Maal Farmaye . Edited December 23, 2010 by alSaifiya Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.