Jump to content

Jashan E Wiladat Manana Jaiz,deobandi Molvi Ka Iqrar

Qadri Sultani

تجویز کردہ جواب

agar yahi sach hai to Nabi (S.A.W.W) ne Sahaba Kiram ne or Imam abu hanifa ne kion nahi manaya??....kia ye sach ap logo ne bataya ummat ko

Devi bandi tumhary mulla ji khatm e bukhari karty hain ya nahin ?

kya kabhi imam e azam ne khatm e bukhari ki majlis munaqid ki?

kya kabhi sahaba ra.gif ne khatm e bukhari ki majlis munaqid ki?

aap ke devi bandi mulla khatm e bukhari sawaab ki niyat se karty hain ya Azaab ki niyat se?

agar kaho azaab ki niyat se to subhan_allah.gif

agar kaho Sawaab ki niyat se to iska saboot pesh kar sakte ho Huzur saw.gif, Sahaba, tabaeen, tab e tabaeen ra.gif se ki ek din khas karky logo ko iski dawat de kar...khatme bukhari karky sheerni taqseem karna KAR E SAWAB hai....? or agar kaho han to phir jab qol e rasool saw.gif ka khatm karna jayaz ho sakta hai to zikr e sahib e hadees Mustafa saw.gif (milad) kyu kar biddat hua?

or apky batil mazhab mein kawaa khaany or ek mard ki thanwi ki joru banne ki khuwahish ke izhaar par sawaab ki basharatein sunai jati hain to phir aap yahan aa kar bhongiyan marty hain ye sabit karny ko ki milad sawaab ki niyat se kiya jata hai is liye biddat hai....lanat hai DEO ki bandyion par...KYA ISLAM OR KYA IMAAN HAI TUMHARA.....mad.gif

Link to comment
Share on other sites

  • جوابات 51
  • Created
  • Last Reply

Khatam-e-Bhukhari Sawab ki niyat se kartay hain ya Mustahib sunnat maan kar kartay hain ye apko koi deo bandi jisko pata hoga wo bataega...agar apko pata hia to ap bata doo??.... muje nahi pata kay Sunnat ya sawab samjh kar kartay hongay? or ye bhi bata dena kay kay ye jo bhi Khatm-e-Bukhari ki ap baat karr rahe hoo isko ap galat samjhtay ho ya sahi??

me yahan neutral ho kar baat karr raha hoon ..or ap neutral ho kar meri baat ka jawab de dain apki bari meher bani hogi....Jashan-e-Eid Milad Manana Farz hai Wajib hai ya Sunnat hai? ap sabit kareen isko Nabi (S.A.W.W.) sahaba ya Imam abu hanifa se

Link to comment
Share on other sites

P85.gif

P86.gif

P87.gif

P88.gif

P89.gif

P90.gif

P91.gif

MS_039Nafseislam.jpg

MS_040Nafseislam.jpg

جناب اگر آپ واقعی نیوٹرل ہیں تو ایک سوال ہے آپ سے؎

کیا حضورﷺ کی ولادت کا زکر کرنا اور ولادت کی خوشی منانا حرام ہے یا حلال؟

Edited by Mughal...
Link to comment
Share on other sites

جناب اگر آپ واقعی نیوٹرل ہیں تو ایک سوال ہے آپ سے؎

کیا حضورﷺ کی ولادت کا زکر کرنا اور ولادت کی خوشی منانا حرام ہے یا حلال؟

wiladat ka zikar karna Huzoor ki Serat bayan karna bilkul karna chahiye kisi bhi din kisi bhi jaga ho sakta hai Allah ne kia Anmbia se Huzor (S.A.W.W) ka tareef bayan ki Shaba nne apki serat bayan ki apka zikar kia.....

is kay leye koi din makhsoos nahi tha...or na hi koi jashan manaya kisi ne.. or na hi jashan mananay ka hukum nabi ne dia or na hi jashan mananay ko kisi ne kaha kay sawab hai afzal bhi hai or Mustahib bhi

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

(bis)

(saw)

خوشی منانے کے کئی طریقے ہیں۔آپ اپنے عزیزوں کی برتھ ڈے یا شادی کو کئی طریقوں سے مناتے ہیں،کبھی اسپر آپ کے سینے میں جلن ہوئی کیا؟؟؟نہیں اور اور کبھی نہیں تو میلاد شریف کے جشن پر آخر اعتراض کاہے کا؟؟؟آپکے سینے میں یقیناً عداوت رسولﷺ موجود ہے۔

آصف بھائی نے آپ سے جشن بخاری سے متعلق پوچھا تو بات کو گھما گئے کیوں کہ اگر اس بات کا جواب دیتے تو آپ کے مسلک کی موت واقع ہو جاتی۔

Link to comment
Share on other sites

wiladat ka zikar karna Huzoor ki Serat bayan karna bilkul karna chahiye kisi bhi din kisi bhi jaga ho sakta hai Allah ne kia Anmbia se Huzor (S.A.W.W) ka tareef bayan ki Shaba nne apki serat bayan ki apka zikar kia.....

is kay leye koi din makhsoos nahi tha....or na hi koi jashan manaya kisi ne. or na hi jashan mananay ka hukum nabi ne dia or na hi jashan mananay ko kisi ne kaha kay sawab hai afzal bhi hai or Mustahib bhi

is kay leye koi din makhsoos nahi tha...

عقل کے اندھےولادت تو کسی مخصوص دن ہوئی تھی یا نہیں۔ اور کب ذکر ولادت صرف ایک دن منیا جاتا ہے یہ تو سارا سال منایا جاتا ہے۔ کسی کام کے لیے دن مقرر کرنا یہ بھی انسانی ضروریات کا تقاضہ ہے اور اللہ تعالی کی سنت ہے۔

or na hi koi jashan manaya kisi ne

اگر کسی نے کوئی جشن نہیں منیا توسیرت کانفرنس کس کس صحابی نے منائی؟؟؟؟؟؟ تبلیغی اجتماعات کس کس صحابی نےمنعقد کیے؟؟؟؟ ڈیڑھ اینٹ کی مسجد بنا کرنئے نئے ناموں سےجماعتیں کب صحابہ کرام نے بنائیں؟؟؟ کب مسلمانوں کےلیے جائز امور پر کفر ،شرک اور بدعت کے فتوے لگائے؟؟؟؟ یہ تمام امور کس آیت سے،کس حدیث مبارکہ یا کس قول صحابی سے انجام دیے جاتے ہیں؟؟؟

na hi jashan mananay ka hukum nabi ne dia or na hi jashan mananay ko kisi ne kaha kay sawab hai afzal bhi hai or Mustahib bhi

کتنے ہی ایسے کام ہیں جن کا حکم دیا گیا اور تم وہ انجام نہیں دیتے۔ مثال کے طور پر مسجدیں کچی رکھنے کا حکم دیا گیا جبکہ تمہاری اپنی مساجد نہایت خوبصورت اور پختہ ہوتی ہیں۔ بڑے شہر بسانے سے منع کیا گیا مگر آج بہت بڑے بڑے شہر بسائے جا رہے ہیں۔ اسی طرح اونچی عمارتوں سے منع کیا گیا اور نا پسند کیا گیا مگر یہ کام بھی ہو رہا ہے۔ یہ تمام باتیں کتب احادیث میں موجود ہیں۔ ان تمام باتوں کے خلاف تمہارے فتوے کہاں ہیں؟؟؟؟

ثواب،اجر، افضلیت،مستحب اور جائز ہونا صرف حکم سے نہیں ہوتا۔ ثواب ذکر پر ہے۔ خوشی منانے پر ہے۔ چونکہ دیگر خوشیوں پر جی بھر کر خرچ کیا جاتا ہےلہذاجہاں یہ خوشی دوسری خوشیوں سے بڑھ کر ہے اسی طرح اسکا اہتمام بھی دوسری تمام خوشیوں سے بڑھکر کرناچاہیے۔

Edited by غیاث
Link to comment
Share on other sites

jashan wiladat jiska islam me koi tasawur hi nahi or agar is me geer sharai kam hongay to yaqena wo najaiz hi hoga...or jashan wiladat bhi najaiz hi hai kion kay iska islam me koi suboot mojod nahi then shadi ok.

umeed hai ap samjh gaye hongay

aap ne ab tak apnay Asad Deobandi k baaray mein kuch bhi nahin kaha keh un per apnay is bayan per or aap ki apni is baat keh "jashan wiladat jiska islam me koi tasawur hi nahi..." k mutabiq kya fatwa warid hota hai Ahl-e-Deoband ki nazar mein or Hazrat Shah Abdul Haq Mohaddith Dehelvi ki Akhbaar-ul-Akhiyar mein jo Dua mojood hai to un per b koi fatwa saadir ho ???

ab tak aap k apnay logon per koi bhi fatwa deobandiyon / tableeghiyon ki janib se nahin dya gaya chahe unhon ne Qabar se Faidah hasil kernay ki baat ki ho ya kisi k Jismani tor per marnay k baad dunya mein aa ker madad kernay ya samjha janay ki baat ki ho ya qabar ki mitti se logon ko shifa milnay ki baat ki ho, waghera, waghera ( Lambi List ) ...

Link to comment
Share on other sites

ثواب،اجر، افضلیت،مستحب اور جائز ہونا صرف حکم سے نہیں ہوتا۔ ثواب ذکر پر ہے۔ خوشی منانے پر ہے۔ چونکہ دیگر خوشیوں پر جی بھر کر خرچ کیا جاتا ہےلہذاجہاں یہ خوشی دوسری خوشیوں سے بڑھ کر ہے اسی طرح اسکا اہتمام بھی دوسری تمام خوشیوں سے بڑھکر کرناچاہیے۔

tumari post parh kar hansi aa rahi hai...khiar... sawab, ajar afzaliat agar Nabi S.A.W.W. kay hukum ya amal se ya Allah kay hukum se nahi hota to kia tum apna new Deen le kar agaye hoo? jis me tum batao gay kay kia cheez sawab hai or konsi cheez afzal hai??? esa Deen Tumheen mubarak hoo......hamaray Deen me Har cheez bata di gae hai kay kis kaam me sawab hai..ab tum apni taraf se kisi bhi kaam ko sawab kehna shuru kar do to tum se bara or kon jahil hoga Islam 1400 saal pehle complete ho chuka hai

muje 1 baat ka jawab doo....ap ne kaha Sawab Khushi mananay per hai

Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab hai ya nahi??

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

Eid milad manana biddat hai kion kay iska islam me koi suboot nahi na koi hukum hai na ye sunnat hai or na hi ye kisi sahabi ka amal hai...or ye baat me apko oper samjha bhi chuka hoon

chalo me ap se bhi yahi baat pochta hoon muje 1 baat ka jawab doo

Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab or Mustahib or afazal hai ya nahi??

Edited by Rizwan Q
Link to comment
Share on other sites

بدعت کی تعریف کرو اور بتاو یہ کونسی بدعت ہے؟؟؟

لائٹنگ کرنا وغیرہ سب خوشی کے اظہار کے طریقے ہیں،اپنے گھر شادی وغیرہ کے موقع پر تم لوگ لائٹینگ کیوں کرتے ہو کبھی اس پر کسی سے بحث کی؟؟

shadi kay moqay per jo lighting ki jati hai wo koi sawab , sunnat ,afzal or mustahib samjh kar nahi karty ok

or iska jawab do jo kay ap ne nahi dia muje

Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab or Mustahib or afazal hai ya nahi??

Link to comment
Share on other sites

Eid milad manana biddat hai kion kay iska islam me koi suboot nahi na koi hukum hai na ye sunnat hai or na hi ye kisi sahabi ka amal hai...or ye baat me apko oper samjha bhi chuka hoon

jawab:

Khatm e Bukhari manana biddat hai kion kay iska islam me koi suboot nahi na koi hukum hai na ye sunnat hai or na hi ye kisi sahabi ka amal hai...or ye baat me apko oper samjha bhi chuka hoon

:lol: Janab Rizwan Deobabandi Sahab ne qayeda kulliya bayan kiya uski hawa 2 min. me hi nikal gayi...ab isi khatme bukhari ki jagah..apny guruon ki biddatein...maslan..

1. Tablighi jamat se deen ki tabligh karna

2. Tablighi jamat ki masajid mein makhsoos farz namaz ke baad bila nagha ehtmam

ke saath fazail e amaal khol kar usmy se ahadith parhna

3. Tablighi jamat ke 3-3 ya 10-10 din ya chille katna...

4. Tablighi jamat ka kisi makhsoos din mohallon me ghasht karna

5. Raiwand me har saal 3 din ka ijtema munaqid karna..

6. Deobandi Madarsa ...

7. Usmy taleem hasila karna...

5. Deoband madarsy mein mukhtalif iqsaam ke course..

6. Deobandi madarsy ke imtehanat...or wahan ke 40-40 min ke periods...

7. Deobandi madarsy ka apny tulba ki dastarbandi...

ye sab umoor aapky qaedy ki zad me aakar biddat huey or sari biddati Jehannum mein to kya khayal hai Janab ka??:rolleyes:

chalo me ap se bhi yahi baat pochta hoon muje 1 baat ka jawab doo

Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, Atish bazi karna, Dhamaal Daalna, Reelian Nikalna, Naray lagana...apki nazar me ye sawab or Mustahib or afazal hai ya nahi??

1.iska jawab awaal to ye hai ki aapki nazar me upar di gayi biddaton ka karna kar e sawab hai ya kar e azaab?

Jo Jawab aapka wahi humara bhi...

2. Imam bukhari (ra) ne har peer ko abu lehab ko azab se takhfeef ki riwayat nakal ki hai jabki abu lehab ne Huzur (saw) ke milad ko ek nabi ke milad samajh kar nahin sirf bhateeja samajh kar suweba ko azaad kiya to Huzur ke ashiqon ko apny Nabi ki mohobbat mein...Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, in sab se sawaab kyu kar na milega..?

halaki Quran or Hadees me kahin nahin likha ki Huzur ke Milad par Ghulam azad kiya karo to akherat me azab se bachogy...

rahi baat atishbaazi or dhol dhamaky or naach rang ki to ghair sharai umoor se kisi aqlmand ko sawaab ki ummeed nahin... na hi Ahle Sunnat is ke Muddai hain..

Link to comment
Share on other sites

[/size]

jawab:

Khatm e Bukhari manana biddat hai kion kay iska islam me koi suboot nahi na koi hukum hai na ye sunnat hai or na hi ye kisi sahabi ka amal hai...or ye baat me apko oper samjha bhi chuka hoon

:lol: Janab Rizwan Deobabandi Sahab ne qayeda kulliya bayan kiya uski hawa 2 min. me hi nikal gayi...ab isi khatme bukhari ki jagah..apny guruon ki biddatein...maslan..

bilkul Khatam-e-Bukhari biddat ho jaegi agar osko Deen ka hissa samjh kar afzal samjh kar kia jaega or din makhsoos kar kay kia jae to lazmi biddat hoga....agar deobandi isi taran kartay hain to batao??

1. Tablighi jamat se deen ki tabligh karna

2. Tablighi jamat ki masajid mein makhsoos farz namaz ke baad bila nagha ehtmam

ke saath fazail e amaal khol kar usmy se ahadith parhna

3. Tablighi jamat ke 3-3 ya 10-10 din ya chille katna...

4. Tablighi jamat ka kisi makhsoos din mohallon me ghasht karna

5. Raiwand me har saal 3 din ka ijtema munaqid karna..

6. Deobandi Madarsa ...

7. Usmy taleem hasila karna...

5. Deoband madarsy mein mukhtalif iqsaam ke course..

6. Deobandi madarsy ke imtehanat...or wahan ke 40-40 min ke periods...

7. Deobandi madarsy ka apny tulba ki dastarbandi...

ye sab umoor aapky qaedy ki zad me aakar biddat huey or sari biddati Jehannum mein to kya khayal hai Janab ka??:rolleyes:

1. Deen ki tableeg Hamaray Nabi S.A.W.W. ne bhi ki iska suboot islam me hai...Milad kay jashan ka suboot kaha hai?

2. ye Na deen ka hissa hai na sunnat hai na afzal hai...ye mehez logo ki islah kay leye hai logo ko tableeg ki jati hai....ap bhi milad se Sunnat afzal Mustahib kay lafz ko nikaal do ham kuch nahi kaheengay apko :)

3. ye to tableeg hoo rahi hai tableehg ka suboot islaam me milta hai...3.3 10 10 din makhsoos karna deen ka hissa nahi na hi ye afzal hai or naa hi ye sunnat....agar koi deobandi 3 din or 10 din ko farz afzal mustahib samjhta hai to bataoo....ajar sirif tableegh karne ka hai 3 din ya 10 din ka nahi ok

4.iska jawab bhi 3 me mojod hai

5.iska jawab bhi 3 me mojod hai

6.ilim hasil karna har musalmaan per farz hai...jashan manana farz hai kia???

7. koi deobandi isko islam ka hissa nahi samjhta na afzal samjhta hai na sunnat ....jashan milad ap sunnat afzal mustahib samjhtay hoo

...

2. Imam bukhari (ra) ne har peer ko abu lehab ko azab se takhfeef ki riwayat nakal ki hai jabki abu lehab ne Huzur (saw) ke milad ko ek nabi ke milad samajh kar nahin sirf bhateeja samajh kar suweba ko azaad kiya to Huzur ke ashiqon ko apny Nabi ki mohobbat mein...Lighting karna, Chiraghan Karna, Jhanday lehrana, Road per nikal Kar juloos nikaalna, in sab se sawaab kyu kar na milega..?

halaki Quran or Hadees me kahin nahin likha ki Huzur ke Milad par Ghulam azad kiya karo to akherat me azab se bachogy...

ghulam azad karna to sawab hai iska suboot to islam me milta hai...jashan milad ka suboot kahan milta hai????

rahi baat atishbaazi or dhol dhamaky or naach rang ki to ghair sharai umoor se kisi aqlmand ko sawaab ki ummeed nahin... na hi Ahle Sunnat is ke Muddai hain..

in me se konsay apki nazar me Geer sharai umoor hain or kin kin me sawab hai or konsay afzal hai or konsay mustahib jawab ka intizaar raheega

Lighting karna,

Chiraghan Karna,

Recording karna

Jhanday lehrana,

Road per nikal Kar juloos nikaalna,

Atish bazi karna,

Dhamaal Daalna,

Reelian Nikalna,

Naray lagana...

Link to comment
Share on other sites

tum logo ne jis taran apna jashan sabit karne kay leye Quran Pak ki ayats ka use kia hai os per me Astaghfirullah hi keh sakta hoon.....i think tum logo ne hi Quran ko sahi samjha hai ...Nabi S.A.W.W. Sahaba Kiram Aima Arba Imam abu Hanifa koi is ayat ko nahi samjh saka...jo ap ne aj ye inkishaaf kia (Noauzubillah min Zalik) Quran me or bhi jaghoon per khushi ka zikar hai chaloo phir tum isi taran jo baqi ayats hain os per bhi khushian manao dhamaal daloo reelian nikaloo..

Khushi mananay ka pemana Allah or Nabi S.A.W.W. bata chukay hain ab tum jese jahiloon ko nahi pata to is me mera qusoor nahi...2 Eid Allah ne di hain musalmanoo ko or Nabi ne Bata dia khushi mananay ka pemana....

ab muje 1 baat ka jawab doo agar me wiladat ki khushi me 1 football match ya cricket math swimming ya koi sa bhi game karwa doon to kia jo match kheel raha hai or jo karwa osko sawab milay ga kia ye afzal hoga ya mustahib hoga jawab doo??

bilkul jo kaam Nabi S.A.W.W. ne sahaba ne nahi kia or wo kaam agar ap Sawab sunnat deen ka hissa samjh kar kreengay to yaqeenan najaiz hoga....for example agar me car ko sawab samjh kar chalaoon to kia mera car chalana jaiz hoga ..jawa yes or no me dena???

mere sawalaat oper reh gae hain unka muje koi jawab day or baat ko khatam karay

deobandi jo chishti bhai ney thanvi ka hawala diya hai usay tum narm halwa smajh ker hazam ker gay ho....us per bhi kuch moun kholo..??

Baqi tum ney sabit ker diya tum gustah e Rasool S.A.W.W honey kay saath munker Quran be ho.

Edited by Khalifa
Link to comment
Share on other sites

baghal me bachaa sheher me dhandhoora ...tumari misaal isi taran ki hai.......agar tum me aqal hoti to ye baat na kartay .....chaloo tum logo ki samjh to aa nahi raha kuch me tum jahil ko samjhata hoon kay asal me baat kia hoo rahi hai...

pehli baat ye kay khush kon nahi hoga Nabi S.A.W.W. ki amad per sab khush hain mere jahil doost baat khushi ki nahi hoo rahi jo tum quran pak ki ayat bata rahe ho baaat khushi mananay ki hoo rahi hai jiska tum ne 1 din makhsoos kar lia hai or baat jashan manany kay tareqa kaar per hoo rahi hai jisko ko tum ne sawab samjhna shuru kar dia hai....umeed hai apki khooti aqal me kuch to aya hoga

baat sirif itni c hai kay tum loog jo jashan manatay hoo or os me jo kaam kharafaat kartay ho osko tum loog sawab sunnat afzal mustahib samjhtay hoo....

for example

Lighting karna,

Chiraghan Karna,

Recording karna

Jhanday lehrana,

Road per nikal Kar juloos nikaalna,

Atish bazi karna,

Dhamaal Daalna,

Reelian Nikalna,

Naray lagana...

in kamoo ko tum log sawab sunnat wajib afzal samjhtay hoo

ap ap jo baat karr rahe hain ghulaam azad karne ki to be shak ghulam azad karna sawab hai Nabi S.A.W.W. se sabit hai sahaba se sabit hai likin muje ye batao lighting karna reelian nikalna et etc...kahan se sabit hai or ye kaam sawab, afzal sunnat kese hua???

ab muje 1 baat ka jawab doo or agar jawab nahi ata to jao apnay kisi mufti se poch kar iska jawab yahan share karoo

Question: agar Jashan milad per lighting karna relian nikaalna sajawat karna sawab sunnat afzal wajib hai to jashan milad ki khushi me footbaal match karwana ,swimming ka match karwana ya phir sea side per picnic manana sawab , afzal sunnat hai ya nahi??

iska jawab agar yahan is forum ki kisi member ko nahi pata to apne kisi mufti se ya kisi alim se pooch kar batao me intizaar karr raha hoo

Link to comment
Share on other sites

baqi ap ne biddat ki tareef pochi hai .....har wo new kaam jo Nabi S.A.W.W. se Sahaba se Quran-o-hedeath se sabit na hoo na koi esa hukum dia gaya hoo os new kaam ko sawab sunnat afzal wajib mustahib samjh kar karna biddat hai

wese to mere bht saray sawalat jama ho chukay hain jinka jawab koi nahi de saka likin sirif mera red color se jo oper sawal pocha gaya hai oska jawab

apne kisi mufti sahab se poch kar yahan post karoo em waiting

Link to comment
Share on other sites

پہلے میری بات کا جواب دو؟؟کیا ابو لہب نے نیکی سمجھ کر اپنی باندی ثویبہ کو آزاد کیا تھا؟؟کیا ابولہب نے مستحب سمجھ کر اپنی باندی کو آزاد کیا تھا؟؟اگر نہیں اور ہر گز نہیں ،تو دیوباندی جی!اگر کافر ہو کر صرف اپنا بھتیجا سمجھ کر اپنی باندی کوآزاد کرنے پر اسے عذاب میں تخفیف دی جاتی ہے تو ایک مسلمان آقاﷺکا امتی ہو کر اپنے آقاﷺ کی آمد پر خوشی مناتا ہے،لائٹنگ کرتا ہے،جلوس نکالتا ہے،محفلیں منعقد کرتا ہے،تو کیا اسے نہں نوازا جائے گا؟؟؟جواب دو رضوان دیو باندی!!!

اگر اپنے فلاسفی جھاڑنت کی پھر کوشش کی اور قرآن و حدیث کے سامنے اپنی بے علمی والی پوسٹ پیش کی تو،تمہاری پوسٹ ڈیلیٹ کر دی جائےگی،کیوں کہ تمہارے پاس کوئی ایسی دلیل نہیں جس سے تم ان باتوں کو بدعت و ناجائز ثابت کر سکو۔

Link to comment
Share on other sites

بدعت کی تعریف اگر کر ہی دی ہے توذرا بتائیے کہ کیا ہر بدعت ناجائز و حرام اور گمراہی کی طرف لے کر جانیوالی ہے؟؟اور بدعت کی تعریف کسی مستند کتاب کے حوالے سے کرو،اپنی فلاسفی مت جھاڑو۔۔۔کسی ایک مستند عالم کا حوالہ دو جس نے بدعت کی تعریف یہ کی ہو؟؟؟

جناب نے کہا کہ ثواب سمجھ کر کچھ کرنا بدعت ہے،وہابی بھی ایسے ہی پینترا بدلتے ہیں،اس پر ہمارے آپ سے کچھ سوالات ہے۔جواب لازمی دیجئےگا۔

۱۔بدعت کی مذکورہ تعریف ثواب سمجھ کر کی گئی ہے یا نہیں؟؟اگر ثواب سمجھ کر کی گئی ہے تو کیا بدعت کا یہ معنی یا تعریف نبی کریمﷺ یا صحابہ کرام رضی اللہ عنہم اجمعین نے بیان فرمائی ہے یا نہیں؟؟اگر یہ تعریف نبی کریمﷺ اور صحابہ نے کی ہے تو جناب حوالہ پیش کرو۔

اگر نہیں تو آپ کی کی گئی تعریف آپ ہی کے اصول کے تحت بدعت قرار پائے گی،لہٰذا آپ خود بدعتی ہوئے۔

۲۔دین کا تعلق صرف نماز روزے سے ہی نہیں بلکہ کھانے پینےسے لیکر زندگی کے ہر شعبے سے ہے۔اگر دین کا تعلق کھانے پینے کی اشیا سے نہ ہوتا تو بعض چیزوں کو حرام نہ کہا جاتا،دائیں ہاتھ سے کھانے پینے کہ تلقین وغیرہ نہ کی جاتی۔

۳۔اگر ہر چیز کا نام بدعت ہے تو ہمارے اس سوال کا جواب دو۔

کہ دین کا سب سے بڑا ماخذ قرآن کریم ہے،اس پر اعراب نہ تو حضورﷺ نے لگوائے نہ صحابہ نے،بلکہ حجاج بن یوسف کے زمانہ میں یہ سارا کام ہوا۔حجاج نے یہ کام کیا ثواب کی نیت سے کیا؟اگر ثواب کی نیت سے کیا تو قرآن پاک پر اعراب لگانے کا جواز قرآن و حدیث سے پیش کرو،ورنہ اسے بھی بدعت کہنے کی ہمت کرو۔

سر دست ان سوالات کا جواب دو۔۔۔

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...