Jump to content

Is Mulaq Pather Ki Kia Hazsiat Hy ?


SunniDefender

تجویز کردہ جواب

Asalamou Alekum WarehmaTullah Alehi WaBarakatou

photoshop ka to mujhay pata nahi lekin itna mainay zaroor ulma-e-ahlesunnat say sunna hai keh mairaj pe jatay waqat ek pathar utha tha aur huzoor salalahou alehi wasalam nay farmaya theher ja aur wo pathar wahi pe theher gaya, ab mujhay nahi pata keh yeh wala pathar wahi hai ya nahi.

baqi yahan pe hamaray Usman Razawi saab atay hain aur wo kafi deeni maloomat rakhtay hain aap unsay iss forum pe sawal kar saktay hain. yeh hai unki link: http://www.islamimeh...6-usman-razawi/

 

aur waissay bhi bhai aissay sawalat muftian-e-karaam say karnay chahiey jo hum say zayada ilm rakhtay hain, internet pe to aap jantay hain keh tara tara kay log tara tara kay mazhab/aqeeday kay mananay walay atay hain. ab har koi islamic forums par visit karnay wala ya answer denay wala mufti to nahi hota na. to phir kyon na hum seeda seedha kissi sahi ul aqeeda mufti say poochay aur ek tasali bakhsh jawab hasil karain. ab intenet pe koi kuch kehta hai aur koi kuch to tasali kahan say hogi. najanay jawab denay walay ka kya aqeeda hai aur wo allah aur uskay rasool salalahou alehi wasalam aur sahaba-e-karaam kay baray main kya aqeeda rakhta hai.ulma-e-karam farmatay hain aur yaqeenan aap bhi jantay hi hongay keh aaj dunya main baaz logon kay haath main quran aur hadees to hoti hain lekin mefoom apna hota hai.

mera to mashwara to yahi hai keh aap seeda seeda kissi sahi ul aqeeda aur ba amal mufti saab say poochain.

aap chahain to apna swal inn mufti saab say online pooch saktay hain kafi jaldi jawab a jata hai galiban agar wo busy na ho to:

 

http://mufti.faizaneattar.net/

http://www.dawateislami.net/darulifta

 

baqi aap ki marzi.

duaaon main yaad rakhiey ga!

Edited by Bismillah
Link to comment
Share on other sites

  • 3 years later...

is pather k baaray main aam tour par jo likha hota hay, wo ya ha, k is pather par miraaj sharif ke raat burraaq ko bandha gia tha aur kehtay hain baitul maqdas kay qareeb hay. ab  israeel to ko e ja naheen sakta, na kisi nay daikha. bus khabrain he khabrain hain.

 

is liee a authetic baat naheen kahee ja sakti is k baaray main.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...