Jump to content

Darood-O-Salam

dil

تجویز کردہ جواب

mera swal ye hai sigrate pity waqat agr nabi alyhi salatu wasalm ka naam aa ja ty darood salam par skty hai ya nahi aur jis shkas ko smoking ki adaat ho to us k munh say to har waqat badbu aati hai to us k liy darood-o-salam parhny ka kiya hukam ho ga aur y b bta day k kin haliton main aur kin kin jagha par darood-o-salam nahi pardha ja sakta

quran-o-hadith aur mootabar kutab k hawala jaat day kar jawab say nawazeian

shukria

Link to comment
Share on other sites

On 3/12/2011 at 4:50 PM, dil said:

Behtar to yehi hay keh muun say badboo door kar k hi Salat-o-Salam parha jaye aor yehi Aadab-e-Durood Shareef main say hay.

behrhaal Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30200

Napaki ki halat main bhi Durood Shareef parh sktay hain. Albatta behtar yehi hay keh Wuzu kar kay Durood Shareef parha jaye.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201

Laikin Durood Shareef Naapak mqamat par naheen parhna chaheay ..

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30201

Link to comment
Share on other sites

ASSALAM-O-ALIKUM

bahi ap ki baat theek hai lakin badbu munh say aa rhai ho to masjid nahi ja skty to mahbob-e- ALLAH blessings Peace Be Upon Him ka naam k say lay skty hai

aur jin hadeeson main hai k munh say badbo aa rahi ho to faristy munh say door chaly jaty hai

aur hazoor blessings Peace Be Upon Him ko jab humara salam pouchta hai to agr hazoor blessings Peace Be Upon Him apnu munh mubarik dosri tarif kar lay is badbu k waja say to humari to sahamat aa gai na

baki ap bether janty hai main to aak aam sa banda hun

is trhan to quran b pardha ja skta hai jo ap beyaan kar rhy hai

mazeed tasreeh kar day nawazish ho gi

ALLAH bless u in every way of ur life

AMEEN

(wasalam)

Shar'i maslay k etbar say pehla masla arz kea gya tha keh Ciggarate peetay waqt Durood Shareef parh saktay hain. baqi adab ka tqaza to yehi hay keh Durood Shareef parhtay waqt banda khud bhi muatar ho uska jisam bhi muatar ho uski sochain bhi muatar hon uski zuban bhi muatar ho uska muun bhi muatar ho algharz poora muatar ho , Madeenay ki yaadon main doob kar Nabi Pak (saw) kay jalway ko apnay saamnay rakh kar Nabi Pak (saw) ki baargah main durood shareef pesh kray , yehi mahabbat aor ishq ka tqaza hay.

http://mufti.faizaneattar.net/Answer.php?Q=30305

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...