Sag-e-Naeem Posted March 22, 2011 Report Share Posted March 22, 2011 (edited) HIFZ UL EMAN PER TAVEEL KA JAWAB Edited March 22, 2011 by Sag-e-Naeem Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed Posted March 22, 2011 Report Share Posted March 22, 2011 (edited) Haq to yehi hai keh yeh Khuli Tauheen hai. koi kitabcha likhye jis mein Gangohi, Nanotvi, Thanvi waghera k ilm ko Gadhon (donkeys) or Kutton (dogs) k baraaber saabit karein, dekhein in ko kaisi mirchain lagti hain kyun keh yeh in ka apnay hain or in hi ko yeh apna badaa balkeh bohot hi badaa maantay hain. Edited March 22, 2011 by ghulam.e.ahmed Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
SunniDefender Posted March 22, 2011 Report Share Posted March 22, 2011 MashAllah boaht khoob sorat andaaz mai jawab dia shukeria Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Dr Muhammad Faiz Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 ASSALAM O ALAIKUM WA RAHMATULLAHI WA BARAKATUHU, HIFZUL IMAN KI IBARAT KE BARE MEIN APP LOG KAFI LIKH CHUKE, KYA KISI NEIN YEH KITAB DEKHI HAI.???????????????????????????? AGAR WOH SIRF DEKH LETE TO KAFI THA PARHNE KI BHI ZARURAT NAHIN THI Maulana ashraf ali thanwi ke pass yeh masala unki zindagi mein hi pahunh gaya tha aur UNHONE HIFZUL IMAN ki IBARAT KO NA SIRF BADAL DIYA balki is bat ko wazeh karne aur ELAN karne ke liye 4 page ki BASTUL BANAN kitab likhi. Uske baad se jo bhi hifzul iman chapi hai (SHAEE HO RAHI HAI) USME BASTUL BANAN lazmi taur par shamil rahti hai. Jo log is masle se jude hain unhei HIFZUL IMAN zarur dekhni chahiye. Begair kitab ko dekhe hue baat KARNA EK MUSALMAN KE LIYE MUNASIB MALUM NAHI HOTI. As a muslim, it is obligatory to confirm the things before believing and more importantly spreading it to others. There are clear and emphatic Quranic Ayats and Sahih Ahadith in this regard. ALLAH pak says in surah ASRA And do not follow a thing about which you have no knowledge. Surely, the ear, the eye and the heart - each one of them shall be interrogated about. [17:36] Very clear Hadith is there in Saheeh Muslim The prohibition of speaking about everything that one hears.Matan of Hadeeth starts with “KAFA BILAMRE KAZIBAN……………………………(MUSLIM SHAREEF) (Translation ) “The Messenger of Allaah (peace and blessings of Allaah be upon him) said: ‘It is sufficient lying for a man to speak of everything that he hears.’” (As translated in Riyazussaliheen translation) Same mazmun is in Surah Nisa also. Ibne katheer write in Tafseer of this “ In this Ayat there is negation on the act of those who spread facts before confirming it and spread them stead fast ,whoever at times these are not true” May allah give us taufeeq and Hidayah to follow Quran and way of Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam. Bhai bas ek haqeeqat samne rakhi hai. Agar hamari posting se kisi musalman bhai ke dil ko koi takleef nadanista taur par pahunchi ho to mafi mang raha hoon. JAZAKALLAH Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Raza11 Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 (edited) Janab Dr. Sahib kis ki batain suntay hain . yeh DeoGanid to ek arsay se defend karnay ki koshish kar rahay hain aap agar deobandi se puch ke batain karain ge to apko na to Asliyat pata chalay gi na hi aap janain gey . balkeh aapko khud nahin pata ke aap Kazzabon ki baton mein aa ke ghalti par hain . Yeh Deobandi ek no. ke jhutay hain wallah yeh jhoot boltay hain . Ek baat bataiye kya logon ka dimagh kharaab hai ke aaj tak in se is gustakhi pe lar rahay hain agar us ne toba ki hoti to ?? Aala Hazrat ne fatwa lagaya hi is liye tha ke woh apni ibarat se tobah aur rujju nahin kartay thay Hata ke Khat bhi aaj tak mojud hain Aala Hazrat ke yahan tak ke Aala Hazrat ne ne Munazra ke liye bhi kaha take kisi tariqay se bhi yeh baaz ajatay lekin inhon ne koi jawab nahin diya . phir tab jaa ke in per Kuffar ke fatway lagay . aur Kitnay hi Deobandi hain jo is ibarat se mun chupatay hain aur isko ghalat defend kartay hain . Kayi kehtay hain yeh Ibarat Ashraf Ali Thanvi ki hai hi nahin aur kayi kehtay hain ke unhon ne jo baat kahi woh samjh nahin ayi Aala Hazrat ko . Mian yeh Fatwa sirf Aala Hazrat ne nahin balkeh senkaron Ulama ne diya . Aap unki batain sun ke bewajah behas kartay hain kabhi kisi sunni se bhi rabta karo aik taraf ki suno gey to kya samajh aye gi. Koi Toba us en nahin ki thi agar ki hoti to aj tak is per Deobandi Defend na kar rahay hotay kitni kitabain aur kitnay Lectures mein deobandion ne is Kufriya Ibarat ko defend karnay ki koshish ki hai. agar tobah ki hoti to direct Saboot detay ke woh is pey tobah kar chuka hai na ke defend kartay .. Dr. Sahib Khudara Apnay Imaan ki fiqar karein aapko yeh log Dhoka detay hain jhoot bol key yeh bohot jhutay aur makkar hain yeh ab sari kitabain badalnay lag paray hain . Edited June 15, 2011 by alSaifiya Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 (edited) Deobandi Kazzab kitabain badal rahay hain aur logon ko dhoka detay hain ke yeh hai asal ibarat jab ke yeh jhootay aur Kazzab hain main ek hawala dikhata hoon sirf ek takeh aapko Pata chalay ke jin pe yakeen akrtay hain woh log Chor aur Jhootay hain . Khud badaltay nahin kitabain badal detay hain : Taqwiyatul Imaan mein Nabi Kareem ki Sakht Gustakhi- Ismail Dehalvi ( Asal Ibarat ) New Edition ab yeh Kitaab badal di gayi hai take logon ko dhoka diya jaa sakay : " yani ek na ek din main bhee fawt ho kar agosh lahad mein ja soonga" yeh hai Deobandi Kazzabon ki Haqiqat . in key akabarin ne koi tobah nahin ki yahi unki taraf jhoot mansoob kartay hain woh akhri dam tak Zidd mein rahay aur isi halat mein maray . agar tobah ki hoti to log aaj tak un sey kiyun lar rahay hain ?? aur woh kiyun in Ibarat ko badal rahay hain ?? sab se main inko ghalat defend kiyun kar rahay hain ?? Edited June 15, 2011 by alSaifiya Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
alSaifiya Posted June 15, 2011 Report Share Posted June 15, 2011 (edited) Inhon ne apni Kitabain badalna shuru kar di hain apko kayi hawalay hum dikha saktay hain aur to chordiye inhon ne to apni pasandida kitaab fazail e amaal tak ko badal dala hai merey paas pari hui hai jab ke naye Edition mein kitni hi chizain jo inkay Aqiday ke Khilaaf thin inhon ne nikal din main khud aapko Sacan page dikha sakta hoon . Khudara apnay Imaan ki fiqar kijiye in Kazzabon se bachiye yeh jhootay hain ek no. ke .. aur agar haq janana hai to sirf unki na sunain balkeh khud tehqiq kar len dono taraf se malumaat hasil karen khud Haqiqat samnay aa jaye gi .. Edited June 15, 2011 by alSaifiya Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalifa Posted June 18, 2011 Report Share Posted June 18, 2011 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahabuddin quazi Posted February 24, 2016 Report Share Posted February 24, 2016 mai yaha kch tawilat aur pesh krna chahta hu .. inke bhi jawab mil jate to achha hota... 1) waha ibarat m.baaz ilm.ki baat chal rahi h huzur SALLALLAHUALAIHIWASSALAM k ilm ki bat nhi chal rahi h hzt thanvi reh. n huzur k ilm mubarak ko dekh r kar nhi bola unhone kaha agar tum baaz chizo k janne ki wJah se huzur ko ilm gaib mante ho to baaz chiz to har kisi na kisi ko pata hoti h jaise tumko jo pata h vo mujh nhi pata baz chize tumko pata baaz chize mujhko bhi pata h ab baaz ilm k hone ki wajah se ap ya maim alimul gaib to nhi hoyege 2) jawab aya agar ilm zaaati manoge to vo khasa ALLAH KA h or bazz ulum gaibiya manoge to baaz ilm to har kisi ko hota h jaise apki aqal naqis h m m jahilo ko misal se samjhaya karta hu dr. tariq sahib insan h or ek bakri ko dekhle bakriya patti khati h or ap tree ki patiya nhinkhate h ab jo maza bakri ko pattiya khane m ata h uska ilm to bakrio ko hi hoga ab pattiya khane ka ilm dr. tareeq ko to nhi hoga na yahi wajah h k apko samjhi nhi ayi ibarat ibarat m ilm se tashbeeh ya ilm ki baat nhi h waha baaz ulume gaibia ki bat h bazz chize har insan ko lata hoti h bazz ka ilm nhi h 3) tashbeeh or isaarah se mushabba wa mushabba ba ki barabri samjhna a'la darje ki himaqat wa jahalt he roedad munazra gustakh kon s. 539 . molwi ashraf siyalwi misal me sirf wajeh tamseel ka lihaz hota he jumla umoor me ishtiraq nai hota hashiya munazra jhang s. 52 4) bastubanan k nam se shaya hota jisko hifzul imaan may bastul banan karke kehte h usme iska jawab sunlo k hazrta thanvi reh. ki murad na hi huzur the or nahi unka ilm tha unhone baz ulume gaibiya ko samne rakh kar bat ki. 5) buzurgo ke kalam ka unki murad ke khilaf matlab nikal kar murad lena sarasar jahalat he iska koi acha natija baramad nai ho sakta ( aaina e ehle sunnat s.80 ) 6) jis tarah hzrt thanvi ko kafir kehte ho usi tarah peer karam ali shah bhervi azhari ko bhi kafir kaho. ... YE SB TAWILAT ILZAMAT MAINE EK POST SE UTHAYA HAI... inka bhi jwab jald se jald inayat frmaye... jazakallah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahabuddin quazi Posted February 24, 2016 Report Share Posted February 24, 2016 (edited) mazrat ke sath.... AB AGE B CHALIYE BARELWIYO KA FATWA BUZURGO PAR WALIALLAH PAR B FIT HO GAYA DEKHO . . . 600 sal pehle jalilul qadr muhaqqiq shaikh abus sana or allama sayyad sharif jurjani ye tabeer ikhtiyar kar chuke he Shaikh shamshuddin abus sana safhani 749 hijri qazi bezawi r.a. ki kitab tawali ul anwar ki sharah me likhte he . Or agr wo is gaib se baz gaib hona murad li to is me nabi ki koi takhsis nahi rehti qk baz gaibi umoor par to har ek ko ittala hoti he ( mataliul anzar sharah tawali ul anwar $ 407 ) . Barelwi shaikh abus sana r.a. ne to baz gaib sab ke liye bol diya lagao in par fatwa ??? Ek or jhatka jhelo . Allama syyad sharif jurjani 816 hijri bhi ek bahas ke jawab me likhte he . Ham kehte he ke jo kuch tum kehte ho laiq radd he qk hamara or ap ka ittifaq he ke gaib ki tamam bato par mutla hona nabi k liye zaruri nahi or baz gaib par mutla hona is me nabi ki koi takhsis nai yani mutlaq baz chahe kitna hi kam q na ho har ek ko hasil he ( sharah mawaqif moqif jild 3 $ no. 175 ) Barelwiyo lagao fatwa in olama o par Or dekho inka b aqeeda b kul ilm ka nai he Barelwiyo Sir maro diwaro pe or ro lo beth ke ab barelwi batao hazrat thanwi r.a. ne qaid lagayi thi mgr in hazrat ne to jama bol diya jis me sab ate he kutte suwar b ab in par kab laga rahe ho fatwa ??????????? barelwiyo ye pehla gift tha meri taraf se chota sa ibtida e ishq he rota he kya age age dekh hota he kya TO CHALO DOSTO BARELWI OLAMAO KI B GUSTAKHI DEKH LO . . ye barelwi bolte he ke nabi ke ilm ki misal de kar bacho pagalo or janwaro se nabi ke ilm ko mila diya to barelwiyo tumne ek ibarat di wo b galat sabit ho gayi ab niche dekho me kitni ibarat dunga or tumhare pas taweel k siwa koi dalil nai hogi inshaallah ( 1 ) mufti ahmad yar khan naimi likhte he kisi ko ullu ya gadha keh do to wo ranjida ho jata he or hazrat , qibla, qa'ba kehdo to khush ho jata he jabke ullu or gadha b makhlooq he or qibla , qa' ba b ese hi , khaliq ke mukhralif namo me mukhtalif taseer he ( asrarul ahkam s. 52) jese kisi ko ullu gadha keh diya jaye to asar padhta he ese hi khuda ke namo se dam wagairah karne me b asar he . ab sawal ye he ke inhone khuda ke name or ullu gadhe ke namo ko barabar nai kiya ???????? or kya esi ghatiya cheez se khuda ke namo ki tashbeeh de kar unka iman baqi raha????????? . ( 2 )yahi mufti sahab dusri jagah farmate he nabiyo ne apne apko zalim zal or khatawar bataya he agr ham ye lafz unki shan me bole to kafir ho jayenge ESE hi huzur s.a.w. ko farmaya gaya ke apne ko bashar kaho ( norool irfan s. n. 802 ) . dekho yaha mufti ahmad yar khan ne nabi s.a.w. ki bashariyat ko zulm or gumarahi ke barabar kaha he ya is se tashbeeh di he jo fatwa thanwi r.a. par lagaya wo in par q nai laga ?..??????? . . 3. yahi mufti or jagah likhte he jab lathi sanp ki shakal me hogi to khayegi piyegi magar hogi lathi hi ye khana pina us ki is shakal ka hoga ESE hi huzur akram s.a.w. allah ke noor he jab bashari libas me aye to noori bashar the ye khana pina nikah wafat usi bashriyat ke ahkam he ( noorul irfan s. 805 ) . to barelwiyo kya yaha par apke hisab se yaha nabi kareem s.a.w. ki bashriyat ko sanp se tashbeeh nai di gai kya in par q nai laga fatwa ????? . (4) . fazil barelwi se sawal hua ke ek alim ne apne bayan me kaha : e musalmano ap logo ko samjhane ke liye ek misal deta hu is ke bad ap log khud khayal kare ke quwwate imani kaha tak zaeef ho gaya he , dekho kisi hakim ka chaprasi koi paigam le kar ata he to uska kis qadar khof hota he jabke hakim ek banda e misl or shamasan adhe pese ka kagaz jis me mamuli mazmoon hota he or chaprasi 4 5 rs ka mulazim hota he magar halat ye hoti he ke iske khof ke mare log ru posh ho jate he lachari se lena hi padhta he bad me wakil ki talash or pese kharch karna or allah taala ahkamul hakimeen ke waham bhar ne tah wa bala kar sakta he uska hukm nama quran pak he jis ke ek ek harf par 10 , 20, 30 neki ka wada he wo rasool s.a.w. le kar aye fatawa razwiya j. 15 s. 150 dekho barelwiyo molana ke rahe he ke ek misal deta hu or is misal me huzur s.a.w. ki misal chaprasi se di he nauzubillah jabke usne khud kaha he ke ek misal deta hu magar fazil barelwi apna admi tha is liye ke diya ke koi tashbeeh wa tamseel nai he jabke is admi ne khud tamseel mani b he to kya. yaha par huzur saw ko ek ghatiya chaprasi se nai milaya misal de kar ??????????????? . . barelwiyo gift kese lage khushi to bhot ho rai hogi na apko hahahaha chalo ab ek bada gift b le lo or khushi hogi hadees . hazrat aaisha r.a. farmati he ke harisa bin hisham ne rasoolullah s.a. se pucha ya rasullah s.a. ap par wahi kis tor se ati he to aap s.a. ne farmaya kabi kabi mujh par wahi misl ghanta ke awaz ati he ( sahi bukhari ) agr apko yaha misl ka mane alg lage to bol dena OK gor karo aap s.a. ne wahi ke nazil hone ko ghante se tashbeeh di he jabke ghante ki awaz ko hadees me shaitani awaz bataya he hadees . ek hadees me he jis ke jis qafle me ghanta hota he us qafle me rehmat ke farishte nazil nai hote inkishaf haq 128 . to kya mazallah nabi ne wahi ki toheen ki he ??? apke etraz ke mutabiq to ap nabi par b etraz kar sakte ho barelwiyo is misal se tum log nauzubillah wahi ki toheen karne par nabi saw par b fatwa..... asatgfirullah hazrat thanwi par to laga diya ab nauzubillah barelwiyo dekho tumne ek ibarat d mene 5 ibarat d ab lao jawab 5 ibrato ka ya lagao apne alimo pe fatwa . . AB HAZRAT BOR MAT HONA QK AB DEKHO AB BATATA HU APKO HAQEEQAT ye lo barelwiyo ek gift or kaho apne alim ko kafir . molana khlil ahmad barkati ne likha he ke milana ashraf ali ki is tahreer se ye murad nai he ke wo ilme mustafa ko janwaro or darindo ke masawi samjhte he balke wo to ye kehna cahate the ke esa ilm jisme janwar pagal diwane shareek ho is se apki zat arfa'wa a'ala he ( fazil barelwi olama e hijaz ki nazar me 197 se 198) barelwiyo tum kehte ho ke jo hazrat thanwi r.a. ki ibarat ko kufr na mane wo b kafir he ab lagao in par fatwa . . barelwiyo dekho jahalt ahmaq raza ki . buzurgo ke kalam ka unki murad ke khilaf matlab nikal kar murad lena sarasar jahalat he iska koi acha natija baramad nai ho sakta ( aaina e ehle sunnat s.80 ) ab ye dekho tumhare alim b kehte he ke olama e deoband ki takfeer me un hone zadati ki or takfeer karne wale wo akele hi nazar aye mtlb kisi or ne sath na diya . molwi muhammad tofeeq barkati likhte he jitne b ikhtilaf he wo bhot mamuli he albatta olama e deoband ki takfeer ke bare me unhone tashaddud barta he ye alag bat he ke wo is me mukhlis nazar ate he ham unke nateeje se muttafiq nai ke in ibarat ki koi qabile qubool tawal nai agrche wo ibarat qabile etraz he magar unki niyyat par shak karna or takfeer par israr zayadati karna he . .( khayabane raza 217) . . AB DEKHO MISAL KYA HOTI HE . mufti abdul majeed khan saeedi likhte he misal mahaz tafheem ke liye hoti he masawat ke liye nai kanzul iman ke etraz ka operation s. 182 . or dactar altaf husain saeedi or khalil ahmad rana sahab ne ka aqeeda or nazriya to ye he mushabihat se masawat lazim nai ati jabke mushabbah ki bartari ka qol kiya jaye afzaliyat gose a'zam dalail wa shawahid ( 82 ) ala hazrat ki jahalat ka ek or namuna . tashbeeh or isaarah se mushabba wa mushabba ba ki barabri samjhna a'la darje ki himaqat wa jahalt he roedad munazra gustakh kon s. 539 . molwi ashraf siyalwi misal me sirf wajeh tamseel ka lihaz hota he jumla umoor me ishtiraq nai hota hashiya munazra jhang s. 52 . . molana lakhnawi kabi tashbeeh naqis ke sath mujarrad tafheem ke waste hoti he majmua fatawa urdu j.1 s. 20 Edited February 24, 2016 by shahabuddin quazi Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Kilk-e-Raza Posted February 24, 2016 Report Share Posted February 24, 2016 یہ سب تاویلیں رومن اردو کی بجائے اگر اردو یونی کوڈ میں ہوتیں تو نہ صرف پڑھنے میں آسانی ہوتی بلکہ جواب لکھنے میں بھی۔ پوسٹ نمبر ۱۲ کے شروع میں دیوبندی اپنے اعتراض میں لکھتا ہے کہ بریلوی شیخ ابو ثناء چھ سو سال پہلے۔۔۔۔ دیوبندی سے سوال ہے کہ چھ سو سال پہلے جلیل القدر محقق بریلوی تھے؟ اور جتنے حوالے دیے ہیں۔ ان کے اسکین تو پوسٹ کرو۔ نیز وہابی مثالوں کے حوالے سے دلائل دے رہا ہےجبکہ یہاں مسئلہ برابری کا ہے۔ دیوبندی اکابر حسین احمد ٹانڈوی اور مرتضی دربھنگی خود مان چکے کہ لفظ "ایسا" اتنا اور اسقدر کے معنی یا تشبیہ کے معنی میں کفر ہے۔ دونوں اکابر کا آپس میں اختلاف ہمارے موقف کی دلیل ہے۔ دیوبندی ہماری نہیں مانتے تو اپنے اکابر کی مان لیں۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MUSHTAQ Posted February 25, 2016 Report Share Posted February 25, 2016 Shahbodin Qazi Sahab Ne Apne Nama Amal Ki Tarah Post Ko sirf Siya Kar K Is Ka Subut Dete Rahe Hai K Un Ka Taluq Us Qabile ( Deo Band ) Se Hai jis Me Aqal Wale Ka Dakla Bilkul Mamnu Hai .... Khair Aap K Bina Sar Pair Ki Bato Ka jawab To Yaha Per Bhai Log Denge Hi Mai Sirf Aap Ko Aap K Ghar Tak Pauncha Deta Hu..jis Thanvi K Kufr Ki Wakalat Kar K Khud Ka Us Ka sacha Ja Nashin Sabit Karne Ki Bhar pur Koshish Kar Rahe Hai......Us Ki Ibarat Ka Kufr Hona aap K Ghar Se Sabit Hai Niche Scan Laga Raha Hu Thanvi Ki Mohabbat Ka Chachma Utar Kar Padhe Shayed Allah Tala Aap Ko Tauba Ki Taufiq De De Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MUSHTAQ Posted February 25, 2016 Report Share Posted February 25, 2016 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
shahabuddin quazi Posted February 25, 2016 Report Share Posted February 25, 2016 YE SARE TAWILAT MERE NAHI HAI DEOBNDIO NE FAILAYE HAI... AUR MAI ALHMDULILLAH SUNNI BARELVI HU BHAI JAN.. maine yaha ye sb ilzamat tawilat isliye dale ke inki haqiqat kya hai ap ilm walo se jan sakoo.. MAINE YAHA ISLIYE YE SB TAWILE DALA K YE MOUZU K. MUTABIK HO JAYENGA AUR BAKI K DOUBT BHI CLEAR HO JAYENGE... aur agar meri wajah se aapki post siyah ho rhi hai to aap khushi khushi mere post delete kr skte hai.. lekin inke jawab hamare jaise km ilm walo.k liye kafi mufeed honge.. ... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
MUSHTAQ Posted February 25, 2016 Report Share Posted February 25, 2016 Shahabodin Sab Asal Me Maine Aap Ki Post Dhiyan Nahi Padhi jis Ki Wajah Se Mujh Ko Mughalta Laga......Is K liye Mai Bhaut Hi Sharminda Hu Aur aap Se Maazrat Chata Hu 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana Posted February 26, 2016 Report Share Posted February 26, 2016 2 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lala khan Posted April 16, 2016 Report Share Posted April 16, 2016 salam to all ye hifzul iman ki ibarat par jis kisi ne bhi fb ke zishan madmni ka post copy kiya shayad wo sahab adhuri baat batana chahte he jabki fb par me khud is post ko dekh chuka hu dr tariq hussain bhai ne iska mudallal jawab diya he mashaAllah yaha to qafi ahle ilm hazraat he agar inhone jawab dena shuru kiya to in batil tawilat karne wale ka bhari janaza uth jaega Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Lala khan Posted April 16, 2016 Report Share Posted April 16, 2016 muazrat khuwa hu mujhe bhi mushtaq bhai ki tarah ye sahav hua ke kisi aur ne coment ki he isliye is tarah reply kar diya muaf kijiyega bhai Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mohammad Yasir Posted July 10, 2016 Report Share Posted July 10, 2016 1 me deobandi hazrat se pochan chahta ho baat ho rahi he k ilm gaib se murad kul ilmgaib he ya baaz ilm gaib ager baaz ilm gaib he to is me hazoor saw ki hi kiya takhsis (mazallah) aisa ilm to janvero paglo or bacho ko bhi hasil he kiya deoband aqida k ander hazoor saw or janvero paglo ka ilm gaib taslim karte he jab k deobandi aqida me to gairullah k lie ilm gaib manna shirk he to yaha per to janvero ka ilm gaib bhi taslim kar lia he deobandi aalim ashraf ali thanvi or un k chahne walo ne is tarah to ye log apne hi ulma k kuffar k fatwe ki zad me aa gay he 2 me deobandio se sawal karta ho k hazoor saw ki kiya takhsis se aap kiya murad lete he k kiya nabi saw ko jo ilm gaib hasil he aap ki nazar me us ki koi ahmiat nahi Mazallah 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
SaifUllah Posted July 10, 2016 Report Share Posted July 10, 2016 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana Posted July 11, 2016 Report Share Posted July 11, 2016 سیف اللہ صاحب میں نے اس تھریڈ میں یہ تحریر لکھی تھی ،اس کا جواب دیں۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
SaifUllah Posted July 11, 2016 Report Share Posted July 11, 2016 سیف اللہ صاحب میں نے اس تھریڈ میں یہ تحریر لکھی تھی ،اس کا جواب دیں۔ اسکا جواب اوپر موجود هے شائید آپنے پڑھنے کی زهمت نهیں کی Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Khalil Rana Posted July 11, 2016 Report Share Posted July 11, 2016 دیوبندی صاحب اس جواب اوپر موجود نہیں ہے میری تحریر کو آسان لفظوں میں سمجھیں کہ حضور نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا علم قطعی ہے، یقینی ہے،گمانی یا قیاسی نہیں، کیونکہ یہ وحی کا علم ہے اگر آپ اس علم کو قطعی نہیں مانو گے تواسلام کی ساری عمارت ہی منہدم ہوجائے گی، کہ پتا نہیں یہ بات صحیح ہے یا نہیں پھر تو کوئی بھی کہہ سکتا ہے کہ یہ بات تو حضور صلی اللہ علیہ وسلم نے اپنےگمان سے کہی ہے، قطعی نہیں ہے۔ زید عمر،صبی مجنون اور جمیع حیوانات کا علم قطعی نہیں جب ان کا علم قطعی نہیں تو تھانوی نےیہ کیا جھک ماری ہے اور کفر بکا کہ ایسا علم تو فلاں فلاں کو بھی ہے ۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.