Jump to content

Emaan E Waldaeen Emustafa Sallah Alaihi Wasllim


Kaamran

تجویز کردہ جواب

salam.gif ik khabis najdi nay nabi sallah alaihi wasllim kay waldaeen ko kafir or mushrik kahta hay or kahta hay un ka emaan lana sabit nahi or un ko jahanumi bhi kahta hay mazAllah us par wo ik hadeeth paysh karta hay kay mafhom nabi sallah alaihi wasllim kisi say mukhtib thay us say farmaya tumhray or mayray waldaeen jahannum may hay mayri guzarish hay kay is ka jawab inayat farmay is topic par mazeed dalail kay sath Emaan E waldaeen Emustafa sallah alaihi wasllim ko sabit karay ta kay in khabees najdio ko jawab diya ja sakay jazak_allah.gif

Link to comment
Share on other sites

bahi wo muslim ki rawayet hai jiss kai alfaz hain kai maira owr tumhara "ab" akhatai hain . arab mai ab chacha kai liyai bi bola jata hai . so us sai murad chacha tha . kisi bi hadess mai waldeen kai zouzakh mai hona nabi akram ka irshad nahi hai . yai najdi khabees hotai hain . mujai bi kuch arsai pahlai ik wahabi sai yahi masla huwa tha . phir mai nai bohat si books parhi . ho saka tou mai un kai refrence dai dun ga .

in khabisoo sai bhas karnai ka faida nahi hai . jahil hotai hain yai loug.

ap siraf apnai tour per tasali rakhain kai " aj tak koe bi nabi asa nahi aya jiss kai waladeen kafar houn. owr han qurran nai bi hazrat ibrahim kai cahcha azar ko un ka ab kaha hai . yaha per bi yai khabees loug un kai father consider kartai hain bagair ulma ki rahnumai kai.

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...