Jump to content

Congs

Aarzoo e Madina

تجویز کردہ جواب

(salam)

Mubarak hoo bhai..

But Sonhal Sis Yeah Topic Kiyon Start Kiya Ap Ney

lagta hay aapko bura laga.. Not Sure why :unsure:

Link to comment
Share on other sites

Assalamo Alikum dear sis sonhal......ham aik dusarey ko mubarak tu uss waqat dein jab hamein yeh confirm hu jaye k hamari posts aor baqi naikiyaan bi Allah Azzawajal ki bargah main maqbool hu chuki hein........Qurban jain Ammeer e Ahlesunnat ki madani souch per......aik baar press confrence main bapa jaan ney fermaya.....k ...main ney tu abi tak deen ka koee kaam hi nahi kiya........iss per log hairan reh gaye....k...bapa jaan joot bool rahein????? ....ager deen ka kaam nahi kiya tu itni bari dawat-e-islami kahan sey aa gayee......khair....bapa jaan ney fermaya....k.....asal main ......kaam tu wohi hey ju ikhlass (sincerety) k saath kiya jaiy .........aor main apney kaam main ikhlass nahi samjta...........Allahu akbar.....itni zabardast AJZI....ALLAH .....ALLAH.......ALLAH.......Azzawajal........

tu ikhlass k baghair kissi kaam ka koee faid nahi........i do not say ......k kissi ....k kaam main bi ikhlaas nahi hey....nahi nahi....aisa nahi........lakin yeh ikhlass milta buhet mushkil sey hey.......Allah Azzawajal ham sab ko Ikhlaas ki dulat sey mala mal fermay ameen....and may ALlah Azzawajal grant Khair o barket to all memebers...specially to...... those..... are making theire best efforts ameen.

wasalm with respect,

needy of dua e maghfirat e Faizan e Attar.

Link to comment
Share on other sites

(salam)

(ja) sister faizan e attar!

bohat achi islah farmai ap ne ham sab ki,ALLAH (azw) PYARAY AAQA (saw) k sadaqay mein murshid k waseelay se itni pyari pyari madani soch mujhay bhi ata farmaye aameeeeeen bijahin nabiyyil ameen (saw) (Baraye madina isi tarah hamari islah farmati rahain)

wassalam ma alikraam

Edited by iman
Link to comment
Share on other sites

Assalamo Alikum dear sis sonhal......ham aik dusarey ko mubarak tu uss waqat dein jab hamein yeh confirm hu jaye k hamari posts aor baqi naikiyaan bi Allah Azzawajal ki bargah main maqbool hu chuki hein........Qurban jain Ammeer e Ahlesunnat ki madani souch per......aik baar press confrence main bapa jaan ney fermaya.....k ...main ney tu abi tak deen ka koee kaam hi nahi kiya........iss per log hairan reh gaye....k...bapa jaan joot bool rahein????? ....ager deen ka kaam nahi kiya tu itni bari dawat-e-islami kahan sey aa gayee......khair....bapa jaan ney fermaya....k.....asal main ......kaam tu wohi hey ju ikhlass (sincerety) k saath kiya jaiy .........aor main apney kaam main ikhlass nahi samjta...........Allahu akbar.....itni zabardast AJZI....ALLAH .....ALLAH.......ALLAH.......Azzawajal........

tu ikhlass k baghair kissi kaam ka koee faid nahi........i do not say ......k kissi ....k kaam main bi ikhlaas nahi hey....nahi nahi....aisa nahi........lakin yeh ikhlass milta buhet mushkil sey hey.......Allah Azzawajal ham sab ko Ikhlaas ki dulat sey mala mal fermay ameen....and may ALlah Azzawajal grant Khair o barket to all memebers...specially to...... those..... are making theire best efforts ameen.

wasalm with respect,

needy of dua e maghfirat e Faizan e Attar.

ASLAM O ALIKUM

And walikum salaam dekhain sister main aap say behas nahi karoon gi lekan is main sirf itni he bat karoon gi k agar hum log aik dosray ko mubarak bad nahi dain gay tou is dunya main wo mohabbat kahtam ho jaye gi jo k muslmanoo ki apis main honi chahye ore ye tou koi bhe nahi janta na k us ka kon sa amal qabool ho raha hai ya nahi ho raha lekan agar hum aik dosray ki himmat nahi bandhain gay tou phir agla banda wohe kaam kaisay karay ga wo tou sochay ga na k last tym main nay itna kuch kya tou kesi nay tareef nahi ki is lie sumtiems humain aik dosray ko aisa kehna parta hai ore aap nay itni azeem shahsyet ki missal di hai hum log un jessa tou nahi na ho saktay han albata un jessa honnay ki koshish kar saktay hain bas sis ye he kehna tha is lie agar aap logoon ko mera iasa post karma bura laga tou us k lie main aap logon say mazrat khwan hoo nainda main ikhtayat karoon gi idhar kuch post karany main .. duaoon main yaad rakhye gat c ALLAH HAFIZ (ja)

(wasalam)

pirai islami bahan lagta hai aap naraz ho gaye hain aur faizan e attar sister ka yah matlab hargiz nahin kah aap yahan kuch post na karain aur nahi unhoon nai aap ko aisa kaha . hamain yahan pai aisi post karni chayen jin ko parh kar ham sab kai nakis ilam main izafa ho .hum sab members yahan aik doosray sai kuch seekhnay aur aik doosray ko kuch seekhnay k liye hain aur aik doosray ki islaah karnay k liye bhi hain . aur waise bhi agar hamaray pass kuch post karnay k liye kuch na bhi ho to yahan pai (ma) itni achi maloomat hain jin ko parh kar hum bohat kuch seekh saktay hain (ja)

Link to comment
Share on other sites

Assalamo Alikum sweet sis sonhal.....plzzz do not mind......mera maqsad ap ko ya kissi aor disheart ker nahi ......balkey....FIKRE MADINA......ki taraf tawaju dilana mera maqsad tha.....issi liye main ne apni post key end main sab ko dua di hey aor ab bi dua hey k Allah Azzawajal ap ko aor sab members ko buhet ziada khair o barket ata fermay......ameen.....ap ney yeh English ka maqula suna hu ga k........IF U R GOING EASY U R GOING DOWN......tu iss tarah jab ham fikre madina ki adat banay ge....apna muhasba khud kertey rahein gey tu hamara her kaam pehley sey better aor pir best hu gaye ga.....Allah Azzawajal apko khoush rakhey .....ameen

wasalm with respect.

muhtaj e dua e maghfirat o Faizan e Attar.

Link to comment
Share on other sites

tu brother madani munna ju k ham sab k hi chotey se bhai hein......iss liyee inn ki husla azai zarori nazar aa rahi hey..........tu chotey bhai ap ki ammi ko mubarak hu....aor ap ko bi.......iss baat sey inkar nahi k ap ney masha Allah Azzawajal.......waqee kafi acha kaam kiya hey.....Allah Azzawajal murshid k sadqey apni bargah main qabool germay aor ham sab ko ikhalss ki dulat sey mala mal fermay....ameen

MERA HER AMAL BASS TREY WASTEY HU

KER IKHLASS AIYSA ATA YA ILAHI .......AMEEN.....YA ILAHI AZZAWAJAL.

wasalam with dua e maghfirat ki request.

Link to comment
Share on other sites

(bis)

(salam)

nahi aisy bat nahi hai ... main nay mind nahi kya mujhay tou aisa lga tha k aap logon nay mind kya hai is lie main nay aap logon say muzrat ki thi jee hum diahr sekhnay he ayain hain ore apni jo thori si knowldge hai us ko share karnay .. bas Allah ore us ka Rasool S.A.W apni barga main qabool famain ... ore plz aap bhe kabhim eri kesi bat ka mind mat kejye ga hum aik dosray say he sekhtay hain ore main tou sekh rahi hoon... duaoon main yaad rakhye ga k

Madinay jana naseeb ho ore na ana naseeb ho ..

ALLAH HAFIZ

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...