Nigah_e_Attar 0 Posted December 11, 2011 Report Share Posted December 11, 2011 Q.1.islami behnow ke nazaz main jo rako main paown (feet )ko jhokanay ka kaha gia hai us say kia murad hai. Q.2.ortain sajdah kertay waqat paown (feet)ko right side per nekalain ge ya peechay ke taraf? Quote Link to post Share on other sites
ghulam e murshid 9 Posted December 12, 2011 Report Share Posted December 12, 2011 yaha par jo pawon ko jhukane ke liye kaha gay hai waha muraad ye hai ki ghutne ko thoda sa mod kar aage ki taraf kar de jis se pawon teda ho jae ek dum seedha na rahe aap is ko is ko neeche padh le aur aap Sajdah ki baat yahi padh le. Zyaadah Ilam haasil karne ke liye is link par click kare Islami Behno ki Namaz (Hanfi) Quote Link to post Share on other sites
Attaria786 3 Posted December 12, 2011 Report Share Posted December 12, 2011 (edited) untitled.bmpsalam,bahi ham nay islami behnow ke namaz pori hifaz ke hai ye jo app nay farmaia hai k paoonw ko tyera karna hai asa nehi karna ...or dosri rehi baat ye k paoonw ko sajday main pechay ko niqalna hai ya right side pay to new addition & old addition main iss main faraq hai ...na janay kon sa sehi hai agar app karachi phone kar k poch dain to karam bala aye karam ho ga waslam Edited December 12, 2011 by Attaria786 Quote Link to post Share on other sites
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.