Haqq Posted August 29, 2012 Report Share Posted August 29, 2012 Ahmed raza khan brelwio ka khuda ye dua hai ye dua hai ye dua tera aur sub ka khuda ahmed raza Reference: Naghmata-ar-rooh, page # 43 ,taba’at hind Allah pak aisay tamam kufariya aaqaid rakhnay walon say sab ki hifazat farma - Aameen. - Agar Bidd'at ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga. - Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai. - Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... Posted August 29, 2012 Report Share Posted August 29, 2012 یہ دعا یہ دعا یہ دعا ہے تیرا ور سب کا خدا احمد رضا تیری نسل پاک سے پیدا کرئے کوئی ہم رتبہ تیرا احمد رضا جناب حق صاحب دھوکہ دہی چھوڑ دیں دو اشعار لکھ دئیے اور سمجھ لیا تیر مار لیا ہے پورے اشعار لکھتے تو۔۔ مگر شیخ نجدی کی روح ایسا کرنے سے روک رہی ہوگے ان اشعار میں تو دعا کی جارہی ہے احمد رضا سے مخاطب ہوکر شاعر کہتاہے تیرا ور سب کا خدا احمد رضا تیری نسل پاک سے پیدا کرئے کوئی ہم رتبہ تیرا احمد رضا یعنی ائے احمد رضا جو تیرا اور سب کا خدا ہے وہ تیری نسل پاک سے کوئی تجھ جیسا ہم رتبہ شخص پیدا کرئے۔اور یہ دعا کی جارہی اللہ عزوجل کی بارگاہ میں۔دیوبندی کبھی نہیں سدھر سکتے اس لئے میں کہتا ہوں سونا جنگل رات اندھیری چھائی بدلی کالی ہے سونے والوں جاگتے رہیو چوروں کی رکھوالی ہے 2 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted August 29, 2012 Report Share Posted August 29, 2012 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore Posted August 29, 2012 Report Share Posted August 29, 2012 مغل بھائی میں آپ کی اس بات سے متفق نہیں ہوں کہ حق صاحب نے کوئی دھوکہ دہی کی ہے۔یہ بات درست ہے کہ انہوں نے خود صرف دو ہی مصرعے لکھے، لیکن ساتھ ہی مکمل اسکین شدہ صفحہ بھی پیش کر دیا ہے جس میں دیگر اشعار دیکھے جا سکتے ہیں۔ البتہ تحریر شدہ دو مصرعوں سے جو نتیجہ انہوں نے اخذکیا، وہ ناصرف یہ کہ خاصہ مضحکہ خیز ہے بلکہ حق صاحب کی "اعلیٰ فہمی" اور "عمدہ تحقیقی صلاحیتوں" کی قلعی کھولنے کے لیے بھی کافی ہے۔ اگر ان کی تحقیق کا سلسلہ یونہی جاری رہا، تو مجھے یقین ہے کہ اپنے دعوے کے مطابق یہ "حق" کو تلاش کر کے ہی دم لیں گے۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted August 30, 2012 Author Report Share Posted August 30, 2012 Let it be decided by "Awaam" that what is mentioned in the aforesaid attachment - All is crystal clear, attachment is self explanatory. No reply from my side in madatory is this regard. - Agar Barelviat ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga. - Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai. - Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain - Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
AhleSunnat Posted August 30, 2012 Report Share Posted August 30, 2012 (edited) Let it be decided by "Awaam" that what is mentioned in the aforesaid attachment - All is crystal clear, attachment is self explanatory. No reply from my side in madatory is this regard. When you are posting in an Urdu Forum its better you refrain from English that will be helpful for all those who don't understand English. what reply you can give you are an absolute joker that's what you have been doing thus far. ......yei dua hai yei dua hai yei dua taira aur sab ka khuda Ahmed raza tairi nasl e pak say paida karay phir koi ham rutba taira Ahmed raza...... yei tu dua hai kay Allah azzwajal .. Imam Ahmed Raza rahmatullah alaih ka ham rutba paida karay Ahmed Raza rahmatullah alaih aap ki he nasal say .... is par jo deobandi mukammal taur par munafiqat mai doab kar pagal ho chukay hain wohi kah saktay hain kay yaha Khuda.. Alahazrat rahmatullah alaih ko kaha gaya hai .. rahee baat aap ka farmana kay Awam faisla kar lay gee tu Alhamdulillah Awam e Ahlesunnat wa 'al jamat kay Aqiday bhee pakeza hain aur Iman bhee mazboot hamray aqaid umda achay, musalsal hain. jo zara si bhe aqal rakhnay wala sahee soch ka aadmi yei parhay ga poori dua.. us ko aap ka dajl o faraib nazar aa jaiay ga. rahee deobandi awam to aap kay hakeem ul ummat kay farman kay mutabiq deobandi awam kay aqeeda ki kia misal hai aqalmand ko ishara kafi hota ha to jin kay aqiday aisay ho un ki sochnay samjhnay ki salahyat bhe aisi he kharab hoti jaisi aap apni posts say saboot pay saboot faraham kartay ja rahay hain. is leay bahtar hai aainda jawab na day kar apni deobandiyat par ahsan karain. Edited August 30, 2012 by AhleSunnat 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed Posted August 30, 2012 Report Share Posted August 30, 2012 برائے مہربانی اس کو امداد اللہ مہاجر مکی صاحب کے وہ اشعار بھی دکھا دیں جو انہوں نے اپنے پیر کی تربت کے کتبے پر لکھوائے تھے اور پھر اُس کے بارے میں بھی پوچھ لیجئیے شائد ان کی عقل ٹھکانے آئے۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore Posted August 30, 2012 Report Share Posted August 30, 2012 Let it be decided by "Awaam" that what is mentioned in the aforesaid attachment - All is crystal clear, attachment is self explanatory. No reply from my side in madatory is this regard. - Agar Barelviat ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga. - Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai. - Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain - Oh really?? So you believe that no reply is mandatory from your side, because the attachment is self explanatory. I must say, WHAT AN EXCUSE SIR!!!! But can you explain, what made you give such ABSURD comments on this “crystal clear” kind of thing? Why didn’t you leave it to the readers to make their own judgment, at first? Apologies to Ahlesunnat bhai for posting in English Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast Posted August 30, 2012 Report Share Posted August 30, 2012 On 8/30/2012 at 2:22 PM, HAQQ said: Let it be decided by "Awaam" that what is mentioned in the aforesaid attachment - All is crystal clear, attachment is self explanatory. No reply from my side in madatory is this regard. On 8/30/2012 at 2:22 PM, HAQQ said: "Awaam" . On 8/30/2012 at 2:22 PM, HAQQ said: No reply from my side in madatory is this regard. On 8/30/2012 at 3:40 PM, AhleSunnat said: When you are posting in an Urdu Forum its better you refrain from English that will be helpful for all those who don't understand English. Aap ki bat bilkul Durust hay. ................. Jis kisi ko angrezi main post karni hay un k leay english Section mojood hay. Par wahabion ko itni aqal naheen hoti , Aor rules follow karnay ki tameez bhi naheen hoti. Agar har koi urdu forum main apni apni zban bolna shuroo kar day to forum bekar ho jaye ga. Lihaza urdu forum main Urdu k elawa doosri zbanain istemal na ki jain. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted August 31, 2012 Author Report Share Posted August 31, 2012 Mere madni bhaion agar apko Allah ki zat pay itna he yakeen hota to Allah zaroor mil jata apko... Aur Allah pak apni muhabbat may kise ko kahan pocha de aur kisee ko kia kuch aata karde, yeh bat apki samajh say kafi bala tar hai.... Pehlay ap Bugaz, badkalami, keena, tafaruqat, bidd'at, shirk, aur kufria harkat say bahir ajyn phir dekh len gay k is k bahar bhe aik duniya hai... Lakin yeh baaten wohi janta hai jo Allah ko pechan leta hai.... Na k kufr k seedhay seedhay alfazon ko chupanay k liye falto jawabat / taweelat k zariye say us k aasrat ko zayil karnay ki koshish kartay.. Allah ap hum sab ko hadiyat aata farmaiy - Aameen. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted August 31, 2012 Author Report Share Posted August 31, 2012 (edited) Aur ap bhaion ko aik bat aur bata don ... Kyun k main bhe aik biddati khandan say taluq rakhta hon, kyun k mere khandan may bhe aksar unparh hain aur mujhe un say koi shikwa nahi hai, sirf chahta hon k wo ilm hasil kar len, sab theeq ho jye ga, kyun k i know.... - Agar Bidd'at ki biqa chahte ho to zamnay ko ilm Hasil Karnay say rookna hoga. - Kyun kay ilm Shahoor deta hai, aur Shahoor Tehqeeq karnay k raston ko ujagar karta hai. - Aur Tehqeeq karnay walay HAQQ ko talash kar hi lete hain - Humaray he khandan k aik fard ko jab may nay yeh bat kahi k "Allah pak hum sab ko Sahi rastay pay chaliye - Aameen" Tou un mousoof k hairan kun jawab pay may satpata k reh giya k Allah pak dilon pay aisay bhe muhar laga deta hai k haq aur sach bat kehna bhe dushwar ho jata hai ? unho nay jawab diya " Nahi, Allah hum ko Ahlay Sunnat Wal Jamat pay he rakhay - Aameen" May nay socha k yeh jahalat ki intiha hai, kyun k 73 may say kisee maslak ko bhe Allah pak nay certificate nahi hai sahi honay ka, Ab Allah k wastay is pay bhe koi galat taweelat na lay aiyega... Edited August 31, 2012 by HAQQ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 تیرا اور سب کا خدا ،(اے) احمد رضا !۔ تیری نسل پاک میں پیدا کرے کوئی ہم رتبہ ترا،(اے)احمد رضا!۔ یہاں (اے)ضرورت شعری کی وجہ سے محذوف ہے۔ تیرا اور سب کا خدا ،احمد رضا جملہ خبریہ نہیں بلکہ دعائیہ جملہ کا ایک جزو ہے۔اس کو جملہ خبریہ سمجھ کر اعتراض کرنا درست نہیں۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 مسٹر ناحق، اب ان اشعار کے بارے میں بھی کچھ بول دو جو آپ کے بہت بڑے امداد اللہ مہاجر مکی نے اپنے پیر کی قبر کے کتبے پر لکھوا کر لوگوں کو "شرک جلّی"کی دعوت دی کہ پتھر کی بنی قبر کی زیارت کو وہ خدا کا دیدار کہہ رہے ہیں۔ توحیدی بھائی نے اپنی پوسٹ میں کتاب کا اسکین پیج لگایا ہے مگر آپ اُس سے نظر چرارہے ہیں۔جس کو ہوئے شوقِ دیدار خدا اُن کے مرقد کی زیارت کو وہ جا یعنی پیر و مرشد و مولا میرے حضرت نور محمد نیک پے صرف اِن اشعار کے بارے میں بتادیں پہلے کہ ان اشعار کہنے والے نے کیا لوگوں کو کھلی شرک کی دعوت دے کر لوگوں کا ایمان خراب کیا ہے یا نہیں۔ باقی باتیں بھی ہوتی رہیں گی۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted August 31, 2012 Author Report Share Posted August 31, 2012 (edited) Ghulam.e.Ahmed bhai, ap k is sawal k jawab may nay chupay alfazon may #11 may de diya hai... ChishtiQadri bhai, yeh jawab to ap say pehlay bhe kise madni bhai nay diya tha, lakin yeh tashreeh to ap bhaion ki he ki hue hai, Shaer ko us k matan k aitbar say parhen aur bahasiyat aam aadmi is ka jawab den... Aur agar ap ka jawab sahi man liya jye (us shaer k baray may) to iski kis tarah tashreeh karen gay "Tera humsar zer-e-Qudrat hai magar, Hum zaman tera hargiz na tha Ahmed Raza"... Ab is k baray may ap kia kahen gay ??? jab k Allah k bad Huzoor-e-Pak (SAWW) ka darja hai aur isay jo jhutla de wo muslman he nahi hai (Mujhe pata hai ap may say koi is ka inkar nahi karay ga).. to kia is shaer ki ru say Alla Hazrat Sahab ko shair Huzoor-e-Pak (SAWW) say bartar nahi bata raha (nauzubillah) ? Bhai ap k aqaid boath say sahi bhe hon gay lakin yeh Nazam shirk say bhari hue hai - mera question ka sirf yahee maqsad hai Edited August 31, 2012 by HAQQ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted August 31, 2012 Author Report Share Posted August 31, 2012 Toheedi bhai yeh to may pehlay bhe parh chuka hon aur jawab bhe de chuka hon... Ab ab bhe please mujhe jawab de den k dusray walay shaer ki tashreeh kia hoge ? Please... Allah apko jaza-e-khair aata farmaiy... Pehlay ap mera jawab de den, phir ap jo sawal karen gay main zaroor donga... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mughal... Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 Toheedi bhai yeh to may pehlay bhe parh chuka hon aur jawab bhe de chuka hon... Ab ab bhe please mujhe jawab de den k dusray walay shaer ki tashreeh kia hoge ? Please... Allah apko jaza-e-khair aata farmaiy... Pehlay ap mera jawab de den, phir ap jo sawal karen gay main zaroor donga... جناب حق صاحب آپ نے پہلے جس شعر پر اعتراض کیا ہم نے جواب دئے دیا اب کیا آپ اس پورئے سکین کی تشریح ہم سے کروانا چاہتے ہیں؟ اب یہ کتاب اتنی بھی معتبر نہیں کے ہم اس کے ہر شعر کی تشریح کریں اور وہ بھی ایسے شخص کے لیئے جس کا کوا سفید ہے اس کتاب کے متعلق آپ ہمارئے علماء کی رائے بھی جان لیں اب ذرا نیچے والے اشعار پڑھو جو جواب تمہارہ ان اشعار پر ہوگا وہی ہمارہ اُن اشعار پر ہوگا۔فضول میں اپنے دل کی بھڑاس مت نکالنا۔ ان سکین پیجزکے تما م اشعار کا جواب جو ہوگا تمہارہ وہی ہوگا ہمارہ جواب ۔۔۔۔۔۔۔۔۔ ابھی اور بھی سکین پیجیز فی الحال ان کو جواب؟ اور ہاں سڑی باتیں کر کے دل کی بھراس مت نکالنا 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Umar Taj Attari Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 kia mjhe koi bataye ga ke ya manqabat kis ki likhi hui he? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
RazaviTiger Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 Mughal Bahi q time zaya karte hain ap ap ko pata to ha deobandi iteraz to bohat karte hain mager jawab dane ki bari talib-e-ilm ban jate hain aur jan chura late hain ...aur aik to is forum ka rules b na zara sakat nahi hain baki forums ki thara jo deobandi jahil kug b nahi jnata ider copy past karna shuru ho jata ha aur pher jawab dane ki bari fazool bak bak shuru kar data ha ........ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ghulam.e.Ahmed Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 Ghulam.e.Ahmed bhai, ap k is sawal k jawab may nay chupay alfazon may #11 may de diya hai... ChishtiQadri bhai, yeh jawab to ap say pehlay bhe kise madni bhai nay diya tha, lakin yeh tashreeh to ap bhaion ki he ki hue hai, Shaer ko us k matan k aitbar say parhen aur bahasiyat aam aadmi is ka jawab den... Aur agar ap ka jawab sahi man liya jye (us shaer k baray may) to iski kis tarah tashreeh karen gay "Tera humsar zer-e-Qudrat hai magar, Hum zaman tera hargiz na tha Ahmed Raza"... Ab is k baray may ap kia kahen gay ??? jab k Allah k bad Huzoor-e-Pak (SAWW) ka darja hai aur isay jo jhutla de wo muslman he nahi hai (Mujhe pata hai ap may say koi is ka inkar nahi karay ga).. to kia is shaer ki ru say Alla Hazrat Sahab ko shair Huzoor-e-Pak (SAWW) say bartar nahi bata raha (nauzubillah) ? Bhai ap k aqaid boath say sahi bhe hon gay lakin yeh Nazam shirk say bhari hue hai - mera question ka sirf yahee maqsad hai Wah mr. Haqq, is shair mein patthar ki bani QABAR ki ziyarat ko Khuda ka Deedaar kaha gaya hai or aap yeh keh ker jaan churra rahe ho keh "chupay lafzon mein #11 is ka jawab de diya hai" bohot khoob, kiya ALLA ne in ki QABAR ko yeh muqaam ataa farma diya hai jaisa keh is shair mein likkha hai? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Ahmad Lahore Posted August 31, 2012 Report Share Posted August 31, 2012 معذرت خواہ ہوں، لیکن میری رائے ان صاحب کے بارے میں تھوڑی سی مختلف ہے۔ جہاں تک میں سمجھا ہوں، یہ کوئی انتہائی اعلیٰ پائے کے اداکار ہیں، کیونکہ حماقت و جہالت بہرحال کسی ایک شخص میں اتنی کثیر مقدار میں جمع نہیں ہو سکتی۔ اور یہ محض اپنی اوٹ پٹانگ حرکتوں سے دوسروں کو زچ کر کے حظ اٹھاتے ہیں۔ ویسے اگر کسی نوٹنکی میں اپنی مہارت کے جوہر آزمائیں تو یقیناً شہرت اور دولت دونوں ہاتھوں سے سمیٹ سکتے ہیں۔ 2 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted September 1, 2012 Report Share Posted September 1, 2012 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted September 1, 2012 Author Report Share Posted September 1, 2012 جناب حق صاحب آپ نے پہلے جس شعر پر اعتراض کیا ہم نے جواب دئے دیا اب کیا آپ اس پورئے سکین کی تشریح ہم سے کروانا چاہتے ہیں؟ اب یہ کتاب اتنی بھی معتبر نہیں کے ہم اس کے ہر شعر کی تشریح کریں اور وہ بھی ایسے شخص کے لیئے جس کا کوا سفید ہے اس کتاب کے متعلق آپ ہمارئے علماء کی رائے بھی جان لیں Mughal Bhai Zabardast Main bhe yahee chahta tha k ap faltu may aik shirkia shairi ko sahi sabit karnay k bajiye us k shirk ko tasleem kar len..Aur agar ap sare madni bhai us kufria shaer ki galat tashreeh kar bhe rahay thay lakin dusray shaer k meanings saf zahir hain, jis may kisee taweel ki gunjaish he na thee, to ap nay khud he accept kar liya k wo kitab he ghustana hai (yanii is bar ap nay kisee dusray mulla he kitab ka scan proof de diya k yeh ghustana ibarat hai..... AB MUJHE PLEASE YEH BATA DEN K JAB AP NAY IS BAT KO TASLEEM KAR LIYA K YEH SHARKIYA AUR GHUSTAKHANA KITAB HAI..... To ap Aala Hazrat sahab ka hawala dete huay jab ap he k alim nay kufr ka fatwa laga diya to ap us ko kyun tasleem nahi kar rahay ? Ap chotay nahi ho jyn gay agar accept kar len k yeh bhe kufria ibarat hai.... Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Haqq Posted September 1, 2012 Author Report Share Posted September 1, 2012 Toheedi Bhai, aur Ghulam.e.Ahmed bhai, Sawal / aitraz pehlay mera tha to jawab bhe pehlay mujhe diya jana chahiye. Ap dusra thread yahan pay ya phir "BadMazhab" k forum pay ja kar start kar saktay hain. Main dono jagah apko reply karon ga - inshAllah. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.