Jump to content

Hazrat Ibrahim Salatu Wassalam Ki Traf Jhoot ki Nisbat


Margzaar

Recommended Posts

Bahi bari deer bad Jage mere Sunni bahi, aik tu Sunni soota bhout he . Jaago bahi.

 

bhai yei koi jaadu ka chiraagh to nahin keh jaise hi sawaal kiya or jawaab haazir. reseach work mein time lagta hai, deen ka muaamla hai bohot si ahtiyaat bhi laazim aati hein. agar kisi bhi Dar-ul-Iftaa mein fatwa lene jaya jaiy to 3 din se 1 haftaah lag jaeyga.

 

baraiay maharbani aaindah khayal rakkhein.

Link to comment
Share on other sites

Janab Margzar sahab yaha is forum par sab apni anpi nokri ya karobar , parhai aur deegar masrofyat say waqt nikal kar aatay hain ..

 

waqt mil jaiay phir sawal ka jawab likha jaaiy phirr bhee na har kisi kay pas internet har waqt maujood hota hai na light is leay jawabat mai waqt lagna koi anokhi baat nahee. .

 

fareeq e mukhalif ko bhee bata dia karain kay koi aaitaraz ya sawal karain tu phir us kay jawab kay leay sabar bhe zarori hai.

 

jazak Allah

Link to comment
Share on other sites

Assalamoalaikum

 

Margzaar bhai Welcome to Islamimehfil!

 

 

Bhai Jis ''tafseel'' k sath aap nay suwal likha tha shayd koi jwab hi na deta , aap ko Huzaifa bhai ka shukar guzar hona chaheay keh unhon nay jwab to diya.

 

Btw 5 hours main Huzaifa bhai nay jwab post kia , ab 5 HOURS bhi ziada hain??? aap ka jwab to bahut jaldi post kar diya gya hay. warna jwab main haftay ya maheenay lagtay hain.

 

...........

 

Behrhal ab aap nay bhi Islamimehfil join kar li hay , umeed hay next time aap bhi Islamimehfil main jwabat post kia krain ge, to naye aanay walay members ko aasani ho gi. Jazak Allah Azawajal

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...