Smart Ali Posted November 20, 2012 Report Share Posted November 20, 2012 Assalam alaikum hazrat mera ahle hadith say facebook per manazrah chal raha hay. baat mazarat per jana or un kay waseelay say manga shirk hay. ya topic rakkah. mager ahle kahbees nay bola pehlay kachi or pakki qaber per baat start karo. us nay kaha pehlay mien dalil dayta hoon. AHLE KHABEEES : Amir Hamza Main kehta hun ki aam muslim ho chahe khaas muslim ya koi nabi hi kyun na ho, kisi ki bhi qbr ko pukhta karna aur wahan quba bnana shariyat men haram hai aur aisa karne walo par pyare rasul saw ne laanat bheji hai. Ye mera daawa hai aur main apne daawe ki dalil vi pesh karne laga hun. . . . . . Amir Hamza Ye lo main apne dawe ki pehli dalil pesh karne wala hun. . . Ok, thats fine, May allah forgive all ur sin. Sahi bukhari Buk of janaza Hadith no. 1341 Ye hai hadith ka refrance jo avi main pura context ke sath de raha hun. Amir Hamza Hazrat ayesha rza kehti hain ki jb ap saw beemar pade to apki kch biwiyo ( umme salma aur umme habiba rza ) ne 1 church ka zikr kiya jo unhone habsha/ethopia men dekha tha. Unhone uski khubsurti aur usmen rakhi hui tasveer ka vi zikr kiya. Pyare rasul ne farmaya ki ye wo log hai jb unmen koi naek saaleh admi mar jata to uski qbr par masjid bna lete aur unmein tasveer rakhte. Allah ke nazdik ye log sari makhluq men sbse bure hain. Amir Hamza Murdo ki qbro par mazar bna kar urs lagane walo, dekho pyare rasul ne tm logo ko sari duniya ke sbse bura admi kaha hai. Smart tmne apni bat ki dalil ni di ki aam logo ki qbr ko pukhta ni kiya ja sakta magar khas logo ki kiya ja skta hai. Kya hua ali bhai? Amir Hamza Ali tm kam se kam apne is daawe ki koi dalil pesh karo ki common muslim ki qbro ko pukhta karna aur unpar quba bnana haram hai magar tmhare naam nihaad waliyo aur sufiyo ki qbro par jaez hai? Kam se kam iski koi dalil pesh to kar do? Ok, I am waiting, dekhte hain kb ap reply karte hain. HAZRAT is ka REPLY kerdien. plzzz help. muihjay ahle kahbees ko moo tor jawab dayna hay. JA UL HUQ may hadeesien hien mager un ka reference nahi hay. for example : hadith#, BOOK ka page# etc PLZZ HELP Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
خاکسار Posted November 20, 2012 Report Share Posted November 20, 2012 Bhai Sb sab say pahlay tu app yah dakhiya kay Munazra karna Ulma Kiram ka kam hay app ka nahi. Isi kam ilmi ki waja say buhat say loog Apnay sahi akiday say badzan bi ho jatay han our gumrah bi. Kyun kay jab jawab ki zarorat parti hay tu koi jawab danay wala nahi milta, our phir is tarha shirmandagi bi hoti hay our phir apnay jhootay honay ka bi khayal ata hay. Agar koi app say kahay bi kuch tu us say kahiya kay kisi ilam say rabta karo....Khud nahi ana chahiya jab takk mukamal ilam our mozo par aboor na hasil ho. Abb masla Rafa Yadaadn ka hi lay lan, najanay kitnay logon ko is tarha say Ahl'Sunnat say badzan kiya jata hay. Wo ahadees pash kartay han RafaYadeen kay karnay ki, our jab app kuch pash karan gay tu wo kahan gay yah tu zaeef hay. Tu is lia bachna chahiya, jab tak kay mukamal ilam nahi hota app kay pass. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 20, 2012 Author Report Share Posted November 20, 2012 hazrat ALHAMDO LILLAH koi muhjay ahle sunnat wa jammaaat brailve maslak say bud zun nahi ker sakta. allah muhjay insha allah brailvioon may rakhay ga or un hee may emaan kay sath maut ata fermai ga. ameen ab JA UL HUQ ki baat ker laytay hien. is may bhukari, muslim shareef ki ahadith di gayee hien. jaisay bhukari, kitbaukl janaiz.....mager hadith# nahi hay. ya bara masla hay. doosri baaat jo hadith ahle khabeees nay paish ki hay us ka kiya jawab hay? last may ya baat kahooon ga kay jub kahi phunsta hoon to app jaisay shair mojood hien jo mayri help kertay hien. is liya facebook per jo bhi brailviyoon kay khilaaaaf zaher ugalta hay to mien kood jata hooon. muhj say berdasht nahi hota. kiun kay app jaisay sunni tiger mojood hien meray sath Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Eccedentesiast Posted November 20, 2012 Report Share Posted November 20, 2012 Post No.2 Hwala Jaat k Saath Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted November 21, 2012 Report Share Posted November 21, 2012 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy Posted November 21, 2012 Report Share Posted November 21, 2012 (edited) is hadees ka scan mil jaye to maza ajaye, aur is per baat bhi khatam ho jaye, ye to saaf likha hai....agar ye hadees hai to wahabio ko ye hadees q nahi dikhi,.... jazak Allah Edited November 21, 2012 by Zulfi.Boy Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted November 21, 2012 Report Share Posted November 21, 2012 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy Posted November 21, 2012 Report Share Posted November 21, 2012 jazak Allah Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Zulfi.Boy Posted November 21, 2012 Report Share Posted November 21, 2012 toheed bhai is hadees me to baagh me jo qabre thi unko khodi hai, to ab agar is per aeteraaz ho ke ye to baagh ke liye tha, us hukm ka is me nahi hai to??? jawab inayat farmaye Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 21, 2012 Author Report Share Posted November 21, 2012 (edited) Mien nay ja al huq may say ashab-e-kaif ka kissa nakal ker kay us ko behja to us nay ya reply kiya AHLE KHABEES kay Reply: Amir Hamza Ise kehte hain: khisiyani billi khanba noche. Amir Hamza Dost ashab e kahf ke waqye se hargiz sabit nahin hota ki qbro par masjid aur quba bnaya jaez hai. Main tmse puchta hun kya ashab e kahf ki qaum wale nabi the ya kya the? Jb wo nabi nahin the to unka amal hamare liye hujjat kaise ho sakta hai. Main dalil de raha hun ki mohammad ur rasulullah saw ne qbro par masjid bnane walo ko duniya ke sbse bure log kaha ( bukhari hadith no. 1340 ) aur tm ajeeb admi ho jo keh rahe ho ki ashab e kahf ki qaum walo ne unki qbro par masjid bnayi! Main puchta hun bat kiski mani jayegi, aakhiri rasul ki jinke bad koi nabi nahin ane wala ya fir akhiri nabi se hazaro saal pehle guzri kisi qaum ke logo ki? Btao kiski bat mani jayegi? Khalfan Ahmad ویسے یہ استدلال تو صرف انہی بھائی نے لیا ھے اس آیت سے وہ کیسے Khalfan Ahmad وَكَذَلِكَ أَعْثَرْنَا عَلَيْهِمْ لِيَعْلَمُوا أَنَّ وَعْدَ اللَّهِ حَقٌّ وَأَنَّ السَّاعَةَ لَا رَيْبَ فِيهَا إِذْ يَتَنَازَعُونَ بَيْنَهُمْ أَمْرَهُمْ ۖ فَقَالُوا ابْنُوا عَلَيْهِمْ بُنْيَانًا ۖ رَبُّهُمْ أَعْلَمُ بِهِمْ ۚ قَالَ الَّذِينَ غَلَبُوا عَلَى أَمْرِهِمْ لَنَتَّخِذَنَّ عَلَيْهِمْ مَسْجِدًا﴿018:021﴾ Amir Hamza Pehle main tmhare cmnt ko repeat karta hun fir uska jawab deta hun, tmne likha hai ki: " aur unhone kaha ki ashab e kahf par aisi deewar bnao jo inki qbr ko ghairey aur inki mazarat logo ke janey se mehfooz ho jaye jaise nabi pak saw ki qbr ko char deewari se ghair diya gaya hai" Magar ye bat namanzoor hui tb masjid bnayi gayi. Ye hai ali tmhara pura cmnt ise gaur se pado aur dosto ap sb vi ali ke is cmnt ko gaur se padiye aur ali ke jhuth ko samajhiye tb tk main isi se related cmnt likh raha hun. . . . . Amir Hamza Khalfan bhai tarjuma vi kar dijiye. Khalfan Ahmad اور اسی طرح ہم نے (لوگوں کو) ان (کے حال) سے خبردار کر دیا تاکہ وہ جانیں کہ خدا کا وعدہ سچا ہے اور یہ کہ قیامت (جس کا وعدہ کیا جاتا ہے) اس میں کچھ بھی شک نہیں۔ اس وقت لوگ انکے بارے میں باہم جھگڑنے لگے اور کہنے لگے کہ ان (کے غار) پر عمارت بنا دو ان کا پروردگار ان (کے حال) سے خوب واقف ہے، جو لوگ ان کے معاملے میں غلبہ رکھتے تھے وہ کہنے لگے کہ ہم ان (کے غار) پر مسجد بنائیں گے۔ Khalfan Ahmad اس سے اگلی آیت بھی کچھ کہہ رہی ھے Khalfan Ahmad سَيَقُولُونَ ثَلَاثَةٌ رَابِعُهُمْ كَلْبُهُمْ وَيَقُولُونَ خَمْسَةٌ سَادِسُهُمْ كَلْبُهُمْ رَجْمًا بِالْغَيْبِ ۖ وَيَقُولُونَ سَبْعَةٌ وَثَامِنُهُمْ كَلْبُهُمْ ۚ قُلْ رَبِّي أَعْلَمُ بِعِدَّتِهِمْ مَا يَعْلَمُهُمْ إِلَّا قَلِيلٌ ۗ فَلَا تُمَارِ فِيهِمْ إِلَّا مِرَاءً ظَاهِرًا وَلَا تَسْتَفْتِ فِيهِمْ مِنْهُمْ أَحَدًا﴿018:022﴾ (بعض لوگ) لوگ بظاہر کچھ کہیں گے کہ وہ تین تھے (اور) چوتھا ان کا کتا تھا اور (بعض) کہیں گے کہ وہ پانچ تھے اور چھٹا ان کا کتا تھا (اور بعض) کہیں گے کہ وہ سات تھے اور آٹھواں ان کا کتا تھا۔ کہہ دو کہ میرا پروردگار ہی ان کے شمار سے خوب واقف ہے ان کو جانتے بھی ہیں تو تھوڑے ہی لوگ (جانتے ہیں) تو تم ان (کے معاملہ) میں گفتگو نہ کرنا مگر سرسری سی گفتگو اور نہ ان کے بارے میں ان میں سے کسی سے کچھ دریافت ہی کرنا۔ Amir Hamza Ab tmhare cmnt pad kar malum hua ki ashab e kahf ka zamana nabi saw ke bad ka hai tabhi to un logo ne kaha ki "is tarah in logo ki qbr ko ghair do jaisey nabi pak saw ki qbr ko ghaira gaya hai". Yahan par ali bhai apne bahut bada iblisi khel khelne ki koshish ki hai aur hum sb logo ko dhokha de kar bach nikalna chahte hain kyunki hum sbko malum hai ki ashab e kahf ka zamana nabi pak saw se hazaro saal pehle ka zamana hai, magar tmhare cmnt se sabit ho raha hai ki unka zamana nabi pak saw ke bad ka hai tabhi to wo dalil ke taur par nabi saw ki qbr ka istemal kar rahe hain. Ali bhai kch vi likhne se pehle ek bar soch liya karo. Amir Hamza Ab kya kehte ho ali, ashab e kahf ke bare mein detail mein guftugu karne se khud quran hamein mana kar raha hai, to fir btao fir is waqye se koi masla kaise hal ho sakta hai? Amir Hamza Kya hua smart ali bhai, tmhare pas koi sahi dalil hai ki nahin jo ye sabit kare ki qbro ko pukhta karna aur unpar masajid bnana jaez hai? Agar tmhare pas dalil ho to pesh karo, inshallah hum zarur manenge. Agar nahin hai to apne is aqeede se laut ao kyunki shirk ko kholne wala darwaza hai ye amal. Agar ab vi yaqeen nahin ata to bolo tmhen aur vi dalil hm de sakte hain! Magar yar kch to response do? Amir Hamza Tmne mere bhai ye vi kaha tha ki aam muslim ki qbr ko pukhta karna aur unpar quba karna haram hai magar buzurgo ki qbr ko pukhta karna aur unpar masajid bnana jaez hai, main tmse puchta hun is aqeede ka subut pesh karo? Kahan se? Quran se aur pyare rasul ki sahi ahadith se. Agar koi dalil hai to pesh karo ni to apne aqeeday se ruju karo ki yahi sahi tarika hai, kamyabi isi mein hai. Edited November 21, 2012 by Smart Ali Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted November 23, 2012 Report Share Posted November 23, 2012 2 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Usman.Hussaini Posted November 24, 2012 Report Share Posted November 24, 2012 hazrat ALHAMDO LILLAH koi muhjay ahle sunnat wa jammaaat brailve maslak say bud zun nahi ker sakta. allah muhjay insha allah brailvioon may rakhay ga or un hee may emaan kay sath maut ata fermai ga. ameen ab JA UL HUQ ki baat ker laytay hien. is may bhukari, muslim shareef ki ahadith di gayee hien. jaisay bhukari, kitbaukl janaiz.....mager hadith# nahi hay. ya bara masla hay. doosri baaat jo hadith ahle khabeees nay paish ki hay us ka kiya jawab hay? last may ya baat kahooon ga kay jub kahi phunsta hoon to app jaisay shair mojood hien jo mayri help kertay hien. is liya facebook per jo bhi brailviyoon kay khilaaaaf zaher ugalta hay to mien kood jata hooon. muhj say berdasht nahi hota. kiun kay app jaisay sunni tiger mojood hien meray sath Ap ka jazba Qabil e Tehseen hay.Har Muslaman ko ahle batil kay samnay diffa e Haqq kerna chahey.Per is kay lea zaroori hay kay Ulma e AhleSunnat say rabta rakhay aor ULma ke kitabon ka mutala karain. Kuch Guzarishat hain; 1) Topic post karnay say pehlay is forum ko search kar kay pehlay say mojood motaliqa topics perh lea kejeay. jasiay . http://www.islamimeh...ahaba-o-auliya/ 2) Wahabi tola khud ko Salafi yani Aslaf kay naqash e qadam per chalnay wala kehta hay tu..... os se mutalaba kejeay kay "Ambiya o Auliya" kay mazazrat na banane kay khilaf "Sareeh Daleel" aslaaf say paish karay. Daleel mai Ambiya o Auliya ka tazkara hona zaroori hay.kio kay wahabi jin Ahadees ko Mazarat kay khilaf paish karta hay wo oska shaitani qiyas hay aor aisa Aslaaf se sabit nahi. 3) EK topic Wahabi nay Ahlesunnat ky khilaf shoro kya hay ek ap wahabi mazhab kay kufriya aqeeday per shoro kar dain. Wahabi apney Aqaid e kufria se farar per drama karaya ga..... kahay ga kay ham sirf Quran o Hadees ko mantay hai. Jab wo ye jhoot bolay tu os se kahain kay Quran o Hadees kay mutabiq he hukm bayan kar do........ mojada wahabi ulma se radd le aao.....phir daikhain wahabi kaisay bhagta hay!!! Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 24, 2012 Author Report Share Posted November 24, 2012 hazrat "JA AL HUQ" ka aik say "BAHES MAZART OLIYA ALLAH PER GUNBAD BANANA" reference mien nay ahle kahbeees ko diya. us nay kaha jo reference diya wo to SAHIH BHUKARI may mojood he nahi hay. ya reference diya hay : Book= SAHIH BHUKARI, Jild#1 , kitab al janaiz baab aljareed alul qaber, page#426 is may hay kay jub Hazrat Imam Hassan ibne hassan ibne ali radi allah talah anho ka intayqal ho gaya Translation : " TO IN KI BV NAY IN KI QABER PER AIK SAAL TK QUBA DALAY RAKKAH" ya bhi sahaba karam kay zamanay may sub ki mojooodgi may howa. kisi nay inkar nahi kiya. naeez in ki bv aik saal tk wahan rahee phir gahr wapis ai. un ka kehna hay ya koi hadith bhukari may nahi milli. hadith number tumharay pass nahi hay. tm hamay bhukari sharif say ya hadith dhika do ager mojood hay to. mien ya hadith kahan dhoondoo? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Qadri Sultani Posted November 24, 2012 Report Share Posted November 24, 2012 محترم آپ سعید الحق فی تخریج جاء الحق کا مطالعہ کرین۔لنک یہ ہے۔ http://zh.scribd.com/doc/62603846/Saeed-Al-Haq-Fi-Takhreej-Jaa-Al-Haq-Vol-1 http://zh.scribd.com/doc/62605061/Saeed-Ul-Haq-Fi-Takhreej-Ja-Al-Haq-Vol-2 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 24, 2012 Author Report Share Posted November 24, 2012 HAzrat jo link app nay diya hay wo mien study ker choka hoon. us hee may say bhukari sharif ki hadith us ko quote ki thi. mager wo keh raha hay aisi koi hadith bhukari may nahi hay. tm nay perhi hogi na ya hadith. tm dhika do ya hadith bhukari may. JA AL HUQ say nakal ker kay us ko send ki thi. wo ya bhi keh raha hay hadith no kiya hay wo bhi nahi likha Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 24, 2012 Author Report Share Posted November 24, 2012 AHLE KHABEES ka reply: Brailvioon nay aik hadith mazar per gunbad bananay ki di. bhukari sharif say. or khoob choray ho gayee. hadith ka topic bhi soun lien. qaber per masjid banana makrooh hay masjid per quba banana sabit kernay chalay thay , masjid banana gahlat hay ya sabit ho gaya ab kiya karo gay brailviooon Doosri baaaat un ho nay khema gara tha or baad may hata bhi liya tha app ko mien poori hadith paish kerta hoon. takay brailvioon ki terhaan munafiqoon wala kaam na ho app khud perhien or sochien ab is hadith kay baray may or kiya bolo gay??? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 24, 2012 Author Report Share Posted November 24, 2012 (edited) Edited November 24, 2012 by Smart Ali Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 24, 2012 Author Report Share Posted November 24, 2012 ab mien aik hadith paish kerta hoon. ab dehko qaber per majid banana kaisa hay? bhukari ki hadith hay. perho or brailvioon apnay ammal say tauba karo Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Toheedi Bhai Posted November 24, 2012 Report Share Posted November 24, 2012 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 25, 2012 Author Report Share Posted November 25, 2012 hazrat "JA AL HUQ" say "BAHES MAZART OLIYA ALLAH PER GUNBAD BANANA" reference mien nay ahle kahbeees ko diya. us nay kaha jo reference diya wo to SAHIH BHUKARI may mojood he nahi hay. ya reference diya hay : Book= SAHIH BHUKARI, Jild#1 , kitab al janaiz, baab aljareed alul qaber, page#426 is may hay kay jub Hazrat Imam Hassan ibne hassan ibne ali radi allah talah anho ka intayqal ho gaya Translation : " TO IN KI BV NAY IN KI QABER PER AIK SAAL TK QUBA DALAY RAKKAH" ya bhi sahaba karam kay zamanay may sub ki mojooodgi may howa. kisi nay inkar nahi kiya. naeez in ki bv aik saal tk wahan rahee phir gahr wapis ai 1, mien nay jub sahih bhukari may dehka jo kay mien oper attach ker kay post kiya hay. us may bhi ya BAAB nahi hay jo JA AL HUQ may hay. kiya JA AL HUQ may reference gahlat hay???? 2, AHLE KHABEES nay kaha bhukari sharif may ya taleequn kaha hay. ya hadith nahi hay. hadith sanad kay sath hoti hay. kiya SAHIH BHUKARI may jo taleequn kaha hay kiya wo HADITH nahi hoti?? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafvi Posted November 25, 2012 Report Share Posted November 25, 2012 (edited) اصحاب کھف پر جن لوگوں نے مسجد بنانے کا فیصلہ کیا تو کیا وہ فیصلہ ان کا ذاتی تھا یا ان کی شریعت میں قبر پر مسجد بنانا جائز تھا؟ اس حوالے سے ہمارے پاس کوئی مستند ثبوت نہیں۔ قران میں بھی صرف ان دو گروہوں کی ارا کا ذکر ہے۔ قران نہ ان کی ان ارا کی تصدیق کرتا ہے اور نہ ہی تردید۔ حضرت ابن عباس کا ایک قول امام طبری نے اپنی تفسیر میں نقل کیا ہے جس سے معلوم ہوتا کہ مسجد بنانے کا فیصلہ کن کا تھا۔ حدثنـي مـحمد بن سعد، قال: ثنـي أبـي، قال: ثنـي عمي، قال: ثنـي أبـي، عن أبـيه، عن ابن عبـاس، قوله: { قالَ الَّذِينَ غَلَبُوا علـى أمْرِهِمْ لَنَتَّـخِذَنَّ عَلَـيْهِمْ مَسْجِداً } قال: يعنـي عدوّهم. دوسری بات یہ ہے جب نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے ان باتوں کی ممانعت ا چکی ہے تو پھر پچھلی شریعت میں اگرچہ یہ سب جائز بھی ہو تو ہمارے لئے جائز نہیں۔ امام قرطبی نے اپنی تفسیر میں اسی بات کے حوالے سے درج ذیل احادیث نقل کی ہیں۔ وتنشأ هنا مسائل ممنوعة وجائزة؛ فاتخاذ المساجد على القبور والصلاة فيها والبناء عليها، إلى غير ذلك مما تضمّنته السنة من النهي عنه ممنوع لا يجوز؛ لما روى أبو داود والترمذيّ عن ابن عباس قال: " لعن رسول الله صلى الله عليه وسلم زوّارات القبور والمتخذين عليها المساجد والسُّرُج " قال الترمذيّ: وفي الباب عن أبي هريرة وعائشة حديث ابن عباس حديث حسن. وروى الصحيحان عن عائشة: " أن أم حبيبة وأمّ سلمة ذكرتا كنيسة رأينها بالحبشة فيها تصاوير لرسول الله صلى الله عليه وسلم، فقال رسول الله صلى الله عليه وسلم: إنّ أولئك إذا كان فيهم الرجل الصالح فمات بنوا على قبره مسجداً وصوّروا فيه تلك الصور أولئك شرارُ الخلق عند الله تعالى يوم القيامة " لفظ مسلم. قال علماؤنا: وهذا يحرم على المسلمين أن يتّخذوا قبور الأنبياء والعلماء مساجد. وروى الأئمة عن أبي مرثد الغنويّ قال سمعت رسول الله صلى الله عليه وسلم يقول: " لا تصلّوا إلى القبور ولا تجلسوا عليها " لفظ مسلم. أي لا تتخذوها قبلة فتصلّوا عليها أو إليها كما فعل اليهود والنصارى، فيؤدي إلى عبادة من فيها كما كان السبب في عبادة الأصنام. فحذّر النبيّ صلى الله عليه وسلم عن مثل ذلك، وسَدَّ الذرائع المؤدّية إلى ذلك فقال: " اشتدّ غضب الله على قوم اتخذوا قبور أنبيائهم وصالحيهم مساجد ". وروى الصحيحان عن عائشة وعبد الله بن عباس قالا: " لما نزل برسول الله صلى الله عليه وسلم طَفِق يطرح خَميصة له على وجهه فإذا اغتمّ بها كشفها عن وجهه فقال وهو كذلك: لعنة الله على اليهود والنصارى اتخذوا قبور أنبيائهم مساجد " يحذّر ما صنعوا. وروى مسلم عن جابر قال: " نهى رسول الله صلى الله عليه وسلم أن يجصّص القبر وأن يقعد عليه وأن يبنى عليه " وخرّجه أبو داود والترمذي أيضاً عن جابر قال: " نهى رسول الله صلى الله عليه وسلم أن تجصّص القبور وأن يكتب عليها وأن يبنى عليها وأن توطأ " قال الترمذي: هذا حديث حسن صحيح. اور بخاری شریف کی حدیث کے حوالے سے عرض یہ ہے کہ یہ بے سند حدیث ہے اور ایک بے سند روایت سے استدلال کرنا کیونکر صحیح ہے؟ ہھر یہ کہنا کہ یہ سب صحابہ کرام کے زمانے میں سب کی موجودگی میں ہوا اور کسی نے انکار نہ کیا بہت عجیب بات ہے کیونکہ حضرت حسن بن حسن بن علی کی وفات 97ھ میں مدینہ شریف میں ہوئی اور مدینہ شریف میں سب سے اخر میں وفات پانے والے صحابی حضرت جابر تھے جو 78ھ میں فوت ہوئے لہذا حضرت حسن بن حسن کی وفات کے وقت مدینہ میں کوئی صحابی نہ تھا۔ Edited November 25, 2012 by Mustafvi Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Mustafvi Posted November 25, 2012 Report Share Posted November 25, 2012 @ smart Ali حضرت حسن بن حسن بن علی کی روایت بخاری شریف میں صرف اسی باب میں ہے جس کا سکین اپ نے پوسٹ 17 میں لگایا ہے۔ یہ روایت بخاری شریف کے باب الجرید علی قبر میں نہیں ہے ۔ جا،الحق میں ریفرنس غلط ہے۔ یعنی بخاری شریف میں باب الجرید علی قبر تو موجود ہے مگر یہ حدیث اس باب میں نہیں۔ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 25, 2012 Author Report Share Posted November 25, 2012 @Mustavi app deobandi ho ya ahle hadith? Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 27, 2012 Author Report Share Posted November 27, 2012 AHLE KHABEES REPLY Sahi muslim Part 1 Hadith no. 2238 Hadith marfoo'a muqar-rarat 12 Muttafaq alaih 3 Hazrat jabir rza riwayat karte hain ki rasulullah saw ne qbro ko pukhta/pakki bnane aur unpar baithne aur unpar imarat bnane se mana farmaya hai. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Smart Ali Posted November 27, 2012 Author Report Share Posted November 27, 2012 ya lo brailvioon sahih muslim ki hadith ka scan page. ab bataoo qaber per tameerat kerna or qaber ko pukhta kerna mana hay. ab kiya bolo gay. aik nahi 3 hadith hien. . 1 Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.