Jump to content

Muharram Ul Haraam K Liye Nawafil


YaserShaukat

Recommended Posts

Assalam-o-Alaikum Wa Rehmatullah,

 

Actullay i want to know the answers of all following questions:-

 

1. Muharram mein koi Khaas Nafli Ibadat ki jaati hai ? agar ki jaati hai to kon si hai ?

2. Tilawat-e-Quran-e-Pak ya Nawafil ada karnein k baad jo Dua ki jaati hai us ki kya tarteeb honi chiye. maslan agar mein tilawat k baad us k sawab anbia karaam aur aulia karaam ko bhejna chahta hoon to is k liye mein kya alfaaz istemaal karoon ga ?

3. Mazarrat aur Darbaar per Hazri ka tareeka kya hai ? aur dua kya karni chahiye ?

 

 

Jazak Allah

 

Allah aap ko apni hifzo amaan mein rakhe

 

Ameen.

Link to comment
Share on other sites

WaAlaikumussalam

 

Islami Mehfil Main Aap Bhi Khush Aamdeed!

 

On 11/25/2012 at 2:27 AM, yasershaukat said:

1. Muharram mein koi Khaas Nafli Ibadat ki jaati hai ? agar ki jaati hai to kon si hai ?

 

 

Bhai yeh risala dekheay , is main Muharram K Rozon k fazail mazkoor hain.

 

http://library.faiza...ndex.php?id=470

 

http://library.faiza...load.php?id=470

 

Nafli Rozay:

 

P3.gif

 

Nafil Namaz :

 

 

P16.gif

 

 

On 11/25/2012 at 2:27 AM, yasershaukat said:

2. Tilawat-e-Quran-e-Pak ya Nawafil ada karnein k baad jo Dua ki jaati hai us ki kya tarteeb honi chiye. maslan agar mein tilawat k baad us k sawab anbia karaam aur aulia karaam ko bhejna chahta hoon to is k liye mein kya alfaaz istemaal karoon ga ?

 

 

Bhai aap 12 safhaat ka ye risala 'Fatiha Ka Tareeqa' parh lijiay, In sha Allah Azawajal ilm main izafa ho ga.

 

http://library.faiza...index.php?id=16

 

http://library.faiza...nload.php?id=16

 

Isi risalay say jwab naqal kar raha hoon.

 

 

P11 - 副本.gif

 

On 11/25/2012 at 2:27 AM, yasershaukat said:

3. Mazarrat aur Darbaar per Hazri ka tareeka kya hai ? aur dua kya karni chahiye ?

 

 

 

Kitab ‘Fatiha Ka Tareeqa' say makhoz:

 

 

P11.gif
Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You can post now and register later. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...