Jump to content

Is Lobster Haram?

Ashfaq.hussain

تجویز کردہ جواب

Assalamo Allaikum

Kya fiqh Hanafi mein Lobster (urdu naam mujhay maloom na ho saka but kuch online dictionaries mein issay Jheenga Machi kaha gaya hai) Haram hai ya Halal? Baraye meherbani agar iss baray mei fatwa mojoud hai tu bata dijiye.

JazakAllah

WaAlaikumussalam

Lobster aur Shrimp dono Prawn say miltay jultay jandar hai'n magar jheanga yani prawns nahee .. urdu mai ghaliban in 3no ko he jheanga kah daitay hain...

Ahnaf k nazdeek daryai janwron main say sirf machli halal hay. Magar wo machli jo khud bakhud mar kar paani ki satah par aa gayi ho wo bhi haram hay.

Jheengay k machli honay k baray main Ulama-e-Kiram ka ikhtelaf hay. Baz Ulama jo isko machli maantay hain un k nazdeek halal hay, aor wo Ulama jin k nazdeek Jheenga Machli naheen hay un k nazdeek Haram hay. Lihaza aesi soorat main ehtyat behtar hay.

http://www.alahazrat...dex.php?page=10

Halal-o-Haram janwaron ki aik fehrist is kitab main di gayi hay , online read / download krnay k leay visit kijiay

http://www.islamimeh...hand-wzahatain/

Link to comment
Share on other sites

Assalam o Alaikum

Aur Jazakallah for such a nice iinformation

mujhay aik bat mazeed poochni thi k kia mujhay iss bat ka exact reference ya fatwa mil sakta hai k Hanfi maslak mein machli k ilawa sab daryai janwar haram hein.

Thanking you in advance

Jazakallah o Khair

Wasalam

Edited by khadim

Allah Tala aap ko bhi jaza-e-khair ata farmaye.. Aameen

Bhai Pehlay Imam Ahmad Raza Hanafi Ki Kitab Ahkam=-e-Shariat ka refrence pesh kia tha. Is k elawa aik aor kitab ka link dia hay , is ka mutala bhi mufeed rhay ga.

http://www.islamimehfil.com/topic/11272-halal-o-haram-janwron-ki-fehrist-aor-chand-wzahatain/

Halal-o-Haram Janwar-7.jpg

Tibyan-Ul-Quran main hay :

TibiyanulQuranJ3_01.jpg

Link to comment
Share on other sites

On 12/19/2012 at 12:21 PM, Ashfaq.hussain said:

Assalam-o-Allaikum,

Itnay tafeesli jawab ke liye aap ka mashkoor hun bhai.

JazakAllah.

WaAlaikumussalam

Jheenga ya is say miltay jultay janwron k english names / urdu meaning Mujhay forum Super Moderator Abdur-Rahman bhai nay btaye thay , Allah Tala unko jaza-e-khair ata farmaye... Aameen

wesay meray khial tha keh oyester ko bhi jheenga hi kehtay hain .. lekin AbdurRahman bhai nay btaya keh oyester ko kastoora kehtay hain.

Anyways , in sab muamlat main ehtyat ka taqaza yehi hay keh Jheenga na khaya jaye..

Duaon main yad rakheay ga..

Link to comment
Share on other sites

بحث میں حصہ لیں

آپ ابھی پوسٹ کرکے بعد میں رجسٹر ہوسکتے ہیں۔ اگر آپ پہلے سے رجسٹرڈ ہیں تو سائن اِن کریں اور اپنے اکاؤنٹ سے پوسٹ کریں۔
نوٹ: آپ کی پوسٹ ناظم کی اجازت کے بعد نظر آئے گی۔

Guest
اس ٹاپک پر جواب دیں

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
  • حالیہ دیکھنے والے   0 اراکین

    • کوئی رجسٹرڈ رُکن اس صفحے کو نہیں دیکھ رہا
×
×
  • Create New...